Mere pass Naiya paar ke Notes hai ... Or parikshadham ki Notes to kya mai ..... pariksha dham skip karke only Naiya paar notes ... enough hai only prelims ke liye
Maine naiya paar ke notes nahi dekhe hai toh mai nahi bta skti ki aapko padhna chaiye ya nhi..... But itna kahugi ki prikshdham skip krna aapki bhut badi mistake hogi kyuki sabhi log iss book ko padhte hai....
Ma'am book's ki to naam dikh hi nhi rha hai
Where I can get MP special books or pdfs?
Aapke city mai jis shop mai competitive exam ki book milti ho waha mp ki book bhi mil jayegi
@Smritideshmukh okay, thank you.
Mere pass Naiya paar ke Notes hai ... Or parikshadham ki Notes to kya mai ..... pariksha dham skip karke only Naiya paar notes ... enough hai only prelims ke liye
Maine naiya paar ke notes nahi dekhe hai toh mai nahi bta skti ki aapko padhna chaiye ya nhi.....
But itna kahugi ki prikshdham skip krna aapki bhut badi mistake hogi kyuki sabhi log iss book ko padhte hai....
Yes competition ka ek hi rule hai. Jis naav ⛵ pr sab log jaa rhe hon usi pr hme jaana chahiye. Us se utarne ki galti bilkul na kre. 😅
Mains ki books list 2024 -2025 ke loye
History ke liye konsi book prefar kare
Lucent aur घटनाचक्र
New topics kr liye jo book available ho wo padh skte hai
@Smritideshmukh and mains history ke liye
Answer writing practice ghr se kese kre
Stay tuned next video isi ke uper hai
mp psc ki taiyari krna h .coching Krna padega kya .
Nahi zaruri toh nhi hai but guidance zaruri hai bina guidance ke tym jada lagta hai.
Prelims ke liye coaching nahi hai zaruri... Mains ke time recorded classes wali coaching ka subscription le lena online
Mama please y confirm krdijy ki exam ojactiv typ hota h y likhan hota ha
@SUPRIYASINGH-lr9px mppsc 3 stages mai hota hai
Pre - objective
Mains - written
Interview
@@Smritideshmukh2 stage aur h
4. Court Case
5. Andolan😂😂😂😂
Aap kb se preparation kr rhe ho
2019 se
Apka clear kyu nhi hua abhi tk?
Theek se padhai nhi ki isliye nhi nikla
@Smritideshmukh keep it up sister..one day you will crack it🥇
@Just_asoul thanku so much