Bro mera account main mini kyc Mere papa ke passport se ho rakhi h Toh account delete krne ke baad Same number se dubara account banane ke baad pehle wali mini kyc remove ho jayegi na
Bhai mera na kisi aur ke no. Se account bana hua h mtlb hm avi paytm download kiye to already Vijay kumar ke nam se account bana hua hai sayad jo mera no. H wo pehle jiska hoga uska dikha raha to kyse kya kre
Bhaiya meine jiss no se registered kiya tha usse mujhe sab kuch dlt krna h or udi se new account bnana h jimse sab kuch new ho kaise hoga plzz reply me
Bhai reply kar Dena please ☹️ Mena delete kar diya Paytm account ab ye delete karne ke bad Google pey to nhi delete ho jaiye ga or Jo paise hai vo to nhi kat jaiye ge ☹️ please reply
Bro mera account phle post bank me tha usi number se maine paytm chalu kiya tha lekin kyc complete nhi thi... Ab maine same Number se Bank of India me account open krwaya h to mera paytm account me koi dikaat to nhi aayegi?
Bhai account delete ho gaya lekin jab fir se link kar raha hun to we are unable to link your account right now yah show kar raha hai kya Karen Bank account link nahin ho raha hai ab kya Karen
Bro mera account main mini kyc
Mere papa ke passport se ho rakhi h
Toh account delete krne ke baad
Same number se dubara account banane ke baad pehle wali mini kyc remove ho jayegi na
Yes but new account banane ke baad kyc nhi hoga Kyuki paytm kyc pr ban lga hai
Bhai mera na kisi aur ke no. Se account bana hua h mtlb hm avi paytm download kiye to already Vijay kumar ke nam se account bana hua hai sayad jo mera no. H wo pehle jiska hoga uska dikha raha to kyse kya kre
Min kyc full kyc ka documents bhi bhai sake old Paytm wale account ka new me same no. Se created account me de skte h kya.
Yes
@@rajatechgyan ab to kuch vi ni hoskta 💀😅
Bhaiya meine jiss no se registered kiya tha usse mujhe sab kuch dlt krna h or udi se new account bnana h jimse sab kuch new ho kaise hoga plzz reply me
Hojaega bhai but paytm account delete krne ke baad new account bnaoge To abhi Bank Link nahi ho raha..
Issue chal rha
But Bhai Mera Paytm wallet nhi deactivate ho rha h kaise kru
Jb me passcode set krta hu technical error aa rha h kya hua h........ Reply jrur krna
Paytm ban lga hai Tb se problem hai
Bhai reply kar Dena please ☹️ Mena delete kar diya Paytm account ab ye delete karne ke bad Google pey to nhi delete ho jaiye ga or Jo paise hai vo to nhi kat jaiye ge ☹️ please reply
Google pay delete Kroge to hoga na..paisa bank me hoga bank account delete Kroge to paisa jaega..
Mera 2 acount h ek me full kyc h toh me ek acount ko delete karke us per full kyc transfer kar sakta hu
Yes
Agar mobile no update karte hai to bank acc no naya mobile wala kaise ayega purana hi dikha raha hai
Saba change hojata
Bro mera account phle post bank me tha usi number se maine paytm chalu kiya tha lekin kyc complete nhi thi...
Ab maine same Number se Bank of India me account open krwaya h to mera paytm account me koi dikaat to nhi aayegi?
No
@@rajatechgyan thanks bhai❤
Okay
Okey 😊
Bhai account delete ka option nai aa rha KYC BHI FULL hsi 4 saal purana account hai
Delete ho jaega uska Alag process h
Batye
Nehi ho raha h close delet mene full kyc be karva raki che
Full kyc eS lie delete account problem
Bhai account delete ho gaya lekin jab fir se link kar raha hun to we are unable to link your account right now yah show kar raha hai kya Karen
Bank account link nahin ho raha hai ab kya Karen
Paytm pr abhi bank link hona band ho gaya hai. But kuch time wait Karo ye problem Jaldi he Paytm solve krega
@@rajatechgyanabhi ye problem solve ho gya ki nhi
Close Account ka option nahi Aa raha hai
Paytm full kyc kr rakhi kya
@@rajatechgyanyes to bhi nai ho raha he
Mere m close account ka option hi nhi aa rha h to kya kru
Full kyc hai kya
@nirgun938 kyc bhi delete hojaega
Nic
Maine bhai aapna id account delt kra ab ussi no. Se bna rha hu to ni bn rha
Old upi id nhi bnta..Account delete ke baad fir se open kri to
@@rajatechgyannew UPI ID kaise banaye fir
@@mustakim2012 new upi id bn jaega automatic
Purana account wapas kaise laye
Nhi aayega
Bro kyc bhi delete ho jata hai kya matlab ham same kyc dobara kar sakte hai kya
Yes..
Abhi new paytm kyc nhi hoga.kyu ki ban lga hai abhi tk
Bhai mara account blocked m uus ko delete kasa karu m to login b nahi kar pa raha hu or mara account m rupya aa raha h jo mara kisi kam k nahi h 😢
Paytm register mobile number se customer care ko call Karo..paytm unlock ke lie
Aap customer care se bat Kia thea kya aapka open hua
Reply please..??
Bas. Bhai bhot slow ho rha h but ya real h
Kya bolna chah rhe ho bro
Bro close account option nhi a rha h kya kare help
Full kyc hai kya
@@rajatechgyan full kyc h bro
Help
@@Sohel-e3d esi lie delete ka option nhi aarha
Kaise kare delete batao bro
Bhai account delete nhi ho rha bol rha h pehle paytm payment Bank deactivate kro
Paytm payment account delete ke baad he paytm account delete hoga
@@rajatechgyan Paytm payment Bank delete nhi ho rha
@@rajatechgyanBhai mere pr kyc ho rkha h account delete kr dia hu ab m same addhar card se dusre number pr Paytm m kyc kr skta hu ?
Bhai nhi ho rha hai
Full kyc wala account hoga eslie nhi ho rha hoga.
Usha alg process hai
Cashback milega
Yes
Option nohi aa roha hai
O😊
Paytm delete kr ke phone PE bna skte h please btayega jarur
Ha..
Ha..
@@rajatechgyan koi problem to nhi na hogi
@@AfreenJahan-l6t Tumhara paytm payment bank Hai Ya other bank.
Ye Janne ke baad he bta skta
@@rajatechgyan mera Indian Bank h Paytm bna ke h
Account delete nahi ho raha hai faltu me time khotti kiya video dekhne me
Full kyc hai kya
Mene kyc nhi kra rakhi to m kaise delete kru mera account