Mahabharat Episode 210 || Krishna's Lessons for Arjun! || Part 2 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 сен 2024
  • Mahabharat Episode 210 || Krishna's Lessons for Arjun! || Part 2 || Pakistani Reaction

Комментарии • 96

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 3 месяца назад +59

    In this Geeta knowledge is discribed in very short . This is not Even 10% of it.

    • @NiteshKumar-kz3hz
      @NiteshKumar-kz3hz 3 месяца назад

      Mummy se bolo br Chopra dikhaye

    • @ourcultureourpride7164
      @ourcultureourpride7164 3 месяца назад +2

      @@NiteshKumar-kz3hz 😂 I'm telling to Them , I Know.😂 And Why watch Serial if you can read Bhagwat Geeta.😊

    • @Xyz3.14
      @Xyz3.14 3 месяца назад

      ​@@NiteshKumar-kz3hz Ramanand Sagar ki Mahabharat me bhagwad Geeta ko jada ache se cover kyea hai.

  • @nandiniraj4034
    @nandiniraj4034 3 месяца назад +16

    Geeta ko smjhna is not easy.... But still this one giving goosebumps ❤❤

  • @adiraj_123
    @adiraj_123 3 месяца назад +42

    dharm koi majhab ya riligion nhi hota dharm ka matlab satya gyan hota hai jo aaj kahi nhi dikhta

    • @princezzz748
      @princezzz748 3 месяца назад

      Abey kab Tak ek hi baat kahoge

    • @trendsmaster
      @trendsmaster 3 месяца назад

      🤔 🤔 ​@@princezzz748

    • @KidsLib123
      @KidsLib123 3 месяца назад

      😂​@@princezzz748

  • @jitendragehlot3716
    @jitendragehlot3716 3 месяца назад +16

    Ab Parmeshwar apna vishvaroop dikhayenge arjun ko jai shree Krishna 🙏🏻❤

  • @adiraj_123
    @adiraj_123 3 месяца назад +15

    krishna ji sirf arjun ko nhi samjha rhe wah pure brahmand ko samjha rhe aapko hamko aur aane wale vansh ko bhi samjha rhe

  • @TopMysteriousBytes
    @TopMysteriousBytes 3 месяца назад +17

    Tum log Dharam aur Adharam m farak jaan hee nahi paye. Dharam matlab majhab ya religion nahi h. Dharam, ye Sanskrit ka word h aur iss ka relation apne Karma se hota. Dharam matlab kisi kom ko ya kisi civilization ya kisi culture ko nahi bola jata. Ye tum logon k dimag m misconception h. Jo culture h, uss ko religion ya majhab bolte h naa ki dharam. Krishna ji wahi sika rhe h.
    Aur jo galti se Adharam kare, anjane m kare, unn ko guidance dena banta h, unn ko rasta dikhana banta h, unn ko mafi banti h. Lekin jo Jaan bujh kar Adharam kare, unn ko dand dena parta hai kyu ki unn ko already malum hota h ki unhon ne kya kiya hai. Jis ko already pata ho, unn ko wahi baat hajar baar samjha v diye toh uss k dimag m nahi ghusna h. Wo apni jidd par hota h. Toh uss ko paap bolte h aur jo jaan bujh kar paap kare, uss ko dand dena banta h.

