Hello priyanka mam I am removing seed from mango with the help of Mango cutter,its easy available in local market in every city,its called Aam kata also. If you want to watch demo, I am given a link below ruclips.net/video/JuuhcYlL874/видео.html
Hello mam main aapke Bataye tarike se Achar dala tha Achar to bahut Achcha banaa per ab Achar ke Tel mein jo Upar Kali funsi Lagti Hai uski ismein ho gai hai to aap mujhe is ka tarika bataiye ki ismein Tel MI se khatm ho jaaye ...
Hello Reshmaji Thanks you Achar ko fridge me rakhne ki koi avashakta nahi hai. Kyuki Achar me masale, namak aur oil agar sahi matra me ho to Achar kabhi kharab nahi hota hai.
Hello Nehaji Achar banakar kitne din ho gaye hai bataye pls. Kyuki Achar banana bahut patience ka kaam hota hai. Achar jab taza rahta hai to jyada namkeen aur methi aur sarso ki vajah se kadwa bhi lagta hai. Jaise jaise ghulna start hoga vaise vaise kariyo ka khattapan isme mix hoga aur achar bahut tasty lagega. aap 6-7 din ke baad taste kijiye agar phir bhi kadwa lage to thoda gud/chini add kar de. Is sujav ke bad jarur bataiye ki apka Achar kaisa bana hai.
Can we dry roast sayindha Nanak to remove moisture from the sayindha namak
Namak ko garam nahi karna hota hai.
V nice
Thanks Sir
Yummy
Nice information mam 👍😊
+Kavita Lokhande Thanks Mam
very nicely taught by NISHA JI, thank you so much
Thanks Mam 🙏
Very nice recipe
Thanks Mam
How did you remove the gutli the hard part in the mango
Hello priyanka mam
I am removing seed from mango with the help of Mango cutter,its easy available in local market in every city,its called Aam kata also.
If you want to watch demo, I am given a link below ruclips.net/video/JuuhcYlL874/видео.html
😊😊
Thanks Priyaji
Hello mam main aapke Bataye tarike se Achar dala tha Achar to bahut Achcha banaa per ab Achar ke Tel mein jo Upar Kali funsi Lagti Hai uski ismein ho gai hai to aap mujhe is ka tarika bataiye ki ismein Tel MI se khatm ho jaaye ...
Hello Nusratji
Achar ke upar ki fungi ko chammach se saaf kare aur container ko hamesha clean rakhe achar kharab nahi hoga
Very nicely explained Achar ban jane ke baad fridge mein rakhna hai ya fridge ke bahar bhi rakh sakte hai Pls reply. Thank u
Hello Reshmaji
Thanks you
Achar ko fridge me rakhne ki koi avashakta nahi hai. Kyuki Achar me masale, namak aur oil agar sahi matra me ho to Achar kabhi kharab nahi hota hai.
Yummy 😋 😋
Thanks Mam
Hmne to kbi sugar ni dali pickle m
Ma'am mere achaar me salt bahut jada Dal gya h pls ise balance krne ka solution bataye.
Hello Nehaji
Achar banakar kitne din ho gaye hai bataye pls. Kyuki Achar banana bahut patience ka kaam hota hai.
Achar jab taza rahta hai to jyada namkeen aur methi aur sarso ki vajah se kadwa bhi lagta hai. Jaise jaise ghulna start hoga vaise vaise kariyo ka khattapan isme mix hoga aur achar bahut tasty lagega. aap 6-7 din ke baad taste kijiye agar phir bhi kadwa lage to thoda gud/chini add kar de.
Is sujav ke bad jarur bataiye ki apka Achar kaisa bana hai.