Thank you everyone for watching. Please like, share and subscribe. If you have any query you can ask us in the comment section. Please visit our website: www.centurylawfirm.in You can check out our blog: www.centurylawfirm.in/blog Also make sure to leave your rating/review on maps.app.goo.gl/D4d2Ct7WCwkPh6iYA
Sir Asalawalekum ….. sir mene apni wife ko advocate ke dwara register post me 2 talaknama notice Dodiya hoon …. 3rd notice meri wife nahi le rahi hai toh me kya karu plz kuch bataeiye… Agar 3rd notice bhi mere wife ke paas pahunchata hai toh …uske baad muje kya karna hoga …. Talak ka certificate kahasey lena hoga plz bataeye
Sir, Maine talak e Hasan Diya tha I.e 3 talaks in 3 months…. Then I took a Kazi certificate…after that I wanted to declare divorce from court but opposition has said that it’s a decree of woman/wife…husband can’t ask for such declation
@@centurylawind Sir ty for reply… they’re saying Dissolution of Muslim marriage act 1939 there is no any provisions or remedy for husband to file the divorce petition
Sir meri didi ek tarfa talaq huya hey ..10 saal se dono alag hey wor talaq 7 saal huya hey ..toh kya meri didi kisi wor jaga shadi kar sakti hey .. Muslim law ke tehet dono ne talaq liya hai ek tarfa ..plz reply ..
Sir, my wife wants to divorce from me and her lawyer sent the notice 1st after i agreed to give her divorce, then her lawyer sent 2 sets of deed of divorce on non judicial 100 rs papers in that he mentioned as Talaq e Ahesan, is it the right way or it should be Talaq e Mubarat.
Sir being a Muslim can’t we file a divorce and send to her address and then normal court procedure will start and so on divorce will be concluded ??? or we have to follow this Ahsan and Hasan thing ?
Muslim divorce bahut technical hai ek word mai answer dena possible nhi hai. Vese mutual divorce ho sakta hai ise Talak E Mubarat kaha jata hai. Adhik jaankari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai
Sir, kya vakil ke chamber mein ek INR 100 k stamp pe ladka aur ladki ka sign lekar talaq ho jata hai ya koyi qazi iskk karwata hai.. mujhse zabardasti sign liya tha kya ye talaq ho gaya please help.
I have sent talaq e ahsan notice through registered post to my wife..but due to prior information she refused and returned the post to my lawyer ..is it valid that i have given talaq? After 3 months can i get divorce in court? Plz reply
No, she must be present or hear the pronouncement of talaq. And advocate has no concern in it, it's between you and your wife, but advocate sir can guide you. For any more queries you can call 9310411779
Talaq ho chuka hai aur ab dobara nikah bhi ho sakta bina halala ke kyoki Talaq E Ahsan hua hai Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Han ye kanooni hai, aur agar aap court se Decree Chahte hai to aapko Petition Dakhil karni hogi, aur sunni mai ye oral Talaq ho sakta hai but Shia mai Written hi hoga
@@centurylawind court se decree leni hogi... means court case chalega? Aur agar case haar gae to divorce effective nhi rahega,?Means agar case Nahi jeeta to talaq valid nhi Hoga? Kya decree zaruri hai ? Without court intervention talaq nhi ho skta kya??
@@centurylawind phir wife us talaq ko challenge kr skti hai ya nahi?? Sir ek video plz Talaqe Ahsan k full procedure pr banaen aur local lawyers kyon suggest Nahi krte is method ko.. Agr itna easily divorce mil skta hai to court kyon Jaen phir divorce k liye ?
Wife can challange that talaq on the ground that essence of the Talaq E Ahsan was not fulfilled. Adhik jaankaari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Mein ek chiz Janna chati hu aap reply dijiyega sir Meri Jo client hai uske pass koyi documents nhi hai ke wo shadi kiya hai by kazi kuch bhi documents nhi hai,aur uske wife kisi aur ke saath relationship hai infact pakda bhi geya toh ek GD file kiya mere client ne Aab divorce lena chate hai so meine Talaq -E-Ahshan ke upar ek petition lekhi toh usko kiya mein vej Sakti hu?Ya phir ye kam Kazi ka hai? Aur agar mein Court pe file karu toh basics pe file karu? Dissolution of Muslim marriage act 1939 pe karu??