  • @kbr4104
    @kbr4104 3 месяца назад +21

    Karuna means mercy, daya

    • @M46u777
      @M46u777 3 месяца назад +4

      Rehem

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505 3 месяца назад +6

    Saare aatmao ka destination hai Paramatma... Hum sabko Paramatma se milna hai... Aur Adharm, galat kaam, arrogance, yeh sab hume Paramatma se dur le jaate hai... Pyaar, sympathy, kindness yeh sab hume Paramatma ke paas le jata hai... Jab hum insaano ki shareer mein hai tab tak hume aisa lgta hai ki shareer hi sab kuch hai... Yeh body hi mai hoon but nhi... Actually my soul is my true identity... Jab tak hum completely dharm ke raaste pr nhi aa jaate tab tak yeh birth aur death ka circle chalta rahega... Aur as a human janm lekar iss zindagi ki saari dukh bhog na hoga... But aagar hum Dharm ke raaste pr chale,, Paramatma ko janne ki sacche kaushish mein rahe aur khudko Paramatma ke roop se jaanle tab hum iss death aur birth ki circle se azad ho jaayenge.... Aur uss Paramatma, Almighty God ke saath humesha ke liye jud jaayenge...
    Aur jab koi insaan apne Adharm ke karan Paramatma se dur jaane lgte hai tab yeh dharmiyo ka duty hai ki woh unhe us raaste se wapas laane ki kaushish kare... Kyuki sanatan kehte ki the whole world is my family... Sirf meri maa , baap, bhai , behen nhi... Sara duniya hi uss Paramatma ka parts hai, aur mai bhi hoon iss liye puri ki puri duniya hi mere aapne hai...

  • @SeemaNamirani
    @SeemaNamirani 3 месяца назад +2

    Gyaan or Knowledge is very important is what Lord Krishna is saying to everyone through Arjun.

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 3 месяца назад +8

    Apne bhut Acchi koshish ki samjhane ki Bros👏👏👏🙌❤

  • @Vasudev007
    @Vasudev007 3 месяца назад +3

    The most important part is that any action should not be done considering it's benefits or the result. It should be done without expectations else one would be tied to it's result which would keep repeating the cycle of births. When one does actions without expectations and according to dharma then only one can exit this cycle and attain moksha.

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 3 месяца назад +3

    Yah Gyan sabke liye h ...koi bhi insaan isse apna bhala kar sakta h

  • @Seeker390
    @Seeker390 3 месяца назад +4

    Baar baar janam hona apne aap m ek saza hai……….

  • @shakuntala780
    @shakuntala780 3 месяца назад +2

    "Paramatma ji" ye kya tha😂

  • @SpicyEntertainment.17
    @SpicyEntertainment.17 3 месяца назад +2

    Bagwan shree krishn ji ne Geeta updesh hamare Haryana me Diya tha❤❤❤❤

  • @kaafirhaseena8158
    @kaafirhaseena8158 3 месяца назад +7

    Dharam ka nirmaan prakriti krti h aur majhab religion ka nirmaan ek Insaan krta h ......aur prakriti insaan ki soch se bhi jyada important aur powerful h 🚩🚩🚩🚩♥️♥️🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m 3 месяца назад +4

    Jai Shree Krishna

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 3 месяца назад +2

    Shree Krishna ab karm yog samjha rahe hn......ki Bina fal ki icha ke ,Bina kisi swarth ke liye hue karm ka fal nahi milta....koi paap nahi lagta.......paap aur punya kewal kisi icha/ swarth ki purti ke liye kiye Gaye karm ka hi milta h

  • @HelloWorld-po4iu
    @HelloWorld-po4iu 3 месяца назад +2

    Paratma means,,issor the Supreme power one god,,,jiske part he a sob kuch❤❤

  • @1357Prc
    @1357Prc 3 месяца назад +1

    Jai' ShriKrishna🙏🙏🚩

  • @Barsha-v9h
    @Barsha-v9h 3 месяца назад +1

    Arjun ki wajah se ham ye baat aj suni hai ❤ Jai shree krishna ❤

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas123 3 месяца назад +1

    Shri Gita ghyaan ko koti koti pranam 🙏❤

  • @mansigupta7063
    @mansigupta7063 2 месяца назад

    Geeta ka gyan kabhi ek baar mei kisi ko samaj aa hee nahi sakta. Bohot punya or mahan atma hee hai jo Geeta ke gyaan ko 1 ya 2 baar mei samaj le.

