Accha batya apne dhanyvaad Di pls batye ki subha me normal pooja aur shaam ko is vidhi se pooja kar sakte hai aur pooja ke bad turant ye chauki hatye ya dusere din din me pani aur milk le sakte hai q ki nirjala vrat ham nhi rakh pate hai pls batye
Maam maine 16 sombar vrat rakha tha 2 nd sombar aane tak tabiyat kharap ho gaya ..upbash nahi rakh payi ..kyoki bohot medicine lele the aur food k bina rehna mana tha ..ab kiya fir se kartik mash main brat le yeaha next monday se continue kar sakte hain..bohot dubidha main hu...plz bataye..🙏
Ma'am agar periods agaye too apne kaha vrat rakhna hai too wo bhi count hoga ya nhi 16 Somvar ke kisi bhi ek var agar periods agye too usse bhi count karke hin 16 Somvar hota hai ya nhi
Sivling or photo ko wanhi rehene de ya phir uthake kanhi dusre jaga par ya phir har din wanhi par puja kar sakte hai sombar ko special puja kare plz reply mam🙏
Mam periods time m shiv ji ka prasad nehi khana h hum 16 somvar main wo prasad jo 3 bhag se jo ek bhag hamari h usi ko hum kha sakte h ya nehi usi prasad ko hum kya kare plz reply me
@@POONAMKIAASTHA vrat pura hote hote sardiyaan ajaenge or sardiyon mein koi shaam ko Puja nhi karne dete bolte hain bhagwan ko geela mat karo shaam ko thand hai yahan to koi mandir nhi jahan shaam ko Puja karne de koi
Ma'am ji laadu ko to teen hisse mai batna he h but jo apne ye fruits chadhaye h puja krte time ..unka bhi 3 hiss karna h ..?kaise distribute karege please bata do 2-- Sankalp laite h uske chawal or flower next day kisi flower port mai daal sakte h na jo sankalp ke paise h usko apne mandir mai rakte h na?
Period वाले दिन हमे केसे उपवास खोलना हैं?? में क्या चूरमे के लड्डू बना सकती हु ? में पूजा करके जो प्रसाद बनाया होता है वही खाती हु पर पीरियड वाले दिन पूजा नही होती तो में केसे अपना उपवास खोलू??
Har har mahadev 🚩🚩💗💞💕😭💝
Achha laga 🙏🙏
🙏🙏
@@POONAMKIAASTHAperiod m siv ভগবান k jo prasad h oh kon khay ga
हर हर महादेव 🙏🌺🌷💐🌹
Har har Mahadev
Mam vrat kholne k 2,3 hrs bd pani pee skte h kya... Plz reply me bcoz today is my fast nd vrat kholne k bd mene abhi pani ni piya h so help me plz
Mam har sombar ase hin bidhi mei karna hei kya plz rply 🙏
Ha
Accha batya apne dhanyvaad Di pls batye ki subha me normal pooja aur shaam ko is vidhi se pooja kar sakte hai aur pooja ke bad turant ye chauki hatye ya dusere din din me pani aur milk le sakte hai q ki nirjala vrat ham nhi rakh pate hai pls batye
Ha milk aur fal kha sakte hain aur subah normal Puja kr skte hain chauki agale din hatani h
Anti ji jab priyeod me varat to rahenge lekin khana keya us din ye bata dijiye please reply kariye 🙏🙏
Vhi jo ap vrat m khati hain
@@POONAMKIAASTHA parsad bhagwan ji ko to chadna nahi hai tab kaise khayenge bs bana ke khaa lenge koi dikkat nahi hai anti please reply kariye 🙏🙏
Mam udhayapan vidhi bta dijiye morning mai mandir mai jal chhadte hn aur evening mai Prasad bna kr puja krte the toh udhayapan kaise kre plz🙏🙏🙏🙏🙏
उद्यापन सुबह ही किया जाता है 17 वें सोमवार को
सुबह पूजा करके प्रसाद बांट दें
November se start kr skte h kya ?
