Aur Haan bhai mujhe kiraya krne ke liye tractor Lena hai Only for TRALLA km se km 200-250 quintal ke liye Holland 3630 special edition lun Ya fir Holland 3630 super plus But bhai Holland tractor humare trf kafi km hain but Holland mujhe achha bhi lgta hai kya krun My Address State:UP District:AMETHI Village:BEHTA Edit: bhai reply jrur dena
Bhai mere pass farmtra 6055 powermaxx hai aur hum mitti & ballu per dumper chalate hai approximate 25 to 28 tan weight hota hai tab hum kya tractor ke tyre bhar nikal sakte hai
Bhai m farmtrac xp41 khridne ki soch raha hu.kheti bari ke liye kaisa tractor hai. Mere pas 30 biga jamin hai. To aap batao ki iska diesel khpat kaisa hai lena chahiye ya phir nahi lena chahiye. Please reply kijiyega
Bhai pawartrac euro 50 ka SFC kitna h or bore ,strock ,torque kitna h btaye Pawertrac 439 ,swaraj 834xm ka sfc, bore, stock,torque btaye Or aap jis bhi tractor ka review krte h to in 4 cheejo ko jarur btaye ye sbhi youtube chanal wale bhaiyo se request h
Please bhai bto....mara tractor k ek margat tayar s andr h..or dusra km andr n mtlb dono equil nhi h... Please kya sbka tractor n asie he aata h company s...
Bhai m povertrac 39 hp 437 k tyer KR skta hu koi dekt to nhi hogi or m 100 kintle troli m khichta hu or ye btao tochan ya herrow ki juthai m silp nhi marega
Aap kubota 45 hp 4+4 vs kubota 45 hp 4+2 fark koi tractor ho 4+4 vala to chalta dikhao. Mere pass kubota 45 hp sada hai aur mujhe upgrade karna hai to kya uska 4+4 mu4501 lena chahiye ya nhi. Ram ram bhai
Bhai 4wd ki to baat hi kujh aur hoti hai 2wd di 4wd ka kabhi mukaabla nhi kr skta , cultivator, harrow, trolli, plough,aur jitne bhi pulling waale implements hai unpe
@@farmerbandey13 Bhai kubota 45 hp 4+4 hai aapke aas paas to us bhai se baat karke ki kubota ka 4+4 lena chahiye ya nahi. Ya dusri company jaise escort ka 45 hp 4+4 kam diesel khata ho aur maintenance kam ho
45 hp me yuvo 575 4wd , kutoba mu 4501, holland 3230 4wd, inse achha koi nhi hai , Yuvo 575 4wd best hai 45 hp me low high medium bhi hai aur M-tech hydrolic hai , constant mesh gear box hai
Bhai Eicher 551 ka tyare bahar nikal sakte hai ya nahin
Bhai mere paas escort 440 hai uske 12.28 ki rim hai kya usme 14-9-28 ke tyre baith sakte hai ? ??
Please reply.......
Ha
Koi problem to nhi hogi?
@@anilrajekashid8086 nahi koi problem nahi hogi
Kya tractor ke gearbox me low ke gearo ki speed badba sakte he kya iss par video banao
Ok bro
Mahindra 275 di 2011 model me 13 6 28 ka tayr laga skte h kya
Bai je tractor de tyre pichle .putthe fit Karan te tractor di parfourmenc keho jehi honi .?
Bhaiji aage wale bhi bahar kar sakte hein kya
Bhaiya normal 50 se 70 quntal me koi dikat to nhi kar le bahar tyre
Bhai Eicher 368 ke nikal sakte h kya tyre bahar koi problem to nahi hogi
Koi problem nhi nikal lo bahar
Bhai ik video mahindra 585 ka stering dawn kaise kre mere trector ka steering bhut ucha hai
Achha huaa paji aidiya bata diya
Avreg kiya hoga fir tractor
Sir ye btao ki mahindra 265 mein 14 ke tyres dalwane se kya faiyda aur nukshan hai ye btao
Nhi daalne chahiye , fuel jyada lega ,engine overload rahega har time
Sir engine bad wa rakha hai meine 33 HP ko 50 HP karwa rakha hai ab btao sir
Sonalika 35 ......john deere 5039 .......powertrack 439 .......messsy 241 ......mahindra 585 sab tochan se khich diye hai
Apka number mil sakta hai sir ....bs shok ke liye tractor rakha hai
Bhai muje ye puchna tha massy 35 sada h mere pass kya m usme 13 I tayer dlva skta hu isse tracter pr koi lod to nhi pdega
Bhai 12 ke hi best hai usme 13 ke tyre se khet me RPM drop krega
@@farmerbandey13 thanku bhai
Bayya power nahi badega kya?