  • @Amrit99288
    @Amrit99288 3 месяца назад

    Very good question Rana saab. The Only reason we all are here and coming again and again here is. We are in a Personality Development Class. Jab Hamari right personality develop ho jaegi, hume mukti mil jaegi. tab tak 'पुनरपि जननं पुनरपि मरणं, पुनरपि जननी जठरे शयनम्। ( Again and again birth and death circle continues).

  • @user-in505
    @user-in505 3 месяца назад +1

    ND do your Work without thinking of fruits..Just keep on doing your work Duty as a person for society without thinking of fruits...ND if you keep doing work expecting Fruits then if the results are not in your favor then you will suffer becoz you had expectations..
    ND Arjuna saying that if he is killing a person that means he is destroying his own mercy ND daya towards humanity
    But there is a difference between Right mercy and wrong mercy

  • @TanyaDubey-gx7nv
    @TanyaDubey-gx7nv 3 месяца назад +4

    If u wish u can read bhagvat Geeta in Urdu as well. Also many videos on yt has Urdu version of Geeta gyan.

  • @baljitatwal1188
    @baljitatwal1188 3 месяца назад

    Aap tino bai bauuutt acha reaction de rahe ho and samaj rahe ho 👍👍👍🙏🙏🙏jai shri krishna

  • @ShubhamKumar-we6um
    @ShubhamKumar-we6um 3 месяца назад +2

    Bahut gyan hai sab dimaag ke upar se jaayega 😂😂

  • @Hjnmk-eo9uy
    @Hjnmk-eo9uy 3 месяца назад +1

    Jai' jagdish🕉🙏🚩

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040 3 месяца назад +2

    👏🏻 for Alee ji and Sameer ji... Jo bhi dikhaya ja rha wo aap samajh rahe

  • @prabhakarpatel4066
    @prabhakarpatel4066 3 месяца назад +2

    Serial entertainment ke liye banaya tha . Isme 30% bhagwad gita bataya gaya he

  • @RahulAdesara-zq6gi
    @RahulAdesara-zq6gi 3 месяца назад

    Best reaction in the world aap logon ki tarah bahut acchi hai

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 3 месяца назад +2

    One Doubt may Raise From you ,
    If Krishna ji TAKE THE CONVERSATION
    IN DIFFRENT AAYAM
    *IN SIMPLE WORDS STOPS TIME RELATIVELY*.
    Then how It is WRITTEN FOR OTHERS ,
    ACTUALLY RHISHI VED VYAS JI , Already seen Whole Mahabharat And then Write it Before its Actually Happens.
    I.e. TIME MACHINE USE IN GOING FORWARD IN TIME
    ALSO SANJAY ALSO SEES IT.

  • @omsales287
    @omsales287 3 месяца назад

    Ramanand sagar ki krishna me aapko sampurn pura gita gyaan detail me samajne ko milega

  • @Bhaktifullstatus5797
    @Bhaktifullstatus5797 3 месяца назад

    Hinduism k core belif bhi Geeta Gyan k ansh hai is jaroor padiye

  • @krishnapal8777
    @krishnapal8777 3 месяца назад

    Bhai log ab samajh gaye ki Dharma is not religion like Hindu, Muslim, Sikh, Christian etc. Dharma means responsibility, duties, moral activities and so on...

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 3 месяца назад +1

    Jo aatma Dharma ke marg par chalti h ...aur Parmatma ko prapt ho jati ... phir use janm nahi lena padta...wo aazad ho jati hai...use hi moksh kahte hn

  • @punitsuneri542
    @punitsuneri542 3 месяца назад

    Wha bhai Sameer ji ❤❤❤ sahi samjhaya

  • @maniksharma8993
    @maniksharma8993 3 месяца назад +2

    Agar geeta sahi seh samjni h toh hume ek guru ki zarurat hai h khud seh hum sirf khuch huud tk he samaj skte hai h secondly 19s ki Mahabharat ka geeta gyan sahi dihaya gya hai is meh nahi ❤

