Mahoday main aapki videos bahut pasand karta hoon mere paas ek anaar ka paudha hai jo ki 5 saal puraana hai lekin aaj tak usme phal nhi aaya phool hazaaron aa chuke hain aur amrood ka paudha bhi 5 saal puraana hai usme to phool bhi nhi lagta kya karun upaay baataayein dhanyavaad
Hamare yaha ek nimbu ka jhad hai uski hight 10 to 12 foot hai uski kating kaisi karni chaiye kahse kat kare aur cutting bad paudha marta hai kya uske upar jada nimbu nahi ate to kya kare
Informative video
Thanks for the information Dr. nikhil
Jai Shri Ram
Very informative video🙌 can u post informative video for guava tree
Information video
Lemon ke cutting be ashey he krrney h kya
Iski prunning kis month me karte hai
Mahoday main aapki videos bahut pasand karta hoon mere paas ek anaar ka paudha hai jo ki 5 saal puraana hai lekin aaj tak usme phal nhi aaya phool hazaaron aa chuke hain aur amrood ka paudha bhi 5 saal puraana hai usme to phool bhi nhi lagta kya karun upaay baataayein dhanyavaad
Dr shaab yeh saare ka saare plant hi gulle p hai jo ap cutting kar rahe hai
Jmjk
Ap to park ki cutting karna sikha Rahi to na ki kinnow k plant ki
Sir aap ne cutting kon se month me Karni Hai ye nhi btaya. Please btay
February
March ke first week vi kr skte hai agar aap ne February main nahi ki to
Thanks sir
कीनू को गमले में लगाने के लिए सुझाव दीजिए
Hamare yaha ek nimbu ka jhad hai uski hight 10 to 12 foot hai uski kating kaisi karni chaiye kahse kat kare aur cutting bad paudha marta hai kya uske upar jada nimbu nahi ate to kya kare
Please reply cutter price bhaiya
Is sa aacha ha jar sa hi nikal do😂😂
But time
Baag pura khatam ho rakha
Informative video
Jmjk
Informative videos
बिल्कुल गलत कटिग है