Thanku sir ji Kaash thoda aur pahle mil jate to sayad ssfl hone ki surity jayada ho jata but koi nhi av v jarur 💯 denge qnki aap jaisa guide karne wala bhai ho to..😊🙏
Sir kl KGS ka offline mock test attend ki thi...70+ questions hi sahi kar payi ... 🏠 Aakr paper analysis krne pe pta chla ki 19 questions galat hua sirf iss wazah se ki .... Choose kiya hua sahi options maine baad ke bdl di thi ...aur answer key aane ke baad pta chla phle wala hi answer thik tha.....😢😢 Thodi nervous feel kr rhi hu sir....
Sir ek video plz exam hall se related topics par bhi bana dijiye jaise kis colour ka pen use karna hai , dress code kya hai , centre par kitne hours pahle pahuchna hai , exam ke dauran question paper par marking kar sakte hai ya nahi etc.I know sir ki ye sari bahut basic things hai but iss baar bahuto ka 1st attempt hai so idea ni hai
Sab bataunga dost...Basic chiz hi sabse important hoti hain... Aapko Kanha Kanha dikkat aa skti hai, sab pata hai...so Don't worry..ek ek chiz bataunga time aane par.. Aap bas padhte rahiye baaki chize mujh par chhod dijiye..ohk👍
Sir mains writting ke liye kisi institute ka suggestion de sakte hai mai toh patna me hi rehti hun but I didn't join any offline coaching mere ghar se dur he toh bahut time traffic me waste ho jata hai.. isliye ghar se padhti hun..but Mains writting ke liye bata dijiye please.
Good morning sir dimag abhi to khula hn us time dar se band hone lagta hn sir uske liye kya kre abhi to bilkul normal hn but us din pressure feel hota hn sir
Sir mera Score Plateform ka Test Series me 70-80 ka Bitch me hi rahta hai... Ab Lag rha Mera nahi hoga... Bahut Pressure me hun Sir... Ab mujhe kia karna chahiye please Reply Sir
Mock test ko utha ke fekiye dustbin me.... PYQs, current affairs magazine aur apna notes padhiye bas...notes nhi hai to Lucent hi padhiye... Maine important topics bataya hai, aap utna v complete kr lengi to cut off clear ho jayega... Don't waste time in Mock papers
PYQs aur Uske associate topics aur important topics krke jaaiye.... elimination technique aur avoiding negative marking par jo Video hai usko jarur dekh ke ek dor baar practice kar lijiyega.... Hope for the best 🤞 Best wishes ✨
Telegram channel 🆔
t.me/PathwaytoPublicService
Thodi der se apka video mila pr koi nhi apne bht achhe se exam tackle krne ke liye bta diya iske liye apka bht bht dhanyawaad...
Haan thodi der to ho gyi but koe nhi abhi v time hai....Telegram v join kr lijiye... important topics fact wanha se bhi dekhte rahiyega...
Superb sir..th k u so much ..aapki video se hane kafi himmat milti h
..... 💯 Positive vibes ...❤️❤️❤️
Best wishes ✨🤞
Thanks sir.
Jb aapka video dekhti hu to hme lgta h clear kr skti hu.
But aage ka pta ni..
Bilkul clear kr skte hain👍
Jai Hind sir. Thanks for this session which was much needed.....🙏🙏
Most welcome 🤍👍
Thanku so much sir for sharing information about how to tackle the qestion paper. 🙏
Time aane par Sab bataunga....bas channel se jude rahiye
Thank you Sir 🙏
For your motivation
💪👍😊
Thanku sir ji Kaash thoda aur pahle mil jate to sayad ssfl hone ki surity jayada ho jata but koi nhi av v jarur 💯 denge qnki aap jaisa guide karne wala bhai ho to..😊🙏
अच्छी चीजें देर से ही मिलती हैं 🤗😂🫣
@@Pathwaytopubicservice ji tv imp... V jayada hota hai 🥰
👍😊
Thank you ❤
Most welcome 🤍
Thku sir ❤ helping mostt.
Most Welcome 👍
Please sir or videos issitrah pyq solving trikka lsiye Please ❤❤❤
Ohk I will try if time permits...
@Pathwaytopubicservice ❤
Thanku so much sir ❤❤❤
🤍
Thank you sir ji 😊
Welcome ji😊
Thankyou sir ji 🙏
Welcome 👍
Sir kl KGS ka offline mock test attend ki thi...70+ questions hi sahi kar payi ... 🏠 Aakr paper analysis krne pe pta chla ki 19 questions galat hua sirf iss wazah se ki .... Choose kiya hua sahi options maine baad ke bdl di thi ...aur answer key aane ke baad pta chla phle wala hi answer thik tha.....😢😢 Thodi nervous feel kr rhi hu sir....
