आपका वीडियो बड़ा अच्छा लगा। साथ ही मुझे यह भी अच्छा लगा आप एमएससी एग्रीकल्चर हैं। मेरा छोटा भाई भी एग्रीकल्चर विभाग में पल्सेस रिसर्च इंस्टीट्यूट कानपुर मे प्रिंसिपल साइंटिस्ट है
Sir 🙏 Aajkal popular transplanting ka time h Pls make a video on spreading awareness on popular transplanting, methods ,awareness and care It will be helpful to a lot of farmers throughout Thank u
@@GharmeBagicha bhai isko pani kaise dena hota hai.? Jad polythene se cover kr denge ton pani dene ke liya polythene htana hoga to thandi se plant ka growth disturb nahi hoga ?
Sir ji namaskar Sir ji kon se month me poudh tyar karne chahiye February ya March me sir app ne January ka formula bataya hai wo formula February,March Me bhi use karna chahiye, aur sead growing ke liye soul kase banaye Please reply early as possible thanking
मैंने आज से 15दिन पहले भिंडी की बोआई की थी पर बदकिस्मती से आप का वीडियो पहले नही देख पाए औऱ ज्यादा ठंड की वजह से उसका जमाव नही हुआ मैंने बुवाई करने के 4दिन बाद नालियों में पानी दौड़ा दिया था क्या ये प्रॉब्लम उससे ही तो नही आई बड़े भैया
Kya bhindi ki nersary protray me banai ja sakti hai Ya nahi Aur kitne hole bali tray bhindi ki nersary ke liye sahi rahegi Bhindi ki root bahut lambi hoti hai 98 hole bali tray ke hole ki height to mujhe choti maloom pad rahi hai Kyo ki bhindi abhi meri puri tatah germinate tak nahi ho payi Aur uski root tray ke hole ki height se bahut jyada lambi hai Mujhe to lagta hai Gahri hole bali tray sahi rahegi Help me
@@GharmeBagicha kitne hole bali tray suitable rahegi bhindi ki nersary ke liye Bhindi ki root bahut lambi hoti hai Jo 98 Ya 104 ya 108 me to nahi fail sakti
Sir protray me ak saman ankuran nahi hota Ak saman ankuran ke liye kya special karna chahiye Jisse ak saman ankuran aur jyada se jyada ankuran ho .aur ankur chilke se bhi bahar Nikle Aur mare bhi na jalkar Mai polyhouse me trays ko rakhta hu Phir bhi ye problem kyo Kya polyhouse se koi fayda nahi
@@GharmeBagicha Bhai ji cocopeat amazon se mahga bala hi purchase karta hu But mujhe sabse jyada problem Cauliflower aur cabbage ki nersary me aati hai Bahut jad galan rog lagta hai Aur growth bhi nahi hoti nersary Jabki mere kheto me mai 10 days baad tak nersary daalta hu Aur uske baad bhi bo 15 days pahile bahut acchi ready ho jati hai
Ji bhai jabki tray me nursery jaldi taiyar hoti hai Aap ke pani k spray karne me difference ho jata hai isliye galan ho jata hai Maine dusri video banye hai please aap vo dekh lijiye
Bhai maine torai ke seeds apke iss method se ugane ki kosish ki but 6-7 days me bhi seeds nahi germinate huye Jabki seeds bilkul new te aur F1 hybrid bhi te VNR company ki Alok varity thi Kya ye method torai par success nahi hai? Help me
Sir seeds ka ankuran hote hote hi Seeds khatam kyo ho jata hai Koi koi seeds acche se ankurit ho jata hai Koi koi seeds aadha ankurit hone ke baad Khatam ho jata hai Bhindi se root to nikalti hai But uska chilka hat ta hi nahi hai Jisse paatiya nahi nikal pati hai Aur paatiyo bali jagah se hi Seeds jal kar mar jata hai Iska kya reason hota hai Kahi jyada thand to nahi
आपका वीडियो बड़ा अच्छा लगा। साथ ही मुझे यह भी अच्छा लगा आप एमएससी एग्रीकल्चर हैं। मेरा छोटा भाई भी एग्रीकल्चर विभाग में पल्सेस रिसर्च इंस्टीट्यूट कानपुर मे प्रिंसिपल साइंटिस्ट है
बहुत सुन्दर प्रस्तुति हे आपकी
Thank you so much
👍very good trick
Badhiya video hai
Thanks
Ok
Very nice
Thank you so much
बहुत ही अच्छी जानकारी दी बड़े भैया ऐसा प्रतीत होता है मानो जैसे आप सामने बैठकर हमे बताने की चेष्टा कर रहे हैं thank you बड़े भैया
बहुत बहुत धन्यवाद आपका🙏🙏
भैया जी
बड़े भैया ये बताईये की हमारे गेहूं की फसल लगभग 90दिन की हो चुकी है क्या उसमे कौन सा npk अथवा अन्य कोई फर्टीलाइजर उपयोग करें
Maurya bij bhandar is world famous
🤣🤣🤣🤣mere mohalle me bhi h🤪
@@bhaktimarg549 उत्तर प्रदेश में हर बीज भंडार का नाम मौर्य बीज भंडार ही है
Bhai ji maine beej Aj se 6 din Pahle beej boya khet mai nahi jama pani laga du kya
Ji ha
Makes sense only if planting in frosty January. Surely all this isn’t required if planting in say - august
Vvv nice sir trick.. 🙏🙏🙏
Thank you so much
Good
Bhaiyaji.... Electric bulb k paas kitne der tak / din me kitne time k liye rakhna hai??