Nhi
Bhai ye btao tell pe bhi pharak padega yanahi
Very nice information 👍
Thank you bro
Bhai mere paas 2001 ka modal mahindra 475 he or khet me hi chalta he ..usme kardu koy dikat to ny hogi..?
Koi dikkat nhi h
Donon trecter kaun kaun se model hai aur unko pura dikhao
Ok bro
Bhai old model Mahindra 475 di me 12-4-28 ke badle 13-6-28 laga sakte hai kya....plz batao
Bilkul hmare pass chl rha h
Agar palet ko he otla kiya jaye kada ju ka tu rakha jaye fir kesa rahe ga
Aur Haan bhai mujhe kiraya krne ke liye tractor Lena hai
Only for TRALLA km se km 200-250 quintal ke liye
Holland 3630 special edition lun
Ya fir Holland 3630 super plus
But bhai Holland tractor humare trf kafi km hain but Holland mujhe achha bhi lgta hai kya krun
My Address
State:UP
District:AMETHI
Village:BEHTA
Edit: bhai reply jrur dena
Bhai vaise to trolli ke liye Mahindra ko achha maante hai lekin agar aap holland lena chahte ho to 3630 super lo
Mahindra hi lena agar troli ka kaam he to 575 xp ya 585 xp plus
Bai hum 13.9.28 ki jgaa 14 .9.28 daal skte hai video bnaao
💯✌💯
बहुत बढ़िया जानकारी जी
Thank you bro
Mahindra 265 di me tayer bahar nikal sakta 30 hp ka tractor hai
12 4 28 ki jagh 13 6 28 ke tayer dalna hai
Koi problem to nahi hogi
Tyre bahar se to koi dikkat nhi hogi lekin bde tyre daalne ke baad overload me dikkat aayegi
Bhai mere pass farmtra 6055 powermaxx hai aur hum mitti & ballu per dumper chalate hai approximate 25 to 28 tan weight hota hai tab hum kya tractor ke tyre bhar nikal sakte hai
Nahi
Paji assi v bahrr kade ah madguard but fibre walii u 34 inch chora ghatt ah madguard vch fitt karnn lai kine inch u lena pauu 🤔
Veer ehte ta arjun waali U fitt aagi c same to same
@@farmerbandey13 paji assi pta kitaa hunn 36 inch chora holland da lgnaa ohh lavavage hunn mgwaa kk
Bhai mane bi abi kiye h ek mahine pehle mere 60 ke ye ache lagte h
Ok bro
Farmtrac 80 2wd ਕੀ Video ਬਣਾਉ ਜੀ🙏🏻
Best👍
🥰👍
Bhai hum hakai k time tyre mai pani bharte hai..
Esa krne par pani bharne mai dikkat nhi ayegi kyaa
Nhi
Bhai m farmtrac xp41 khridne ki soch raha hu.kheti bari ke liye kaisa tractor hai. Mere pas 30 biga jamin hai. To aap batao ki iska diesel khpat kaisa hai lena chahiye ya phir nahi lena chahiye. Please reply kijiyega
Accha tractor hai bhai agr aapko achha lgta hai vo ,, aap mahindra ki taraf bhi jaa skte ho 41hp range me
@@farmerbandey13 aapki jankari ke anusar Mahindra, farmtrac se best tractor hai Kya,mujhe farmtrac ka look best lga
Agr farmtrac lena h to 45 lo ,, 41 ki market nhi h bhai
Mahindra Best No 1 Tractor
👍🥰
Bhaiya me 50 quintal pe chalata hu karva lu ya nahi
Karwalo
100 quintel tak dikkt hogi kya
Hmm
Mare pas 475 h kar le kaya haro me
Bhai pawartrac euro 50 ka SFC kitna h or bore ,strock ,torque kitna h btaye
Pawertrac 439 ,swaraj 834xm ka sfc, bore, stock,torque btaye
Or aap jis bhi tractor ka review krte h to in 4 cheejo ko jarur btaye ye sbhi youtube chanal wale bhaiyo se request h
Ok bro
@@farmerbandey13 kb btaoge
Jb new video bnaayenge bhai jb bta denge
Please bhai bto....mara tractor k ek margat tayar s andr h..or dusra km andr n mtlb dono equil nhi h... Please kya sbka tractor n asie he aata h company s...
