santhamma sadasivan Actually I cannot decribe it but it was just like very nice light and very peaceful. Well have you got any (seeing aatmaa) like results Thanks 🙏
Maine abhi aapke batae anusaar yog nidra karne ki koshish ki h to mere pairo me bhot bhot bechaini Ho rahi h iski wajah se mai concentrate nhi kar pa rahi hu but aapki yog nidra speech bhot parabhavshali lag rahi h
Mere ko bahut vichar chalte hai mere ko Kuch yad nhi rehta khi par dhyan lagta Vichar bhi ulte aatey hai swami ji or nind achi nhi aati m khud vichar bnta rehta or khi focus nhi lg Raha swami ji meine pehle bahut dhyan kiy or ab mere ko khud ko pta nhi ho kya Gaya hai swami ji Or heen Bhavna hi aati hai or shuru shuru me ye hua nind nhi aayi thi 3 4 month phir din me Jo hota vo chlta rehta aagey se aagey bad gai kabhi Kuch kabhi Kuch mere ko pta nhi ho kya Gaya hai Mera confidcne 0 ho Gaya hai sath me body me thkavt rehti koi Kam Karne Ka MN nhi krta or nind bilkul nhi aati Raat ki bhi achi or nind me bhi aata hai vichar negative Jo m sochna nhi cahtha phir bhi bhi Zinda lash Lagta h or Aisa Lagta tere ko Kuch pta nhi mere ko ye Lagta Kuch pta nhi MN shant nhi h biklul Bhai Acha feel nhi hota Memory loss ho Gaya overthinking nhi rukti mere ko yad nhi rehta jaldi bhul jatahu Dr Bola ocd deppreson hai dawai li pr koi aser nhi hua Kahi jaane Ka MN nhi krta mera udasi tnav rehta hai Kisi se bat Karne Ka MN nhi krta bolne Ka bhi MN nhi krta M khud ko nhi samj pa Raha koi bolta h Aapka abchentn MN active ho Gaya aise ab aap hi help kroge swami ji Ander we khokla ho Gaya Hu 😭😭😭😭😭😭🙏🙏 ap help kro : Par mere khud ko nhi pta ye hua kaise kyo hua mere ko koi chij achi nhi lagti or HD se Jada aatey h MN me Aisa kru m Asia Hu m or Apne aap mobile pe song chla k nachta Hu usme bhi negative thikng chlta hai Meri icha shant nhi hoti ye Hu m vaisa asie MN me maan lo koi song chl Raha to m Aisa Hu Asia Lagta hai or vichar kabu me nhi aata Or purani baatey bhi chlti rehti Kabhi Kisi Kabhi Kisi ki Aisa kyo ho Raha Kabhi Kisi ki purani bat yad as jati Kabhi kya m sochta nhi phir bhi Ye chijo ho kaisi rehi hai swami ji m meri najro me bhut gir Gaya or m bus Kuch samj nhi aa Raha Or bhi hai Jo muje yad nhi rehta par yad nhi hai abchen MN ko Kaise shan't kre m Kuch nhi krta n Kuch Karne Ka MN krta ABI 😢😢
Situation agar aisy ho ki apki audio nhy sunn payein , to Yoga nidra agar bina apki audio ko sunate hue, apane ap apke bataye hue binduon par dhyan karein to theek hoga ?? Plz guide us 🙏🏻🙏🏻
Sir mere ko bahut vichar cahlte hai mn shan't nhi hota Sayed mera abchetn mn active ho Gaya mera mm rukta nhi kabhi Kuch chlta rehta hai mere Bina soche phir bhi chlta rehta plise sir help 😥😥😓😢 Aapne paryanam btay vo nhi kr paaya m bechini si negative thinking chlti hai
Sir my yog nidra karna chahatihoon magar shuru karthe hi mere pyro me jhatke lagna shuru hojathe hi aur my nahi kar pathi mujhe kuch upay bathayiye sir
Yog nidra k dauran agr hum so jate hain To kya us duran jo instructions diye ja rhe hote hain Wo humare avchetan man k dwara follow kiye jate hain Ya Sone k vajh se age k instructions beasar ho jate hain.
