Thank you so much sir Ji good explanation of apprentice by you We don't know about apprentice that What is an apprentice???? Apprentice is a good opportunity to us I very like apprentice. I want apprentice in the railway 🚂🚂 Railway is a good sector Best 👍👍👍🙏🆗
thank you so much Sir,apprentice ko lekr jitne b question the mere man me ,sv aapne clear kr diye .aise to mujhe bilkul b smjh me nhi a rha ta ki iti ke bad apprentice kaise kaha se kya kru...thank you so much sir👌
Bhai aapki video Dekhkar main appentships ke bare mein Sab Kuchh Jaan Gaya yah Ek Tarah Se training ki Di Jaati Hai Naukari Dene Se Pahle aur sath hi Sath paise bhi Milte Hain Main railway mein assistance Loco pilot Banna chahta hun sabse pahle main apprentice hi karunga.
Sir iti (fitter)kar Raha hai . U se dauran hum (V mart ) ma Kam karta hai . Aur manneger na Bina bataya retail sector sa hamay apprentice Kara Raha hai.kya accha hoga
Hi sir.. Mene ITI COE electrical BBBT+ 6 month ka Advance modoule kiya h ab mujhe 6 month ka specialization modoule ya apprentice krni h to kha se kr skta hu .. Plz tell me ur suggestions
Jay hind sir namaste Mene self finance ITI me diploma in MLT Kiya hai to hme jese apne batayi company me apprentice kar sakte hai..plz reply me.. thank you
Hallo sir pranam me bhi kuchh dino se Apprentice ka raha hu bccl me or mera qualification UG PG B.ed or ITI fitter se hu to kya aage kuchh fayda milega na sir
Apprentice wale candidate ko railway me senirety me jab se training me jatehe use din se seniorety ya purani seniyorety hi milegi please batayen nayee seniorety training period ke bad me seniorety milegi kon se irme ki that milegi
RRCAT Indore se apprentice karna achha hai ? Is there any benefit of apprentice from RRCAT. As you mentioned in the video that IOC and DRDO is good for apprentice, kindly suggest for the RRCAT also.
Greetings (1)Sir May I know how much time does the apprentice session held in a day ? (2) Minimum and maximum time period for apprentice ?? (3) Part time MBA (Marketing management) k liye best apprentice options Kya h?
Nahi aapka life bora me hya Pvt campany se to kabhi karna hi nahi chahiye apprentice Govt campany to sala garmarwa raha hai our Pvt ka kya bolna hai khud hi samjho
Thanks bro important information di he tum ne Me government iti kiya hun welder trade me 1year ye aapka 2year old video he par mujhe bahat kuchh sikhnekeliye mila 2022-02-15 ajj hi mujhe mere sir ne iti college se call kiethe ek apprentice ayahe me kal documents leke jaunga aur kya hua me kal phir comment karunga agar tu abhibi is channel pe kam kar raheho to reply dena jarur.
Hi Manne appki profile dekhi App mujhe confident and personalted lgge Hamme 10 candidtes(confident /personalted) ki urgently jarurat ha appne project m Can we connect for future project ....
Sir mene diploma base pe registration kiya hai mujhe use b-tech me update karna hai mai bahut kosis kar ke dekh chuka hu editing our update ka koi options nahi khul raha hai our mai b-tech base pe registration bhi nahi ho raha hai help me
Thank you kafi acha samjhaya. Apne. Mujhe kuch hanjari chaiye ki Mere bhai ne 10 me 53 or HSC me 42.33 2023 me laye hai . Abhi use mene pvt institute se 6 month automobile 2 4 wheeler mechanic certificate course dala he jo 1 week me khtam hoga or use Apprenticeship ke liye Ashok Leyland me 1 yr bhej rah hai. Mere kehna tha ki main use or 1 saal iti me dalu Mechanic auto electrical and electronics ka course karwai taki wo acha sikhe. Or fir apprenticeship kare. Mujhe ye janna hai ki kya sahjI hai? MAINE SUNA HE NCVT CERTIFICATE age sarkari nimsarakri pvt me jaroori hai.
Hello sir mera ek question hai please reply zaroor karen apprenticeship complete karne ke baad jo certificate prapt hota hai vo hume kaise milta hai kiun ki jahan se apprenticeship karte hain vahan se to local certificate hi milta hai to please batayen ki hum ko government dwara manyata prapt certificate kaise milega?
Thank u so much bhai main Apprentices ke bare me kuch nhi janta tha tumhra ye video ek ke sub kuch jan gya no daut
Vilas form keshe bre
Thank you so much sir apne bahut sari confusion solve kar di🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Apprentice Ke liye bahut bahut dhanyavad 🙏👍👍👍👍
Mujhe to kuch bhi nahi pata tha iske bare mein ab i am very happy 😊😊 thanks bro
Thanku so much for this video very useful video
Hello
ऐप्रंटिस करते समय कंम्पनी मे छुट्टी रहती है क्या, मतलब लीव रहती है क्या, या फिर जितना दिन भरो उतनी ही पेमेंट मीलती है.
