Graduation का mere pass only marksheet hai, certificate nhi hai certificates ka bhi bhi jarurat hota hai kya, certificate to mila hi nahi hai college se
Sir me diploma me passout hu result final kal aaya yani ki mere pass online marksheet hai bss to nats kaise apply karu yani ki online marksheet laga du reject to nhi hoga
Graduation का mere pass only marksheet hai, certificate nhi hai certificates ka bhi bhi jarurat hota hai kya, certificate to mila hi nahi hai college se
Main student pe registration ki hoon kya main pdpt training keliye apply karskta hon
Mne BA kiya h ab mera NA chl rha h to me aply ker sakta hu kya sir
Option hi nahi aa raha 2018 ka
30 year above eligible kya
Diploma or btech only???
Sir Mai abhi Pass Out hu... Mere pass Provisionla degree nhi hai to mai 8th Sem ka Upload kar sakta hu kya please Reply Fast...
Provisional certificate chaiye
Sir I have done my graduation in 2016 so. Can I apply for NATS registration ????
Bilkul ji apply kr skte hai
Sir me diploma me passout hu result final kal aaya yani ki mere pass online marksheet hai bss to nats kaise apply karu yani ki online marksheet laga du reject to nhi hoga
Online marksheet valid nhi hai
@@premradhe20 solution kiya hai iska orginal marksheet 2 months bad aaegi sir or vacancy abhi nikli hai plss help🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Document verification ke din nhi jaa paye(18/7/24) ky baad me kra skte hai kyuki baki logo ka avi chl rha hai verification chal rha hai..
Av v ja skte ho koi problem nhi bs documents ready hona chahiye
Sir my passing year 2023 option is not showing help me
Thank you
Registration kiye hai
@@premradhe20 haa but education details mae update nahi hoo Raha hai
6th sem/final year back clear karne ke bad ho payega kya
Ha ji bilkul
Sir Mera 4500 Aya h or sir mag rhe h 3800 so rupiya
Nhi dena hai
Bhaiya main diploma pass out Hoon or apply kiya hua Hoon toh agar mera approved ho jata he toh CLC certificate lagega kya
Nhi
Maine private universities se B.lis kiya hu nats portal pr kaise registration kru university ka naam nahi aa rha h jisse hm kiye hai b.lis
Bhai mai diploma kiya 2022 passout magar 6th sem mai back h toh mera form NATS par approve hoga ki nhi
Nhi ho payega Bhai ji 🙏
Back clear hone ke bad?
@@premradhe206th back clear ke bad ?
Sir abhi original marksheet 20 din baad milega to abhi naps par registration kare ki nahi
Document lekr hi krna
@@premradhe20 sir agar koi apprentice form aayega to use bhar sakate hai ki nahi
Sir kisi ko peasa Dena padta h kya
Kisi ko nhi dena hai paisa
Bro mai mining abhi pass out hu pdpt selection me kitna time lag ta hai
Kon sa college se ho Pvt ya govt college
Govt college
Abhi result aaya haii 6 semester 20 ko
Kab form bhar na hai
Bhaiya college students kr skte hai kya
Course pura hone ke baad
Non technical bcom walo ka nahi hota kya
Nhi Bhai
Kar sakte hai
General stream option hai na
B.a. m.a wale k liye koi aisa training hai kya?
Sab k liye portal hai
Bhai diploma in civil engineering minimum kitni percentage theek rahegi
75 % se above
Mera abhi exam hua hai to
Kya mai apply kar saktu hu
Kya sir pls reply
Result aa gaya hai na
College se provisional certificate lekr apply kr do koi problem nhi hai
Bhai NATS apply krne se koi nuksaan to nhi hoga plsss answer me
Nahi
Rupya v milta h kya
Ha
ITI Wale bhar skte hai
Nhi boss
Bhai mera already Placement ho chuka wipro me. Wipro walo ne NATS me register karne ko bola hai. Iska stipend mujhe milega kya company ko???
Stipend apko hi milega Aap Nats portal pr registration kr lo
@@premradhe20 Matlab salary bhi milega aur stipend bhi???
@@sudhanshuranjanmishra1291 Nats sirf experience dete h yh government job v hota h permanent nd hua kya aap ka
Salary aur stipend dono mila kya aapko @@sudhanshuranjanmishra1291
ITI Wale hai
Bhaiya ji verification bhut din pendin hai
Kab Apply kiye the Aap
Av toh veryfication chal raha hai
@@premradhe20 11aug ko
Fom dar diye h isliye