Paaey, Nihari, Halwa, paratha, poori, Haleem all are just once a week or once a month nashta. When u hve guests, friends or cousins at your place and you are taking them for some fancy Nashta. Even in Punjab not every one can afford it daily. 😊
pury pakistan mein teel or ghee khano mn bohat zaida ye jitny bhi hotel hoty hyn us mein...Karachi mein aysa nhi hota tha ...Ab dosry cities sy logon aa ker shop open ker laya hy.. ab karachi mein change hota ja rha TEEL Alot of TEEL .. GHEE .. Alof of GHEE... mil rha hy.. Khano mein
Bhai aap ko koi misunderstanding hai Lahore k log daily itna heavy breakfast nahi karte Waha breakfast ki bohat variety hai guest k liye is ko traditional hone ki waja se importance dete hai
Difference between Karachi foodie and lahori foodie is Karachi wala taste k lye khaaty Hain and lahori quantity k lye khaaty Hain. Karachi food is really different.
Bijli ka issue ni hai, Indians are high on Godi media, we have surplus electricity, due to IPPs electricity is costly, now govt is getting rid of those IPPs
Yatri Doctor ki naani ka Delhi mein inteqaal ho jane ki wajah se un ko apne plan se panch din pehle wapas India jana pad gaya. Allah marhooma ko apni rehmat ke saaye mein rakhay. Ameen
halwa poori karachi my bhi bahot khay jaty hy dukano pr subha sy he rush laga hota hy 11 bajy tak milti hy isky elawa paay nihari bhi nashtay my milti hy
We are from karachi v eat halwa puri cholay a lot but best nashta of karachites is chai paratha of pathans which is liked by alllll karachites..but u r extremely right that people of karachi are food lovers but food is eaten less in amount
Even in Punjab, everybody doesn't eat such a heavy breakfast every day. It's expensive also. In Karachi also people don't eat such a heavy breakfast daily. Halwa Puri is a specialty in Karachi and is mostly consumed occasionally on weekends.
Karachi mein duniya bhar ke khaane nashtey available hain. Halwa poori buhut milta hai, lekin yeh regular nashta nahi hai, kabhi kabhaar log change ke liye khaate hain. Paaye nashtey mein Karachi mein main ne kisi ko khaate aaj tak nahi dekha. Shadi ke doosray din, larki ke ghar se jo nashta dulha ke ghar bheja jata hai uss mein qeema fry, bheja fry, bhindi fry, Halwa poori, aloo chanay waghaira waghaira shamil hote hain
Karachi mein bhi Jin logo ko habbit Hoti hai woh subah subah nashte mein halwa puri chole ya paratha khate Matlab pakistan mein Lahore, Karachi mein ye nashta common hai
Hmary ghar me usually esa nashta paye waghera kbhi guest aye hon ya once in a while chutti waly din hota h or han phir late nashta krty h or phir direct dinner woh bhi light sa.
Nhi g nihari ,murgh chhole,paye ,halwa puri ,paratha chae ye sab nashtay main hota hai karachi mai bhi sab mlta hai aalu ka paratha, chicken n qeema ka paratha bhi lekin karachi wale roz itna heavy nhi khate but week mai 2 bar chal jata hai😊
ji apne theek kaha krachi me halwa puri ka nashta daily to nh weekend ya kisi kisi din hota hay، mgr heavy nashta paya kulcha nihari ye punjab me chlta hay
vendors street ho yah mall wala sb ko rate list milti hai sb ne lgaii hoti hai . her baray maal main b rate list lgi hoti hai. Mandi walon ko b MANN, DHARII k hisab se rate lgta hai. wo b ziada tadaad main rate list per hi lete hain.
Karachi main sunday ko heavy nashta hota he mostly paye lahore main roz khate hain karachi main kam sirf winter main lassi to roz ki hoti pakistan main har city main karachi main chai ziada pi jati he nashte main wese
Ye sirf Pakistan ka ek chota sa sheher he ap pora Pakistan ghome bhot piyara mulk he.. inhe kahen k kisi tourists ki madad se full Pakistan tuor kren bohot maza aye hlga inhe.
Heavy nashta sirf panjab Mai hota ha bhalay Lahore ho ya phir panjab key sab choty bary city's Karachi me nashta halwa poori hota ha tea paratha or nehari naan choly karachi ka nashta hota ha Faraq itna ha Karachi mai tea ziyada use hoti ha Or panjab Mai lassi ziyada use hoti ha
This is fancy Nashta.. only those eat such Nashta who have that huge apitite. Others just have bread/roti, egg (if possible) tea/milk. Rusk or Bun in some places.