Kyo itna tension m pade ho wakeel sahab Notice type karao stamp k sath attested karo 3 talak alag alag Time par dikhao 1 month k difference par Our by post send kardo ladki k address par Sath m 1-1 copy District sp Mahila thana Local thane m bhi post kar do Our 1 news paper mai ad bhi lagwa do This is declaration Not her choice
Sir i m muslim mera Thane court me case chal rha hai 2.5 saal se 498 aur dv Dali hai me me case k chalte dusri shadi kerskta hu ya divrce file kru 2 saal ki baby hai yeh k chalte tension se mom ki death hogayi hai meri what best plzz sir batiyeh ??????
Sir humne notery karayi thi ladki Valo be dhej vapas liya 200000by check liye aur gavaho ki maujoodgi mein teen Baar talaq mere Bhai me diya fir Kuch mahino baad unhone talaq dhej k case Kar diye ab hum kya karein
Talaq must be pronounced before two adil and baligh muslim and that is to be communicated to wife in any form, it can also be through register AD. It is not proposal that she can refuse or accept rather it is a declaration. Hope you got your answer
Talag e hasan complete hone ke baad agar koi muslim mahila court case kar sakta hai kiye.Agar muslim mahila court case kar diya to us time me husband ko kiya karna chahiye.Iske andar kanuni tarika kiya hai jara discuss kokiye sir
Assalamu alaikum sir 2007 me Mere behen ka Talaq khulanama khazi ke dwara hochuka hai kya woh bhir se court ke jariye usi 2007 Ke date Ko Talak lesakegi kyunki woh family pension ke liye AG office adhikari ne manga hai please batayen sir
Sir Talaq -E- Ahsan or Talaq -E-ila ..... by husband Uske liye ldki k ghrwalo ka bhi gawah hona zruri hai ya fir Kisi Qazi ko b gawah bna skte hn....🙏🏼🙏🏼🙏🏼 Please reply Forcefully husband ko dhmki deke maar peet k shaadi krai h or ab wo talaq nhi dena chahte Na husband k ghrwale saath dere hn unhone husband ko mara tha bht.. or Ldki k ghrwalo se b husband ne mna kiya tha m shadi nhi kr skta pr unhone zbrdsti kri ustym nhi suni.....Pr ab bhi husband saath nhi rehna chahta to kya Talaq -E-Ahsan mai ek Qazi gawah ho skte h 🙏🏼🙏🏼🙏🏼😭😭
Ye aapsi sehmati se tah kiya ja sakta hai. Ye ek musht bhi ho sakti hai or per month bhi ho sakti hai or nahi bhi ho sakti. Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Sir Talaq e Mubarat Vakil k chember mein affidavit sign hone se ho jata hai ya fir court mein isko challenge bhi kiya ja sakta hai.. agar zabardasti talaq karwaya gaya toh.
Sir my ne meri bewi uske maa ke ghar jane 1 sal bad conjugalrides case file kiya khazi ne 2 notice bhej kar ab my kuch nahi karsakta aap court jaya kare bola ab my talaq lena chahata hoo kyunki 3 years hogaya meri bewi ja kar ab tak bahout koshish kiya ke mere ghar bulalene ki ab mere se nahi ho raha hai ab mujhe kaise divorce milsakta hai please
Agar mutual understanding se talaaq hota h aur ladka har mahine kharch dene ki baat ko mankar talaaq deta h aur uske baad mukar jata h to kya hm usey court me chalkenge kr skte h
Sir mujhe aap se information lena h..mai bekasoor aadmi hu..ki mai bohot harassment leraha hu..beinsaniyati patni se.court me ja k paise k liye aur humare jindagi pura haram kardiye h. Mujhe kya karna h
अस्सलामवालेकुम Sir Meri Patni Ghar chhodkar Chali gai hai Aur vah Khuda Kasam Kha Kar Gai Hai Ki Main Ghar Dobara Se Wapas Nahin aaungi uski vajah se Mere walid Ki Jaan Chali gai vah Mere Sath Nahin Rahana chahti hai Main Bhi usse bahut Pareshan rahata hun meri shaadi ko 7 Sal pure Ho chuke hain mujhe Kisi bhi halat main usse Talak lena hai Badi Meherbani Hogi aap mujhe a Sahi Salah De
Kya sohar wife ko bina galati k talakh desakta kyu ki mera sohar kise aur ladki k liye muje talakh dera ha he my nae lena chahte talakh o dhmki dera ha he
Kya mera sasur mera sohar c bat karne nahe deraha he talak dedal bolk bete c bolrahahe 3 mnths c ma k gharpe muje gusa aya to my ne gali de sasur ko kya gali dene k wajh c mera sohar complaint karega talakh k liye to kya mera talk ho jaega my dena nahe chahte
Mera Ladka bahut parisan hai 2 Sal se jab bhi gar me koi bat hoti hai to Lagti hai jor jor se chillane our ma ko our Bahan ko Laga ke Lagti hai gandi gandi gali dene our dhamki deti hai ki pure ghar wale ko jel bhejwa Fungi 2 bar Fasi Lagane ki losis bhi Kar chuki hai 1 bar jahar khane ki losis kar chuki hai U P kusinagar hain
Thank you everyone for watching. Please like, share and subscribe.
