Hi friend, good video n good finding too. It appears i have the same problem, i shall check & update for the same for the sake of all viewers. Thanks n best wishes.
Bhai mera new activa 2 month hi huwa hai. Me 40/50 speed me chalati hu lekin 20 speed aane se gadi bilkul slow ho jata aur shamne se krik krik sound hone lagta aur speed breaker pe jump lagne se kuch time krik krik sound hone lagta aisa feel hota ki shamne ka wheel kahi pe bhi touch ho rha hai. aur accelerator bhi free nhi hai. yeh kya problem ho sakta bhai?
Meri Activa 125 hae jab m uska accelerator suddenly raise krta hu to speed slow ho jati hae aur sath m jhatke deti hae.......sath m garm b ho jati hae Lekin uska accelerator m slowly slowly raise krta hu to problems nhi deti hae... Please tell me exact problem kya ho skti hae activa m
@@meshiji hi sir meri Activa 125 h 2016 model usme carburettor ka bhi kaam karwaya aur jet bhi change kiye fir bhi starting problem aati h tapped bhi check karvaye 🤔 plug bhi change Kiya aur filter bhi change Kiya fir bhi starting problem rehti h aur activa dab kr chalti h garm hone k baad thik ho jati h but 20 se 50 kick leti h starting me 😢 kya karu
bhai peking ki koi jarurat hi nahi hoti isme dono side me o ring aati hai ye peking ab mil bhi nahi raha hai aur isse kuch fark nahi pada mene dekh bhi liya but rpm me kuch fark nahi pada to iske bad kya karna padeg batana pls
बहुत अच्छा उपाय बताया है भाई ने मेरी एक्टिवा मे भी ये ही दिक्कत थी मिस्त्री हाफ इंजन करने को केह रहा था फिर मेने 50रू की पैकिंग बदल दी अब ठीक है
@@a.k.mewati3259 thank you 🙏🏻
Very simply but usefull point, thanks for update.
✌🏻
🫡
Thank you sir for the vid, very helpful and important information. Looking fwd to having more of this kind, thanks n best wishes.
✌🏻
Gali gali mai shorr hai jatin bhai bullet ke boss hai💙🤍🤎
Hi friend, good video n good finding too. It appears i have the same problem, i shall check & update for the same for the sake of all viewers. Thanks n best wishes.
@@manertk1636 🙏🏻
👍👍good. Bro 👍
Thank u bhai good video
Nice information
@@adityakapoor-hq8bg tnx bro 🙏🏻
Sir start krne pe scooty automatic race leti h......vo bhi sirf right side turn krne pe ......kitna repair cost lgega.....pls tell
A.c.cable chq krwao uski
lever cable change karo pura aur carbureetor slide chek karo
Meri scooty mein bhi same problem thi 👍
Ab thik hogi¿
Bhai mera new activa 2 month hi huwa hai. Me 40/50 speed me chalati hu lekin 20 speed aane se gadi bilkul slow ho jata aur shamne se krik krik sound hone lagta aur speed breaker pe jump lagne se kuch time krik krik sound hone lagta aisa feel hota ki shamne ka wheel kahi pe bhi touch ho rha hai. aur accelerator bhi free nhi hai. yeh kya problem ho sakta bhai?
Ye sb to dekh kr pta lgega
Very nice
@@DolphinPower-z4l tnx🙏🏻
Meri Activa 125 hae jab m uska accelerator suddenly raise krta hu to speed slow ho jati hae aur sath m jhatke deti hae.......sath m garm b ho jati hae
Lekin uska accelerator m slowly slowly raise krta hu to problems nhi deti hae...
Please tell me exact problem kya ho skti hae activa m
Mixture chq krwao or carburettor k jet cln krwao
mera bhi sam problem
@@meshiji hi sir meri Activa 125 h 2016 model usme carburettor ka bhi kaam karwaya aur jet bhi change kiye fir bhi starting problem aati h tapped bhi check karvaye 🤔 plug bhi change Kiya aur filter bhi change Kiya fir bhi starting problem rehti h aur activa dab kr chalti h garm hone k baad thik ho jati h but 20 se 50 kick leti h starting me 😢 kya karu
@ pick up coil or H.T coil chq krwai?
🔥🔥🔥
cost?
👌👌
Meri bhi activa may rpm automatically fast ho jata hai our activa 125 full service hai fir bhi ho raha what solution bhai?????
Bhai iska kitna cost aataa hain?
@@Anothersigmamale packing ka ya labor?
@meshiji Labour har jagah pe alag hota hain. Packing ka hi bataa do.
,👍
Bro where I get this gaskit
@@krishnakitti-qu6dl you have to go spare parts shop nd ask half gas kit packing for activa inside that you will get it
bhai peking ki koi jarurat hi nahi hoti isme dono side me o ring aati hai ye peking ab mil bhi nahi raha hai aur isse kuch fark nahi pada mene dekh bhi liya but rpm me kuch fark nahi pada to iske bad kya karna padeg batana pls
@@KhushiFilms2016 bro carburator piston check kro vo cut to nhi gya scratch ajte h to vo kt h jta h
Vo chenj kiya fir bhi RPM basta he
Iska naam kya hai?
Carburettor packing