Company se biraber aate hai
क्या स्वराज 834 एक्सएम मैं भी टायर बाहर निकाले जा सकते हैं
Hm
Tractor parking space ??
Mere pass mahindra 275 old modal h usme tyar chauda krne pr cage wheel lgate nhi bnta hai to kya kre ki cage wheel lga ske
Farmtarc 60 old model me hu jahe ga ?
Hnji veer
Bhai ji 585 ka bahar nikalna ha
265 power plus vs farmtrac champion 39hp ki tulna kro
Bhai m povertrac 39 hp 437 k tyer KR skta hu koi dekt to nhi hogi or m 100 kintle troli m khichta hu or ye btao tochan ya herrow ki juthai m silp nhi marega
Krdo bhai fayida hi hoga
tuchan main kuch fayda hoga ya nhi jaan phle se jyada lgayga ya kam plz btao main apne gao main tuchan krta hu isliye btao mujhe
Tyre bahar krne se grip me fark padega , tyre ki grip jyada banegi
@@farmerbandey13 ok
Fuel jyada kayega
Nhi
@@farmerbandey13 kayega bhai kyonki fir trector lod nhi manta to fuel to kayega hi
Koi farak nhi padega bhai normal fuel hi lega
Bhai tel pe fark pade ga ya nahi
Nhi
kya ham 2wd tractor ko 4wd karwa sakte hain or H.L tractors ko H.L.M karwa sakte hai iss topic pe video
banao
Ok bro
@@farmerbandey13 thanks veer ji
Bhi ji kit na kewantahl dal sktha h
Karle
Diesel pr fark to nHi padega
Becar adi bate
Massey 9000 k tayer kse bhaar hoge
2012 modal k
Usme bhi aise hi ho jaayega
Bhai ek video mahindra me Sonalika ka stering vheel kaise Dale uspe b bnana🙏
Ok bro
Bhai mujhe Apne Indo farm me digital meter lgvana hai lg jayega
RPM me koi frk toh nhi aayega
Indo farm ke baare me bhai mujhe correct knowlegde nahi hai ,
@@farmerbandey13 pppo
Tractor k self pr video bnao
Bhai bnaayi huyi hai isi chnnel prr hai dekhlo
Bai fornt tyar back tyar se allg chalte hain us ki b video dalna
Okay bro
Bhai ek bar dono ki khichai or chadai dikao yr please
13 6 28 vaale tractor me 14 9 28 lgaalein to dbega ton nhi? Kese ford 3600 hai
Usme 13 ke hi theek rahenge bhai
@@farmerbandey13 hnji 14 de bhut bndeaan ne paaye ve tyre pr Sanu shkk a ki khet ch db jaana tractor
Hnji veer 13 de tyre best ne ford 3600 layi je grip jyada krni aw ta 13 de redial tyre pwa do oho 14 de tyre jinne chohde hunde ne
@@farmerbandey13 ok g thank u❤️
Aap bataiye andar tyre bale tractor me distribetar kyu laga hua h🙄
Kyoki usse plough chalaate hai
Kya 265 me 12ke tayar vale me 13 k tayar dalna thik h
30hp wale me 2008 model
Paji both vadia eda dia vedio e banaya karo❤
Thank you veere
P
Liting battery sa nai laga na kye on honapar light aeani chaiea full liting karna liea
Mahindra ko koi aur steering wheel kaise dhale please video bnao
Nice video bhai
Thank you bro 🥰🥰
Bhai tyre ki size chodi krne k liye ek vdo bnao ..