Hr jagah Pakistan me aesa nashta milta h kuch log khaty hongy roz kuch log kbhi kbhi khaty h or han jb heavy nashta kro toh hr insan ka apna hota h kisi ko lgti hogi bhook kisi ko nhi lgti just normal jesy India me hota h it depends on people
Subah ka nashtaaa tagra krtay hain punjabi uss k baad khaitoooon mein kaam krtay hain tikaaaa k sab kuch hazam ho jata ha. mehnat krtay hain sara cholestrol pigal k paseena ho jata ha unka.
Karachi Mein occasionally khatay hain halwa puri like maybe on weekends. But yes In Lahore it’s an every day breakfast. Karachitte are more into simple chai paratha.
Pakistan k hr city mn ye nashta chalta..daily toh ni but jesy Sunday ho ya koi guest ajain toh phir ye nashta best hota🤤
Paaey, Nihari, Halwa, paratha, poori, Haleem all are just once a week or once a month nashta. When u hve guests, friends or cousins at your place and you are taking them for some fancy Nashta. Even in Punjab not every one can afford it daily. 😊
Pakistani me sb jaga aisa h nashta milta he.nice comments 👍💯
4:39 karachi mn bhi hota hai lekin special dino mn daily halwa puri nhi...
Salam India Salam Pakistan ❤
Best wishes from Pakistan to Indian brothers
Bhai plzzz ap log b zror Pakistan aye... We are waiting❤❤❤
bacho daro mat Lohare may sb posible hy 😅😅😅 , itna kha k b larky larkian slim o smart hyn , lots of Love from Lahore .❤❤❤❤
pury pakistan mein teel or ghee khano mn bohat zaida ye jitny bhi hotel hoty hyn us mein...Karachi mein aysa nhi hota tha ...Ab dosry cities sy logon aa ker shop open ker laya hy.. ab karachi mein change hota ja rha TEEL Alot of TEEL .. GHEE .. Alof of GHEE... mil rha hy.. Khano mein
Karachi Ka breakfast is bread butter and fry egg❤
Food variety Karachi, Lahore, multan, Gujranwala just awesome
3:01 Karachi main Nihari, Paya, Halwa Puri ka nashta chalta hay Sunday morning main
Assalam o alykum, Brother aap Thank you ki jagha JAZAK ALLAH kaha karen hameshan...
Stay blessed from Karachi.
Har city main milta hai aysa nashta
Hum karachi waly nhi krty itna heavy nashta .. only sunday ko halwa puri bas..
Jalnay waly ka mu kala 😂
Aucha aunty g😂@@Girly190
کراچی میں بھی پوری چھولے حلوہ چیز پراٹھا چکن پراٹھا نان کچوریاں سب ملتا ہے
Karachi waly b sb shok se khaty han ❤
Bhai aap ko koi misunderstanding hai Lahore k log daily itna heavy breakfast nahi karte Waha breakfast ki bohat variety hai guest k liye is ko traditional hone ki waja se importance dete hai
Karachi min bhi yahi kuch hota hai Alhmdulilah❤❤
Khaany sirf Lahore or Gujranwala k ❤
Karachi is far behind
Punjab ke pani ki taseer bohat achi hai
Bohat hazim hai
Foran he khana digest ho jata hai
Dubara dopehar mai bhook lag jati hai
Ab wish hy k aap aain Pakistan or aisy pory pakistan k khany taste krein or reviews dein rehan bha,faizan bhaii or sahil bhai♥️
Difference between Karachi foodie and lahori foodie is Karachi wala taste k lye khaaty Hain and lahori quantity k lye khaaty Hain. Karachi food is really different.
Hamaray pakistan ka kahanna bhot bhot acha hai Indians say bh acha hai😂😂😂
Karachi has followed Lahore in breakfast of halwa puri but in Karachi people eat such breakfast mainly on weekends.
Karachi me sub se ziyada khayi jati h halwa pori har sunday ko lambi lambi liney lgi hoti hn halwa pori k liye
Hmary han ghee/oil Boht dalty bahr waly tabhi Ghar pr khaty werna multan me rashidabad pr Boht superb nashta hota oil ziada hota tabhi daily ni krty
Bijli ka issue ni hai, Indians are high on Godi media, we have surplus electricity, due to IPPs electricity is costly, now govt is getting rid of those IPPs
Media kaiin burn bethay ajj de gwar iko choth bolday nay owi bar bar beath k jnaniyan nal karday aa chugliyan te show da nam rakhday aa chaj da vchar
Karachi has best ❤😂
Yatri Doctor ki naani ka Delhi mein inteqaal ho jane ki wajah se un ko apne plan se panch din pehle wapas India jana pad gaya.
