आलू (potato) को एक बार पौधों में इस तरीके से इस्तेमाल करें, फूल ही फूल न कलियां पीली होगी

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 май 2024
  • दोस्तों आलू को अपने पूरे गार्डन में इस्तेमाल करें पौधों में फूल ही फूल और नाही पत्तियां पीली होगी ना हीं कोई कली बिना खिले गिरेगी
    गुड़हल के पौधों में बंपर फुल
    how to get maximum flowers on rose plant
    potato peel fertilizer
    potato organic fertilizer
    #fertilizer #flowers #trending #gardening #vlogging #nature Manju gardening and vlogs
    • गुलाब,गुड़हल,मोगरा जिस...

Комментарии • 114

  • @Manu.Creative.Garden
    @Manu.Creative.Garden Месяц назад +6

    Bahut hi achi jaankari share ki h friend aap bahut ache ache organic fertillizer batate ho friend thanks super gardening ❤❤❤❤❤❤💐🪴🙏👏👏👏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se shukriya thanks 💐💐🌹💐🌹💐🌹💐🌹

  • @user-jp7kk4nh1z
    @user-jp7kk4nh1z Месяц назад +1

    Wow good

  • @alkasrivastava3887
    @alkasrivastava3887 Месяц назад

    Very nice information specially flowers

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐

  • @user-jd2ey3ni8l
    @user-jd2ey3ni8l Месяц назад

    बहुत अच्छा

  • @user-kk9fp7md3z
    @user-kk9fp7md3z Месяц назад

    Nice tips tks

  • @agreenhobby655
    @agreenhobby655 Месяц назад +1

    आलू का फर्टिलाइजर का अच्छा उपयोग। सूखे फूल का पानी में भिगो कर गार्डन में उपयोग किया। बहुत अच्छी जानकारी दी आपने 🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Thanks dear Dil se aapka shukriya 💐💐💐💐

  • @savitribourasi5500
    @savitribourasi5500 Месяц назад

    Very good

  • @saritamehta9006
    @saritamehta9006 Месяц назад

    Very beautiful information

  • @anitapandey113
    @anitapandey113 Месяц назад

    V. Nice🎉

  • @kusummarwal1086
    @kusummarwal1086 Месяц назад

    Bhut badhiya jaankari 👍

  • @brijlalmanwani61
    @brijlalmanwani61 Месяц назад

    Very nice video

  • @grandpagarden1M
    @grandpagarden1M Месяц назад

    Bahut sundar vdo

  • @TheGlobalBawarchi
    @TheGlobalBawarchi Месяц назад

    Very nice information!

  • @anubhagardeningchannelgard392
    @anubhagardeningchannelgard392 Месяц назад

    Bahut badhiya jankari Diya very nice sharing

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹

  • @neelambhatia6657
    @neelambhatia6657 Месяц назад +1

    Thanku so much itni achhi tarah batane ke liye ❤🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹

  • @kpurva567
    @kpurva567 Месяц назад +1

    Nice and very useful video

  • @deeppandeyvlog3922
    @deeppandeyvlog3922 Месяц назад

    Good 👍

  • @NAGARDENING
    @NAGARDENING Месяц назад

    excellent 👍👍👍

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 💐💐💐💐🌹

  • @Clutchboy_A
    @Clutchboy_A 19 часов назад

    ❤❤❤😂

  • @Kumarbali386
    @Kumarbali386 Месяц назад

    Very nice 👌👌👌

  • @renu.1973.singla
    @renu.1973.singla Месяц назад

    👍

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 Месяц назад

    Very informative vlog🎉

  • @dharmshilaskitchengarden2894
    @dharmshilaskitchengarden2894 Месяц назад

    वेरी गुड जानकारी वेरी गुड फर्टिलाइजर 🌺👍🌺👍🌺👍

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks 🙏🙏🙏🙏

  • @myhobbyisgardening5164
    @myhobbyisgardening5164 Месяц назад

    Bhut badiya fertilizer sharing friend beautiful garden healthy plant 👌

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Thanks Dil se aapka shukriya thanks 🙏🙏🙏🙏

  • @anandijoshi1395
    @anandijoshi1395 Месяц назад

    Bahut acchi jankari

  • @kalajoshi1798
    @kalajoshi1798 Месяц назад

    Aapka garden dekh kar dil khush ho gaya Kitna Hara bhara ho raha hai is garmi mein

  • @gardencreationsncreativity8404
    @gardencreationsncreativity8404 Месяц назад

    Wow very beautiful garden dear friends thanks very useful information bahut achha fertilizer ke baate me batati hain aap thanks good information good afternoon 🙂

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷☘️

  • @bhaktivlogs763
    @bhaktivlogs763 Месяц назад

    👍👍

  • @kpurva567
    @kpurva567 Месяц назад

    Aapka garden dekh kar hi man prasann ho jata hai 😊😊😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se aapka shukriya thanks 💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @RakeshKumar-it3zo
    @RakeshKumar-it3zo Месяц назад