डिग्री होने के बाद भी भारत के प्राइवेट और सरकारी संस्थान किसी को नॉकरी नहीं देते,
Thank you so much sir Ji good explanation of apprentice by you
We don't know about apprentice that What is an apprentice????
Apprentice is a good opportunity to us I very like apprentice. I want apprentice in the railway 🚂🚂
Railway is a good sector
Best 👍👍👍🙏🆗
Bolo jai mahakal mahakal k bhakt comment me likha aur like kre
Jai bheem namo buddhay
HAR har Mahadev ❤❤❤
Thank you for this video👍
thank you so much Sir,apprentice ko lekr jitne b question the mere man me ,sv aapne clear kr diye .aise to mujhe bilkul b smjh me nhi a rha ta ki iti ke bad apprentice kaise kaha se kya kru...thank you so much sir👌
Railway appreciate Kota ki vacancy nikali hai
Garima pandit aap ne ki hai kya
Thanks sir 👍
Thanks sir!for good information 👍
Bhai aapki video Dekhkar main appentships ke bare mein Sab Kuchh Jaan Gaya yah Ek Tarah Se training ki Di Jaati Hai Naukari Dene Se Pahle aur sath hi Sath paise bhi Milte Hain Main railway mein assistance Loco pilot Banna chahta hun sabse pahle main apprentice hi karunga.
Sir iti (fitter)kar Raha hai . U se dauran hum (V mart ) ma Kam karta hai . Aur manneger na Bina bataya retail sector sa hamay apprentice Kara Raha hai.kya accha hoga
Puri detail batane k liye tq bhaiya bahut acchi vedio hai 👍
Best companies to do apprentice
1 Hpcl 2 GAIL 3 PGCIL 4 IOCL / AAI 5 DRDO/ BEL/ ISRO / RAILWAY
Salary of graduate apprentice
HPCL 25K MONTHLY
GAIL 22.5K MONTHLY
PGCIL 12.5 - 15K MONTHLY
Byw i have done from Gail India Ltd
Civil department
@@prakharrajput3265 Apprenticeship complete hone ke baad aap permanent hogaye kya bhai GAIL me
Bsnl se Krna chaiye dv ka mail aya hai
@@hafizmdyusufkhan9535 apprenticeship bas 1 saal tak rehti hai
Plumber se apprentice karne ke bad a loco pilot ka form bhar sakte hain reserve Kota se
Bhai only for iti diploma chhuye bus
Hi sir..
Mene ITI COE electrical BBBT+ 6 month ka Advance modoule kiya h ab mujhe 6 month ka specialization modoule ya apprentice krni h to kha se kr skta hu ..
Plz tell me ur suggestions
Thanks sir apprentice bare Mein Kuchh Nahin Pata Tha aapka Video dekh kar mujhe kuchh Sikh Mila...
May ak iti students aur mere taraf se thanks 🤗😊
Draughtsman Civil (Trade)me Apprenticeship kaun kaun se compony karata hai.
Iti uttar pardesh se kiya hai apprentice mumbai se kar sakta hu
In ofb, is this post good and can be permanent?
Jay hind sir
namaste
Mene self finance ITI me diploma in MLT Kiya hai to hme jese apne batayi company me apprentice kar sakte hai..plz reply me.. thank you
Due to covid-19 pandemic my Diploma last semester exam is not considered so can I apply for this?
Kindly reply
Thank you brother for information ❤😊
Hallo sir pranam me bhi kuchh dino se Apprentice ka raha hu bccl me or mera qualification UG PG B.ed or ITI fitter se hu to kya aage kuchh fayda milega na sir
Thanks sir bhahut achha laga very nice👏👏👍 sir
Such a great information
Bhaut bhaut shukriyaa aapkaaa aaapne bhuta aache sa sumghyaa ha sirr
Apprentice me selection hone ke liye exam hona chahiye... Certificate no se nhi
Thank uu so much sirr jiiii 😊😇
Sir tell me about what type of training is it. ?
Can I choose this job as a part time ?
Jii
ITI electrcain gcvt sa aprantis kar sakta ha
So nice air 😍😍😍😊😊😊❤❤
I have 5year gap after diploma of electrical engineering can I apply for apprenticeship now ?
Diploma ke baad job mila
Thank you bro tum log bahut mehnat karta uske liye thanks
Thanku so much sir bhut hi helpfull video
Apprentice wale candidate ko railway me senirety me jab se training me jatehe use din se seniorety ya purani seniyorety hi milegi please batayen nayee seniorety training period ke bad me seniorety milegi kon se irme ki that milegi
Sir diploma vale ke liye aprantics ship vedio bnaiye government company me
sir aaprantis iti ki marks pi milte hai
RRCAT Indore se apprentice karna achha hai ?
