4 Rakat Farz Namaz Ka Tarika | 4 Rakat Farz Namaz Kaise Padhein | Full Practical Video | Namaz video

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 окт 2024

Комментарии • 138

  • @Shah-wx2nn
    @Shah-wx2nn 6 месяцев назад +6

    Very nice masa Allah

  • @abrarkhan7k
    @abrarkhan7k 11 дней назад

    Mashallah ❤

  • @tahsinraza1143
    @tahsinraza1143 7 месяцев назад +4

    Masha Allah , Masha Allah ❤❤❤❤❤

  • @zafarJaan-p4s
    @zafarJaan-p4s 6 месяцев назад +1

    جزاك اللهُ‎

  • @kgf8305
    @kgf8305 2 дня назад

    Very nice

  • @Ablaury1234
    @Ablaury1234 Месяц назад +3

    Jazakallah khair 🤲 Bhai ❤

  • @shahadatmisbahiofficial9001
    @shahadatmisbahiofficial9001 7 месяцев назад +2

    ماشاء اللہ بہت عمدہ

  • @XYZTRADING-zf3vq
    @XYZTRADING-zf3vq 7 месяцев назад +4

    Ameen ❤❤

  • @AzadHussain-li8zo
    @AzadHussain-li8zo 7 месяцев назад +2

    𝐌𝐚𝐬𝐡𝐚 𝐚𝐥𝐥𝐚𝐡❣️❣️

  • @sk-suroj-ali-ms
    @sk-suroj-ali-ms 6 месяцев назад

    Mashallah bhai

  • @jaishansari4842
    @jaishansari4842 Месяц назад

    Subhanallah

  • @gudoo420
    @gudoo420 12 часов назад

    THANKS YOU SO MUCH

  • @mohdmumtazraza2314
    @mohdmumtazraza2314 7 месяцев назад +2

    Masha Allah ❤❤❤❤❤❤

  • @Saniyaanshari-du5hb
    @Saniyaanshari-du5hb 6 месяцев назад +2

    Mashallah

  • @RajShabaz-o6m
    @RajShabaz-o6m 18 дней назад

    Jaha kallahhu khir

  • @Tamoor492
    @Tamoor492 7 месяцев назад +3

    Mashaallah iam from Kashmir

  • @mdirsahdchefmdirsahd9895
    @mdirsahdchefmdirsahd9895 7 месяцев назад +2

    Ameen summa

  • @Hasnainalam89106
    @Hasnainalam89106 Месяц назад

    Mashaallah ❤❤❤

  • @Syedasra2903
    @Syedasra2903 16 дней назад

    Shukriya bhaiya

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  16 дней назад

      ❤️❤️ jazakallahu khairan Kaseerah 🤲 🌹 👍

  • @MdMistar-pe2cn
    @MdMistar-pe2cn Месяц назад

    Mashaallah

  • @tausifraza6224
    @tausifraza6224 5 месяцев назад +1

    Subhanallah ❤

  • @JannatiKFSABOB
    @JannatiKFSABOB 4 месяца назад +1

    JazakAllah shukriya

  • @nasirahmed9579
    @nasirahmed9579 2 месяца назад

    Jazakallah mohtarm

  • @anokheali2108
    @anokheali2108 5 месяцев назад +1

    Bahut khub shukriya

  • @dashingboymustak9
    @dashingboymustak9 7 месяцев назад +1

    Ameen

  • @Yuaufshaikh2207
    @Yuaufshaikh2207 6 месяцев назад +1

    Ma sha Allah

  • @KhanJaveer
    @KhanJaveer 6 месяцев назад

    Masha Allah bhai ❤❤❤❤❤

  • @UnassUnass
    @UnassUnass Месяц назад

    👌👌

  • @SalamatHussain-u8l
    @SalamatHussain-u8l 7 месяцев назад +2

    ❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @salammaniharmanihar7893
    @salammaniharmanihar7893 2 месяца назад +1

