Mata ko chunri ya vastra daily change karey gay toh hil jate hai choti si mandir wali he brass ki murti satapith he ki hai last time toh mai daily change karte thi but hilte hai thodey se chow ki se vaster badaltey huye toh karu change daily ki nahi
Maam kya 7 day se kalash staphna kar sakte hai ? , amre ghar chutak laga hai isiliye 9 din ka kalash staphna nhi ho payega, kya hum 7 din se kar sakte hai?? Please ma'am reply !!! 🙏🏼
Madam Mere question ka jaldi answer kariyega main yah puchna Chahta Hun Ki Main kam per jata hun Subah 10:00 jata hun sham ko 8:00 Aata hun main 9 Din Ka Vrat karta hun mera prashn hai ki main chauki per Kalash aur jaware ek Sath Rakh sakta hun ya alag alag Rakh sakta hun main Akhand jot Nahin Jala Sakta To Kya Main jaware Aur Kalash bus rakhkar Puja kar sakta hun
Hum Jab bhi Mata Rani ki chauki lagate hai to ghar me bhut kalesh hota hai ladai jhagda ho ta hai ghar asant rahta hai kya kare mujhe pata nahi kya aap hame sahi marg drsn karayegi asa krte hai 🙏
Mata Rani ki sthapna Chhota roop se kijiega bahut bada kuchh mat kijiega Ghar mein jab Kalash ho jata hai to use chij ko avoid karna bahut jaruri hai. Isiliye subah Sham ka dhup dip bhog ityadi kar lijiye chahe to aapane Mandir mein bhi Puja kar sakte hain dekhiae paath karna aur man hi man Mata ka bhakti karna jyada faldai hota hai.
Aap aisa nahi kijiye....dekhiye apke yaha jese bhi chowki lgai jaati hai aap wese he kijiye....or apke ghr m jo kalesh hota hai iske piche reason ye hai k jb bhi hum pooja path karte hai toh negative chije hme rokti hai pooja karne se....apke ghr m negativity hai islie ye sb hota hai....wrna mata rani dukho ko naash karti hai....sankant harti hai....aap ache se maa ka swagat kijiye.....navratri ke 1st day aap subha jaldi uthkar snan krne k baad jb chowki lagaye toh apne mn he mn acha acha soche....acha acha bole ke sb thik hai....ache se chowki lag gyi...hum sb mata rani ke aane se khush hai....or shradha se chowki lgaye or usi tarh puja kare jese karte aaye hai....ek baat ye bhi hai k jab ghr m kuch acha na ho tbhi koi tyohar nahi manaye jaate...jab mata rani ki kripa se sb log thik hai swath hai ...toh aap chowki kyu nahi lagayenge???......aap dekhna baad m apko sb thik lgega....bs maa se prathna kare ke maa aap apne sth khushiya leke aaye .....koi baat buri lage toh maaf karna baaki jai mata di🙏
Pranam gurama 🙏 please ma ye bataiye 2023 ka kalash ka nariyal puja mandir me rakh di ab is narial ko kiya kre ab navratri me phir se kalas pr narial rkhogi please jarur bataye nariyal ko kiya🙏
Agar sal bhar Apne Kalash ki nariyal Rakha hai to unko is bar jal pravahit kar dijiye ya Bhumi visarjan kar dijiye yani ki unse naya ped (plant) a jaega aur naya jo nariyal sthapna karenge usko fir se mandir mein rakh dijiyega
@@sita-un1xq navmi Tak nariyal ko rakhna chahie aur 10 mein ke din unki visarjan karna chahie ya to fir kahin kahin bhog Swaroop grahan Kiya jata hai. Koi koi Namami ke din hi nariyal ko utha lete hain per mujhe yah Sahi nahin lagta hai kyunki pura 9 din tak nariyal rakhna chahie pate per
Hello! Meri khetri nai ug rhai hai ache se, kya ab ug sakti hai? Plz reply. Or kya karun jo ug jaye. Plz reply. First time hua hai ki khteri nai ugi.. Plz reply
Kshetriya bich mein to gai nahin jaati hai Lekin aap thodi si gehun ko bheega kar rakh dijiye aur Jahan per khetriga aaye Hain vahin per aap usko chhidak dijiye ho sake ki agale दो-तीन din mein aapka thoda bahut Khatri aa jaye
Already 6 din to nikal chuki hai Jaise bhi aap Puja kar rahe ho vahi continue kijiega, vaise pura 9 din ki Puja kaise karni hai iski video channel per already uploaded hai aap dekh sakte hain.