Is there any benefit of apprentice from RRCAT. As you mentioned in the video that IOC and DRDO is good for apprentice, kindly suggest for the RRCAT also.
Koi permanent nhi hoge.
Agar tum ko 1 saal tak engaged rkhna h to join kar lo.
@@SUDHIRKUMAR-ob3it Kase muje bataoo na
Thank you🙏💕 bro good aapki ye video mujhe knowledge mili
Greetings
(1)Sir May I know how much time does the apprentice session held in a day ?
(2) Minimum and maximum time period for apprentice ??
(3) Part time MBA (Marketing management) k liye best apprentice options Kya h?
Me too
Fix one year
Me kr rha hun bsnl me apprenticeship 4 din hogye kuch nhi hai kaam bas haazri lagao haazri bhi nhi lgyi abhi tak
Umm shorthand learned person can also do that
Sir isme iti trade se relatid prashikshad hota hai
Yes.
Sir, Assam pe. ONGC non executive ka CBT kob hoga. Please inform kijiye sir
pata nahi iske bare mai site pe chek kar lo
Apprentice karne ke bad kisi company me hamari sailry kitni ho sakti h ya fir cits kre samajh nhi aa rha hai
Machine Diesel ka apprentice kjtne varsh ka hota h jarur bataiyega
1,year ka
Thanks bro iske bare me itna accha btane ke liye 😊❤
Apply kaise kiya jata h.???
Khud se kr skte h ya ITI se e hoga??
ITI
Mene is me form bhara h abhi is me exam deni hoti h
Or deni padti h to is me konsi books leni chahiye
Sir chemical engineering ke apprenticeship kisi private company se karna tik h company name roquette riddhi siddhi pvt ltd
Bahut Acha Video hai sir mai Electrician Ka student hu
Thank you sir.
Hello bhai Good morning 🌞
Ha bhai aapko bhi krni hai😅
Apprenticeship का पेपर परीक्षा कब होगा सर प्लीस रिप्लय
Apko pta ho to ap mujhe bhi bta de
Bhai es paper nhai ha notification ma likha h
Very nice information thanks sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Maine Ultratech se apprentice ki h kya ab m RRB ya DRDO or kisi govt. Company k liye apply KR skta hu
Nahi aapka life bora me hya Pvt campany se to kabhi karna hi nahi chahiye apprentice
Govt campany to sala garmarwa raha hai our Pvt ka kya bolna hai khud hi samjho
Nice Video Thanks
Sir mera electronic mechenic trade se 2 nd year chal rha h, kya me iti second year ke sath apprenticeship kr sakta hu ya nhi
Stenography trade k liye apprenticeship kr sakte hai kya??? plz answer me m waiting!???
Abhi raliway ki vacancy aayi he, aaply kr do
Sir 12th PCM ke baad relway me appreciate ho sakti h kya
No
Ha
ITI karna padega
कौन कौन राहुल गांधी के भाषण और कांग्रेस के घोसणा पत्र देखने के बाद आया है लाईक करे
Sir ye government job hai Kiya? Aur ye permanent jo ha Kiya ?
Good video. .thanks sair
Sir, I completed Mechanical Engineering B. Tech, in 2017
May I eligible for apprentice Training.
me also
Sir Approx kitni degree percentage m apprenticeship m number aajata h ??
All doubt clear... Thank you sir
Sir kya apprentice karne ke baad bhi exzam hota h?🙆♂️🙆♂️🙆♂️🙆♂️🙆♂️
Aapne ITI ki ho to exam nahi dena padta.....agr nahi ki he to exam dena hota hai
@@sujalprajapati469 meri fitter se iti complete hai
Apka information kafi accha laga
Sir mene graduation kia hai , IOCL trade apprentice - accountant krna sahi rhega aur permanent hone ka kitna chance hai iska.
0% chans hai parmanent hone ka
Where are you from
Same question
Hii
Joining letter me saaf likha hota hai 1 saal takhai or koi bhi
Thanks bro important information di he tum ne
Me government iti kiya hun welder trade me 1year
ye aapka 2year old video he par mujhe bahat kuchh sikhnekeliye mila
2022-02-15 ajj hi mujhe mere sir ne iti college se call kiethe ek apprentice ayahe me kal documents leke jaunga aur kya hua me kal phir comment karunga agar tu abhibi is channel pe kam kar raheho to reply dena jarur.
