Meeter ka video bna ke sidhe pawer house chale jana h aur ek application likhna h JEE ka sign karva ke SDO office me de Dena h 2 din me bill apka bill revised ho jayega aur apka galat bill sahi ho jayega
Sir mera bijli ka bill 2024 k January mahine me ots registration hua tha tabse mera kist chalu he jis me maine February mahine ka kist diya he tabse kist nhi diya to kya mera kist abhi tk chal rha he aur January me toot jayega agr kist na toote to mujhe kya Krna hoga bijli vibhag wale kahte he jitna kist he pura jama kro nhi to kist toot jayega aur jo phli chhut me ots me vyaj maaf hua tha wo.sab phirse pura ho jayega aur jama karna padega
@informationtyagi 4000 jama Kiya he sir aur ab 26200 he 11 mahine ka kist ho gya he wahi baki he pay krne agr isme me 10000 jama krdu to kya purana maaf Kiya hua vyaj phirse to nhi add hoga na ?
Byaj add ho sakta hai bhai kyoki regular yadi 3 kist ka gap kar dete hai to yojna ka labh nhi milega. Aap ek baar bijli office me confirm jarur kar lena
Mere yaha to connection hi nahi laga hai phir bhi bill aa gaya?
बिजली बिल जो aa raha है उसकी रीडिंग और करंट रीडिंग में 3400 यूनिट का अंतर आ रहा है।
इस केस में कैसे मालूम करे
Meeter ka video bna ke sidhe pawer house chale jana h aur ek application likhna h JEE ka sign karva ke SDO office me de Dena h 2 din me bill apka bill revised ho jayega aur apka galat bill sahi ho jayega
पहले आप बिल सही करवा लो उसके बाद छूट के लिए रजिस्ट्रेशन करना
Very.nice.information🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mere yaha mahine ka 2000-3000 bill aa raha hai kya kare office gaya tha lekin wo log kuchh nahi kar rahe hai. Meter change karwa le kya? Please reply
Bill jyada aane ka reason kya hai ?
yadi meter fast chal raha hai to change karwa sakte hai.
@informationtyagi meter fast chal raha hai sir. Thanks 🙏🙏
To fir ap change karwa sakte hai.
Very nice 🙏🙏
Nice
Sir mera bijli ka bill 2024 k January mahine me ots registration hua tha tabse mera kist chalu he jis me maine February mahine ka kist diya he tabse kist nhi diya to kya mera kist abhi tk chal rha he aur January me toot jayega agr kist na toote to mujhe kya Krna hoga bijli vibhag wale kahte he jitna kist he pura jama kro nhi to kist toot jayega aur jo phli chhut me ots me vyaj maaf hua tha wo.sab phirse pura ho jayega aur jama karna padega
Yadi aap regular jama nhi karenge to wapas se pura byaj add ho jayega .
Yadi February se aapne jama nhi kiya hai to byaj to aapka add ho hi gaya hoga
@informationtyagi 4000 jama Kiya he sir aur ab 26200 he 11 mahine ka kist ho gya he wahi baki he pay krne agr isme me 10000 jama krdu to kya purana maaf Kiya hua vyaj phirse to nhi add hoga na ?
Byaj add ho sakta hai bhai kyoki regular yadi 3 kist ka gap kar dete hai to yojna ka labh nhi milega.
Aap ek baar bijli office me confirm jarur kar lena
@@informationtyagi ok
Bill download kase kare sir
UPPCL Consumer App Download kar lena, waha se download kar sakte hai.
Yas bhi