Vrat ya upvas aap kitne din ke bhi rakh sakte hain ek din do din ya 9 din ka pura Puja ke paddti bilkul sem rahega to cal sabko ek hi sthapna karna hai vah bhi pahle din baki din aap shuddh satvin ka har grahan Karen sirf Pratham din aur ashtmi ke din Vrat rakhen
Hello didi mujhe navratri me 3-4 din k liye bahar jana hai aur me panchmi ko ghar wapis aa jaungi to me kya panchmi se kalash sthapna aur akhand jot jala sakti hnu ?
Mata Rani ka photo ya Murti pooja mandir se agr utha lete hai to us jagah par kya kart e hai wah jagah Khali chod de kya Mandi Khali Khali nahi lgega kya.plese reply dijiyega.your new friend
Mata Rani ki alag se Darbar Laga rahe hain to usmein photo rakhna jaruri hai to Mandir mein Khali sthan bhi Ho jaega to koi problem nahin hai.. aap use sthan mein ek phool rakh sakte hain
Dekhiae agar Mata Rani ki sthapna kar rahe Hain to fir bahut sare niyam bhi palan karna padta hai agar sambhav nahin hai to aap Mandir mein subah Sham ka Puja bhogi tabhi kar lijiye vahi jyada achcha rahega
Kalash sthapna ya ghatasthapana pahle din hi hota hai agar aap nahin kar paye prayers a Gaya ityadi to fir koi baat nahin aap jab shuddh Ho jaenge tab se Puja shuru kar sakte hain aapko alag se Kalash ya Ghat vagaira rakhne ki jarurat nahin hai
Navratri ki Puja sampurn roop se aapke bhakti aur shradha ke upar nirbhar karta hai aap navgrah ya solos Matra ka nahin rakhkar Keval Matra Mata Rani ki Puja karna chahte hain to koi dikkat nahin hai aaram se kar sakte hain. Aapki bhakti hi Sabse badi baat hoti hai
Thank you 😊😊
Happy Sharadiya Navratri 🙏🙏🌺🌺🌺😊😊
Jai Mata Di 🙏🙏🌺🌺🌺😊😊
Jay matadi
Thank you Didi ❤
Educated us so beautifully.
May Mata Rani shower blessings on you and your family🎉.
My pleasure 😊
Aapke bataya hua tarika ekdum sahi hai
Thank you ❤
Bahut badhiya ❤
Joy maa Durga 🙏 jai mata di 🙏😊 har har mahadev om namah shivay 🙏 thank you so much 🙏❤️😊
Thank you so much ma'am for sharing..❤❤
बहुत ही बढ़िया है 🎉👍
Bahut achha batane ke liye didi thank you❤❤
Tq Ma'am bahut helpful hain💐🙏
Jai mata rani🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bahut badhiya batai hai aap.
जय माता दी
Ver helpful. Thank You.. Jai Mata Di 🙏
Jai Mata di 🙏🙏
Jay mata rani 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Jai Mata di
Bahut Achcha video banaaiye Didi
Nice didi
Jay Mata di ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
very good information ❤
Thanks for liking
Jai mata di 🤩🤩💖💖💐🙏
Jai mata rani
बहुत अच्छा बताए दीदी, धन्यवाद
Bahut badhiya video aapane Banaya syster😊😊😊
Thank you 😊
Thanku didi
Jay mata di 🙏🙏🥀🌹🌷
Bahut hi achha aapne btaya hai.❤
🎉🎉jai mata di 🎉🎉
❤❤❤
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 Jay Mata Di Prem se bolo Jay Mata Di 🙏🏻🙏🏻
Jay Mata Di Jay Mata Di Sherawali Mata ki aarti Maiya ki Jay
❤ didi
Radhe Radhe
Dhanyabad 🙏
Thanks
Mata ko chunri ya vastra daily change karey gay toh hil jate hai choti si mandir wali he brass ki murti satapith he ki hai last time toh mai daily change karte thi but hilte hai thodey se chow ki se vaster badaltey huye toh karu change daily ki nahi
Good
जय माता जी l
Jai Mata jI
Good ji
Jay Mata Rani Jay mata di 🙏🙏🙏🪔❤️♥️❤️
Kya ghar ke mandir me bhi mata ki chowki laga sakte hai ya alag lgani hoti hai
Didi Bina Kanya pujan ke navratri vrat 9 dino ka kr sakte h kya pls batayiyega
Maam kya 7 day se kalash staphna kar sakte hai ? , amre ghar chutak laga hai isiliye 9 din ka kalash staphna nhi ho payega, kya hum 7 din se kar sakte hai??