    Bahut hi achhi jankari di h aapne Manju ji...aap ka garden me flower 🌹 bhi bahut hi sunder hai aap itni acchi jankari kaha se lati hai thanks 🙏🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад +1

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐🌹

  • @NatureloverJaspreet
    @NatureloverJaspreet Месяц назад

    Fantastic video dear sister 🙏🏻♥️🌹

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Dil se shukriya dear sister 💐🌹💐🌷❤️

  • @amita22meet
    @amita22meet Месяц назад

    Bahut achhi jankari di aapne. Please Harshringar ke plant mein flowering na ho rahi ho to kaise flowering badhayein iss par next video share karein. Thanks

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad harsingar ke plant mein abhi flowering nahin hogi kuch samay bad flowering hogi July ke manth se aur aap usne banana feel fertilizer dijiye potato dijiye oniyan dijiye sari mere channel per videos Dali Hain

  • @plantshouse5319
    @plantshouse5319 Месяц назад

    Bahut acchi video hai aur bahut hi achcha garden hai man chahta hai Aakar garden mein share karo❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉👌👌👌🌹🌹🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji shukriya Dil se aapka बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 Месяц назад

    Mam neem khali ka liquid firtilizar bananekeliye neem khali ko kitnedin panime vegona chahiye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad agar Keval Neem Khali bhikhari ho to Abhi 3000 din bhi ho gaye usmein FIR double Pani milakar dalna aur is video mein ek link Diya hai Maine jis Jo botal mein fertilizer banaya hai use dekhen aur istemal Karen

  • @nitumedhi4994
    @nitumedhi4994 Месяц назад

    😯😯👍🌿🌻🌺🌼☘️🌳

  • @sujatazeple558
    @sujatazeple558 Месяц назад +1

    Decompost kiya hua lakadi ka burada mitti me use kar sakate he kya rivar sand jaldi nahi milta

    • @Sakhigarden
      @Sakhigarden Месяц назад

      Very very informative video😊 good work happy gardening👌👌🎋🌿🪴😍

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji han lakadi ka burada aap bilkul istemal kar sakte hain isko decompose kar le dekhen bahut achcha hai vah bhi bahut sukhi Hui lakadi ka aur bahut purana ko aap usi tarike se Mila bhi sakte hain

    • @sujatazeple558
      @sujatazeple558 Месяц назад

      Behanji app ne bataya nahi please please jara jaldi bataiye na

    • @Sakhigarden
      @Sakhigarden Месяц назад

      Dear Lakdi ke burade mein dimak lagne ka chance Hota Hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji dimak to mitti mein bhi lagti hi hai lakadi mein hi dar nahin hota hai per lakadi Jo purani Sadi ya decompose lakadi hoti hai na uska burada milaya jata hai is successfully hota hai achcha hai mere bhi kuchh kuchh pot mein Maine burada milaya hai lakadi ka koi tension nahin hai usmein sad jaati hai lakadi to ekadam se niche vah bhi Pani se gal jata hai

  • @saritamehta9006
    @saritamehta9006 Месяц назад

    Want to see your garden physically please send your location

  • @chemistry7468
    @chemistry7468 Месяц назад

    Mam mere compost ban gya h pr use white sudii jese regne wale kide h ....kya compost ready h ya nhi....

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji video dekhne ke liye dhanyvad compost ko bilkul air tight karke band kar dijiye sabhi छोटे-छोटे kide khatm Ho jaenge uske bad aap agar compost mein moisture hai to usko thoda se Sukha lijiye FIR aap istemal Karen

  • @sarladevi3694
    @sarladevi3694 17 дней назад

    क्या ये फर्टिलाईजर सब्जियो के पौधो मे दे सकते है

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  17 дней назад

      Ji han bilkul kisi bhi plant mein de sakte hain fruits mein flowers mein ya vegetables mein yah organic chijen Hain koi nuksan nahin karengi achcha result milega

  • @anjubehl6708
    @anjubehl6708 Месяц назад

    Aloo ke chilka kitne dino tak bhego ker rakna ha

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad abhi garmi kafi ho rahi hai isliye aap 1 din hi bhigokar rakhen aur FIR double Pani milakar apply Karen

  • @KnowledgebySiddharth-qt5fe
    @KnowledgebySiddharth-qt5fe Месяц назад

    Mam indoor plants k lye koi organic khad bataye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад +1

      Video dekhne ke liye dhanyvad indoor plant mein aap yah liquid fertilizer bhi sare dal sakte hain nutrition to har plant ko har chij chahie hota hai aur baki aap usmein chai Patti ka liquid banakar dalen onion peel ka liquid banakar dalen usse bahut achcha result milta hai aur spray bhi Karen

