चिलचिलाती गर्मियों में गुलाब में बंपर फूल खिलाने की यह सीक्रेट खाद कोई नहीं बताया

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 май 2024
  • gulab mein bumper flowering ke liye dalen yah secret fertilizer
    how to get maximum flowers on rose plant
    #fertilizer #flowers #gardening #trending $#vlogging #creative #creative #Manju gardening and vlogs
    doston pahle jo maine taiyari ki thi gulab ki new growth se Hui vah link dal rahi hun yahan per
    • Revive dying plants by...

Комментарии • 56

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 2 месяца назад +1

    Hamesha Ki Tarah aapki yah video bhi Veri good ekadam perfect unique video😅😅

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷❤️

  • @devyanijadeja2747
    @devyanijadeja2747 2 месяца назад

    Mai onion ka 24h rakha hua pani aur banana peel ka bio enzymes use karti thi . Aap se kuch jyada information mili.Thank you for sharing 🌻.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad yah fertilizer bahut hi useful hai bahut achcha result milta hai

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 2 месяца назад

    Veri nice Useful information for all fertilizer care tips🌹🪴👌😍

  • @CHHOTISIBAGIA
    @CHHOTISIBAGIA 2 месяца назад

    Bahut hi achi jankari diya didi apne ❤❤❤❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks Dil se aapka shukriya 💐💐🌹🌹

  • @rukhsanabegum4871
    @rukhsanabegum4871 Месяц назад

    Manju ji aapki saari videos main dekhti hoon bhut hi zaroori baten aap batati hai shukriya mujhe beliya rose ka cutting chahiye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad dear beliya gulab aapko nursery mein mil jaega cutting kaise milegi itni dur se aur Chhota gulab hota hai beliya usmein flooring hoti hai

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 2 месяца назад

    Very useful tips🎉

  • @anitapandey113
    @anitapandey113 2 месяца назад

    USeful information🎉🎉

  • @myorganicterracegarden7328
    @myorganicterracegarden7328 2 месяца назад

    Very nice sharing 😊 bahot hi achi jankari

  • @user-kk9fp7md3z
    @user-kk9fp7md3z 2 месяца назад

    Nice tips tks

  • @kalajoshi1798
    @kalajoshi1798 2 месяца назад

    Veri nice garden

  • @RakeshKumar-it3zo
    @RakeshKumar-it3zo 2 месяца назад

    Thankyou Manju ji...aap ki video achhi hoti hai.bahut hi achhi jankari deti hai aap.❤❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐

  • @Maahi845
    @Maahi845 2 месяца назад

    Useful information bua 😊

  • @anilsrivastava61
    @anilsrivastava61 2 месяца назад

    Nice information thanks mam, subscribe your channel

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад +1

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹

  • @uramilalahoti1457
    @uramilalahoti1457 2 месяца назад +1

    Ye fer. Aap only gulab main denge ya sabhi plant main denge

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad yah Jo khad hai yah sare plants ke liye hain organic fertilizer Hain bahut achcha result deta hai Maine Aaj gulab per video banai hai isliye gulab hi dikhaya but Maine bataya hai videos mein ki aap sare plant mein ise de sakte hain

  • @prasannalakshmi1034
    @prasannalakshmi1034 2 месяца назад

    Very useful madam. Am from Tamil Nadu can you please put English subtitles will be useful for people like me to understand what you speak

  • @ushapradhan8186
    @ushapradhan8186 2 месяца назад

    A 1aapne portulaka kahase kharida hai,?jara bata sakenge kya,?pl.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad portchula ka plant nursery mein mil jaate Hain aur ise aap save karke hamesha ke liye bhi rakh sakte hain Apne garden mein

  • @user-nj3jw2st5z
    @user-nj3jw2st5z 2 месяца назад +1

    Mere rose plant ki leaves suukh kr gure jaa rhi hai jbki wo kch ghnto ki sunlight mei rkhe hai please btaye kya kru aur usme growth bhi nhi ho paa rhi wo grafted rose hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad dekhen garmi bahut ho gai hai agar 40 degree temperature ho gaya hai ya 38 ho gaya hai to gulab ki growth ruk jaati hai vah jyada growth nahin karta hai aap isko bilkul Chhaya wali jagah per rakhe sunlight ki to itni garmi mein jarurat nahin hai plant Bina dhup ke hi garmi mein chalega aur jo bhi liquid fertilizer Maine bataye hain unhen aap dalte rahe