    Sukriya bhai ❤❤

  • @armanfitness7792
    @armanfitness7792 3 месяца назад

    Masha Allah

  • @imamudinansari5054
    @imamudinansari5054 4 месяца назад

    Aameen

  • @MdArsalan-03d
    @MdArsalan-03d 5 месяцев назад

    Amin

  • @aloneboy1067
    @aloneboy1067 6 месяцев назад

    Thank you

  • @sonurza5716
    @sonurza5716 2 месяца назад

    दरूदे इब्राहिम

  • @hii51
    @hii51 5 месяцев назад

    ❤❤❤

  • @SSSSAIFI5
    @SSSSAIFI5 10 дней назад

    Kya sunnat tarika hai

  • @cutenaaz8250
    @cutenaaz8250 7 месяцев назад +1

    5 time ki Puri namaz ka video bana दीजिए plz

  • @haseebraza9906
    @haseebraza9906 Месяц назад +1

    Ager ferz nmaz ma akhri 2 rakt mai bi koi sorat mila k perh ly to is k bary m kya khayal h

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  Месяц назад +1

      Namaz tab bhi ho jayegi
      Magar aisa bhool se padhe to koi harz nahi
      Jaan bujh kar na padhe

  • @Amazing_khojbal
    @Amazing_khojbal 7 месяцев назад +2

    Naapak kapde dhone ka sunnat tarika prectical k saath video banaye

  • @MdIslam-vh6eq
    @MdIslam-vh6eq 14 дней назад

    Hajrat assalam walaykum keh rahe thi k agar fast 2riqat main kool hu allah hu ahad pehla or dusra main kool aujo bi rabil falaq padhna kaysa hai ye sahi h ya koi galti hai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  14 дней назад

      Pahli rakat ke muqable doosri rakat me barabar ya ussi chhoti surat padhni chahiye
      Aap ne jo bataya pahli me surah iskhlas dosri me surah falaq to surah falaq badi surat hai surah ikhlas se ye tarika sahi nahi
      Pahli me tabbat yada padhne
      Fir doosri me qulhuwallahu ahad ye sahi hai
      Ya fir pahli me surah falaq to doosri me surah an naas padhne

  • @Amazing_khojbal
    @Amazing_khojbal 7 месяцев назад +3

    3-4 rakat me alhamdu ki suarat k baad surat nahi padhna he ?

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад +2

      Ji nahi padhna hai farz me sirf

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад +2

      Sunnat aur nafal aur witr ki har rakat me padhna hai

    • @Amazing_khojbal
      @Amazing_khojbal 7 месяцев назад +2

      Jajak allah ❤️ allah aapko tandursti ata kare ❤️

    • @naushadalam5389
      @naushadalam5389 6 месяцев назад +1

      Nhi mere Bhai 3 or 4 rakat me suarat nahi padhna hai bus Farz namaj me

  • @Q.NAshrafi
    @Q.NAshrafi 6 месяцев назад +1

    4rakat juhar sunnat

    • @fazlehaqueqadri92
      @fazlehaqueqadri92 Месяц назад

      Bhai 4 rakat juhar sunnat ka tarika apkohamare channel pr mil jayega ap bahar jakr chek kre or coment me bataye ki apne sahi tarika bataya gaya hai ya nahi

  • @sappyduniya7681
    @sappyduniya7681 7 месяцев назад +1

    Hazrat jis kapde me hum sojaate he raat ko kya usi kapde me namaz padh sakte he koi masla toh nhi he misal ke tor par me shirt aur lower me sogaya toh ya me use kapde se namaz padh sakta hu

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад +1

      Ji kapda paak hai to usi kapde se padhenge koi dikkat nahi hai

  • @subhanansari...8096
    @subhanansari...8096 7 месяцев назад +1

    Durood e Ibrahim ke baad mai allahumma inni zalamtu nafsi zulman kaseeron vala yagfiruhu zunooba illa anta fugfirli magfiratam Inna antal gafoorur Raheem ye theek.
    Koi bata do mujhe😢