If you have any query you can ask us in the comment section.
Please visit our website: www.centurylawfirm.in
You can check out our blog: www.centurylawfirm.in/blog
Also make sure to leave your rating/review on maps.app.goo.gl/D4d2Ct7WCwkPh6iYA
Sir Asalawalekum ….. sir mene apni wife ko advocate ke dwara register post me 2 talaknama notice Dodiya hoon …. 3rd notice meri wife nahi le rahi hai toh me kya karu plz kuch bataeiye…
Agar 3rd notice bhi mere wife ke paas pahunchata hai toh …uske baad muje kya karna hoga …. Talak ka certificate kahasey lena hoga plz bataeye
Superb information given by you...thank u so much
Sir, Maine talak e Hasan Diya tha I.e 3 talaks in 3 months…. Then I took a Kazi certificate…after that I wanted to declare divorce from court but opposition has said that it’s a decree of woman/wife…husband can’t ask for such declation
You may seek declaration from court there is no bar
@@centurylawind Sir ty for reply… they’re saying Dissolution of Muslim marriage act 1939 there is no any provisions or remedy for husband to file the divorce petition
You may contact us on 9310411779.
@@TheGogo548 am also facing same problem..please respond did u get any solution for divorce?
@@TheGogo548 hello bhai help me
Sir meri didi ek tarfa talaq huya hey ..10 saal se dono alag hey wor talaq 7 saal huya hey ..toh kya meri didi kisi wor jaga shadi kar sakti hey .. Muslim law ke tehet dono ne talaq liya hai ek tarfa ..plz reply ..
Sir i like many of ur lecture those brother and sister follow you will be successful
Can i send hasan or ahsan talaq when dv case is still pending in court
Sir, my wife wants to divorce from me and her lawyer sent the notice 1st after i agreed to give her divorce, then her lawyer sent 2 sets of deed of divorce on non judicial 100 rs papers in that he mentioned as Talaq e Ahesan, is it the right way or it should be Talaq e Mubarat.
sir aap 9310411779 par contact kar sakte hai
Sir being a Muslim can’t we file a divorce and send to her address and then normal court procedure will start and so on divorce will be concluded ??? or we have to follow this Ahsan and Hasan thing ?
Sir you can contact us at 9310411779
Sir nice information. Sir mera pati apne Gharwalon se milkar mere character less hone ka ilzaam lagake khula ke liye force karraha hai kya karon
Sir ji Talakh-e-Hasan aur AHasan ki full procedure Bata dijiye please, start kahan se karna hai aur end kaise hoga
Sir aap 9310411779 par sampark karke detail mein jankari prapt kar sakte hai
Good jankari
useful information sir tq so much aur aisi videos bnaye
Kia husband likh kar bhi divorce de sakte hn
Sir plz.reply me that Muslim husband can take judicial separation?
You can contact us at 9310411779 to know more.
Sir you have all the attributes of a good advocate.
Thank you sir very good video
Sir kya Muslim husband court ke dwara talaq ki decree le sakta hai, yadi haan to kis act ke kis section mein. Shukriya
Sir aap 9310411779 par contact kar sakte hai
#Great......
Muslim law mai agr mutual consent se Stamp paper par divorce len to kiya wo valid hoga?
Muslim divorce bahut technical hai ek word mai answer dena possible nhi hai.