Ab mock test mat dijiye....Revision n PYQs
Thank you
✨👍
Sir ek video plz exam hall se related topics par bhi bana dijiye jaise kis colour ka pen use karna hai , dress code kya hai , centre par kitne hours pahle pahuchna hai , exam ke dauran question paper par marking kar sakte hai ya nahi etc.I know sir ki ye sari bahut basic things hai but iss baar bahuto ka 1st attempt hai so idea ni hai
Sab bataunga dost...Basic chiz hi sabse important hoti hain...
Aapko Kanha Kanha dikkat aa skti hai, sab pata hai...so Don't worry..ek ek chiz bataunga time aane par..
Aap bas padhte rahiye baaki chize mujh par chhod dijiye..ohk👍
@Pathwaytopubicservice Thank u sooo much Sir.Aapse better aur down to earth teacher kahin nahi dekha jo humlogo ke liye itna karta hai🥺🙏
Thank you so much for your kind words 🤍
6 दिसंबर चलो पटना और एग्जाम डेट भी बढ़ाया जाए और परीक्षा फॉर्म को reopen किया जाए
Thank you sir
Most welcome ✨
❤❤❤❤❤
🤍
Netarhat me aapka session kya tha sir/bhai ji❤
Shanti Ashram 2007-12❤️😊
Sir mains writting ke liye kisi institute ka suggestion de sakte hai mai toh patna me hi rehti hun but I didn't join any offline coaching mere ghar se dur he toh bahut time traffic me waste ho jata hai.. isliye ghar se padhti hun..but Mains writting ke liye bata dijiye please.
Es par Prelims ke baad detail me baat krte hain...ohk
Good morning sir dimag abhi to khula hn us time dar se band hone lagta hn sir uske liye kya kre abhi to bilkul normal hn but us din pressure feel hota hn sir
PYQ par same chiz baar baar practice kijiye....
Sir omr bharne me bahut time lgta h , use fast kaise kre plzz tell me sir
Sab bataya jayega...last week me...OMR filling n last day preparation as well as pressure handling during Exam time...stay tuned 🛜
Sir mera Score Plateform ka Test Series me 70-80 ka Bitch me hi rahta hai... Ab Lag rha Mera nahi hoga... Bahut Pressure me hun Sir... Ab mujhe kia karna chahiye please Reply Sir
Keep Continue your study with Calm, compose n Confident mindset.... You are going to write Mains✨🤞
Sir mere 50-60 marks aa rhe mocks me bhut demotivated ho gyi hu 1 week me kuch marks increase kar paungi ya nahi kuch samajh nahi aa raha
Mock test ko utha ke fekiye dustbin me....
PYQs, current affairs magazine aur apna notes padhiye bas...notes nhi hai to Lucent hi padhiye...
Maine important topics bataya hai, aap utna v complete kr lengi to cut off clear ho jayega... Don't waste time in Mock papers
@Pathwaytopubicservice thankyou sir I hope cutoff clear kar paau with your important topics.
PYQs aur Uske associate topics aur important topics krke jaaiye.... elimination technique aur avoiding negative marking par jo Video hai usko jarur dekh ke ek dor baar practice kar lijiyega....
Hope for the best 🤞
Best wishes ✨
@@Pathwaytopubicservice sure sir thankyou
Most welcome...join the telegram channel for important n exam oriented pin point content...
Aksar 50_50 wala v Mera glt ho jata hai .
maydbe it's badluck
Try to find out the reason... whether it's because of lack of knowledge, lack of conceptual clarity or lack of revision...then work on it..
Sir loudness badhai
Ohk.... next time se dhyan rakhunga... thank you for your valuable feedback 👍
118 ka b hoga wrong pucha gya h
Aap sahi kah rhe hain hain...lekin mera main aim hai ki option eliminate Krne ka Tarika bta de👍
voice slow hai sir...edit karte time badhaa diya kijiye
Speed ya loudness?
@@Pathwaytopubicservice loudnes amplitude sir
@foku486 Ohk.. Thanks for your valuable feedback 👍✨
@@Pathwaytopubicservice always sir...AMAC books and author ka notes dilwa dijiye sir...boht books & author hai...sabko yaad karna mushkil hai
@foku486 bro mujhe v mila nhi hai aisa koe notes... Agar milega to main khud upload kr dunga telegram pr
❤❤
🤍