Sir SECL(south east coalfields limited) kaisa conpany hai.....mera selection hua hai apprenticeship mai kru ya nhi......welder trade se hu sir
Nahi karna
Kar lena tha bhai permanent ka chance jyada hota hai
Sir ky girl'ke cosmetology ke bhi ho skte hai kya
Apprenticeship ke liye jyada se jayda kitni age honi chahiye
Hi
Manne appki profile dekhi
App mujhe confident and personalted lgge
Hamme 10 candidtes(confident /personalted) ki urgently jarurat ha appne project m
Can we connect for future project ....
Sir mene diploma base pe registration kiya hai mujhe use b-tech me update karna hai mai bahut kosis kar ke dekh chuka hu editing our update ka koi options nahi khul raha hai our mai b-tech base pe registration bhi nahi ho raha hai help me
Meri age 23 ho gayi h ..mujhe apprenticeship ka fayda h ya nhi
Fayda hai bhai bahot hai technical vacancy mai apprentice balo ka bahot fayda hai
BHEL Jhansi ki merit list KB ayegi 2019
Kuchh profit nhi h bhai....
Ye jo RUclipsr hai jo kabhi apprentice nhi kiya h aur yaha gyan baat rha h...
So be smart
@@INDUSTRIALJOBGURU sir ncl ..govt h ki private..
Haa h..abhi bahut age h..
Thank you kafi acha samjhaya. Apne. Mujhe kuch hanjari chaiye ki
Mere bhai ne 10 me 53 or HSC me 42.33 2023 me laye hai . Abhi use mene pvt institute se 6 month automobile 2 4 wheeler mechanic certificate course dala he jo 1 week me khtam hoga or use Apprenticeship ke liye Ashok Leyland me 1 yr bhej rah hai. Mere kehna tha ki main use or 1 saal iti me dalu Mechanic auto electrical and electronics ka course karwai taki wo acha sikhe. Or fir apprenticeship kare. Mujhe ye janna hai ki kya sahjI hai? MAINE SUNA HE NCVT CERTIFICATE age sarkari nimsarakri pvt me jaroori hai.
Sir mai isro se apprentice kr rha hu kya bd me mujhe isro me permanent job milegi
Kaise kiye aap isro me
Plz Tell me sir how u selected for apprentice? Plz reply and plz give me contact no. God bless you 😇🙏🙏
Thanks bro for the information 👍
Sir electrician wcr bhopal karmik ka result kab aanewala hai aperenship ka
Thanks 🙏
bkwas h bhaiyo..
iocl or ongc me vecancy aati hi nhi h parmanent ki
HITESH SINGH 8iijea/@"
Faltu h iocl
Sir hotel cookery apprenticeship ke bare n kuj btao Kaise kr skte h Kya scope h
जय हिंद गौमाता मोदी सरकार
😅😅😅😅
Andh bhakt 😂
@@instavideos6829 andhnamqzi 😂😂
modi interview lega kya😅😅😅
@@instavideos6829aur tum andhnamazi 😂😂
Thank you so much 🥰🥰 Bhai for information 😊
Sir maine Apprentice complete passout hu aage kya karu
Kaha se kiya tha??
Bhai kese hoti h apprentice mujhe bhi krni h bta do pls
Bhai job kro ya apna buisness😂ye apprentice wale sirf chutiya hi banate hai😬chahe railways ho hal ,bel ho sab ke sab
Pokode becho or kya
Very much so beautiful Sir 🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍
It trade ke baad kya kre
Hello sir mera ek question hai please reply zaroor karen apprenticeship complete karne ke baad jo certificate prapt hota hai vo hume kaise milta hai kiun ki jahan se apprenticeship karte hain vahan se to local certificate hi milta hai to please batayen ki hum ko government dwara manyata prapt certificate kaise milega?
Exam ke pass hone ke baad milega
जानकारी देने के लिए धन्यवाद्
Mujhe apprentice karna hai to me kaha se Karu aap batao iti fitter se hi n c b te
Sir mera 12 me vocational subject tha steno typing to kya my appentice ka couse kr satki hu kiska form kb brata h
Abhi Haal me hi Banaras Locomotive Work Varanasi ki taraf se 374 vacancy nikali gay hai. Last Date:15 february hai.
Tq
Namaste sir jisne stitching or embroidery mai ITI kiya hai vo bhi apprentice kr skte hai. Sir please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏.
Bhai apki video achhi lgi mujhe tabhi comment kr rha hun
Thanks a lot sir sbb smjh me aagya 😀
Stenography valo ke lie bgvn ne kuch NH bnaya Kya
Abhi vacancy aayi railway me aaply kro
Thank You Very Much For Guidance....
Sir me diploma(ETCE) passout student hu (batch - 2021) .....kyea me isme apply kar sakti hu?......or yaha se govt job milsakte he ?....
सर अगर मैं आईटीआई करने के बाद अप्रेंटिस न करे तो कोई दिक्कत तो नही है सर pls बताइए
Kya ITI ma Fitter trade ke sath sath +. Apprentice. Bhi ho Sakti ha kya