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 3 месяца назад

    15 :5 bilkul sahi ali bhai ...very good understanding 👏..keep it up

  • @parveshgora1207
    @parveshgora1207 3 месяца назад

    Sristhi aur parmatma mai koi bhed nhi isleye tho sanatani hindu, ped,paudho, nadiyon, aag suraj aur chand ki puja करना hai

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj 3 месяца назад +3

    Bahut hi acchi trah se explain kiya nice
    Jai shree Krishna 🦚❤️🙏

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040 3 месяца назад

    एतावदेव जिज्ञास्यं तत्त्वजिज्ञासुनात्मन: । अन्वयव्यतिरेकाभ्यां यत् स्यात् सर्वत्र सर्वदा ॥
    Iska matlab hai ki aatma tatva ko janne ki ichchha rakhne walon ke liye kewal itna hi janne yogya hai ki Srishti k shuruat se Srishti k khatam hone tak teenon lok (swarg, mrityu,narak) aur teenon kaal (bhoot,vartmaan,bhavishya) me jo hamesha ek jaisa rehta hai wahi aatma tatva hai

  • @secretofmind797
    @secretofmind797 3 месяца назад

    Apane bahut acchi koshish ki hai samjhane ki bros❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @omsales287
    @omsales287 3 месяца назад

    Gita gyaan ki agar puri jankari detail to detail jan ni ho to shree krishna ka episode dekho usme aap shree krushna aur unke dwara diye pure gyan ko jan javoge, ye mahabharat me jo gita gyaan bata rahe he wo to sirf ek gita saar ke roop me he

  • @jitendragehlot3716
    @jitendragehlot3716 3 месяца назад

    Aapne explain bhi bahut achha kiya Bhai 😍

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 3 месяца назад +1

    Geeta ki kitab Urdu me bhi translated mil jayegi ....use padhen.....aik aik episode ko pahle 2-3 baar dekhkar main main poits likh liya karein... phir reaction Diya karein

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge6961 3 месяца назад

    Bhagwan Shri krishn ne Arjun se kurukshetra me jo kaha, jo Gyan Diya vahi Geeta hai...😊

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 3 месяца назад +1

    Arjun ko nhi hmm logo ko samjha rhe hain

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад +4

      Aisa bhi nahi hai ki Arjun ji ko nahi samjha rahe... Wo Arjun ji k madhyam se saare sansaar aur aane wali generations ko samjha rahe

  • @MrityunjayBorah-ml3ec
    @MrityunjayBorah-ml3ec 3 месяца назад

    Love from India 🇮🇳😘🙏

  • @user-in505
    @user-in505 3 месяца назад

    Nd it's your Duty to Fight your war....

  • @Bhaktifullstatus5797
    @Bhaktifullstatus5797 3 месяца назад

    Karam karte raho fal ki chinta mat karo atma amar hai woh nhi marta atma baar baar sarir change karta hai or jab parmatma k gyan mil jata hai toh woh is bandan se mukt ho jaata hai or parmatma main vilil ho jaati hai...geeta gyan sach main bhut wast hai sab ko samjne k liye geeta gyan padhiye sab religion se uth k this the truth and fact for creation of bharmad

  • @worldpoint8298
    @worldpoint8298 3 месяца назад

    Kya bat h Rana shab

  • @poonammahananda3838
    @poonammahananda3838 3 месяца назад

    Geeta gyan only 5% dikhaya he 🙏ise mahabharat me

  • @supriyoroy4278
    @supriyoroy4278 3 месяца назад

    Next pat

  • @vidyadesai3354
    @vidyadesai3354 3 месяца назад

    Aap logo ko bhagwad geeta samzna hai toh uska book padhiye.. Wo sabhi langauges me translated hai. Ye serial me saara nhi batataya. Sirf uss ka jist dikaya. Aap logo ko issko padhna chahiye.