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад

      Ji ye bhi duae masurah hi hai
      Ye yaad hai to ise hi padhiye

    • @subhanansari...8096
      @subhanansari...8096 7 месяцев назад

      @@AkhtarIslamic shukriya admi

  • @rokyjaveedbhai4214
    @rokyjaveedbhai4214 7 месяцев назад +1

    Isha ki namaz ke bad witar wajib namaz me jab duwa yad na ho tu ho koi or duwa patha saktte he na (Allah humma inni janmtu napsi bali duwa answer dijye ga molana jajakllah

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад +2

      Rabbana aatina dua padhen / ye bhi yaad na ho to 3 baar Allahummagh fir lana padhen

  • @asifrasheed1528
    @asifrasheed1528 Месяц назад

    Darood e Ibrahim ke baad konsa surah padhe ap
    Or kya ye padhna zaruri h ??

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  Месяц назад

      Darood e Ibrahim padhe hain aur uske baad dua e Masurah agar ye yaad na ho to rabbijalani dua padhen

    • @asifrasheed1528
      @asifrasheed1528 Месяц назад

      @@AkhtarIslamic jii shukriya ❤️

  • @mo.shakeelsayyed9232
    @mo.shakeelsayyed9232 6 месяцев назад +1

    Bhai Mere Farz namaz ki 3,4 rakat mai Surat nahi padha jata hai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      Alhamdu to padhna hi hoga bhai
      Sirf uske saath doosri surat nahi mila na 3rd 4th me

  • @manjurbhai2789
    @manjurbhai2789 7 месяцев назад +1

    Farz namaj awaz karke padrna chahiye kya main awaz nahi nikalta hu mera namj hoga ya nahi

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад +1

      Akele padhne par Takbeer aur pahli 2 rakat me alhamdu aur surah buland awaz se padh sakte hai
      Aur agar poori namaz aahista padhte hain to bhi ho jati hai

  • @manjurbhai2789
    @manjurbhai2789 7 месяцев назад +1

    Imam ki piche 3_4 rakwat main sura pardna hain kya

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад

      Nahi kisi bhi rakat me imam ke pichhe surah nahi padhna

    • @manjurbhai2789
      @manjurbhai2789 6 месяцев назад

      Betri namaj padhne hain kya

  • @unstablesmile1106
    @unstablesmile1106 5 месяцев назад +1

    Durood e Ibrahim ke baad dua masura padh sakte hai kya?? Please btaao 🥺

  • @imranKhan-hq9xf
    @imranKhan-hq9xf 5 месяцев назад

    Darood e Ibrahim ke baad rabbana atina bhi pad sakte hai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад

      Duae masurah yaad na ho to rabbana ati na padh sakte hain kya

  • @KjJohnson-s6n
    @KjJohnson-s6n 7 месяцев назад +1

    Durood e Ibrahim ke baad , rabij a alni muqimas swalata pash sakte hai ,kyu ki main wahi padhta hu aur aapne nhi padha hajrat issiliye puchna tha kya main galat toh nhi kar raha hu ? Please mujhe bataye taaki mujhpe asaani ho 😊😊

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  7 месяцев назад

      Ji rabbij alani bhi padh sakte hain ye dua yaad na hi to

    • @MDSohel-ej7gi
      @MDSohel-ej7gi 6 месяцев назад

      Rabbna aatina pdh skte h

  • @MdArsalan-03d
    @MdArsalan-03d 5 месяцев назад

    Hazrat magrib me tanha kaise padhe aur kya kya padhe

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад +1

      Magrib ki namaz ka bhi video hai aap use channel se dekhiye

    • @MdArsalan-03d
      @MdArsalan-03d 5 месяцев назад

      🆗 ji hazrat

  • @Mo.Najeeransari
    @Mo.Najeeransari 5 месяцев назад

    3 ya 4 rikat me sura mila sakte hai mustahab hai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад

      Bhool kar milae to koi harz nahi
      Waise 2 hi rakat me milana behtar hai

  • @farman.qureshi.
    @farman.qureshi. 4 месяца назад

    Me durud sarif ke bad sabji namaz mai allahumma inni jalamtu nafsi ki surut padta hu kya ye shi hai. please answer me

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  4 месяца назад

      Ye bhi sahi hai ye bhi dua e masurah me shumar hai

    • @farman.qureshi.
      @farman.qureshi. 4 месяца назад

      @@AkhtarIslamic thank you

  • @dilawarthara4183
    @dilawarthara4183 22 дня назад

    Rafeyadein me hath qibla rukh hona chahiye aur hath ke angutha kan ki lo ko touch na ho kya aisa karna sahi hai hamaari islah farmaye

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  22 дня назад

      Ji han qibla ki taraf hona chahiye Thora hissa bhi qibla ki taraf ho gaya to durust ho jayega
      Kaan ki lo ko tech karna behtar hai
      mana nahi hai

    • @dilawarthara4183
      @dilawarthara4183 11 дней назад

      Kan ki lo ko touch karna mana nahin​ hai to izazat bhi nahi hai@@AkhtarIslamic

    • @dilawarthara4183
      @dilawarthara4183 11 дней назад

      Mana nahin hai to izazat bhi nahi hai

    • @dilawarthara4183
      @dilawarthara4183 11 дней назад

      Aap Apni galati ko durust kare pls

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  11 дней назад

      Are ijazat hai kisne kaha ijazat nahi hai

  • @sahilraza7987
    @sahilraza7987 6 месяцев назад

    Agar koi Surat yad nahi ho tab sari rakat me kul pad sakte h kya

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      Farz ki sirf pahli 2 rakat me hi milana hai
      Aage tisri ya chauthi me nahi
      Aur aapko 1 hi surah yaad hai alhamdu ke ilawa to use hi doosri rakat me bhi padhe aur doosti suraten yaad karen jab yaad ho jaye to tartib se alag alag surah padhen

  • @rizuwanhussain3811
    @rizuwanhussain3811 Месяц назад

    Aapne niyat ke baad jab takbir kaha to haat aap ka kaba sarif ke taraf nehi tha wo to uppar sala gaya tha ye kesa hai mujhe samjhaye

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  Месяц назад

      Kaba sharif ki jaanib hatheli ka kuchh hissa ho jana kafi hai

  • @alishamser9164
    @alishamser9164 3 месяца назад +1

    Janab 3 re rakat me bas surah fatiha he badna hai koi aur surat nahi melana hai sunnat ho ya farj

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  3 месяца назад +2

      Sunnat me Milana hai Har rakat me
      Nafal me aur wajib me bhi

    • @Md.mustakim-ie5lc
      @Md.mustakim-ie5lc 3 месяца назад

      Teesra rakat Madhya Surah Fatiha Pada Hai dusra Shuru Kahan Lagaya

  • @NiyamatAli-wx8lo
    @NiyamatAli-wx8lo 6 месяцев назад

    5 पांच वक्त की नमाज कैसेपढ़ते हैं

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      ऐसे ही पढ़ ते है कम बेस रकात पर अलग वक़्त की नमाज़ का विडियो चैनल पर है आप 2/4 विडियो देख लीजिए समझ में आ जाएगा इंशा अल्लाह

  • @mo.shakeelsayyed9232
    @mo.shakeelsayyed9232 6 месяцев назад

    Sunnat ki 4 rakato mei Surat padha jahej hai okk Mere bhai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      Ji sunnat ki 4 rakato me padhte hain
      Farz ki 2 rakat me hi sirf
      Aur maine ye farz ka tarika bataya hai mere bhai

  • @farzanasaleem0
    @farzanasaleem0 7 месяцев назад +1

    Ye aurato ko bhi 3 aur 4 rakat m surah nhi padhna h?

