شكرا شكرا عدة مرات ، وبارك الله فيكم وجزاكم الله خيرا واستفدنا كثيرا الحمدلله على يوتيوب بهذا الدرس الثمين بالشيخ البارع وأيضاً صيدت وكتبت معظم حصة محاضرتك فجزاكم الله خيرا وبارك الله فيكم واجعله في كفة حسناتكم يوم لا ينفع مال ولا بنون. آمين تقبل يا رب العالمين
8:37 Shaikh Muhammad bin Ramzan Al-Hajiri Hafizahullah ke Dars ki shuruwat 9:47 Allah ki kitab mein ek aisi ayat hai Jo hamari takhleeq ka maqsad bayan karti hai? 10:43 Ilm ke maamle mein Shujaat aur Sabqat 11:17 Woh kaunsi ayat hai? 11:30 Ya'budun (Ibadat) ka maa'na Yuwahhidun (Tawheed) hai aur Anbiya bhi isi maqsad ke tehqeeq ke liye bheje gaye 13:42 Ibadat ka maa'na? 15:10 Ibadat ko samjhane ke liye Shaykh ka behtareen usloob. 17:29 (1-1) Ibadat mein asl 'Mana aur tawakkuf' hai. Yaani ibadat ke umoor mein sab 'mana' hai jabtak ki uske karne ki daleel na mil jaye 20:54 (2-2) Ibadat ki sharten 2 hai: 'Ikhlas' aur 'Mutaba' 22:06 (3-3) Ibadat ke arkaan 3 hai: Khwaf, Raja'h aur Muhabba 'Khwaf' - Khawarij 'Umeed' - Murjia' 'Muhabba' - Sufiyyah 27:02 (4-4) Ibadat ke 4 types: Qawli, Fehli, Qalbi aur Maali 28:23 Aisi kaunsi ibadat hai jisme 4 types ikhatte hoti ho? 29:06 (5-5) Ibadat ke ahkam 5 hai: Wajib, Mustahab, Haram, Makhru, Muba 30:02 (6-6) Ibadat ki qismein zamane aur waqt ke aitbaar se 6 hai: Fauri (Now), Yaumi (daily), Usbuiyyah(Weekly) , Shehriyya (Monthly), Sanawiyyah (Yearly) , Umriyyah (Once in Lifetime) 30:49 Har waqt ki jaane wali ibadat kaunsi hai? 35:01 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur 'mahine' mein ek baar ki jaati ho? 35:22 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho? 35:29 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur zindagi mein ek baar ki jaati ho? 35:49 Jo ilm ko usoolon ke saath sikhega woh uske maqsad tak pahunch jayega aur aajkal ilm ke maamle mein jo 'fauda' (chaos) aur gair-manhajiyat payi jaa rahi hai woh isiliye hai *kyunki ilm ko usoolon se pehle tafseelat se sikha ja raha hai* *Uski misaal aise hi jaise koi shaks chat par chadne lag jaye koi sahare ke begair* 41:23 Aisi ibadat jo 'maali' ho aur har din ki jaane wali ho? 41:53 Aisi ibadat jo 'maali' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho? 42:06 Aisi ibadat jo 'fehli' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho? 42:18 Aisi ibadat jo 'fehli' ho aur hafte mein ek baar ki jaati ho? 42:38 Aisi ibadat jo 'fehli' aur 'maali' ho aur pure umr mein sirf ek baar ki jaati ho? 44:04 (7-7) Ibadat ke 7 mazeed ahkam: Fard-e-ayn, Fard-e-kifaya, Wajib, Sunnah muaqqidah, Sunnah Ratiba, Sunnah Ahyanan aur Nafl 46:12 (8-8) Ibadat ki 8 mazeed qismein: Layli, Nahri, Ijtemai, Infaradi, Sirri, Jehri, Zamani aur Makaani 47:47 Kisi bhi cheez ko ibadat kehne se pehle usko kaise check kare? 49:26 Ibadat ka mafhum boht wasi hai 51:39 Saari ibadaten pehle cheez par qayam hai yaani 'Mana aur tawakkuf'
أحب هذا الشيخ ومركز السنبلي وكل طلابهم في سبيل الله ونشر التوحيد. حفظ الله
1.00.57
شكرا يا شيخنا الكريم من القلب 👍❣❤💕💞💯💯💯💖👍
MashaAllah Tabarakallah 💐💐💐💐💐💐
Bht hi accha programme laga.
مختصر وقت
بہت بنیادی معلومات
جزاکم اللہ خیرا و احسن الجزاء
اللہ تعالی شیخ کے دینی خدمات کو شرف قبولیت عطاء فرمائے امین
شكرا شكرا عدة مرات ، وبارك الله فيكم وجزاكم الله خيرا واستفدنا كثيرا الحمدلله على يوتيوب بهذا الدرس الثمين بالشيخ البارع وأيضاً صيدت وكتبت معظم حصة محاضرتك فجزاكم الله خيرا وبارك الله فيكم واجعله في كفة حسناتكم يوم لا ينفع مال ولا بنون. آمين تقبل يا رب العالمين
حفظه الله تعالى
ماشاء الله بہت قیمتی محاضرہ
Mashallah
ماشاءاللہ 🥰
اللہ تعالی شیخ کی عمر میں علم میں برکت عطا
امین یا رب العالمین
جزاکم اللہ خیرا۔۔۔۔۔
Barakallah
Jazakallahu khaira Shaikh❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Jazakallah khair
8:37 Shaikh Muhammad bin Ramzan Al-Hajiri Hafizahullah ke Dars ki shuruwat
9:47 Allah ki kitab mein ek aisi ayat hai Jo hamari takhleeq ka maqsad bayan karti hai?