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 3 месяца назад

    Aatma hi Satya hai
    Sareer to nakli hai and machine hai

  • @hridayramprajapati7678
    @hridayramprajapati7678 3 месяца назад +1

    This Geeta is very short only 10%

  • @SKTcene
    @SKTcene 3 месяца назад

    Is mahabharat me gita 10.% hi dikhai gyi hai

  • @omsales287
    @omsales287 3 месяца назад

    Aap ek baar ramanand sagar ki krishna ke episode par apna reaction dijiye

  • @user-in505
    @user-in505 3 месяца назад

    Karuna means Rahem daya karna
    Parmathama means ultimate God that resides in each nd everything every living being humans nd environment
    ND People those who do wrong even with knowing is the worst people
    You should always keep doing a path that will take you close you to God
    ND Reincarnation ka concept apkay like new hoga but Hindus Mai it like Jabktak Aap apna lesson nahi learn karogay Right way of living ka you will keep having rebirth nd final moksh I.e liberation will not happen
    Nd Feelings nd all are not you ..

  • @mansigupta7063
    @mansigupta7063 2 месяца назад

    Open English subtitles

  • @SuhasKanekar
    @SuhasKanekar 3 месяца назад

    Kya karte ho yar aaj phir aapne ek bi episode nahi dala

  • @balkaransandhu8120
    @balkaransandhu8120 3 месяца назад

    Worst Geeta explanation ever. What a joke. Star Plus ka beda garak ho

  • @funwithsk112
    @funwithsk112 3 месяца назад

    Next part

  • @devikaeshwarya611
    @devikaeshwarya611 3 месяца назад

    Dekhiye ye kuch bhi nahi hain. Geeta gyaan Samundar se bhi gehra hain. Yahan par general batein ho rahi hain bas jo har koi samajh sake. Purush aur prakriti shabdh ko male and female math samjhiye. Masculine and feminine energies ya oorja ke baat ho rahi hain. Ishwar ke hi do thatw hain purush aur prakriti jo bhagwan aur Devi mein prakad hoti hain. In dono thatw har manushy mein hain aur in donon ke santhulan ya balance se hi manushy apne aathmasakshatkar yani aathma ko jaan sakte hain. Bhagwan keh rahe hain iss sansar mein aakar apne man aur shareer ya body ke mohmaya mein bhaskar aatma apne sachayi ko bhool jate hain yahi iss sansar ke pareeksha hain. Ishwar manushy ke yahi pareeksha dete hain ke jo iss mohmaya ke sukhon ke upar udkar apne aap ko aatma ke roop mein jaan lete wo paramatma ko bhi jaan pate hain. Physical desires to shareer aur man mein hain jo keval apne vyavahar mein hain usse upar hi manushy ki oonchayi ho sakte hain. Aatma ko kya moh ho sakte hain. Abhi very recently science ye jaan liya hain ke punarjanm sachayi hain sab kuch energy hain aur energy sirf form badalte hain aur doosre lete hain. Meine pehle hi aap logon se ye kehne ke koshish kar rahi hain ke mahabharat mein har kisi mein dharm aur adharm nazar aayenge. Lekin farak ye hain ke pandavon se bhi kuch adharm hote hain magar wo anjanne mein hain apne parampara ko ya vachan ko sabse bade samajhne par ho gaya dha. Ye log mahapurush hain jo apne vachan aur karm ko hamesha sachayi se nibha aaye dhe. Lekin koi bhagwan nahi hote ek mod par apne dharm chintha mein hi kuch galtiyan ho bhi jaate hain. Lekin yahan par ye jaan na zaroori hain ke wo dharm chinta mein hi hue dhe lekin doosri aur duryodhan aur shakuni adharm ko jaan boochkar kar rahe dhe. Aise nahi hi wo log moorkh hain anjane mein adharm ho gaye nahi adharm ko jaankar hi adharm karte rahe. Yahi bhagwan kehte hain jab wo puchte hain ke kya donon paksh mein dharm aur adharm