Short me satik jankari Bahut accha, pin pointed, No timepass No chhapari style No like, share, subscribe request It's the real post, that public really need 🎉🎉👍👍👍👍👍👍
Sir please help me mera ghar dakshin mukhi hai o plot pura khali hai to paschim mukhi ghar banana hai bana sakte hai or do sefti tankbanaye to dono ka vastu alag alag dekhate hai kya ya ek plot me 2 ghar hone se vastu alag hoga kya kare north or east me logo ke ghar hai abhi Jo tank hai vo vayvy me hai or dushara ghar banate hai to seftitank dusare ghar ke neraty kon me aa jayega
SE,SSE,South yah Agni tatv hai isiliye inn direction me pani nahi hona chahiye. NE aur SW me bhi out na kariye. Baki bachi direction me aap out ghar ke bahar nikal sakte ho.
Namaste Sir, Ghar ka mukh North direction me hoga toh paiso ke mamle me bohot shubh mana jata h qki yah Shree Kuberji ki disha h. East direction achhe health ke liye bahot shubh h.
Ashok ji ne jo remedy batayi h woh temporary thik ho sakti h. par Ishan kon mandir ka sathan hota h. ho sake toh yah toilet band hi rakhe nahi toh health ke issues humesha ghar me rekh sakte h
Plot size 20/22 20frant ,22 gahrai Sir mera plot utter mukhi h Mujhe graund flour m only shop bnanai , kis disa m bnau Stair kha bana uttam rhega Plzz reply kriye 2nd floor pr 2room set bnana h btaiye, map kaise bnaye
Mera Ghar Uttar dakshin Purab paschim Charon Disha se hai bich mein angan hai to fir letrin bathroom kidhar banana hai aur men darvaja kidhar banana hai yah bataiye
Sir, Vayavya(North - west ) direction me toilet-bathroom banana bahut achha rahega aur main gate North direction me banayiye yah bhot shubh mana jata hai.
Sir purv me toilet bathroom hone se social disconnectivity ho jati h agar aapko itna logo me aana jana pasand nahi hoga toh koi dikkat nahi h. par agar aap politics me honge toh dikkat hogi
सर जी नमस्ते बहुत ही अच्छी जानकारी अपने दी आपके आगे के वीडियो का भी हम वेट करेंगे धन्यवाद सर ❤
Thank you so much Sir!
Short me satik jankari
Bahut accha, pin pointed,
No timepass
No chhapari style
No like, share, subscribe request
It's the real post, that public really need
🎉🎉👍👍👍👍👍👍
Thank You!
❤❤❤🎉🎉🎉 aap ko dhanyabad sir
सेकंड फ्लोर पर किचन के ऊपर बेडरूम बना सकते हैं
Thank you so much sir
Most welcome Ma'am!
जैसी करनी वैसी भरनी
कर्म अच्छे करो
दुनिया का कोई वास्तु कुछ नहीं बिगाड़ पाएगा
यदि कर्म अच्छे हैं तो
🙏🙏
Bilkul sahi baat sir, Vastu kuch nahi bigad sakta par energies impact kar sakti hai
बहुत ही अच्छी जानकारी दिये सर ❤❤
Thank you Sir !
Borwell south east side me hai kya upay kare
Sir please help me mera ghar dakshin mukhi hai o plot pura khali hai to paschim mukhi ghar banana hai bana sakte hai or do sefti tankbanaye to dono ka vastu alag alag dekhate hai kya ya ek plot me 2 ghar hone se vastu alag hoga kya kare north or east me logo ke ghar hai abhi Jo tank hai vo vayvy me hai or dushara ghar banate hai to seftitank dusare ghar ke neraty kon me aa jayega
Hi
Super! 💯 Rt
Thank you Prashant Ji
Plan banake chahiye
De sakte
Sar acche jankari diye sar thank u
Sar mere ek prashn hai ki nritya mukhya ka15*25 Ghar kaise banaen plan dijiye video karo please sir.
Iss par video banane ki hum jaroor koshish karenge. Agle video me hum aapke kai doubt bhi clear kar lenge sir
Sir bathroom and kitchen ki waste water ko kon si direction me out kren🙏
SE,SSE,South yah Agni tatv hai isiliye inn direction me pani nahi hona chahiye. NE aur SW me bhi out na kariye. Baki bachi direction me aap out ghar ke bahar nikal sakte ho.
