Bajaj Chetak EV Charging time | Chetak EV electricity unit consumption | Chetak EV true range

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 окт 2024
  • This is the 1st time I am charging Chetak EV after getting delivery from the showroom.
    charging time : 2 hours
    charging unit consumption: 2 units
    Range : 102 km range

Комментарии • 28

  • @dsshah6750
    @dsshah6750 2 месяца назад +2

    Start may bhut batry utar jati hay yar 😢

  • @RaitaniSahil
    @RaitaniSahil Год назад +2

    Sir chetak ev kaise hai aur iske after sales service kaise hai purchase kar sakte hai koi problem toh nahi hogi please 🙏 bataiye

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  Год назад +1

      After sales ka pata nahi kyu ke abhi meri 1st service karvana baki he.
      Maine abhi tak 250 km chalaya he aur mujhe koi khas problem nahi laga.
      Bilkul le sakte he.

  • @kanhavintage9277
    @kanhavintage9277 Год назад +2

    Bhai Maine bhi liya hai 10 din hua aage handle k pass kuchh awaj aata hai rough road par thoda thoda lekin kaha se aawaj aa Raha hai confirm nahi huu
    Aur accessories price? Apko kitne me pada footrest bhi nahi hai 😊

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  Год назад

      Congratulations on your new Chetak.
      Mere wale me aisa kuch awaj to notice hua nahi he, service centre wale kar denge thik wo toh.
      Mujhe accessories 3100 me padi, usme body fitting, body cover, foot matt, seat cover included he.

    • @Ajayghuge98
      @Ajayghuge98 7 месяцев назад

      Bhai o aavaj break liver ki ho skti hai dhilli hogayo hongi isiliye aavaj ataa hai handle se fir kra lo aur dusra aavaj off road Mai Jo ata hai o disk brake ke pass ek cover hai plastic ka uske bajne se aata hai usko fitting krna padta hai

  • @lokeshshrivas4848
    @lokeshshrivas4848 5 дней назад

    Pick-up bahut let hai bhai mat lo tvs lo thik ye thik nai laga mere ko

  • @spbhabanishankarmishra8797
    @spbhabanishankarmishra8797 Год назад +1

    Me bhai lena chahati hu par thodi confused hu tvs iqube/ chetak pe

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  Год назад

      Chetak on road 1.40 me padta he aur iqube 1.55 me.
      Agar budget issue nahi he to iQube 1st prefer karna sahi hoga.

    • @spbhabanishankarmishra8797
      @spbhabanishankarmishra8797 Год назад

      @@Jhharkhani_ ku bhai i qube 1. Chetak 2 nd

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  Год назад

      @@spbhabanishankarmishra8797 iQube me digital screen aur boot space jyada milta he

    • @spbhabanishankarmishra8797
      @spbhabanishankarmishra8797 Год назад

      @@Jhharkhani_ nor bal pe

    • @spbhabanishankarmishra8797
      @spbhabanishankarmishra8797 11 месяцев назад

      Bhai performance me se chetak achi he / I qube. 6/7 ke liye

  • @spbhabanishankarmishra8797
    @spbhabanishankarmishra8797 Год назад

    Bajaj chetak kesi he, performance

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  Год назад +2

      Ola aur Ather jaisa power nahi he aur digital screen bhi nahi he.
      Metal body aur look wise badhiya he.
      Me 40 se niche speed me chalata hu aur city ride me 101 ki range mil rahi he.

    • @spbhabanishankarmishra8797
      @spbhabanishankarmishra8797 Год назад

      @@Jhharkhani_ mujhe bhi speed jyada nehi chahiye 70 se jyada par koi tension naho esi chahiye

    • @spbhabanishankarmishra8797
      @spbhabanishankarmishra8797 Год назад

      Bajaj pe koi driving type ka issue nehi he to

    • @RiteshRao-du1vz
      @RiteshRao-du1vz 10 месяцев назад

      Very good performance no problem buy Bajaj Chetak now

  • @doodle802
    @doodle802 2 месяца назад

    Bhaiya Review do pls lene jaa raha hu next week

    • @Jhharkhani_
      @Jhharkhani_  2 месяца назад +1

      @@doodle802 1st preference TVS iQube, 2nd Chetak.

  • @swatiraut282
    @swatiraut282 11 месяцев назад +1

    Dont by chetak me just ghetliy but khup issue aahet

    • @Ajayghuge98
      @Ajayghuge98 7 месяцев назад

      Konte problem bhau me pn aata ch ghetli?

    • @maheshnewase8549
      @maheshnewase8549 6 месяцев назад +1

      Kahi nahi problem.. False information nko deu.. Baki chya ev peksha top ahe chetak..