nahi hain? Hain , lekin farak bhi yahi hain ke ek dharm ko Bachane keliye sab kuch sahi samjhkar karte rahe adharm karne ki mansha mein nahi aur dusre aur adharm ko jaan boochkar karte rahe. Lekin iss serial mein dheek se wo bataya nahi gaya hain. Aise logon ko kon samjha sakte hain. Jaise yahan Arjun puchte hain ke kya unse karuna ya kindness nahi kar sakte. Swayam bhagwan bhi unhe samjha nahi sakte kyun ki wo samjhna hi nahi chahte, jo samajhna nahi chahte aur aankh bandh kare use kon samjha payenge. Aur mein shuruwaat se aap logon ke Arjun ke saath lagav par sawal udhaya dha unsme mere yahi mansha dha ke aap log sahi tarah samjhe. Arjun mahanyodha dhe lekin wo bhi manushy hain unse bhi galtitiyan hue hain bahut baar. Arjun ke saath bhagwan ke hona mein bahut kaaran hain jo Maine pehle bhi kaha hain ke ek wahaj ye hain ke Arjun dhanurdhar hain aur dhanurdhar yudh ke pehle shreni ya line par khade hote hain. Unse yudh ke shuruvaat ya yudh ke disha ke pata chalta hain isliye wahan par bhagwan ke hona anivary hain.Dusri baat yahan par hain
    Arjun ke samarpan. Arjun sabse acche vidyardhi dhe ya student. Bhagwan ek jagah kehte hain pandavon mein mein Arjun hoon kyun ki Arjun mein samarpan ka bhaav sabse adhik dhe. Aur bhagwan aur Arjun same age ke dhe iske wajah se Arjun bhagwan se zyada judkar rah paaye jo avsar doosron ko nahi milte dhe. Isme punar janm ki kadha bhi grandh mein kehte hain ke Arjun pichle janm mein nar naam ke Rishi dhe aur wo bhagwan se judkar rehne ke vardaan is janm mein mang liya dha. Aur ye bhi hain ke yahan par arjun ulcha hua hain poori tarah unko ye gyaan anivary dha. Lekin wo to ek madhyam hain gyaan to pure sansaar keliye hi diya gaya hain.Isme doosre pandavon ki koi kamiyan ke wajah nahi hain. Waise kahan Jaye to mahabharat ke main character grandh se pata chalta hain ke yuddhistir hi hain. Unhi ke aathmasakshatkar se anth mein sab ke Kalyan hote hain aur devta unhe Jaya pukarte hain. Lekin iska matlab ye nahi ke baakiyon mein kuch kami dha. Har koi apne jagah par dheek dha. Lekin yuddhistir anth mein apne anthar atma par jeet paakar moksh prapth karte hain ye baat unko mahabharat ke hero banathe hain. Yahan par bhagwan kehte hain paramapara mein badlav lana hi bhalayi hain to karni chahiye wo aaj se 5000 Saal pehle ke manushy ko bhi wahi shiksha de rahe hain. Dharm yani sahi ke pata religion nahi. Apne niyamon mein bandh jaonge to Ishwar se door ho jaonge. Mein aapke duvidha samjh ti hoon ke aaplog bhasha ache tarah samjh nahi pate aur phir ek serial se sahi samajh milna bhi mushkil hain kyunki directors apne marzi bahut jagah karte hain especially dialogues par bahut badlav late hain. Hamare sanathan mein swathanthratha hain aur uss swathanthratha ya freedom ke faida bhi log udathe hain apne laabh keliye. Kya kar sakte hain. Hamare ithihaas sikhate hain blind hero worship math Karo. Samjho ke har kisi mein galat sahi honge lekin jo lagathar apne galtiyon ke upar udh rahe ho khud ko behtar bana rahe ho , dharm mein ho wo Nayak ya hero hi hain isliye nahi ki unse galti nahi hote magar isliye ke wo galti ko accept Karke sudhar rahe hain. Aur ek shresht manushy ban ne keliye lagathar parishram karte hain. Wo har koi Nayak hain

  • @vidyadesai3354
    @vidyadesai3354 3 месяца назад

    Beech me baithe hai bhaisaab wo thoda interested hai lagta hai lakin jo topi wale bhai saab ko koi interest nhi lgta hai. Unko apne ooper hii jyada dhyan hota hai.. Unko kyu include kiya aap log.