Yognidra m nabhi k niche kuch ghumta hua exp hua or vo sensation upr gle m pahucha kr ekdm blast SA type hua ekdm se ankh Khul gyi thoda btaye bahut kripa hogi
aacharya ji yog nidra me jhatke lgte h iska kya matlab hota h jaise ki kabhi pair uppar uth k apne aap niche gir jata h kabhi hath me kuch jhatka sa lgta h.plz reply
I am from Bangladesh. Aj mera yoga nidra ki 2nd day tha 1st day pe so gaya tha. aj yoga nidra karte samay niche vibration hoya and pher navi ki ash pash kuch mehsush hoya and green light dekhai diya eska karan keya pls pls answer me.
Sir ...u r my best teacher plzz ..apna no de dijiye.....meri ek bhut bdi problm h ....mi apke sath share krna chahta hu ....4 sal se mi usko dur krne me lga hu pr.....haar jata hu .....plzz guru ...help me pllz
Sir me 1 sal SE sadhna ker rha hu 45 minute dhayan 45 minute morning dhyan kerta hu per abhi tak mughe koy anubhav nhi aya hai me kaya kru jisse mughe anubhav aye mob 9718695377
acharya ji meri age 19 hai mai bahot aalsi hu padhai mein mera man nahi lagta lekin adhyatm mein bahot ruchi hai isi se sambandhit samagri mein duba rehta hu meri disha sahi hai ya galat please margdarshan karein
Pranam Aacharya Ji ..I did yognidra. I feel like my body become paralysed and current flowing through all body also felt some stroke which tried my body to make movement. I also felt lightness and heavyness. Aacharya Ji are my these experiences in right direction or not.
+rakesh singh Swami Sivananda Ji ki divine life society hai. Aap career ke liye Yoga Teacher Training course karna chahate hai ya knowledge, seva ke liye?
sir me 4se 5 mahino se regular early morning meditation kar rha hu or me regular 20 minutes meditation kar ta hu par abhi tak aagya chakar kyu active nhi huaa please help
Aapne mujhe mantra ko 2 baar sath me man me dhyan lgane ki jagh Yog nindra ka kaha...dhyan to wha bhi nhi lg rha.... Meditation ka koi aur tareeka batayiye aap
I have a another experience that when I was practising yoga nidra from this video that time I felt strongly that something was moving on my hair.There has no rat or cockroaches. What was that, is it related with yoga nidra. pls say something.
Pranaam Acharya, Main yoga nidra ki practice pichale 15 dino se kar raha hoon. Usse mujhe accha feel ho raha hai. Lekin ek dikkat hai, yoga nidra shuru karne ke approx.10 min ke baad saans lene main taklif hoti hai, taklif bahut jyada hoti hai,tab mujhe practice chod Deni padti hai. Iss problem ka koi upay ho to Bata dijiye. Pranam
Sir u said that one has to practice yog nidra alone in a single room why is it so ? I sleep together with my children in a room can't i practice when they are asleep in the room?
नमस्कार गुरु जि आज योग निन्द्रा कररहाथा ज्ञान कुन्ज मे था तो आप का आवज बिल्कुल गायब होगया लम्बा समय तक आप चुप रहा जब आपका आवज सुना तो फिर बहुत लम्बा स्वस लिया ये क्या है गुरुजी?
आचार्य जी प्रणाम! आपका आॅडियो सुनकर मैंने योगनिद्रा का अभ्यास शुरू किया है, लेकिन आॅडियो के बीच में मोटरसाइकल का हार्न एवं बर्तन गिरने की आवाज भी है उससे मैं विचलित हो जाता हूँ। क्या ये सामान्य है।
मेरा आपसे एक प्रश्न है... मुझे एक घंटा लंच टाइम मिलता है क़रीब बीस मिनट में खाना समाप्त कर शेष समय थोड़ी झपकी लेती हूँ इससे फ़्रेश महसूस होता है . क्या इस समय में मैं योगनिद्रा का अभ्यास कर सकती हूँ ????