Ha
Maam maine 16 sombar vrat rakha tha 2 nd sombar aane tak tabiyat kharap ho gaya ..upbash nahi rakh payi ..kyoki bohot medicine lele the aur food k bina rehna mana tha ..ab kiya fir se kartik mash main brat le yeaha next monday se continue kar sakte hain..bohot dubidha main hu...plz bataye..🙏
Har har Mahadev 🙏❤️
Kya mai 16 somwari October navratri se rkh skti hu ya kisi or month se suru krna chahiye
Mam pahile sombar churma ki laddu banayenge ya kast sombar mam plz 🙏
Jo pahle somvar ko bnante h vhi last vrat tk bnana hai
@@POONAMKIAASTHA churma laddu pehile sombar me banana chahiye ya nhi mam plz bata dijiye
@POONAMKIAASTHA thank you ❤❤🌹
Pooja ak hi jgh rhkr krna hai kya? Pooja
Ma'am churma ki jagah soan papdi chada skte hai aur sham falhar kar skte hai please bataiye
Ha chada sakte hai
Morning m kch nhi kha sakte kya mandir m Pooja krne ke bad hm ghr pr Katha pad sakte h kya bataiye plz
Kha sakte hain
Mai 16sombar kar vrat kar rhi thi bt iss sombar ni kar payungi kyunki tabiyat tik ni h to kya kare
Ma'am agar periods agaye too apne kaha vrat rakhna hai too wo bhi count hoga ya nhi 16 Somvar ke kisi bhi ek var agar periods agye too usse bhi count karke hin 16 Somvar hota hai ya nhi
Nhi vo vrat count nhi hoga uske bad Jo vrat ap rakhengi vo count hoga
Hlo dii kya solah somvar vrat me pani garm karke naha sakte hai ja thande pani se hi nahana hai plz plz reply dii
Garam pani se nha sakte hain
Mam subah me jruri h ku puja krnge hi dinbhar bhukhe pyase reh k saam ko snan yr sb krke puja krskte h
करनी तो चाहिए।आप शाम को ही कर लें
Navratri me rakh sakti hu
@@Astha-fi5ld ap kartik maah se rakhna
Sivling or photo ko wanhi rehene de ya phir uthake kanhi dusre jaga par ya phir har din wanhi par puja kar sakte hai sombar ko special puja kare plz reply mam🙏
पूजा के बाद शिवलिंग पूजा घर रख दें अगले सोमवार को फिर ऐसे ही पूजा करें
Reply to dijiye mam plz?
@@POONAMKIAASTHA acha mam Jo puja ke ghar me rakhe to unki puja kese kare roj ya phir ase rehene de ta phir normal puja kare?
@@POONAMKIAASTHA Mera matlab he ki Mangal bar budhbar roj roj kese puja kare ?
@@POONAMKIAASTHA mam last reply de dijiye time nikal ke plz🙏☺️
Mam 7 October se 16 somwar suru kar sakte hain
Kartik mahina hai na btaiye na
Ha kr sakti ho
Jay bolenat❤
This time for curry bholenath ki Pooja
Mam rat 12 ke bad dusra din mangalvar lag jata h 12 ke bad saririk sambandh ban gye to kya kare
Hlo mam kya vart kholte same kheer se vart khol sakte hai plz plz plz reply mam plz
@@Simmu3280 jis bhi Prasad se aapne vrat uthaya hai usi se kholna hai
Didi mai 16 somvar karti hu or is br navratri ki to 16 somvr m halwa k bhog lagati hu to navratri k somvar m mai kru
Mam periods time m shiv ji ka prasad nehi khana h hum 16 somvar main wo prasad jo 3 bhag se jo ek bhag hamari h usi ko hum kha sakte h ya nehi usi prasad ko hum kya kare plz reply me
Ap kha sakti ho
Kya ye vrat namak k baby rakh sakte h qki Mera beta feed Krta h chhota h..
