Guruji apne kabhi aise insan ke liye guru shani ya kisi grah ki shanti ki hai jo nonveg na chhoda ho shanti ke dauran ya drink karta ho ya kuch agar haan toh kya usko labh mile they, bahut confusing sthithi hai koi bol raha hai bilkul mat khao koi bol raha hai labh milenge par kam
Guruji, maine aisa suna hai ki jab hum kisi ke liye kisi grah ki shanti karwate hain vidhivat pandito se toh jitne din shanti chalti hai utne din us person ko nonveg avoid karna chahiye jiske liye shanti ho rahi hai Par wo person maan nahin raha hai ziddi hai aur uske liye shanti karwani bhi zaruri hai Aise mein agar wo kha leta hai par pooja mein nahi baithega wo toh kya pooja ke benefits milenge usko agar haan toh purey milenge ya kitne percent milenge Guru shani shanti hai Drink nahin karenge wo bilkul bhi bas nonveg ka issue hai Please help
शांति पूजन ब्राह्मणों के द्वारा किया जाता है जो पूर्ण सात्विक, और शुद्ध अवस्था मे रहते है यजमान के निमित्त मे संकल्प के बाद ब्राह्मण उस दोष के समाधान के लिए पूर्ण अनुवन्धित हो जाते h. ज्यादा खाने के इच्छुक है तो खा सकते है इसमें कोई अनुचित नहीं है लाभ पूर्ण प्राप्प्त होगा
Jinke lie aapne ye pooja krai he unme se kisi ko koi labh hua h koi example ho to btaeye
agreed
गुरुजी आपका फोन no. मिल साजरा है?पूजा के लिये.
Guruji apne kabhi aise insan ke liye guru shani ya kisi grah ki shanti ki hai jo nonveg na chhoda ho shanti ke dauran ya drink karta ho ya kuch agar haan toh kya usko labh mile they, bahut confusing sthithi hai koi bol raha hai bilkul mat khao koi bol raha hai labh milenge par kam
Guruji, maine aisa suna hai ki jab hum kisi ke liye kisi grah ki shanti karwate hain vidhivat pandito se toh jitne din shanti chalti hai utne din us person ko nonveg avoid karna chahiye jiske liye shanti ho rahi hai
Par wo person maan nahin raha hai ziddi hai aur uske liye shanti karwani bhi zaruri hai
Aise mein agar wo kha leta hai par pooja mein nahi baithega wo toh kya pooja ke benefits milenge usko agar haan toh purey milenge ya kitne percent milenge
Guru shani shanti hai
Drink nahin karenge wo bilkul bhi bas nonveg ka issue hai
Please help
शांति पूजन ब्राह्मणों के द्वारा किया जाता है जो पूर्ण सात्विक, और शुद्ध अवस्था मे रहते है यजमान के निमित्त मे संकल्प के बाद ब्राह्मण उस दोष के समाधान के लिए पूर्ण अनुवन्धित हो जाते h.
ज्यादा खाने के इच्छुक है तो खा सकते है इसमें कोई अनुचित नहीं है लाभ पूर्ण प्राप्प्त होगा
Guruji tilpatra prayaschit daan kya hota hai
Kitna lage ga kharch