आचार्य जी मुझे आपका नंबर चाहिए मैं आपसे बात करना चाहता हु प्लीज... में लंबे समय से मानसिक रूप से अस्वस्थ महसूस कर रहा हु सायद आपसे बात होने के बाद अच्छा महसूस करू मैंने आपका हर एक विडियो बहुत बार देखा है और चाहता हु की कम से कम एक बार तो आपसे अवश्य बात होगी धन्यवाद....
Sir m roj karti hu yoga nidra. Achhi ahesas. 🙏🙏🙏
Nice
So many yoga teacher motivater in the world. guru harish is the only one teacher you can reach in a moment. Iam so much proud to be part of it.
Very nice and amazing yoga. 🙏🙏🙏
Bahut hi accha video.
Feels energetic.
Thanks for video.
Jay hind.
acharyji mai aapne banaye yognidra Karti hun acha anubhav ho raha hai
apko bahut bahut dhanyawad margadarshan k liye
+Sharu Pardeshi very nice..
Tanku sir ji..hme contact mil gya g..so mch tanx ji..bht jyada khushi hue sir ji aapka contact pa ke ji..tanx once again g..👍
Dhanyawad Aap ka🙏🙏🌹
Aapne bht achhe c samjhaeya hai thanx sir
🙏ty🌹❤સર
Gurdev pranam. It was amazing experience while doing this yog. Thnx a lot
Very Nice. That's why I were saying to practice it daily.
Wow. Relax ho gye superb sr
Thanks acharya Ji for your kind attention and help.
🙏🙏
Very nice acharya ji pernam
Sir just got amazing experience while doing yog nidra 👌🏾 wow 😮 I enjoy never ever like this
Thank you very m u. C. H...
aniket m Please share your experience in detail.did you see atma
santhamma sadasivan
Actually I cannot decribe it but it was just like very nice light and very peaceful.
Well have you got any (seeing aatmaa) like results
Thanks 🙏
guruji I did yog nidra last night.i was sweating and feeling very very hot.its winter and I had a quilt on me.pls guide if it is ok
santhamma sadasivan
😐
aniket m I did not see atma.
Maine abhi aapke batae anusaar yog nidra karne ki koshish ki h to mere pairo me bhot bhot bechaini Ho rahi h iski wajah se mai concentrate nhi kar pa rahi hu but aapki yog nidra speech bhot parabhavshali lag rahi h
Shuruaat me aisa ho sakta hai. Aap one week continue kijiye
Bahed ki Bahed ki param param param shanti ha
Very nice video
Great experience
Thankyou sir for posting videos
Parnam Acharya ji
Nice filing very nice video thank you
vaise papa bol rahe the bihar school of yoga bhi jaana hai lekin mujhe jald se jald kriya yog seekhna hai
aap yssofindia.org par jaye aapko kriya yoga sikhne ke bare me har jankari mil jayegi
Great
get well soon guruji
You are realiy great sir jay hind
bahut hi mza aaya sir
Mere ko bahut vichar chalte hai mere ko Kuch yad nhi rehta khi par dhyan lagta
Vichar bhi ulte aatey hai swami ji or nind achi nhi aati m khud vichar bnta rehta or khi focus nhi lg Raha swami ji meine pehle bahut dhyan kiy or ab mere ko khud ko pta nhi ho kya Gaya hai swami ji
Or heen Bhavna hi aati hai or shuru shuru me ye hua nind nhi aayi thi 3 4 month phir din me Jo hota vo chlta rehta aagey se aagey bad gai kabhi Kuch kabhi Kuch mere ko pta nhi ho kya Gaya hai
Mera confidcne 0 ho Gaya hai sath me body me thkavt rehti koi Kam Karne Ka MN nhi krta or nind bilkul nhi aati Raat ki bhi achi or nind me bhi aata hai vichar negative Jo m sochna nhi cahtha phir bhi bhi
Zinda lash Lagta h or Aisa Lagta tere ko Kuch pta nhi mere ko ye Lagta Kuch pta nhi MN shant nhi h biklul Bhai Acha feel nhi hota