Jab tak germinate na ho tab tak rakh sakte hain
Ya dhoop me rakh dijiye jab dhoop ho
Very nice and useful information. I will surely try.
Thank you sir
Aap ye video jarur dekhen
ruclips.net/video/iBKxEi_9ryU/видео.html
Thanks 🙏
Welcome
Sir 🙏
Aajkal popular transplanting ka time h
Pls make a video on spreading awareness on popular transplanting, methods ,awareness and care
It will be helpful to a lot of farmers throughout
Thank u
Ok thank you
Mai jarur try karunga
🙏🙏
Or
Really helpful
Thank you so much
Bro ma italy me huu..pls btai a temperature kitna shi rhega bhindi k liye pls
Welcome brother 🙏
Aap abhi na lagaye
Jab din ka temperature 20 tak pahunch jaye tabhi lagaye
Hamare tree bade ho gaye thank you bro
So nice of you 👍👍🙏
Sr hmne bhi ase grow kiya hai
राम राम भाई जी
टमाटर के लिये भी कर सकते है क्या
या आप ही बता दीजिये क्या करे
राम राम भैया
टमाटर के लिए अगर ट्रे में उगाना है तो कर सकते हैं अन्यथा न करें
sir ji agar hum pardes mey bhendi ki kheti karien to kya app hamey phn per help karsakhte hoon. appki fees bhi hum deygay. pls advice
Ji ha
Par jaha par aap kheti karenge vaha ka environment details bhi chahiye hoga hame
Ty sir.. Kya yeh process hum baki seeds par apply kar sakte hai
Ji ab jarurat nahi hai ab temperature badh gya hai aise hi grow ho jayega
@@GharmeBagicha thanks sir... Aapke bataye tarike se hi kiya.. Aur mujhe kamyabi milli.. 😊🙏plz jo green house wali video ka link share kare🙏
Aur kuch bhindi k plants bade ho gye hain par phool nhi aaye abhi tak...kya fertizer de sakte hain..dap de sakte hain kya...ya bonemeal.??
Ji compost hi paryapt hoti hai bhindi ke liye
भैया जि क्या बिज हम सुरज के धुप मे रख सकते है?
Ji ha
Nice. Sir from where to get VNR seeds in small quantity for small kitchen garden. I live in Gurgaon. On line seeds are not available in small quantity
Ji aap 9336397148 par whatsaap kijiye mil jayega
Thanks dear. I will contact you on whatsApp.
भिंडी के बीज वाली कटोरी जर्मीनेशन के लिये
गॅस स्टोव्ह के नीचे या फिर बल्ब के नीचे रखने के बजाय सीधे धूप मे रख सकते है क्या?