10:43 Ilm ke maamle mein Shujaat aur Sabqat
11:17 Woh kaunsi ayat hai?
11:30 Ya'budun (Ibadat) ka maa'na Yuwahhidun (Tawheed) hai aur Anbiya bhi isi maqsad ke tehqeeq ke liye bheje gaye
13:42 Ibadat ka maa'na?
15:10 Ibadat ko samjhane ke liye Shaykh ka behtareen usloob.
17:29 (1-1) Ibadat mein asl 'Mana aur tawakkuf' hai. Yaani ibadat ke umoor mein sab 'mana' hai jabtak ki uske karne ki daleel na mil jaye
20:54 (2-2) Ibadat ki sharten 2 hai: 'Ikhlas' aur 'Mutaba'
22:06 (3-3) Ibadat ke arkaan 3 hai: Khwaf, Raja'h aur Muhabba
'Khwaf' - Khawarij
'Umeed' - Murjia'
'Muhabba' - Sufiyyah
27:02 (4-4) Ibadat ke 4 types: Qawli, Fehli, Qalbi aur Maali
28:23 Aisi kaunsi ibadat hai jisme 4 types ikhatte hoti ho?
29:06 (5-5) Ibadat ke ahkam 5 hai: Wajib, Mustahab, Haram, Makhru, Muba
30:02 (6-6) Ibadat ki qismein zamane aur waqt ke aitbaar se 6 hai: Fauri (Now), Yaumi (daily), Usbuiyyah(Weekly) , Shehriyya (Monthly), Sanawiyyah (Yearly) , Umriyyah (Once in Lifetime)
30:49 Har waqt ki jaane wali ibadat kaunsi hai?
35:01 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur 'mahine' mein ek baar ki jaati ho?
35:22 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho?
35:29 Aisi ibadat jo 'Qawli' ho aur zindagi mein ek baar ki jaati ho?
35:49 Jo ilm ko usoolon ke saath sikhega woh uske maqsad tak pahunch jayega aur aajkal ilm ke maamle mein jo 'fauda' (chaos) aur gair-manhajiyat payi jaa rahi hai woh isiliye hai *kyunki ilm ko usoolon se pehle tafseelat se sikha ja raha hai*
*Uski misaal aise hi jaise koi shaks chat par chadne lag jaye koi sahare ke begair*
41:23 Aisi ibadat jo 'maali' ho aur har din ki jaane wali ho?
41:53 Aisi ibadat jo 'maali' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho?
42:06 Aisi ibadat jo 'fehli' ho aur saal mein ek baar ki jaati ho?
42:18 Aisi ibadat jo 'fehli' ho aur hafte mein ek baar ki jaati ho?
42:38 Aisi ibadat jo 'fehli' aur 'maali' ho aur pure umr mein sirf ek baar ki jaati ho?
44:04 (7-7) Ibadat ke 7 mazeed ahkam: Fard-e-ayn, Fard-e-kifaya, Wajib, Sunnah muaqqidah, Sunnah Ratiba, Sunnah Ahyanan aur Nafl
46:12 (8-8) Ibadat ki 8 mazeed qismein: Layli, Nahri, Ijtemai, Infaradi, Sirri, Jehri, Zamani aur Makaani
47:47 Kisi bhi cheez ko ibadat kehne se pehle usko kaise check kare?
49:26 Ibadat ka mafhum boht wasi hai
51:39 Saari ibadaten pehle cheez par qayam hai yaani 'Mana aur tawakkuf'
Allah aapko Jazaa e khaira aata farmaiye timestamps dalne keliye;
@@_FarisSharif_barakallahu feekum
Allah mashaykh ki hifazat kare
Masha Allah kya bolun Alhumdulillah ye allah hi ka ehsan h jo ehle hadees is duniya m hn
Allahumma barik
وعليكم السلام
please make douaa for me all sunni thank you BarakhAllah u fikoum
Masha Allah❤❤❤❤❤❤❤❤
ماشاءالله. محاضرة قيمة.
JazakaAllah for this programe...may Allah swt save our Ulema.
May Allah protect all muslim in the World ameen
MASHA ALLAH
ALHAMDULILLAH MASHA ALLAH BARAKALLAH
Ma Sha Allah
Assalamo Alaikum w Rahmatullah w brakatuh
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
❤❤ قیمتی باتیں ۔ ذہن نشین کر لینی چاہئے لکھ کر
Alhamdulillah
Masha Allah
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
MA sha Allah
Subhanallah
Mashaallah
❤❤❤❤❤
I FEEL PROUD WE ARE AHLE HATHISH
I SEARCHED MANY TIMES AND I FELT WE ARE CORRECT.
ALHAMDULLILLAH
Masallah
17:05 shaykh ki urdu baarak allah feek
3:37❤
❤
إن يجتهد الطلاب في التكلم باللغةالعربية شهرا أو شهرين فقط يتكلموا ويفهوا بسهولة.
Masa allah
00:50 ahle ilm ka tawazeh
*» المترجم على الهواء*
ولكن عندي سؤال ،لماذا طلاب المدارس يحتاجون إلى الترجمة الأردية ؟
اكثر الطلاب يفهمون اللغة العربية لكن هناك طلاب صغار وعامة الناس يحتاجون الترجمة
والله يبارك فيكم.
voice quality very poor 😢
Alhamdulillah. Good to see Salafi Scholars in India.
Institute ka no. Mil sakta hai
1:06:27 spekain hindi language and english language
Alhamdulillah
❤❤❤❤❤