Memory loss ho Gaya overthinking nhi rukti mere ko yad nhi rehta jaldi bhul jatahu Dr Bola ocd deppreson hai dawai li pr koi aser nhi hua Kahi jaane Ka MN nhi krta mera udasi tnav rehta hai Kisi se bat Karne Ka MN nhi krta bolne Ka bhi MN nhi krta
M khud ko nhi samj pa Raha koi bolta h Aapka abchentn MN active ho Gaya aise ab aap hi help kroge swami ji
Ander we khokla ho Gaya Hu 😭😭😭😭😭😭🙏🙏 ap help kro
: Par mere khud ko nhi pta ye hua kaise kyo hua mere ko koi chij achi nhi lagti or HD se Jada aatey h MN me Aisa kru m Asia Hu m or Apne aap mobile pe song chla k nachta Hu usme bhi negative thikng chlta hai
Meri icha shant nhi hoti ye Hu m vaisa asie MN me maan lo koi song chl Raha to m Aisa Hu Asia Lagta hai or vichar kabu me nhi aata
Or purani baatey bhi chlti rehti Kabhi Kisi Kabhi Kisi ki Aisa kyo ho Raha Kabhi Kisi ki purani bat yad as jati Kabhi kya m sochta nhi phir bhi
Ye chijo ho kaisi rehi hai swami ji m meri najro me bhut gir Gaya or m bus Kuch samj nhi aa Raha
Or bhi hai Jo muje yad nhi rehta par yad nhi hai abchen MN ko Kaise shan't kre m Kuch nhi krta n Kuch Karne Ka MN krta ABI 😢😢
sir maine socha hai kuchh din baad kriya yoga seekhne jaaunga
Bahut achchi baat hai
sir mai bahot ashant rehta hu mai spirituality mein jaldi progress karna chahta hu please kuchh bataiye
agar aisa hai to sabse pehle aapko naadi tattva vivechan karwana chahiye
Sir yog nidra kitne samye karna chahiye sote samye yaa subha
Din ke kare kabhi bhi
kya yognidra me ashubh chetana body me pravesh karti hai if yes then how to escape from them .
Nahi
V good acharya g
yog nindra me.Kya Me our bhi aage ki yatra kr skta hu.
sansar me khi bhi.
Ji bilkul kar sakte hai
me app ka dil se abhari hu
Situation agar aisy ho ki apki audio nhy sunn payein , to Yoga nidra agar bina apki audio ko sunate hue, apane ap apke bataye hue binduon par dhyan karein to theek hoga ?? Plz guide us 🙏🏻🙏🏻
Yoga nidra ek guided meditation hi hai
Sir mere ko bahut vichar cahlte hai mn shan't nhi hota Sayed mera abchetn mn active ho Gaya mera mm rukta nhi kabhi Kuch chlta rehta hai mere Bina soche phir bhi chlta rehta plise sir help 😥😥😓😢 Aapne paryanam btay vo nhi kr paaya m bechini si negative thinking chlti hai
Namaste acharyaji superb video. Kya aap ek video bhrammuharat pe banayenge. Jisse hame pata chale ki kab jagna he. Kab yog karna he pls
+Naran Mala Ji Bilkul accha topic bataya hai aapne aur jald hi main is par video banaunga.
Yoga My Life thanks
Sir kaya aap mujhe sivanand ka divine life society se kaise jud sakta hu bata sakte hai
+Madhu kumari Rishikesh main hai Shivanand Ashram....aapko vaha unse sampark karna hoga. Vaha par bhi yoga related programs chalte rehte hai
Sir my yog nidra karna chahatihoon magar shuru karthe hi mere pyro me jhatke lagna shuru hojathe hi aur my nahi kar pathi mujhe kuch upay bathayiye sir
Aap yoga nidra se pehle Anulom vilom pranayaam kijiye
Thank you sir
Yog nidra k dauran agr hum so jate hain
To kya us duran jo instructions diye ja rhe hote hain
Wo humare avchetan man k dwara follow kiye jate hain
Ya
Sone k vajh se age k instructions beasar ho jate hain.
Sir guided meditation pe video banaye please
+Faiz Ahmad Ji ek video hai mera Instant Meditation ke Naam par.