जी यह तरीका मैने जाड़े में उगाने के लिए बताया है इस समय कुछ नहीं करना है बस आप भिगो दीजिये और बुवाई कर दीजिए अंकुरित हो जाता है
@@GharmeBagicha okk, thanks 🙏🏻
Aapka bahut bahut swagat hai❤️🙏
Garmi sidha ropai Kar sakte jai 5dayme ugjayega
Bhai wonderful
Thank you so much
Jha par abhi din me 16.17.tem...hota ha mng aur night ko 10.11 rehta ha
Sir ji baarish meh kaise germination kre bata do
Me Pankaj Maurya by BSc agriculture
जानकारी हुई।
धन्यवाद
Cocoopeat ki jagah par wood Powder ke sakte h
Ji le sakte hain par vo achhe se sukha lijiye aur usme fungicide ka istemal jaruri hai
Sir dhoop mein rakh sakte hai
Ji ha
Transplant krne se plants marte to nahi brother?
Ji nahi bhai bas root jyada disturb na hon
@@GharmeBagicha bhai isko pani kaise dena hota hai.? Jad polythene se cover kr denge ton pani dene ke liya polythene htana hoga to thandi se plant ka growth disturb nahi hoga ?
Kuch jyada ho gaya bhindi laga rahe ki kidni trnasplant kar rahe hai
भाई मैंने 1 फरवरी को भिन्डी बोया था बिना जमाव किये कितने दिन में जाम आयेगी
जी भाई 8 से 12 दिन में
Nice
Thanks
भींडी के बीज को धूप में भी रख सकते हैं
Ji ha
Sir please papaya seed kese grow kare ak aise hi hack trick laiye please
Bhai maine video diya hai aap channel par dekh sakte hain
Video bhut vaddia par voice cut a
Sir please make video on almond plant
Ok thank you
Thank you
Welcome
#kiritvids
कमरे में रूम हीटर लगा हुआ है तो क्या उसके आप पास रख सकते हैं
Bhai bhindi ke beej ki duri ek dusre kitna rakhe
Ji bhaiya 45 cm ×45 cm ya line se line 45 cm aur paudhe se paudhe ki duri 30 cm bhi rakh sakte hain jayad ki fasal me
Kya hm in beej ke jgha bhindi ke white beej le sakte hai
Ji le sakte hai par germination nahi hota hai
Sir march April m ugate h to bhi kya bhigakar hi lena h bhindi ka bij
Ji bilkul agar aap bhigokar ugayenge to 2 din pahle germination ho jata hai bina bhigone ki apechha
@@GharmeBagicha okay sir...plz also visit my channel and keep support
Thanks sir🙏 vnr 303 mirch ka kahan se odar kare
Ji bhai offline mil jati hai vnr ke dealer se le sakte hain
Farmkey app se
@@GharmeBagicha I
Khad beej kitnasak kelia samparg karsakte jaisree
Bhai kya paki hui bhindi ka beej dalnese ped ug sakta hai kya
Ji ha ho jayega
Bhindi me kon saw powder daal rahe ho
Ji bhai saaf fungicide hai
Bhai gas k neeche rkhne se kapde m aag bhi lg skti h,ye safe nhi h
Ji nahi bhai ji kafi distance rahta hai
Sir ji namaskar
Sir ji kon se month me poudh tyar karne chahiye
February ya March me sir app ne January ka
formula bataya hai wo formula February,March
Me bhi use karna chahiye, aur sead growing ke liye soul kase banaye Please reply early as possible thanking
Ji ha same tarika apply kar sakte hain
Soil me 50% soil and 50% compost
September October me grow kar sakte hain bhindi?
Ji ha
Hamare pass Katori nahin hai bhaiya aap bhej dijiye please
Ji aap 9336397148 par WhatsApp karke sabhi chije le sakte hain
Bhindi ke chote plant (5-7day )paudha jhulas raha hai
Ji bhai vo temperature jyada hone ki vajah se hai
Aap koi bhi fungicide ka spray kar sakte hain
@@GharmeBagicha jar (base)me problem hai galan jaisa please reply
Bhindi January me bij laga sak hai kya
Ji ha
Sir 1 packet la price kitna hota h
4 se 5000 rupaye kg tak aata hai alag alag company ka alg alg rate rahta hai
In which month you are doing this okra germination experiment? Please type month here
January
Sir cockopit Kahan se milti h
Gardening shop se ya phir online bhi le sakte h
Etoetotpetoeetsetosoeoet2039etotogeoetosgleto
Beej ankurit bhi tha lekin jama nhi ab tak
Karaile na been ugane Tarika
Bhai bhindi ka germination krna badi baat nhi hai,.