Vese mutual divorce ho sakta hai ise Talak E Mubarat kaha jata hai. Adhik jaankari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai
Mere husbnd ne mujhe 5 saal pahle afidafid par kazi ke samne talq dediyaa ab wo decree nahi bnwa rha he kya talaq hochuki he ya nahu
Have to see the affidavit and form of divorce. You can contact us at 9310411779
Ok sir kal call karti hoo jaipur se hoo me
If online marriage how it works
Sir, kya vakil ke chamber mein ek INR 100 k stamp pe ladka aur ladki ka sign lekar talaq ho jata hai ya koyi qazi iskk karwata hai.. mujhse zabardasti sign liya tha kya ye talaq ho gaya please help.
Muh se bolna bahut zaroori hai or jo talaq ke tareeke video me bataya gaya hai usme se ek hona chahiye fir chahe talaq kisi bhi jagah ho
I have sent talaq e ahsan notice through registered post to my wife..but due to prior information she refused and returned the post to my lawyer ..is it valid that i have given talaq? After 3 months can i get divorce in court? Plz reply
No, she must be present or hear the pronouncement of talaq. And advocate has no concern in it, it's between you and your wife, but advocate sir can guide you.
For any more queries you can call 9310411779
@@centurylawind i have sent through whatsapp also..talaq..is it valid?
Please call 9310411779
@@centurylawind stamp karke notice send Karna by post
Show in 3 differnt time it will done
Iske sath sath
Sir talaaq e ahsan aur khula lekhi bond par hua 2019 November ko ab kya ye divorce ho gaya dobara shadi kar sakte pahle wife se
Talaq ho chuka hai aur ab dobara nikah bhi ho sakta bina halala ke kyoki Talaq E Ahsan hua hai
Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Aur sir ye hone ke baad maine muh se akele me,talaaq talaaq talaaq bola tha toh ab nikah ho sakta
.main sunni hoon
Sir aap kal call karle, aapko bata denge sir
So knowledgeable
Nice
Sir, talaq e Ahsan ko quanooni ahmiyat hasil hai kya? Orally talaq k sath koi quanooni karrwai bhi krni hogi na sath me?? Aur ye karrwai kaise hogi?
Han ye kanooni hai, aur agar aap court se Decree Chahte hai to aapko Petition Dakhil karni hogi, aur sunni mai ye oral Talaq ho sakta hai but Shia mai Written hi hoga
@@centurylawind court se decree leni hogi... means court case chalega? Aur agar case haar gae to divorce effective nhi rahega,?Means agar case Nahi jeeta to talaq valid nhi Hoga? Kya decree zaruri hai ? Without court intervention talaq nhi ho skta kya??
Ho jata hai isko hum non-judicial talaq kehte hai
@@centurylawind phir wife us talaq ko challenge kr skti hai ya nahi??
Sir ek video plz Talaqe Ahsan k full procedure pr banaen aur local lawyers kyon suggest Nahi krte is method ko.. Agr itna easily divorce mil skta hai to court kyon Jaen phir divorce k liye ?
Wife can challange that talaq on the ground that essence of the Talaq E Ahsan was not fulfilled.
Adhik jaankaari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Mein ek chiz Janna chati hu aap reply dijiyega sir
Meri Jo client hai uske pass koyi documents nhi hai ke wo shadi kiya hai by kazi kuch bhi documents nhi hai,aur uske wife kisi aur ke saath relationship hai infact pakda bhi geya toh ek GD file kiya mere client ne
Aab divorce lena chate hai so meine Talaq -E-Ahshan ke upar ek petition lekhi toh usko kiya mein vej Sakti hu?Ya phir ye kam Kazi ka hai?
Aur agar mein Court pe file karu toh basics pe file karu? Dissolution of Muslim marriage act 1939 pe karu??