Please ma'am reply !!! 🙏🏼
Humko agale Navratri ki aur video dikhana
Jay mataji 🌸🌸🏵️🌷🪷🌺🌼
Madam Mere question ka jaldi answer kariyega main yah puchna Chahta Hun Ki Main kam per jata hun Subah 10:00 jata hun sham ko 8:00 Aata hun main 9 Din Ka Vrat karta hun mera prashn hai ki main chauki per Kalash aur jaware ek Sath Rakh sakta hun ya alag alag Rakh sakta hun main Akhand jot Nahin Jala Sakta To Kya Main jaware Aur Kalash bus rakhkar Puja kar sakta hun
9 days baad 9 grah ka kya karna hai ...?
Didi ghi. Madh panchaimrit sab ko kaish cadh sakte hi
Jai mata di 🔱🔱🙏
Shringar ke saman ka kya karna hai 11:31
Kuchh saman ka Dan Kiya jata hai aur kuchh saman khud use kar sakte hain
Hum Jab bhi Mata Rani ki chauki lagate hai to ghar me bhut kalesh hota hai ladai jhagda ho ta hai ghar asant rahta hai kya kare mujhe pata nahi kya aap hame sahi marg drsn karayegi asa krte hai 🙏
Kuch nhi hoga bina pichla soche stapna kare kisi ko dukh na de na kisi ki chugli kre kewal apne ghar parivar pe dhyan de sab acha hoga is bar
@@deepasoni7922 🙏
Mata Rani ki sthapna Chhota roop se kijiega bahut bada kuchh mat kijiega Ghar mein jab Kalash ho jata hai to use chij ko avoid karna bahut jaruri hai.
Isiliye subah Sham ka dhup dip bhog ityadi kar lijiye chahe to aapane Mandir mein bhi Puja kar sakte hain dekhiae paath karna aur man hi man Mata ka bhakti karna jyada faldai hota hai.
@@VratVidhiUpay thank you sister 🙏
Aap aisa nahi kijiye....dekhiye apke yaha jese bhi chowki lgai jaati hai aap wese he kijiye....or apke ghr m jo kalesh hota hai iske piche reason ye hai k jb bhi hum pooja path karte hai toh negative chije hme rokti hai pooja karne se....apke ghr m negativity hai islie ye sb hota hai....wrna mata rani dukho ko naash karti hai....sankant harti hai....aap ache se maa ka swagat kijiye.....navratri ke 1st day aap subha jaldi uthkar snan krne k baad jb chowki lagaye toh apne mn he mn acha acha soche....acha acha bole ke sb thik hai....ache se chowki lag gyi...hum sb mata rani ke aane se khush hai....or shradha se chowki lgaye or usi tarh puja kare jese karte aaye hai....ek baat ye bhi hai k jab ghr m kuch acha na ho tbhi koi tyohar nahi manaye jaate...jab mata rani ki kripa se sb log thik hai swath hai ...toh aap chowki kyu nahi lagayenge???......aap dekhna baad m apko sb thik lgega....bs maa se prathna kare ke maa aap apne sth khushiya leke aaye .....koi baat buri lage toh maaf karna baaki jai mata di🙏
Jay mataji🙏🙏🙏
Ek saal ke liye navgrah strotra ka paath karne ke liye..... navgrah ko ek saal tk sthapit kr ke rkh skte h ky?
Can i do 1 day pooja to durga photo aasan.with out kalash.akand deep.