Allah marhooma ko apni rehmat ke saaye mein rakhay. Ameen
Oh bhai ye jitna healthy hota he utni hi jaldi hazam hota he or karachi wale bhai b zinda dil hen lahorion ki tarah
halwa poori karachi my bhi bahot khay jaty hy dukano pr subha sy he rush laga hota hy 11 bajy tak milti hy isky elawa paay nihari bhi nashtay my milti hy
We are from karachi v eat halwa puri cholay a lot but best nashta of karachites is chai paratha of pathans which is liked by alllll karachites..but u r extremely right that people of karachi are food lovers but food is eaten less in amount
Hmara Pura Pakistan Mai hr shr Mai yah nashta must Kiya jata week Mai aik dafa zroor Yani hm Islamabad Wala Sunday ko khata han ❤❤❤
Hyderabad me nashta me biryani b khaye jati hai 🇵🇰
Bhai pay nashty ma ap ne ni khay to ap ne pay khay hi ni😅😂
Jazak Allah kaha karay
Pakistan me hr jge ya nashta hota hy❤
Lahories favourite breakfast is Kulcha and chooley❤
زبردست ویڈیو 🎉🎉🎉
Punjab mein hum punjabi log khany k zyada shokeen hoty hain or punjabiyon ka nashta paye naan chany or halwa puri B lasi etc
Even in Punjab, everybody doesn't eat such a heavy breakfast every day. It's expensive also. In Karachi also people don't eat such a heavy breakfast daily. Halwa Puri is a specialty in Karachi and is mostly consumed occasionally on weekends.
Bro Punjab Pakistan me ye tO normal nashta hai paaya , chholy pathOory , Halwa Purri, Bong Paya, Khadd Subha ka nashta heavy hi hOna chahiye.. ❤❤❤
Karachi me only sunday ko heavy break fast hota hai❤❤❤❤
In Karachi we eat this kind of heavy nashta on weekends, anda paratha chae daily khatay hein ya raat ka salan roti
Ye Nashta Pury Pakistan Mn Hi H Bro….. not just lahore ❤️
Karachi mein duniya bhar ke khaane nashtey available hain. Halwa poori buhut milta hai, lekin yeh regular nashta nahi hai, kabhi kabhaar log change ke liye khaate hain. Paaye nashtey mein Karachi mein main ne kisi ko khaate aaj tak nahi dekha.
Shadi ke doosray din, larki ke ghar se jo nashta dulha ke ghar bheja jata hai uss mein qeema fry, bheja fry, bhindi fry, Halwa poori, aloo chanay waghaira waghaira shamil hote hain
Very nice v log ❤❤v nice reaction guys❤❤❤❤❤
Plz more vlogs reaction ❤❤❤❤
Thank you ❤❤
Karachi mein bhi Jin logo ko habbit Hoti hai woh subah subah nashte mein halwa puri chole ya paratha khate Matlab pakistan mein Lahore, Karachi mein ye nashta common hai
Thank you ki jaga kh diya Karin booht maza aya
Karachi mein bhi same yahi nashta milta hai its same in every city
Krachi main b log kahatye main Lahore ki but kahanye muje Karachi k passand hay
Karachi m weekends p special halwa poori taqreebn sb hi jaga lgti h , baaqi dino m kaheen kaheen milti h..
Karachi mein Sunday Brunch hota hai. Breakfast and lunch together
Hmary ghar me usually esa nashta paye waghera kbhi guest aye hon ya once in a while chutti waly din hota h or han phir late nashta krty h or phir direct dinner woh bhi light sa.
Hum Karachi wale log anda paratha hi khate Hain .
Saturday aur Sunday ko halwa pori khate Hain .
Kabhi Kabhi PAYE bhi Kha lete hain nashte me
Nhi g nihari ,murgh chhole,paye ,halwa puri ,paratha chae ye sab nashtay main hota hai karachi mai bhi sab mlta hai aalu ka paratha, chicken n qeema ka paratha bhi lekin karachi wale roz itna heavy nhi khate but week mai 2 bar chal jata hai😊
ji apne theek kaha krachi me halwa puri ka nashta daily to nh weekend ya kisi kisi din hota hay، mgr heavy nashta paya kulcha nihari ye punjab me chlta hay
Not just in Punjab it's available everywhere but sub ki apni mrzi h
Weekend ka nashta halwa puri or tarkari hota hai Karachi me with lassi. Ab konsa better hai it's debatable
Karachi me is heavy break fast hota hay 🌹🌹🇵🇰🇵🇰
You r right real karachities don´t use to much oil.
vendors street ho yah mall wala sb ko rate list milti hai sb ne lgaii hoti hai . her baray maal main b rate list lgi hoti hai. Mandi walon ko b MANN, DHARII k hisab se rate lgta hai. wo b ziada tadaad main rate list per hi lete hain.