Kyo itna tension m pade ho wakeel sahab
Notice type karao stamp k sath attested karo
3 talak alag alag Time par dikhao
1 month k difference par
Our by post send kardo ladki k address par
Sath m 1-1 copy
District sp
Mahila thana
Local thane m bhi post kar do
Our 1 news paper mai ad bhi lagwa do
This is declaration
Not her choice
Sir i m muslim mera Thane court me case chal rha hai 2.5 saal se 498 aur dv Dali hai me me case k chalte dusri shadi kerskta hu ya divrce file kru 2 saal ki baby hai yeh k chalte tension se mom ki death hogayi hai meri what best plzz sir batiyeh ??????
sir you can contact us at 9310411779
U guide me free or cost
Sir humne notery karayi thi ladki Valo be dhej vapas liya 200000by check liye aur gavaho ki maujoodgi mein teen Baar talaq mere Bhai me diya fir Kuch mahino baad unhone talaq dhej k case Kar diye ab hum kya karein
Sir aap detail mein jankaari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai
Kya aap advise free h ya pay Karna h
Sir mujhe Apne hsbend se khulaa cahiye to eske liye Kay krna pdega sir plz Ripley
Aap 9310411779 par sampark kar sakte hai.
Thanks sir
Very good bro . good knowledge
Can I give talaaq one by one using register AD, and what if my wife does not accept my tallaq which is sent through register Ad. Sir please answer
Talaq must be pronounced before two adil and baligh muslim and that is to be communicated to wife in any form, it can also be through register AD. It is not proposal that she can refuse or accept rather it is a declaration.
Hope you got your answer
@@centurylawind good answer
Assalam Alaikum Sir Kya my khazi kedwara liyegaye talak ko bhir se court ke Dwaraka le sakthi hun please batayiye sir
W/s जी जरूर आप तलाक़ लेने के बाद कोर्ट से डिक्री ले सकते है। अधिक जानकारी के लिए आप 9310411779 पर संपर्क कर सकतें हैं।
Talag e hasan complete hone ke baad agar koi muslim mahila court case kar sakta hai kiye.Agar muslim mahila court case kar diya to us time me husband ko kiya karna chahiye.Iske andar kanuni tarika kiya hai jara discuss kokiye sir
Sir you can contact us at 9310411779
When I contact with sir?
Sir please drop a WhatsApp message and you will receive a call back
Sir bina proof ke husband talaq e de skta hai
Sir, can you explain what did you talk in this video in English?
Contact us at 9310411779
I need this explanation in English, Sir
please help me
Will tell you on call
yes, Sir
Thanks
Sir wife 6 month se mayke me hai sasural aana nhi chahti to use konsa talak de pls help 🙏
Aap adhik jaankari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai
Worthy information 💐💐💐
Talaq pronunciation written me kar sakthe hai kya.
9310411779
Assalamu alaikum sir 2007 me Mere behen ka
Talaq khulanama khazi ke dwara hochuka hai kya woh bhir se court ke jariye usi 2007 Ke date Ko Talak lesakegi kyunki woh family pension ke liye AG office adhikari ne manga hai please batayen sir
W/s vo kaazi ke khulanama lekar court mai decree lene ke liye case daal sakti hai Ladke ka dono parties ka statment record hone par Decree Mil Jayegi
7 (1) (b) kaun sa section Hai Sar please reply me
Kaunse act ka?
Act 34
Act 34 7 (1) (b) plz Sar reply
Sir act ka naam chahiye hoga (example civil procedure code, hindu marriage act etc.), aise nahi mil paayega
Sir Talaq -E- Ahsan or Talaq -E-ila .....
by husband
Uske liye ldki k ghrwalo ka bhi gawah hona zruri hai ya fir Kisi Qazi ko b gawah bna skte hn....🙏🏼🙏🏼🙏🏼 Please reply
Forcefully husband ko dhmki deke maar peet k shaadi krai h or ab wo talaq nhi dena chahte Na husband k ghrwale saath dere hn unhone husband ko mara tha bht.. or Ldki k ghrwalo se b husband ne mna kiya tha m shadi nhi kr skta pr unhone zbrdsti kri ustym nhi suni.....Pr ab bhi husband saath nhi rehna chahta to kya Talaq -E-Ahsan mai ek Qazi gawah ho skte h 🙏🏼🙏🏼🙏🏼😭😭
Sir aap 9310411779 par humare se sampark kar sakte hai
@@centurylawind sir whtsp pr msg ka reply dedijiye🥺
Ji sir Sunday hai, aaj off hota hai
Isliye thoda time lag sakta hai. Reply jarur aayega.
@@centurylawind ok sir thank u ❤️
Sir, if someone is separated with her means they live separately for 4 months than will it be considered as divorce in muslims ???
No it will not be considered as divorce.