Aapne is vdo me jo tractor hai usika vdo bnao bhai
🥰👍
Bhai ji eicher368 ke tyre bahar kaise nikale
Jaise video me btaya h bhai
Tumne bhi tyre bahar nikale h kya bhai
Sir ji mere paas mahindra 265 2012 model hai kiya me usme 6.50-16 ke tayer dlwa sakta hu jawab dijiyega pleass
Daal skte ho bhai lekin fayida kujh nhi hone wala unse
Nice video
👍🥰
Sonalika 740me 13/6/28 h 14/9/28 daldunga to bro koi dikkat
मत डालना engine मांग layga बहुत जल्दी
Bhai mere paas Indo farm 2030
2005 model tractor hai
Uske plat form upar ho jayega
Kah nhi skte bhai kabhi dekha ni maine itni gor se indo farm ka plate form
Mahindra Yuvraj ki width kaise Kam karen
Bhai Sonalika ka dubbel distibutar fit karne ka tarika bataw
Ok
275 nu 13,da tyre de full video Setting daso Paji
Lag jande ne veer. Main karvaya c. Par madgard set karne penge. Main maggard new model de pa k 13 de tyre sidhe hi pa te c. Bina kise setting ton.
@@Village_lifestyle_vlogs paji koi problem te nhi andi tractor nu load vich tuc race kholi c
Nahi veer rather vadia chalda a g. Te tractor di look v vadia ho jandi a g for any other query this is my contact no. 9781707570
Digital miter kitne ka lgvaya...
2300 poora deshboard
Tractor kiraya income and mentenens
275 de 13 da tyre ta video daso full
John deere company bhi tyro ko bahar ki taraf deti hai
👍👍👍
Bai distibuttar bare daso kive laya kine da laga
Ok veer
HMT 4511 ka video kab aayega
Bs tractor mil jaaye bhai
@@farmerbandey13 ok
Good knowledege
Thank you bro
भाई mere pass farmtrac 60 hai supermax उसमें टायर बाहर निकाल ले कोई परेशानी तो नहीं सौ से डेढ़ सौ कुंतल तक
भर लेते
Koi preshani nhi hai
Swaraj 744 ke nikalo
🔥🔥
👍🥰
Paji mahindra di pump modification di vedio v bano
Jo apa app kar sakde aa
Good information 👍
Thank you bro
Ganna buai me to dikkat aati hogi
Nhi bhai 32inch doori waale ganne me bilkul sahi chalta h bhai
Bahi ye bta bahi 100 kuntal tk koi dikkt toh nhi h mere bahi
M krungaa apne tactar m
100 kuntal tk koi dikkt toh nhi ye bta Dena bahi
Konsa tractor hai konsa modal ?
Bhai Massey Ferguson 241di 2013Modal
Dikkat nhi hogi bhai
Dikkat nhi hogi bhai
Swaraj 735 ke bare mein bataen
Usme bhi aise hi bahar ho jaayenge
Sar yah bataiye Agar Char Chakkar choli chalana aur Tote ki bar Karni chahie
???
Bhai caal m antar h
Ya nahi
Distributor ke bare mai btao bhai double acting
Ok bro
जेजे
Bhai apne vale pe extra foot rest kese set kre ye btao.... Mujhe bhi lgane h
Okay bhai iske bhi ek video bna dunga
Bhai Sonlika 35di ki video banoo
Ok bro
Bhai 150 kuntal SE koi presani to nhi hai bhai
Mt krna bhai
Mugraad Ander home chaye Mugraad gel jate ha
Ok
Veer ji Swaraj 724 k kaise kre...
Aise hi kro bhai jaise video me bta rakha hai
Front wale tyre bhar, ki video aur bnao...
Aap kubota 45 hp 4+4 vs kubota 45 hp 4+2 fark koi tractor ho 4+4 vala to chalta dikhao.
Mere pass kubota 45 hp sada hai aur mujhe upgrade karna hai to kya uska 4+4 mu4501 lena chahiye ya nhi.
Ram ram bhai
Bhai 4wd ki to baat hi kujh aur hoti hai 2wd di 4wd ka kabhi mukaabla nhi kr skta , cultivator, harrow, trolli, plough,aur jitne bhi pulling waale implements hai unpe
@@farmerbandey13
Bhai kubota 45 hp 4+4 hai aapke aas paas to us bhai se baat karke ki kubota ka 4+4 lena chahiye ya nahi.
Ya dusri company jaise escort ka 45 hp 4+4 kam diesel khata ho aur maintenance kam ho
45 hp me yuvo 575 4wd , kutoba mu 4501, holland 3230 4wd, inse achha koi nhi hai ,
Yuvo 575 4wd best hai 45 hp me low high medium bhi hai aur M-tech hydrolic hai , constant mesh gear box hai
@@farmerbandey13 THANK YOU BHAI
RAM RAM.
Lala 4×2 barabar tamane 4×4 he kanu karvoy