E rickshaw New wiring Connection Kaise kare Full Details 2022 (Battery,Light, Indicator, Horn)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 5 янв 2025

Комментарии • 60

  • @harunorrashid4677
    @harunorrashid4677 3 года назад +2

    ধন্যবাদ সুন্দর ভিডিও দেওয়ার জন্য।

  • @abduttawwab4169
    @abduttawwab4169 3 года назад +1

    Like to bnta h bhai ke liye

  • @KSAutoMobile596
    @KSAutoMobile596 Год назад +1

    Back light ka canekson nahi bataye hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Год назад

      Backlight connection related video dekhne ke liye aap playlist mein jaaiye vahan per electric related video playlist mein Diya hua Hai 0k

  • @sameermansuri874
    @sameermansuri874 2 года назад

    Sir driver side ke revers wire me revers hone ke liye -- ke jaroorat hote hai kya😃😃

  • @saketsuman7739
    @saketsuman7739 2 года назад +1

    Wiring to kiye h but light horn kuch kam nhi kr rha h pls suggest me

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      12 volt DC Converter theek hai ki nahin pahle check kijiye. Ok.. . Aur uske sath dekhiae DC Converter ka jo coupler Hai usmein 48 voltage supply sahi se a Raha Hai Ki Nahin ok.

  • @shyammandlibhourcamp6688
    @shyammandlibhourcamp6688 2 года назад

    Sir sari wiring detail me batao vedio jayada time ki hoti rhe

  • @sonupandit2066
    @sonupandit2066 Год назад +1

    Hii Bhai
    999 wiring or Kap wiring dono ka retail price Kya hota h or best khon sa hota h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Год назад

      Obviously KAP is best. KAP Wiring retail price 1550 . Ye rate yaha ka hai. . Aur aapke vahan per market ke hisab se hundred rupiece kam ya jyada ho sakta hai

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 Год назад +1

      @@akasherickshawtech mujhe itna btaiye ki 999 se Kap ka kharid rate zayada rate h ya Kam AAP bole the parts wholesale krege kb se start krege Bhai jaan

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Год назад

      999 se KAP ka dam thoda jyada hai.
      Aur abhi tak to shuru kar nahin paye kyunki Mera financial mein thoda problem chal raha hai jiske vajah se. 😔

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Год назад

      Aur mera phone chori Ho Gaya tha jiske Karan 3 mahine se main RUclips channel ko access bhi kar nahin pa raha tha. .

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 Год назад +1

      @@akasherickshawtech isliye reply bahut let se diye mujhe v lga tha ki itna let se reply to kabhi nhi kiye

  • @adityaverma1546
    @adityaverma1546 2 года назад +1

    Sar aage ka connection to sabhi log dikhate Hain back light ka connection dikhao sar

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +1

      ☺☺☺☺ ok ok brother. Bohut jaldi o wala video vi upload karunga. 😊. Thank u sooo much. 🌹🌷

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 года назад +1

      Okk sir par is he tarah ki wiring mein backlight aur brake light ka connection ful tarike se dikhana bhaiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +1

      Ok jarur. Main bahut jaldi vah wala video aapke liye Lekar aaunga 😊.

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 года назад +1

      @@akasherickshawtech thank you

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      ☺👍

  • @AjayKumar-kf8gv
    @AjayKumar-kf8gv 6 месяцев назад

    Step by step canection kar ke samjhao

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  5 месяцев назад

      Wiring related aur bhi bahut sara video hai ap vah wala video ko bhi check kijiye vahan per bhi bahut detail ke sath video Kiya hua hai

  • @PRINCEKUMAR-tx3kr
    @PRINCEKUMAR-tx3kr 2 года назад +1

    Indicator Nahin Badh Raha hai kaise karen

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Indicator ka jo flusher hai usmein 12 volt wala wair or indicator switch ka Mein wair jo hai usko acche se dekh kar lagaiye. . Ok.
      Agar problem Hota Hai to aap mera yah video Ko Thoda Dhyan se dekhiae main indicator wiring ke bare mein details Mein bataya hun. Ok
      Thank you so much for your valuable comment 🌹❤

  • @sonupandit2066
    @sonupandit2066 2 года назад +1

    Hii sir is video me AAP bta rhe h Jo Braun Matti color ka wire h wo break switch ka h mene abhi ek or kisi ke video me dekha usme Matti color ka wire ko reverse ka wire bataya gya h to me confused hu