Sir talawe mubarat mein alimony ka kya hai jo husband dega
Ye aapsi sehmati se tah kiya ja sakta hai. Ye ek musht bhi ho sakti hai or per month bhi ho sakti hai or nahi bhi ho sakti. Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Sir Talaq e Mubarat Vakil k chember mein affidavit sign hone se ho jata hai ya fir court mein isko challenge bhi kiya ja sakta hai.. agar zabardasti talaq karwaya gaya toh.
Depends upon the situation. You can call 9310411779 to discuss in detail
Muslim male how to get divorce from wife by family Court and what is the act and section name
Dissolution of muslim marriage act 1939 section 2. For more information you can contact us at 9310411779
Sir my ne meri bewi uske maa ke ghar jane 1 sal bad conjugalrides case file kiya khazi ne 2 notice bhej kar ab my kuch nahi karsakta aap court jaya kare bola ab my talaq lena chahata hoo kyunki 3 years hogaya meri bewi ja kar ab tak bahout koshish kiya ke mere ghar bulalene ki ab mere se nahi ho raha hai ab mujhe kaise divorce milsakta hai please
Aap Talaq e hasan le sakte hai. Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Sir Stam paper pr ik period me talak court me valid a
apko batana hoga kon sa talaq diya and kya talaq ki neeyat thi
@@centurylawind just ik stam paper par sign karate a usme yeh likhia ha ke aj se ye dono husband wife ni kya court me valid a vo
Ji nahi, ye valid nahi hai
Kya 13B m Muslim mutual divorce hota hai
Ye section Hindu Marriage Act ka hai, isme mein Muslim divorce nahi hota
Sir Muslim husband wife instant jldi talaq kaise le skte h ?
सर जी मेरी वाइफ ना घर वापस आ रही है और ना ही मुझे छोड़ रही है, क्या मैं दूसरी शादी कर सकता हूं l
मैं मुस्लिम समुदाय से हूं l
आप अपनी पत्नी को कोर्ट के ज़रिए वापिस बुलाने के लिए हक़ ए जोजियत का केस डाल सकते हैं। अधिक जानकारी के लिए आप 9310411779 पर संपर्क कर सकते हैं।
@@centurylawind sir thank you
@@centurylawindsir ji kya main talaq hai Hasan ya AHasan de sakta hun
You can contact us at 9310411779
Kya talaq e ehsan biwi ke absence mein hoti hai
Ho sakta hai bas biwi ko talaq dene ki jaankari ho
Agar mutual understanding se talaaq hota h aur ladka har mahine kharch dene ki baat ko mankar talaaq deta h aur uske baad mukar jata h to kya hm usey court me chalkenge kr skte h
Talaq kis prakaar se liye hai uspe depend karta hai, aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Kya muslim trikay se ik side divorce ho sakda hai
Aap 9310411779 par contact karke jankaari prapt kar sakte hai
Sir phone se talaq Ahesan de sakte hai
In shiya there has to written with witness and in sunni, it is possible
In 3 mahinon ke bich mein agar patni ne 498a ka case Kar Diya, to kya hoga
498a ke case se talaq par koi farak nhi padega.
Sir mujhe aap se information lena h..mai bekasoor aadmi hu..ki mai bohot harassment leraha hu..beinsaniyati patni se.court me ja k paise k liye aur humare jindagi pura haram kardiye h.
Mujhe kya karna h
Contact on 9310411779
Talak a mubarak or mutually separation me time kitna lagta hoga sir
Please send your question on WhatsApp on 9310411779
If boy is willing to give divorce but girl is not, in that case how divorce will hpn
Yes it can be done but the husband must have reason to do so.
You can contact on 9310411779 for more information.
Sir agar wife muslim prosnal low ke zarye se khula leti hai to kya oh baad me kisi tarah ka cas kar sakti hai. Pleas reply me.
Yes kr sakti h
Aur vo khula sirf mang sakti hai deta usko husband hi hai
@@centurylawind to phir shohar kya kare.agar biwi khula mangri to shohar keise de ke baad me oh kuch na karsake.
Aap adhik jaankari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai.
Hi bro
@@zahid55944 hi
Is talak ahsaan banned in india?.plz reply
No, it is not banned in India
Sir agar ladki ko ladka ka nature pasand nai shakal. Pasand nai to wo. Khula le sakti hai.... Kya ya isme m. Bhi husbend ki marji chalegi... Rep dena
Khula is exclusive right of wife but reason which you have mentioned are not enough
Jaali talaq bina wife ke ho jate hain kya?