⚘️ਧਂਨਵਾਦ ਜੀ⚘️
ਜੀ ਆਇਆਂ ਨੂੰ ਸਰ
Aap bat ho sakta😊
Which direction is best for overhead watertank. Pl ans me
Sir you should place overhead watertank in the south-west or west direction.
sir remedies videos
Sir bohot jald remedies video aapke liye layenge
Namaste sir
Sir ghar ka mukh(face) kon sa direction ma best ha?
Or kon kon direction ma v ho skta ha??
Namaste Sir,
Ghar ka mukh North direction me hoga toh paiso ke mamle me bohot shubh mana jata h qki yah Shree Kuberji ki disha h. East direction achhe health ke liye bahot shubh h.
Water tank position is wrong in NE. Keep it in west or NW
Sir it's depends ki watertank under ground h ya fr chhat par rakha h
Southwest me toilet hai sahi hai kya?
South west me toilet hona yah bhot bada Vastu Dosh hai !
Ham flet me rahte hai pure flet ka toilet Ishan me hai to ab kya kare 😢😢😢
आप कांच के बाउल में साबुत समुद्री नमक भर बाथरूम में रखें
हर पंद्रह दिन बाद नमक बदल दें पुराने नामक को फ़ल्श में डाल दें
Ashok ji ne jo remedy batayi h woh temporary thik ho sakti h. par Ishan kon mandir ka sathan hota h. ho sake toh yah toilet band hi rakhe nahi toh health ke issues humesha ghar me rekh sakte h
First parchim disha mein sar nahi deta cha hi hain ....sirf purv yea dakshin disha mein hona cha hi hain .
yes sir
Plot size 20/22 20frant ,22 gahrai Sir mera plot utter mukhi h
Mujhe graund flour m only shop bnanai , kis disa m bnau
Stair kha bana uttam rhega
Plzz reply kriye
2nd floor pr 2room set bnana h btaiye, map kaise bnaye
Terrace। Par pani ki tanki kaha rkh skte hai
terrace par south, west south west, west aur west north west me pani ki tanki rakhni chahiye
@@Pushkraj_Construction thanks.... Matlab south m staircase v bna skte h
सर मेरा वाटर बोरिंग बराबर वेस्ट में है तो यह सही है या गलत और अगर गलत है तो क्या उपाय करूं प्लीज बता दीजिए
Sir aap compass se ek bari west hi hain woh check kijiye west me chal sakta h par west south west me bilkul hona nahi chahiye
@Pushkraj_Construction west me hi h thanks🙏
Mera Ghar Uttar dakshin Purab paschim Charon Disha se hai bich mein angan hai to fir letrin bathroom kidhar banana hai aur men darvaja kidhar banana hai yah bataiye
Sir, Vayavya(North - west ) direction me toilet-bathroom banana bahut achha rahega aur main gate North direction me banayiye yah bhot shubh mana jata hai.
मेरे फ्लॅट का टॉयलेट बाथरूम पूर्व दिशा मे हे तो क्या प्रॉब्लेम होगा?
Sir purv me toilet bathroom hone se social disconnectivity ho jati h agar aapko itna logo me aana jana pasand nahi hoga toh koi dikkat nahi h. par agar aap politics me honge toh dikkat hogi
नमस्कार सर
पूर्व मुखी मकान मे 10'×10' आकार की दुकान कहा किस दिशा मे बनाए? Reply please. Thanks.
सर, आप आपके पूर्व मुखी मकान में दुकान पूर्व दिशा की तरफ कीजिए जिसकी एंट्री पूर्व नही तो उत्तर दिशा में रखिए जिससे ग्राहक ज्यादा आकर्षित होंगे
@Pushkraj_Construction Thanks sir.
Kuchh answer diya kya
Aap puchiye Sir!
Total kapol kalpit. Vastu shastr hote hue bhi insanon ko maila sir par dhona padta tha.
Ji Bilkul Sahi bola aapne par kuch batein har ek ke karm par bhi nirbhar hoti hai sir.
अधूरी जानकारी दें रहें हैं आप
Sir aage ke videos me aapke sare doubt clear ho jayenge.
Faltu video hai
Thank you for your valuable feedback. Hum ispar aur jyada mehnat karenge.
Faltu video nahi
Balki tu faltu hai