Sir, Me yoga nidra try karta hun mujhe nindh aah jata hai, Mey kiya koru. Kripaya batayen.
Dilip.
iska matlab aap yoga nidra sahi kar rahe hai. shuraat me isme neend aa hi jati hai. isliye iski chinta nahi kare
Great sir thnx
Guru ji ankho me ek ajeeb sa drd hone lgta h ....jaise kux lequied sa jm gya ho
Aapko Nadi Tattva Vivechan karwana chahiye
Sir mai dayan me bathta hu to5 mineet me pair so jata hai kay kare kuch bataye sir ji
+Ramesh Bhai Pawanmukta aasan series one ke kuchh aasan hai net par aapko dekhne honge aap vo kijiye
गूरूजी यह योग निद्रा किस टाइम करने का होता है
Din me kisi bhi samay kare
Thank you so much
Yognidra m nabhi k niche kuch ghumta hua exp hua or vo sensation upr gle m pahucha kr ekdm blast SA type hua ekdm se ankh Khul gyi thoda btaye bahut kripa hogi
+Sunil Roxtr jo sensation ho Rahi thi us waqt koi color bhi dikhayi de rha tha?
Really highly effective
aacharya ji yog nidra me jhatke lgte h iska kya matlab hota h jaise ki kabhi pair uppar uth k apne aap niche gir jata h kabhi hath me kuch jhatka sa lgta h.plz reply
I am from Bangladesh. Aj mera yoga nidra ki 2nd day tha 1st day pe so gaya tha. aj yoga nidra karte samay niche vibration hoya and pher navi ki ash pash kuch mehsush hoya and green light dekhai diya eska karan keya pls pls answer me.
Yoga nidra me is tarah ke experience hote hai. Jo experience aapko ho rahe hai vo sahi hai. Aap daily kijiye aur chinta mat kijiye
Thank you.
Acharya pranam,
Maine aapka " Nadi tatva vivechan Kya hai?" Yeh Video dekhi. Nadi tatva vivechan ka mahatva samaj aaya, lekin yeh vivechan 'kaha?' , 'kaise?' , aur 'kab?' Kiya jata hai. Iske bare main vistar main bataiye.
pranam...
aap kripya hamare number 9315835440 par sampark kijiye
Aacharya ji, ek hi pose mein bina hile yoga nidra mein 40 minutes nahi leta jata. Plz tell any solution
22 minutes wali yoga nidra kijiye
spiritual progress hota hai na isse
100%
Anuj Mishra inimitable
Sir m adyatam me jana chata hu..please guide kijiye ki kha se suru kiya jaye..?m ek student hun..Government job k exams k liye preparation kr rha hun.
+anil rathee tratak aur yoga nidra dono se shuruaat kijiye. Dono topic par mere videos hai.
Thank you Sir,meine aaj yog nindra pr aapke teno videos dekhe the,,yog nindra ki bhi h..ab usme tratak bhi add kr lunga..m 2 month se aapke videos dekh rha hun..but samaj nhi aa rha tha ki m khan se start kru..isliye meine aapse pucha.
sir ek aur comment kiya hu please margdarshan dijiye
yognidra Karny Ka samykonsa hay
Jab aap bilkul free ho. Vaise subha aur sham do times bhi Kar sakte hai
Sir ...u r my best teacher plzz ..apna no de dijiye.....meri ek bhut bdi problm h ....mi apke sath share krna chahta hu ....4 sal se mi usko dur krne me lga hu pr.....haar jata hu .....plzz guru ...help me pllz
Aap please apna number mujhe dijiye main aapse sampark karta hu
Sir me 1 sal SE sadhna ker rha hu 45 minute dhayan 45 minute morning dhyan kerta hu per abhi tak mughe koy anubhav nhi aya hai me kaya kru jisse mughe anubhav aye mob 9718695377
Ji main aapse Sampark karta hu.