Yes
Navgrah sthapna jo ki jati hai wo 9 days tak waise hi rahenge ?same place pe
सिंगार का सामान कुमारी लड़कियां अर्पण कर सकते है और वो सिंगार का सामान का किया करना होगा पंडित जी को देना होगा किया
9 din kya khana hoga Bina lahsun piyag ka khana kha sakte h plz tell
Didi ji 9 grah plet me rakh skte hai
Mam मुहूर्त kb tk hai kitne बजे तक करनी है स्थापना
Pranam gurama 🙏 please ma ye bataiye 2023 ka kalash ka nariyal puja mandir me rakh di ab is narial ko kiya kre ab navratri me phir se kalas pr narial rkhogi please jarur bataye nariyal ko kiya🙏
Agar sal bhar Apne Kalash ki nariyal Rakha hai to unko is bar jal pravahit kar dijiye ya Bhumi visarjan kar dijiye yani ki unse naya ped (plant) a jaega aur naya jo nariyal sthapna karenge usko fir se mandir mein rakh dijiyega
@@VratVidhiUpay thank you mam 🙏😊
Ek aur question mata ji nariyal ka visranjan navratri ke baad kre ki pahle ye bhi jarur bataye 🙏
@@sita-un1xq navmi Tak nariyal ko rakhna chahie aur 10 mein ke din unki visarjan karna chahie ya to fir kahin kahin bhog Swaroop grahan Kiya jata hai. Koi koi Namami ke din hi nariyal ko utha lete hain per mujhe yah Sahi nahin lagta hai kyunki pura 9 din tak nariyal rakhna chahie pate per
Pichhle saal ka nariyal ka visranjan Mata ji navratri ke pahle kre ki navratri ke baad ye bataiye 🙏
दीदी हमे पूजा कब करनी चाहिए konse समय सुबह और शाम को प्लीज आप समय हमे बता दीजिए
2 no time hi best
Hello બહેન કહેવા સુ માગો છો તમે@@sanchaitaheera3491
Morning me 5;30 bje se lekar 10 bje tak puja kr lena chahiye
Or sham ko 6 bje se 8 bje tak puja kr Leni chahiye 🙏♥️
Hello! Meri khetri nai ug rhai hai ache se, kya ab ug sakti hai? Plz reply. Or kya karun jo ug jaye. Plz reply. First time hua hai ki khteri nai ugi.. Plz reply
Kshetriya bich mein to gai nahin jaati hai Lekin aap thodi si gehun ko bheega kar rakh dijiye aur Jahan per khetriga aaye Hain vahin per aap usko chhidak dijiye ho sake ki agale दो-तीन din mein aapka thoda bahut Khatri aa jaye
Mam till oil kon sa achcha hota hai brand name please reply
Kalsh sathpna मुहुर्त में karna jaruri h kya
Sirf kalsh sathpna hi kar k pooja seva kar sakte h kya please btayiye
Bina akhand jyot ke bedi rakh skte hai
Bina akhand jyot ke jware lga skte h plse bataiye
Haan lga sakte he vaise
Ganesh jii rkhna jauri h kya.. please reply
Mem fruit sabhi jgh chadhane h kya,, jaise mata ji, ganesh ji, kalash, navgrah ko bhi
Ek hi jagah per bhog bhi Laga sakte hain koi dikkat nahin hai
Jo srigar ka saman arpan krte h baad me usko kya krte h
Radhe radhe didi 🙏 navgrah ki supadi fir se yuse kar sakte hai ya nahi
Puja ki chauki kab hatani hai aur saman ka क्या-क्या karna hai iske upar pure details video upload karungi jarur dekh lijiyega
Nahi .....visarjan kar de
Paan roj subah sham charhana hota h kya
Isme se kya kya visarjan karna hoga
Maa
Chowki bahar lagai ho aur period me ho jaye to kya kare
To kya pahele se mandir me hi rakhu
Kya karu
Jo phool mata rani ki chauki par roj chadhate ha usi phool ka kya kre ? please reply 🙏
Kisi saaf pani talab me baha de
Thank you sister
Unhe rkhte jao fir visarjan vale din sb vistrit kr dete h
@@monisinghmonisingh275 thank you
Agar koi lakdi ke choki na ho to kasa puja karanga dee
हमारे पास कांसे का लोटा है
तो क्या उसे पूजा मे रख सकते है जल भरके??
जी हां रख सकते हैं
Ghar ke mamdir ki mata ki photo choki me laga sakte hai pls bataye
Ha ....agr tasvir hai toh unko gangajal ka chhita laga kr sthapna kare....
Didi ye to narwatra ka first day ka puja tha dusra din puja kaise krenge
Already 6 din to nikal chuki hai Jaise bhi aap Puja kar rahe ho vahi continue kijiega, vaise pura 9 din ki Puja kaise karni hai iski video channel per already uploaded hai aap dekh sakte hain.
Jawar bona zaruri hai kya dii aagar aise he kalash stapana kare toh nhi chalega?
Nahi chalega... Jawar bona zaruri hai.
Didi kuwari kanya
kalash sthapna kar sakti hai ?
Ha ji
Sirf ekam or ashtami vrat krna ho to kalash ka asthapna krna chahiye ya nhi or jware boye ya nhi
Vrat ya upvas aap kitne din ke bhi rakh sakte hain ek din do din ya 9 din ka pura Puja ke paddti bilkul sem rahega to cal sabko ek hi sthapna karna hai vah bhi pahle din baki din aap shuddh satvin ka har grahan Karen sirf Pratham din aur ashtmi ke din Vrat rakhen
Kuwari kanya bhi sringar ka saman rkhe
Ha aap rakh skte hai
Hello didi mujhe navratri me 3-4 din k liye bahar jana hai aur me panchmi ko ghar wapis aa jaungi to me kya panchmi se kalash sthapna aur akhand jot jala sakti hnu ?