  • @AjaySharma-ym2jp
    @AjaySharma-ym2jp 3 месяца назад

    In episode se ek comment karta hu aj k Bharat p Hindustaan k up m hindu usi trh so gya h jis trh abhi Arjun ji soye hue the shree Krishna ko 18 adhya aur 700 slok Lage the Arjun ko jagane k lie yudh k lie aur yha up m hinduao ko jagane k lie sayad ab Krishna g ko hi ana pade tbhi ye jage 80 m se 35 seat bjp ko vo bhi tb jb itna kch kar dia up m bjp ne same on u up valo

    • @monikadeshwal1193
      @monikadeshwal1193 3 месяца назад

      Right...gaddar bahut jyada hai desh mai

    • @puresoul9612
      @puresoul9612 3 месяца назад +3

      U P me zyadatar hindu vote dene hi nhi gye....baki kisne diya or kisko diya wo sabko pata h

    • @monikadeshwal1193
      @monikadeshwal1193 3 месяца назад

      @@puresoul9612 jo vote dene nahi gaye vo bhi gaddar hai ...or jinhone galat di hai vo bhi gaddar hai

    • @puresoul9612
      @puresoul9612 3 месяца назад +2

      @@monikadeshwal1193 ab yahi log har baat k liye bjp ko dosh denge

  • @aryanuj6
    @aryanuj6 3 месяца назад

    Yahi to geeta gyan hai

  • @rathangowda9376
    @rathangowda9376 3 месяца назад

    Pehle 1 book our pen Raklo main point New word likh lo baad me reaction time kaam ayega. Bhool jate ho thum
    Dono channel me ye Karo

  • @Dj1-d7u
    @Dj1-d7u 3 месяца назад +1

    कभी तुम लोग गीता और कुरान दोनों को पढ़ कर देखो फिर विचार करो कि तुम जिसे मानते हो वह धर्म है या नहीं दोनों में सही कौन है थे मालूम चल जाएगा कि अधर्म किसे कहते हैं और धर्म किसे कहते हैं😂😂😂😂😂😂

  • @ramkrishna6098
    @ramkrishna6098 3 месяца назад

    Har insan ke andar atma yani bhagwan hai.jeise koi keheta hath Mera yeh Nehi keheta ki mein hath hun yeh keheta hai ki yeh Mera hath .iska matalab aap ke andar koi hai jo keheta hai Mera hath ya Mera sharir.yrh Nehi keheta ki mein sharir hun ya mein hath.jo andar hai aur yeh keheta Mera hat ya Mera sharir ushe atma ya bhagwan kehete hai

  • @SonuKumar-iq3hy
    @SonuKumar-iq3hy 3 месяца назад +1

    Bhaiyo atma ka matlab jab tak koi bhi atma parmatma ko nahi janti tab tak atma janam leti he kabhi insan .kabhi Ped .podge .janvar banti rahi he jab parmatma ko Jan leti he to fir atma parmatma me vilin ho jati he

  • @sahilagarwal9466
    @sahilagarwal9466 3 месяца назад +1

    Ex Muslim sahil

  • @SonuKumar-iq3hy
    @SonuKumar-iq3hy 3 месяца назад

    Bhai ye batao karam se puja hu Manav kya hota he
    Ye hi samjhaya he
    Ye jarur batana
    Nahi to eska matlab me batata hu

  • @Sm-prc
    @Sm-prc 3 месяца назад

    Jai' shriKrishna🙏🚩

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 3 месяца назад

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @srp3840
    @srp3840 3 месяца назад +1

    Jai' shriKrishna🙏🙏🚩

  • @Halkyn
    @Halkyn 3 месяца назад +1

    Jai' shriKrishna🚩🙏