Aap bramhachrya ka palan nahi krte honge or aap jyo urja shkti ko nasht kar rage ho , islie aapko us shakti ko , dekhne ka samrthy nahi he
Yatin Arora sir me apse bat kerna chahta hu please contact number de
acharya ji meri age 19 hai mai bahot aalsi hu padhai mein mera man nahi lagta lekin adhyatm mein bahot ruchi hai isi se sambandhit samagri mein duba rehta hu meri disha sahi hai ya galat please margdarshan karein
aapko practically aasana, prnayaam aur yoga nidra shuru karni chahiye
I want to ask you that can i decrease the via doing yog nidra can you tell me please
+Yadab Jayant What you want to decrease?
Oohh sorry I didn't written that can I decrease my sleep duration via doing this I am doing meditation from 7 month onwards
+Yadab Jayant Yes.. by yoga nidra practice it will be reduced to what you need exactly
Can i reduce it up to 3hr now i sleep for 5hr daily basis
And i want to say you very very thanks for your valuable reply and given time for me again thanks
Nice
Pranam Aacharya Ji ..I did yognidra. I feel like my body become paralysed and current flowing through all body also felt some stroke which tried my body to make movement. I also felt lightness and heavyness. Aacharya Ji are my these experiences in right direction or not.
+jyoti yadav yes you are going to right direction
Yog nidra kisi bhi samay kar sakte hain kya sir
Ji bilkul kisi bhi samay kar sakte hai . Bas us samay aap bilkul free ho.
Guru ji those who can't sleep or people who complaint that they do not get sleep,can they use this procedure to get sleep?
+santhamma sadasivan Yes..
Acharya Ji...Namaskar.....Pls tell me a good yoga school like BSY. THOSE SHOULD NOT BE BUSSINESS CAMPUS.
+rakesh singh Swami Sivananda Ji ki divine life society hai.
Aap career ke liye Yoga Teacher Training course karna chahate hai ya knowledge, seva ke liye?
sir me 4se 5 mahino se regular early morning meditation kar rha hu or me regular 20 minutes meditation kar ta hu par abhi tak aagya chakar kyu active nhi huaa please help
+Surendra Rajput isme time lag jata hai.
Acharya ji,I have numerous queries, how can I reach you ?Dev
Give me your number I will contact you.
नमस्ते आचार्य जी आप ने कहा योग निद्रा को करने से नींद आती है तो उसे कसे करे और कितने दिन तक करना चाहिए
Neend shuru me aayegi prantu pratcice karte rehne se neend apne aap hi aani kam ho jayegi
Kn kaise aaygi sir mere ko 3 month se bilkul. Bhi nind nhi aati
😊😊🙏
गूरूजि योग निद्रा किस टाइम करने का सही होता है
Aapne mujhe mantra ko 2 baar sath me man me dhyan lgane ki jagh Yog nindra ka kaha...dhyan to wha bhi nhi lg rha....
Meditation ka koi aur tareeka batayiye aap
Yoga nidra se to dhyan apne aap hi lagta hai. Aap apna number mujhe dijiye
Ji mera no h 9602616128
kya baat baat hai sir maza aagyaa...
sir apka no. milega
aap please apna number mujhe mail kijiye main aapko reply karuga.
yogateacherbsy@gmail.com
Yoga My Life 8253076437
I have a another experience that when I was practising yoga nidra from this video that time I felt strongly that something was moving on my hair.There has no rat or cockroaches. What was that, is it related with yoga nidra. pls say something.
It is definitely related to yoga nidra. Please keep on practicing Yoga Nidra
Please make a video about the experiences of Yoga Nidra while practiceing.
Pranaam Acharya,
Main yoga nidra ki practice pichale 15 dino se kar raha hoon. Usse mujhe accha feel ho raha hai. Lekin ek dikkat hai, yoga nidra shuru karne ke approx.10 min ke baad saans lene main taklif hoti hai, taklif bahut jyada hoti hai,tab mujhe practice chod Deni padti hai. Iss problem ka koi upay ho to Bata dijiye.
Pranam
Pranam Acharya,
Mere puche Gaye sawal ka koi jawab nahi Mila. Please mujhe upar puche gaye problem kaa koi upaay baata de.
