VW POLO 😱 engine oil light show cluster 🤬😡(Varun auto center

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 сен 2024
  • #VW
    #polo
    #DIESEL ENGINE
    #oil
    is gadi ke andar Volkswagen Polo mein humne scanning Kiya aur dusra iske andar humne iska oil switch change kiya brand new oil switch lagaya to bhi oil ki light nahin ja rahi thi meter se aur iska humne oil ka pressure check kiya vah bhi barabar a raha tha aur jab last mein humne uska wiring check kiya to wiring hamen break Mila FIR usko humne repair Kiya ,scanning karke sare fault delete kar diye aur hamari gadi okay hogi.

Комментарии • 8

  • @prithiviraj4177
    @prithiviraj4177 Год назад

    Same problem in my Vw vento diesel…..some time oil warning blink then it off

  • @KuldeepSingh-kj1bz
    @KuldeepSingh-kj1bz Год назад

    EGR ko kitna kilometres ka bad clien kar waya

  • @prithiviraj4177
    @prithiviraj4177 Год назад

    What kind of issue comes

  • @hotshots2k
    @hotshots2k 2 месяца назад

    Bhai I’m facing same issue with my Vento 2012 petrol . Do you have a shop where you check these issues ? If so then can you confirm the location ?

  • @thecomrade9014
    @thecomrade9014 2 года назад

    Bhai Meri vento diesel hai 2011 jb gadi ka ignition on krte h to oil light aakr chli jati h aur 5 second baad blink krne lgti hai uske baad gadi start krne pr light chli jati hai Kya issue ho skta hai ?

    • @a2zcarvideos373
      @a2zcarvideos373  2 года назад

      Wiring check karo bhai uski wiring

    • @thecomrade9014
      @thecomrade9014 2 года назад

      @@a2zcarvideos373 Bhai lekin jab car ko start krne ke baad light chli jati h to agr car ko bnd krke phir SE ignition on krte hai to dobara light nhi aati approx 2 ghnte baad same prblm shuru ho jati h

    • @a2zcarvideos373
      @a2zcarvideos373  2 года назад

      @@thecomrade9014 dekho uske andar sirf oil switch hota hai aur wiring hoti hai theek hai Aksar uska oil switch kharab hota hai ya to wiring ka isushow aata hai to aapane oil switch uska change kiya hai ya nahin hai kyunki kaisa hota hai oil switch ke upar hai na uska jitna pressure ka bar hona chahie na vahi sem oil switch lagega agar aapane alag lagaya to problem kar sakta hai vah chij to aap dekh lijiye uska oil switch check kar lena ek bar ki uska oil switch ka jo bar hai vah matlab engine oil ke bar itna hona chaye .