  • @sarojmodi4516
    @sarojmodi4516 2 месяца назад

    Yellow bel vala gulab kaha se liya. Add bataye.plz

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks for visit mere yahan ki ek nursery mein badi mushkil se mujhe mila hai

  • @puneeteshaan6352
    @puneeteshaan6352 2 месяца назад

    Brmi compose kya hota hai or ise kese bnate hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad varmi compost varmi dwara banai Hui khad Hoti hai ise aap market se Lena ya nursery mein mil jayegi

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam garmime hibiscus plants me gobar khad de saktehe

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji gobar khad ka liquid banaa kar dalen gobar khad garm kafi hoti hai aajkal

  • @uramilalahoti1457
    @uramilalahoti1457 2 месяца назад

    Very nice.please snake plant care bataye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Dekhiae agar jyada comment aaenge snake plant per to video banaungi snake plant ke aisi koi khas care tips nahin Hoti hai bahut easy to grow plant hai nutrition daliye aur koi dikkat wali usmein baat nahin Hoti hai

  • @yamunachandrakar7812
    @yamunachandrakar7812 6 дней назад

    मेरे पास डेविड आस्टीन गुलाब है उसमें कौन सी खाद डालू, देसी गुलाब भी है उन सब मे एक

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  6 дней назад

      जी नमस्ते वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद आप यह जो ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर है ना सारे प्लांट्स में डाल सकते हैं सभी तरह के गुलाब में भी डाल सकते हैं प्लीज आप मुझे यह बताएं आपके यहां का टेंपरेचर क्या रहता है और आप अभी आप कहां से हैं

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam mujhe gulab ka plant bahut achha lagtahe . Sirf gulab nehi sare flower plants mujha pasand he aur me chhota sa garden bhi banayahe lekin monkey sara plant barbaad kardetahe mujhe bahut rona atahe kya karu monkey ka kuchh kiyanehin jasaktahe

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad monkey ko bhagane ke liye kuchh Aisa bhi karte Hain jidhar se monkey Aksar aata jata hai use Deewar per ya use ped per Greece Laga dete Hain Greece Laga kar dekhna vah chipakta hai FIR Bandar bhagata bhi hai usse

  • @uramilalahoti1457
    @uramilalahoti1457 2 месяца назад

    Please aap sabhi plants main fer. Dene ka schedule bataye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad aap sabhi plant mein 10 din bad repeat kar sakte hain 10 din bad aap dusre wale fertilizer ko dal sakte hain 10 din bad kisi dusre ko dal sakte hain aapko 10 din chhodkar hi dalna hai jo bhi gharelu chij aapke pass available hai use aap daliye aap apna schedule banaaiye ki main 10 din mein ise dalungi 10 din bad ise dalungi is tarike se Dale simple

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam aap online gulab ka plant sell karona please hame chahiye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad dear Abhi to nahin kar rahi hun aage sochungi kabhi thanks

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam mujhe aapka rose plant chaheye😭😭😭😭😭😭😭

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad aaiae aur le jaaiye 😅💐💐

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam aap bhaut lucky hoo aapke wahan monkey nehin he

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks for visit Bandar to aane Lage Hain sare aaspaas aate Hain कभी-कभी mere terris per bhi a jaate Hain bahut badi pareshani hai Bandar to

  • @madhulataagarwal6463
    @madhulataagarwal6463 2 месяца назад

    Ek dandi hbachi kuch nahi gro kr raha gulaab leef bhi nahi h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад +1

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji discription mein Maine link Diya hai video ka aap use dekhen gulab ki katai chhatai karke kya chijen Maine Dali hai ya spry kariye uske bad Jo aaj main fertilizer bata rahi hun inhen Apne plant per apply kijiye bahut achcha result milta hai aur apni plant ko bilkul Chhaya wali jagah per rakhen dhup ki jarurat bilkul bhi nahin hai garmi mein plant ki growth bhi ruk jaati hai jab temperature 38 se jyada hone lagta hai