Flawering or fruits nhi aate hain jyada thand me.
Ji bhai
After soaking the seeds can be buried in cow dung manure for 3-4 days.
Yes no problem
Wrapped in cloth or directly under cowdung with cover ...
2 nd idea is very costly yar
मैंने आज से 15दिन पहले भिंडी की बोआई की थी पर बदकिस्मती से आप का वीडियो पहले नही देख पाए औऱ ज्यादा ठंड की वजह से उसका जमाव नही हुआ मैंने बुवाई करने के 4दिन बाद नालियों में पानी दौड़ा दिया था क्या ये प्रॉब्लम उससे ही तो नही आई बड़े भैया
धन्यवाद भैया
जी हा हो सकता है क्योंकि कम तापमान पर बीज नही जमते हैं
Beej hame 1 kg bone h 50gm nahi bona h
Seeds kha milige
Ji seeds aapko jald hi meri website se mil jayenge 8 se 10 din bad
@@GharmeBagicha djscard
Bina kuchh kiye bhi bhindi germinate ho ho jayega
Kya bhindi ki nersary protray me banai ja sakti hai
Ya nahi
Aur kitne hole bali tray bhindi ki nersary ke liye sahi rahegi
Bhindi ki root bahut lambi hoti hai
98 hole bali tray ke hole ki height to mujhe choti maloom pad rahi hai
Kyo ki bhindi abhi meri puri tatah germinate tak nahi ho payi
Aur uski root tray ke hole ki height se bahut jyada lambi hai
Mujhe to lagta hai
Gahri hole bali tray sahi rahegi
Help me
Ji ha bhai
@@GharmeBagicha help me
@@GharmeBagicha kitne hole bali tray suitable rahegi bhindi ki nersary ke liye
Bhindi ki root bahut lambi hoti hai
Jo 98
Ya 104 ya 108 me to nahi fail sakti
Bhai bhindi ke liye 50 hole vali tray use karni hoti hai achha result aata hai
Sir polyhouse banana batao
Kaun si polithin use karte hai app
Ji bhai jald hi aapko video mil jayega
Sir protray me ak saman ankuran nahi hota
Ak saman ankuran ke liye kya special karna chahiye
Jisse ak saman ankuran aur jyada se jyada ankuran ho
.aur ankur chilke se bhi bahar Nikle
Aur mare bhi na jalkar
Mai polyhouse me trays ko rakhta hu
Phir bhi ye problem kyo
Kya polyhouse se koi fayda nahi
Bhai maine bahut sari sabjiyon ke beej Trey me ugaye hai aap video option me jakar mere aur bhi video dekh sakte hain
Mere to seedlings bahut hi healthy rahte hain ha cockpit sasta vala mat use kariyega usme salt bahut hota hai
@@GharmeBagicha
Bhai ji cocopeat amazon se mahga bala hi purchase karta hu
But mujhe sabse jyada problem
Cauliflower aur cabbage ki nersary me aati hai
Bahut jad galan rog lagta hai
Aur growth bhi nahi hoti nersary
Jabki mere kheto me mai 10 days baad tak nersary daalta hu
Aur uske baad bhi bo 15 days pahile bahut acchi ready ho jati hai
Ji bhai jabki tray me nursery jaldi taiyar hoti hai
Aap ke pani k spray karne me difference ho jata hai isliye galan ho jata hai
Maine dusri video banye hai please aap vo dekh lijiye
Bhai maine torai ke seeds apke iss method se ugane ki kosish ki but 6-7 days me bhi seeds nahi germinate huye
Jabki seeds bilkul new te aur F1 hybrid bhi te
VNR company ki Alok varity thi
Kya ye method torai par success nahi hai? Help me
Ji bhai ho jata hai par thoda samay jyada lagega
Sir seeds ka ankuran hote hote hi
Seeds khatam kyo ho jata hai
Koi koi seeds acche se ankurit ho jata hai
Koi koi seeds aadha ankurit hone ke baad
Khatam ho jata hai
Bhindi se root to nikalti hai
But uska chilka hat ta hi nahi hai
Jisse paatiya nahi nikal pati hai
Aur paatiyo bali jagah se hi
Seeds jal kar mar jata hai
Iska kya reason hota hai
Kahi jyada thand to nahi
Mai apko update deta rahunga
Jj
Very good
Thank you so much
Very good
Very good