    • @KnowledgebySiddharth-qt5fe
      @KnowledgebySiddharth-qt5fe Месяц назад

      @@Manjugardening1 thank you so much Mam

  • @mybeautifulgarden9252
    @mybeautifulgarden9252 Месяц назад

    Jayda din ka bhigaya allo ka paani use kar sakte hai

  • @zebatamboli1388
    @zebatamboli1388 Месяц назад

    Mam mere gudhal aur rose par ek bhi kali nahi banti to Kya karu

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad plant ki light trimming karne ke bad usmein fungi site ka spry jarur Karen aur kafi organic fertilizer hai unhen plant per apply Karen bahut achcha result milega

  • @nirmalgupta3827
    @nirmalgupta3827 Месяц назад

    मेरे प्लांट में फूल खाली कर रहे हैं साड़ी चीज खूब लड़ी थी क्या ठंडक में रखा जाए सारी चीज

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aap kya puchna chah rahe hain yah meri samajh mein hi nahin a raha hai iske padh kar

  • @muskandhekware8018
    @muskandhekware8018 Месяц назад

    Hibiscus me Kali nahi aa rahi hai Kya Kare please bataye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad hibiscus plant ki sari tips and cares batai Hain channel per videos Hain sare fertilizer bhi Bata rakhe hain aapane dekhen aur istemal Karen

  • @gurmansingh183
    @gurmansingh183 Месяц назад

    Hincuse par leaf floweing nahi ho rahi

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad hibiscus plant ki sari tips care fertilizer Maine bataye hain aap istemal kijiye aur bhi videos Dali hain aap dekhen

  • @nishigupta9156
    @nishigupta9156 Месяц назад

    Mam pls bataye...mere hibicus mei bar bar meleybub aa jate hai..mene sab kr liya...plant grow hi nhi kr rha ha...pls bataye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad hibiscus mein aap garlic lahsun aur hari mirch Jo Tej Ho uska pest banaen FIR uska liquid banakar istemal Karen aur har dusre din din Karen usse result milega aur dusra aap Aadhi chammach baking soda ek litre Pani mein gholin aur usmein five baudh hand wash ya shampoo ki milaen aur uska spry Karen teji se

    • @nishigupta9156
      @nishigupta9156 Месяц назад

      Mam pls help kare ..mera koi bhi plant sahi nhi reheta hai..bohot bura lgta hai ...hibicus mei mene sab kiya ..pr grow hi nhi kr rha hai..or mera moneyplant ki leaf bhi pili pad rhi mam pls help kare

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Hibiscus ke plant mein aap nutrition de varmi compost de ya gobar ki khad jo bhi aap dalte hain vah dalen agar aapane report nahin kara hai plant ko to report karna root ki light trimming karna abhi barish mein aur jo bhi organic liquid fertilizer mein banati hun channel per dikhaya hai inhen sab Ko istemal karna kitne din mein dalna hai sab mein bataya hai hibiscus plant ki videos bhi Dali hai usmein kafi tips bataen Hain unhen dekhen aur Mani plant ko dhup mein sunlight mein bilkul mat rakhna aur Mani plant ko hamesha shower bhi karna Mani plant mein chai ki Patti se banaa liquid fertilizer dalo aur bhi organic liquid fertilizer ne inhen aap sabhi ko dal sakte ho Mani plant mein

  • @kpurva567
    @kpurva567 Месяц назад

    Mere may flawer me abhi Tak flower nahi aaye .😢😢😢

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Hibiscus plant ki tips and cares Mene bataye Hain fertilizer bhi Bata rakhe hain iska bhi aap istemal Karen kafi achcha result milta hai koi sa bhi organic faila jaaye istemal Karen sab acche Hain

  • @foodwithavi
    @foodwithavi Месяц назад

    Aap ne jo lehsun wala fartilizer bataya tha wo mene use Kiya to Mera plant mar gya

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад +1

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji organic fertilizer Hain inse Aisa nuksan kuchh bhi nahin hota hai aap bilkul video dekhiaega aur jitni Matra batai Hui hai use tarike se istemal kijiega plant mein ya koi insect Laga hoga ya kuchh problem ho rahi hogi isliye Sukha hai garmi bhi kafi ho rahi hain Matra ke anusar dalen

    • @foodwithavi
      @foodwithavi Месяц назад

      @@Manjugardening1 thik he mam but jitna or jaisa aapne btaya wese hi use Kiya tha

  • @sudhavishwakarma2220
    @sudhavishwakarma2220 Месяц назад

    Aalu to. Hath me hi rh gya uska kuch bataya hi nhi

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji video dekhne ke liye dhanyvad aalu ka hi fertilizer banaya hai aap dekhiaega aalu ko grind karke uske bad banae Hain video mein pura samjhaya hai

  • @neerajmainali9982
    @neerajmainali9982 Месяц назад

    Aap hath mai kyu likh k padh rahi ho aap😅

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad likh karke Maine iska nahin Rakha tha kuchh saman likha tha ISI tarike se lekin vah aap logon Ko dikha hoga