Jaali ka kya arth hai?
अस्सलामवालेकुम Sir Meri Patni Ghar chhodkar Chali gai hai Aur vah Khuda Kasam Kha Kar Gai Hai Ki Main Ghar Dobara Se Wapas Nahin aaungi uski vajah se Mere walid Ki Jaan Chali gai vah Mere Sath Nahin Rahana chahti hai Main Bhi usse bahut Pareshan rahata hun meri shaadi ko 7 Sal pure Ho chuke hain mujhe Kisi bhi halat main usse Talak lena hai Badi Meherbani Hogi aap mujhe a Sahi Salah De
Sir ek dum se talak ho jayega kia yah court tym dete hai
Nhi instant talaq nhi so sakta har tarha ke mukammal talaq m kam se kam 3 mahine lagte hai
Mujhe to apni biwi छोड़नी ही हे किसी भी तरीके से but mere gharwale safe rahe please reply
Agar aapke pass valid reasons hai to aap apni wife ko talaq de sakte hai.
Adhik jaankari ke liye aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Sir phoen pe talak ho jate hai
Kaunsa talaq ispe depend karega aur gavah bhi hone chahiye. Adhik jaankari ke liye 9310411779 par sampark kar sakte hai
Kya sohar wife ko bina galati k talakh desakta kyu ki mera sohar kise aur ladki k liye muje talakh dera ha he my nae lena chahte talakh o dhmki dera ha he
Nhi aap aise talaq ko court mai challange kar sakte hai
Talaq dene ke liye valid reason ka hona jaroori hai
Kya mera sasur mera sohar c bat karne nahe deraha he talak dedal bolk bete c bolrahahe 3 mnths c ma k gharpe muje gusa aya to my ne gali de sasur ko kya gali dene k wajh c mera sohar complaint karega talakh k liye to kya mera talk ho jaega my dena nahe chahte
Aap apni samasya discuss kar sakte hai 9310411779 par call karke (during working hours).
Hlw Naziya ji friendship kerogi ap me ek achi si dost dhund reha hu
Hamse Kar lo min up mau se hu jan
Biwi be wajah se talaq menge aor apne mayke rahne lage to keya Karan chahiye
Aap 9310411779 par sampark kar sakte hai
Mera Ladka bahut parisan hai 2 Sal se jab bhi gar me koi bat hoti hai to Lagti hai jor jor se chillane our ma ko our Bahan ko Laga ke Lagti hai gandi gandi gali dene our dhamki deti hai ki pure ghar wale ko jel bhejwa Fungi 2 bar Fasi Lagane ki losis bhi Kar chuki hai 1 bar jahar khane ki losis kar chuki hai U P kusinagar hain
Ismai jhota case se kaise bache
Agar biwi ka kisi se affair hai usse milti hai call karke ghanton baat karti hai to husband apni biwi ko kaise talaq de
Ye talaq ka valid ground hai. Aap 9310411779 par jyaada jankari ke liye sampark kar sakte hai
Thank you for reply me
Talak karane main ladki ki maa ka 99.9% hat hota hai
Sir pati ko talaq chahiye lekin patni na to pati ke ghar aa rahi hai na to talaq de rahi hai
Bibi ke ghar valey usey talak lene pr mjbur karete to kya karna chahiye a
Husband aur wife khud ke karano se talaq le sakte h kisi ki behlane ya dabav m nhi
Sir kya aap mera case lad sakte ho Mumbai me
9310411779 par aap sampark kar sakte hai
Aswk sir, I have a query regarding divource in muslim marriage law. Can i have your no pls
You can contact us on 9310411779
@@centurylawind Jazak Allah sir
Talaq ke Mubarak
Apna phone number den
9310411779
Muje ap ka nombar chahiye
9310411779
#plz sir apna contect number dijiye mujhe kuch bat krni hai
9310411779
Sir aap ka number chaye bahut Emrjansi
9310411779
Sir apki numbar dayangge
9310411779
Number du Sir apka plzz
9310411779
Sir your email I'd please? How we can reach you for legal help?
9310411779
info@centurylawfirm.in
Sir muje aapke help ki jaroorat hai please Send me your whatsapp no please
9310411779
Apna phone number den