Nhi
Please Mam ye btaye ki sawan ke shukl paksh se 16 Somvar kar sakte hai
Ha
Mam shaam ko mandir mein bhagwan ka sringar ho jata hai to puja subha kar sakte hain kya or kitne baje tak subha time bata dijiye
16 Somvar ki Puja to sham ko hi ki jati h ap koi aur mandir dekh le
@@POONAMKIAASTHA vrat pura hote hote sardiyaan ajaenge or sardiyon mein koi shaam ko Puja nhi karne dete bolte hain bhagwan ko geela mat karo shaam ko thand hai yahan to koi mandir nhi jahan shaam ko Puja karne de koi
@swati2200 तो आप अपने घर पर पूजा कर लिया करना बाद में मंदिर जाकर आप भगवान को भोग लगाकर और आरती करके आ जाया करना इस तरह भी आप कर सकती हो
Ma'am ji laadu ko to teen hisse mai batna he h but jo apne ye fruits chadhaye h puja krte time ..unka bhi 3 hiss karna h ..?kaise distribute karege please bata do
2-- Sankalp laite h uske chawal or flower next day kisi flower port mai daal sakte h na jo sankalp ke paise h usko apne mandir mai rakte h na?
Keval Jo bhog bnate hain sham ko uske teen hisse hote hain fruit ke hisse nhi karne hain.sankalp ke chaval or paise mandir me chada de
Mem pehala somvar vart kiyatha lekin ab 16 somvar vart karna he 2 somvar se kar sakte he
Ha kr sakte hain
Thanks mem
Puja hone k bad pani pe sakte h
Ha
Period वाले दिन हमे केसे उपवास खोलना हैं??
में क्या चूरमे के लड्डू बना सकती हु ?
में पूजा करके जो प्रसाद बनाया होता है वही खाती हु पर पीरियड वाले दिन पूजा नही होती तो में केसे अपना उपवास खोलू??
Periods main choorma ke laddu bnana jaroori nhi h kyuki apka vh vrat vaise bhi count nhi hoga
I mean jb vrat khola tha tb pia tha fr uske bd ni pia.. to kya pee skte h
Ha
@@POONAMKIAASTHA thnkuu so much for help really it's means alot
Didi kya mai ab vart kar sakti huu plz pls plz reply didi
Ha kr sakti ho
Mam mandir me puja kar ke ghar par Katha sun sakti hu bataye plz
Ha sun sakti ho
16 somvar ka vrat dusre sawan ke somvar se rakh sakte hain kya??
Ha rakh sakte hain
Aane wale somvaar se jo 12 ko hoga usse suru kr skte h ki nii
Ha kr sakte hain
Mandir m jal Chadha k or uske baad ghr m shiv privar k photo k pas katha kah sakte h
@kanchansingh8029 ha
🙏🙏
The solo song Tera Chadha Sakte Japan mein
Period k time main hum aapne ghar walo se puja karwa kar kya hum wo Prasad jo 3 bhag se eka bhag hamara hota hai usi ko kha saktain hai
Ha
@@POONAMKIAASTHA aap bol rhe ho khaa skte h but ek bohot bde pandit ji bol rhe h ki periods k time Prasad nhi khaate h
Aap bol rhe h ki periods me Prasad khaa skte h but ek bohot bde pandit ji bol rhe h ki Prasad nhi khaate h, but vrat count hota h
Didi Gaumata ka pura hissa kya parivar main bat sakte hain ??
Nhi fir gaumata ka hissa kaise hua gaumata ko jaroor dena h adha prasad
Kya mithe parathe ka bhog lga sakte h
@@madhurisuryawanshi670 ha
Garmi me to prados kal ka samay alag ho jata to btaye please ek time per kaise ho sakta hai
Ap time ke hisab se kr le
Dusre somwaar se kar sakte h
Ha kr skte hain
Apna hissa pura nehi kha parahu . Kya kare plz boliye
अगले दिन खा लें
क्या इस व्रत को एक ही मंदिर में करना जरूरी है । अगर कहीं गये है तो वहां कर सकते है कि नही
Niyam to yhi h
Sham ko kis time puja kry
7 bjy Kai bd ya 5 sai 6 Kai bich Mai bhi kr sakty h
Ha kr sakte hain
Didi, kalash sthapan karna hai kya.. pls batayen
Nhi
Dd kuvari ladkiya kese vrat kre or dd sam ki bhi pooja esi trh hi karni hai kya
Har har mahadev 🙏🌹
Har har Mahadev
Har har Mahadev 🙏🙏🙏🙏🙏
Har har Mahadev
Har har Mahadev