Karachi main sunday ko heavy nashta hota he mostly paye lahore main roz khate hain karachi main kam sirf winter main lassi to roz ki hoti pakistan main har city main karachi main chai ziada pi jati he nashte main wese
Environment of Punjab is such that one eats more when there. Karachi wale when visiting Lahore , can feel increase in appetite
Karachi main hulwa cholay piri saterday Sunday ziyada khae jati hy
This is the pink salt one off the best salt in the world
آپ جزاک اللہ کہیں پھر کوئی آپ کو منع نہیں کرے گا
Karachi m hlwa pori,nihari,pay khae jate hn lkn zyada log Sunday ko hi khate hn...Panjab m zyada heavy nashta HOTA h or Roz HOTA h
In Karachi, people are diet-conscious. They eat halwa Puri only on the weekend, probably one day.
lahore me cholay pori halwa aam hai.karachi me bhe log khatay hain magar is type ka khana ya nashta lahore me ziyada hai
لاھور کا پانی ایسا ھے ۔پتھر ہضم ایٹ ھضم
Ye sirf Pakistan ka ek chota sa sheher he ap pora Pakistan ghome bhot piyara mulk he.. inhe kahen k kisi tourists ki madad se full Pakistan tuor kren bohot maza aye hlga inhe.
Nashta poore Pakistan Mai mostly aik hii jesa hota hai ...
I ma from LAHORE ❤❤
Khoyaa mawa ko Kahtay 😊😊😊
Hyd M BHI BOHAT purani imarat h
Heavy nashta sirf panjab Mai hota ha bhalay Lahore ho ya phir panjab key sab choty bary city's Karachi me nashta halwa poori hota ha tea paratha or nehari naan choly karachi ka nashta hota ha
Faraq itna ha Karachi mai tea ziyada use hoti ha
Or panjab Mai lassi ziyada use hoti ha
This is fancy Nashta.. only those eat such Nashta who have that huge apitite. Others just have bread/roti, egg (if possible) tea/milk. Rusk or Bun in some places.
I'm from karachi only Sunday eating halwa poori
Karachi my Sunday ka nashta akser ghero my pori halwa khaya jata hy
Karachi ka nashta be aesa he hota hy saray pakistan may ye nashtay shoksa❤y khatay hy
Etna heavy nashta bs weekends per chlta ha 😂😂
Hr jagah Pakistan me aesa nashta milta h kuch log khaty hongy roz kuch log kbhi kbhi khaty h or han jb heavy nashta kro toh hr insan ka apna hota h kisi ko lgti hogi bhook kisi ko nhi lgti just normal jesy India me hota h it depends on people
Subah ka nashtaaa tagra krtay hain punjabi uss k baad khaitoooon mein kaam krtay hain tikaaaa k sab kuch hazam ho jata ha. mehnat krtay hain sara cholestrol pigal k paseena ho jata ha unka.
Karachi Mein occasionally khatay hain halwa puri like maybe on weekends. But yes In Lahore it’s an every day breakfast. Karachitte are more into simple chai paratha.
My beloved city Lahore ❤
Karachi me es sa ziyada heavy nashta hota hy paya nihari haleem cholay pori paratha wagers bhot kuch
Ya kam hi aap ek bar Hyderabad Pakistan ka spachal Dulhan paratha daken jisa ek Banda nahi kha sakta
Mene Karachi se Hyderabad travel Kiya tha is nashta k liye waqai bhut mazay ka hota hay Dulhan paratha ❤
Exactly punjab side hy aisa heavy nashta hota h baqi karachi wagera m nhn hota punjab ke log ya khas tor pe lahori ye sb khate hain nashte mein
Karachi main b huta hai mgr Sunday ko he esa nashta krtay hain
Khewaara Mai ha salt ki kaan
Or ye kalar kahar wali side pe ha jaha se salt nikalta ha
Nai Roz ye nashta ni krty hm yahan Pakistan me....
Dear brother
Har city main esa nashta available he
Bhae paye subah nashtay main e khaye jatay hain or yh Sirf soup nae hota ap videos daikhain apko maza aaye ga
In sha Allah
Bhai Karachi mein b y he chalty h
Lahore ma aisa Khana normal hota ha پائے halwa pori lassi
Village fateh rehan road belong shahidra, Lahore
Karachi me paya,nihari k ilava halwa pori roz hoti he
bhai ye pink salt hay aur ye pakistan punjab may khawra aik jagah hay waha ye hota hay
AP kab tast kerne aa rahe.yahan k khane.
Kehte hen pakistan m bhi k pipal k per pr bhot rehte hen.
Karachi main b karty hain