Nahi aap aise nahi kar sakte....akhand jyot...chowki....kalash sthapana sab pehle navratri me he kiya jata hai
Agar vrat na rakhe ...to tb bhi aese pooja kr skte hai ???
हाँ कर सकते हैं
पर व्रत रखना ओर भी अच्छा है
Kya hum 3rd day kalash sthapana kr sakte hai?
Nahi ....kalash sthapna 1st day he hoti hai
Mata ki face kis disha honi chahiye,,pls bataye
Uttar ya purv disha me
@@kanhaworld246 hawan k time jo hawan karta he uski face kis kis disha honi chahiye pls bataye
@@sushreekajool584 Dakshin disha me south direction
Ye sirf phale din ki pooja vidhi h ya pure din ki
Sirf ekm or ashtmi kase kare
Mata Rani ka photo ya Murti pooja mandir se agr utha lete hai to us jagah par kya kart e hai wah jagah Khali chod de kya Mandi Khali Khali nahi lgega kya.plese reply dijiyega.your new friend
Mata Rani ki alag se Darbar Laga rahe hain to usmein photo rakhna jaruri hai to Mandir mein Khali sthan bhi Ho jaega to koi problem nahin hai.. aap use sthan mein ek phool rakh sakte hain
अखंड जोत को छोड़ कर किसी कीर्तन में शामिल होने जा सकते हे क्या किसी के घर
Aap akhand jyot ko ghar m akela nahi chadh sakte.....ghr m koi na koi hona chaiye....chahe aap kahi bhi jaaye
Didi period me kya kare kisi or se isthapna karwa sakte hai
नौ दिन तक प्याज लहसुन का खाना घर में बना सकते है देवी की स्थापना करने पर क्युकी घर पर सब ऑफिस जाते है इसलिए प्लीज बताए
Dekhiae agar Mata Rani ki sthapna kar rahe Hain to fir bahut sare niyam bhi palan karna padta hai agar sambhav nahin hai to aap Mandir mein subah Sham ka Puja bhogi tabhi kar lijiye vahi jyada achcha rahega
Periods ke samay Mata Rani ki sthapna Puja Mana hai agar ghar ka koi Anya vyakti kar sakta hai to Karen aap use samay bilkul na chhuye
दीदी बाद में नवग्रह का क्या किया क्या किया जाता है
Chauki kab uthana hai Puja samagri ka kya karna hai iske upar sampurn details video channel per jarur aaegi aap jarur check kijiega
Dashmi Pr nav grah ko kaha rakhna h plz bataye 🙏🏻
First day 3 ko sthapna nhi kr paye to kb kre
पहले दिन ही स्थापना होती है इस बार 2 मुहूर्त है सुबह ओर दोपहर आप इन दोनों में से किसी टाइम भी स्थापना कर सकते है
Kalash sthapna ya ghatasthapana pahle din hi hota hai agar aap nahin kar paye prayers a Gaya ityadi to fir koi baat nahin aap jab shuddh Ho jaenge tab se Puja shuru kar sakte hain aapko alag se Kalash ya Ghat vagaira rakhne ki jarurat nahin hai
Didi pranam, hmare yha abhi tk jware nhi rkhe, kalash rkhte hai, kya yah sahi hai? Pls btaye😊
Niche photo rakhakar puja nahi kar sakti hu kya
Bina chowki or akshat ka aasan diye bina mata rani ki puja na kare
Ye shingaar ke smaan ka kya Krna h ya kisi knya devi ko dede
आप श्रृंगार को माता के मंदिर में दे दे या किसी ब्राह्मण को
Pahla din hawan kiya jata h ,,,or navgrah nhi krenge to koi problem nhi n hoga🙏
नहीं आप अगर नवग्रह रखना चाहते हैं तो ठीक है नहीं तो आप हवन करके भी पूजा कर सकते है
Navratri ki Puja sampurn roop se aapke bhakti aur shradha ke upar nirbhar karta hai aap navgrah ya solos Matra ka nahin rakhkar Keval Matra Mata Rani ki Puja karna chahte hain to koi dikkat nahin hai aaram se kar sakte hain.
Aapki bhakti hi Sabse badi baat hoti hai
Pan k patte pr long, ilachi ,supari aur batasa ka bhog roj badalna hoga.
Ha roj badalte hai
Bad me navgrah ka kya karna hota h
Same question
Navgreh ka visarjan kar de