Pranam.
aapko ek baar is yoga nidra SOund therapy kijiye aur phir bhi yadi aisa hota hai to phir aapko apna Nadi Tattva Vivechan karwa kar Yoga Nidra karni chahiye
Acharya pranam,
Maine aapka " Nadi tatva vivechan Kya hai?" Yeh Video dekhi. Nadi tatva vivechan ka mahatva samaj aaya, lekin yeh vivechan 'kaha?' , 'kaise?' , aur 'kab?' Kiya jata hai. Iske bare main vistar main bataiye.
pranam...
Sir please tell me how to contact you
I am giving you my number 9315835440
Sir yognindra din may kitni baar kar skte h?
Abhi aap din me 2 baar Kijijye
Ye rat ko kar sakte hai na
Sir u said that one has to practice yog nidra alone in a single room why is it so ? I sleep together with my children in a room can't i practice when they are asleep in the room?
You can practice it altogether if your children could join you. Otherwise its better to practice it alone.
नमस्कार गुरु जि आज योग निन्द्रा कररहाथा ज्ञान कुन्ज मे था तो आप का आवज बिल्कुल गायब होगया लम्बा समय तक आप चुप रहा जब आपका आवज सुना तो फिर बहुत लम्बा स्वस लिया ये क्या है गुरुजी?
Achha result hai
योग निद्र पे मै भि प्राक्सिस कर रहि हु।
GURU JI KYA BINA GURU K YOG NINDRA YA MEDITATION KARNA SAHI HAI YA NAHI?
sahi hai koi hi problem nahi hai
आचार्य जी प्रणाम! आपका आॅडियो सुनकर मैंने योगनिद्रा का अभ्यास शुरू किया है, लेकिन आॅडियो के बीच में मोटरसाइकल का हार्न एवं बर्तन गिरने की आवाज भी है उससे मैं विचलित हो जाता हूँ। क्या ये सामान्य है।
aur bhi video hai mere yoga nidra par ki dusra try kijiye
धन्यवाद !
pregnant woman can do this yognidra...? If not .... please make video for them...
I will
Ye din me kitni bar Kar sakte hai ? Koi specific timing ?
Shuruaat me ek baar hi kare. Kisi time hi kar sakte hai jab aapke pass time free ho.
Yoga My Life thank you, feel great after doing it.
you sound different,cold cough? thanks sir ,video is v good.is yog nidra equal to Meditation?
+santhamma sadasivan Yes there is little problem in my throat.
+santhamma sadasivan Yes it's more than a meditation.
मेरा आपसे एक प्रश्न है... मुझे एक घंटा लंच टाइम मिलता है क़रीब बीस मिनट में खाना समाप्त कर शेष समय थोड़ी झपकी लेती हूँ इससे फ़्रेश महसूस होता है . क्या इस समय में मैं योगनिद्रा का अभ्यास कर सकती हूँ ????
is waqt yoga nidra ka abhyaas to kar sakti hai par is samay yoga nidra me bahut jald neend aa jayegi
Yoga My Life धन्यवाद🙏
आचार्य जी मुझे आपका नंबर चाहिए मैं आपसे बात करना चाहता हु प्लीज...
में लंबे समय से मानसिक रूप से अस्वस्थ महसूस कर रहा हु सायद आपसे बात होने के बाद अच्छा महसूस करू
मैंने आपका हर एक विडियो बहुत बार देखा है और चाहता हु की कम से कम एक बार तो आपसे अवश्य बात होगी
धन्यवाद....
aap apne number dijiye main aapse baat karta hun
आचार्य जी मेरा नंबर
9145872071
आचार्य जी बहुत बड़ी कृपा होगी प्लीज बात करे मुझसे. धन्यवाद।
Yoga My Life sir ji mera number hai 9145872071
Sir please mujh se content kijiye .i need help
Avaz dhimi padati hae firse video bane bahut achha hae
Ji
हाथ ऊपर करना जरुरी है
Nahi!
Aap swasth to haen awaj thodi alag laga
Ji thoda aswasth chal rha hu. Gale me kuchh problem hai..
jisi Pura sarir hi na ho Mai ter RHA tha
Yehi to result hai iska....God Bless you....
🙏🙏🙏
Good