  • @mustafarja
    @mustafarja 5 месяцев назад

    4 rakat farj namaj mein do rakat namaj mein Surya Padhi Jaati Hai Uske bad Mein Do rakat Mein alhamdu badh Jaati Hai comment Mein batana

    • @mustafarja
      @mustafarja 5 месяцев назад

      Sahi galat comment Mein batana Qari Sahab

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад

      Haa farz ki sirf pahli do rakat me hi alhamdulillah ke baad surah padhi jati hai
      Magar sunnat namaz ki har rakaat me surah milana hai

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад +1

      Wajib, nafall ki bhi har rakat me

  • @youknow-wk5kb
    @youknow-wk5kb 6 месяцев назад

    तिसरी ओर चोथी me koi surah kiyo nahi milaya..?

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      Farz ki tisri aur chauthi me nahi milana

    • @worldtour-eu2di
      @worldtour-eu2di 4 месяца назад

      4 rakath sunnat namaz me 3&4 rakath me surah nahee jode jatha
      4 rakath farz namaz me 4 surah padna ya Sirf 2surah padna
      Clarity do bhai

  • @Nawedalamn
    @Nawedalamn 6 месяцев назад

    Harkat Mein Shuru Mein Bismillah padhna jaruri hai kya

  • @hamzasiddiqui3540
    @hamzasiddiqui3540 5 месяцев назад

    Namaz ke duaran har sure me Bismillah padhne ki zaroorat hai kya???

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  5 месяцев назад

      Kisi sura ka shuru se padhne par bismillah padhna mustahab hai beech surah se padhne par baigair bismillah ke padhen

  • @mdrehan5513
    @mdrehan5513 6 месяцев назад +1

    Namaz sahaba tabayin or mohaddis ke zariye pahuncha kisi ka hawala dalil nahi diye

    • @AkhtarIslamic
      @AkhtarIslamic  6 месяцев назад

      Mai yahan daleel pesh nahi kiya sirf sahi tarika bataya hun taaki log namaz seekh sake

    • @Deendiscussion0
      @Deendiscussion0 5 месяцев назад

      Namaj mere aaqa sallallahu alaihi wasallam ke jariye pucha jub pyare aaqa meraaj par gye the tub allah ne unhe tohfa Diya tha mere bhai

  • @asadzarnan525
    @asadzarnan525 2 месяца назад

    Bhai aap ki to shuru aaat hee glt h yar

  • @Yourstorysvillain
    @Yourstorysvillain 6 месяцев назад +2

    Sajdon ke bich humesha "rabig firli" kehna chahiye basically allah paak se maafi mangna hai us waqt.

  • @Sheikh_7_8_6
    @Sheikh_7_8_6 6 месяцев назад +1

    Mashallah ❤❤❤❤

  • @asalamsuriyaasalamsuriya9574
    @asalamsuriyaasalamsuriya9574 2 месяца назад

    Mashallah

  • @siburaj4633
    @siburaj4633 5 месяцев назад

    Ameen ❤

  • @kayamuddinkhan4830
    @kayamuddinkhan4830 6 месяцев назад

    Masha allah ❤❤❤❤❤

  • @Rojanali-h6z
    @Rojanali-h6z 5 месяцев назад

    Subhanallah

  • @AnitaSharmaSharma-d1c
    @AnitaSharmaSharma-d1c 5 месяцев назад

    Ameen

  • @MddanishKhursheed
    @MddanishKhursheed 6 месяцев назад

    ❤❤❤❤

  • @AI_SPEAKS658
    @AI_SPEAKS658 5 месяцев назад

    Kya surah fatiha ke baad koi bhi surah padh sakte hai?

  • @mohammedfareed2279
    @mohammedfareed2279 6 месяцев назад

    Mashallah ❤❤❤❤

  • @Ashif-44
    @Ashif-44 6 месяцев назад

    Ameen❤❤❤