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Ji han yufeng type controller mein revers Mein Do wire rahata hai yellow and black.
      Aur break sensor ka jo wire Hota Hai vah violet aur white mix color Hota Hai single wire
      Aur wiring side mein revers ka wire hota hai violet aur pink double wire
      Aur break sensor ka wire hota hai brown color
      Maximum yufeng wiring mein Yahi color combination rahata hai.
      Aur qSD type controller mein reverse wire single hota hai grey colour
      aur break sensor wire jyadatar violet color hota hai ya red white mix color Hota Hai
      Aur wiring side mein revers ka wire orange color Hota Hai
      Aur break sensor ka yellow colour Hota Hai
      Yah color combination ek ek company ka wiring ke upar depend Karta Hai yah kam करते-करते aapko experience ho jaega

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 2 года назад

      @@akasherickshawtech dhanywaad sir Kya aapka Instagram I'd mil sakta h kuch problem hoga to usme clearly Puch sakege

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Instagram Mein use Karta Nahin hun aap mera WhatsApp number Le Lijiye usmein aap mujhe massage kijiega main aapka question ka answer de dunga ok. 7890927139

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 2 года назад +1

      @@akasherickshawtech Mera or ek help kijiye Bhai
      Ek Atul e rickshaw h pessenger wala usme loder gear system diya hua h uska pinion me Jo washer rahta h wo chur ho gya tha usko change kr diye
      Gadi to chalne lga lekin usme problem ye h ki loder Wala Jo system h wo problem kr RHA h driver sit ke left side me jo gear Wala rod Diya usko niche krke chalate h to motor ghumta h lekin gadi nhi chalta h or usko upar (load gear ) me krte h to gadi chalta h lekin speed nhi chalata h
      Kyuki wo gear Wala Jo rod h wo niche rahta h to gadi speed chalta h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Dekhiae aap Agar gearbox khole the to aapko gear box ko fir se kholna padega usme Jo special dog gear hai special dog gear ko sahi se setting Mein baithana Padega vah abhi tak theek se Baitha Nahin Hai okay.
      Aur uske sath aapka left side mein jo gear liver Hai vah liver casing ko bhi acche se check Kar Lijiye

  • @rintusk4738
    @rintusk4738 2 года назад +1

    Ae wairing ka nam kya hai

  • @surandrakumar9220
    @surandrakumar9220 6 месяцев назад

    Sir back light kasai jalayange

  • @BableKure
    @BableKure Год назад

    Revers ki light piche wali kaise jalti hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Год назад

      Ok is related ek video bana dunga . Insa allaha. ..🌹👍👍

  • @ummate.muhmmadya786
    @ummate.muhmmadya786 2 года назад

    Sir sab wiring kr di he light on ho gyi meetr me but exiletor nhi chal ra kbhi chalta he to bahut tej jhatka lgta h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Motor or controller connection Agar Sahi nahi hoga To Aisa problem hoga motor aur controller connection ko aapko Sahi karna hoga per yah aapko Agar Janna Hai To is channel per motor aur controller ka connection related video Dala hua hai ab jakar vah video ko acche se dekhiae aapko ful samajh mein a jaega

  • @ummate.muhmmadya786
    @ummate.muhmmadya786 2 года назад

    Sir cuplur ki wiring sem nhi he kya kru

    • @ummate.muhmmadya786
      @ummate.muhmmadya786 2 года назад

      Btaiye please

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Coupler wiring Agar sem Nahin Rahega to aapko coupler ko change karna padega aur wiring ka jo coupler hai usko hi change karna hoga controller Mein Jaisa Hai Vaisa hi Rakhna chahiye.
      Aur Agar aapke pass coupler aur coupler pin Rahega to aapko wire ko Katkar black tape Se Hi jodna Padega Iske alava aur koi option Nahin Hai

  • @rintusk4738
    @rintusk4738 2 года назад

    Ai wairing main lagaya hu lekin mera digital metar charg galat dikaraha hai metar chang kiya phir bhi galat dikarahahai kya karu

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Pahle to meter wiring connection ko theek kijiye Uske bad dekhiae aur Fir Bhi Agar Nahin hota hain to 48 voltage ka wiring supply line ko check kijiye MCB aur battery connection dekhiae. Ok🙂👍
      Thank you so much ❤🌹

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Aapko Agar meter connection karne mein problem ho raha hai to Mera channel per meter connection ka ek video Diya hua hai usko jakar aap dekh sakte ho

    • @rintusk4738
      @rintusk4738 2 года назад

      Main metar ki indicator tik nehi kiya shirif48 vlot tik kiya or speed metar tik kiya to indicator ke bajese charg galat dikayega

    • @rintusk4738
      @rintusk4738 2 года назад

      Chabi ka jo 48 volt wire hai usmain agar volt 400 se kam ata hai aisa problem hota hai kya

  • @marwadipaltanmarwadipaltan6000
    @marwadipaltanmarwadipaltan6000 Год назад +1

    Nomber