Thanks.sir.aapkey vedio se muslims ko bahut jankari milte ha .aagey bhe ase he vedio bnatey rahe.wo kon se point hn jinse husband maintenance daene se bach sakta ha.👌
Par protection of muslim women under divorce act 1986 me to yeh nahi LIKHA hua hai..ki iddat ke baad bhi maintenance dena hai.. lekin yeh zaroor hai ki baccho ko 2 saal tak maintenance diya jana hai..thora sa to confusing hai..
Totly bakwas bate bta rhe hai aap sir..... Bachcha jab tak 18 year ka nhi ho jata use mentnance milta rhega aur wife jab tak dusri shadi na krna chahe use bhi mentnance milta hai.... Apni jankari pukhta kr lijiye sir😂😂😂😂😂😂
Wife apne margi se maike me rahe kar maintenance mage to.hasband ke sahar me nahi rahege.apne sahar me rahege nahi to maintenance do.to kiya dena chaheye?????
The law of the land is not above the law of God. Whatever it is only God's law surpasses everything and it is final. Follow your quran and go according to it and don't accept other laws
Sarkari kanoonan dhandha bana diya gaya hay purusho ko lutaneka femily court me purusho ki bat nahi mani jati hay na to suni jati hay har hal me mahilao ko begunah purush se judha kes karne vali patni ko patise faraj ke bahane alag rahake patnifaraj na nibhane ke rupaye dilati hay court gujarabhatha ke nam se Jo bjp ke raj me bhi chalaya ja raha hay purush aatmhtya kar rahe hay par modiji ko sirf musalim mahilao ke dukhdard dikhe aour 3talak kanoon banaya to bjp se koyi umid hi nahi hay ki vah purusho ke liye kanoon nyayik banayenge ab hume hi sochna jaruri hay ki aise kanoon banane vali congress ka jo hal kiya vahi hal bjp ka noto dabake karna hoga nahi to purush aatmhtya karte rahenge gar parivar aour bacho ka bhavisya bhi barbadi ki aour jayega Jay hind
Sir muslim law ke mutabik agaer pati patni dono ka talak ho gya hai talak jab hua tab unka beta under age tha tho kya beta apne papa ki propatise mai apna hak le sakta hai kya please help kare
baap dena nahi chahega to nahi de sakta.. beta ko pehle beta banna hoga. aur han aap apna beta ko padhao likhao aur bada karke is kabil banao k wo khud apna property banaye...
Sar ji meri baat ka reply kab karoge mere upar 498 chal raha hai meri patni Ek bhi bar peshi per Nahin I kya mai Bina Talak liye dusri shaadi kar sakta hun
@@asifkhansiddiqui1091 bhai Muslmano mein kya stamp paper sign karke talaak ho jata hai jahaan Dono ka 3 saal ka Ek bachchan bhi hai jiska abhi tak kuch settlement bhi nhi hua hai
@ Amir bhai.. Agar aapki patni 3 bari lagatar court me absent hai to please advocate ko Hight Court me arji lagane ko bole ( CASE EXPEDITION KA), arji accept hone par lower court ki saari prakriyao pe stay ho jayega aur case abhi highcourt me chalega
Sir meri patni mujpar jhuta 498a case kar diya he ab bo talaq lena chahata he me talaq nehi dena chata to bo sariyet ke hishab se talaq le kar dusri sadi kar sakta he agar me talaq na du to 498a case avivi chal raha he 498a case khatam hone se peyhele sariyet ke hishab se talaq mil sakta he
Thanks.sir.aapkey vedio se muslims ko bahut jankari milte ha .aagey bhe ase he vedio bnatey rahe.wo kon se point hn jinse husband maintenance daene se bach sakta ha.👌
Sir please inform. kya carecter Les aurt tlak ke baad bache ke nam par (metence) kharcha le skti hai
If no kids and the wife is educationally qualified (and have previously worked too) then maintenance can be taken by the wife?
How much time of separation for divorce in Muslim law
Muslim law me ladki bachchi ka kharg 2 sal ya 5. Sal ka mentenen kitna passa Dena hoga ya kis Surat bachchi khar nahi dena hota hai bataye
Par protection of muslim women under divorce act 1986 me to yeh nahi LIKHA hua hai..ki iddat ke baad bhi maintenance dena hai.. lekin yeh zaroor hai ki baccho ko 2 saal tak maintenance diya jana hai..thora sa to confusing hai..
kafi ghatiya law h Shari'ah kanoon.
Sarkaar ko jald se jald Uniform civil code laana chayie
Sir agar wife remarriage kbhi kare hi na toh lyf time dena padega.....?
Yes
Super lecture thank u so much AP sir
Lekin 1986 me sansad ne CrPC 125 ki dhara ko muslim mahilao pr nhi lgta hai na
Totly bakwas bate bta rhe hai aap sir..... Bachcha jab tak 18 year ka nhi ho jata use mentnance milta rhega aur wife jab tak dusri shadi na krna chahe use bhi mentnance milta hai.... Apni jankari pukhta kr lijiye sir😂😂😂😂😂😂
Sir agar wife parhi likhi hai to kya use mantanace nahi dena hoga
सर अगर तलाक नहीं हुआ है तो मुस्लिम महिला आंतरिक भरण पोषण की मांग कर सकती हैं....
Bohat bohat khubsurat 👌
Thanx ❤
Good
Agar talak ke baad aurat shadi na kare ya shadi na ho to kabtak kharcha dena Hoga Muslim low ke anusar?
Dear pandey ji
Shrya adalat se ex- party talak ho gya hye.
Talak ke 2.5 mahine baad ladki wale dowary ka case laga rahye hyen.
Aap ki kya eay hye
Sir meri waif meroko fb susite video banaka shadi kia abi kia diforce la sakta hai
Wife apne margi se maike me rahe kar maintenance mage to.hasband ke sahar me nahi rahege.apne sahar me rahege nahi to maintenance do.to kiya dena chaheye?????
The law of the land is not above the law of God. Whatever it is only God's law surpasses everything and it is final. Follow your quran and go according to it and don't accept other laws
Thnkuu so much
Sir mere diworse ko 5 years ho chuke he to Ky me ab clam kR sakti hoo khrche KAA PLZZ BATAYE
Shadi karo agar kani h ye sab pagal pan mat karo
GM nadiya ji ha jerur ker sekti ho Lekin abhi tek ap ne kuy nhi kiya tha keha se h ap
Thanks sir ji
😊
Hasband ke sath nahi rahena chaheti sirf maintenance mage to kiya hasband talak le sakta hai??????
maintenance ka bhik kyu mangna kamao aur khao
Video theek hai lakin paisa lene ke baad ye vakil baat nahi karte
Sarkari kanoonan dhandha bana diya gaya hay purusho ko lutaneka femily court me purusho ki bat nahi mani jati hay na to suni jati hay har hal me mahilao ko begunah purush se judha kes karne vali patni ko patise faraj ke bahane alag rahake patnifaraj na nibhane ke rupaye dilati hay court gujarabhatha ke nam se
Jo bjp ke raj me bhi chalaya ja raha hay purush aatmhtya kar rahe hay par modiji ko sirf musalim mahilao ke dukhdard dikhe aour 3talak kanoon banaya to bjp se koyi umid hi nahi hay ki vah purusho ke liye kanoon nyayik banayenge ab hume hi sochna jaruri hay ki aise kanoon banane vali congress ka jo hal kiya vahi hal bjp ka noto dabake karna hoga nahi to purush aatmhtya karte rahenge gar parivar aour bacho ka bhavisya bhi barbadi ki aour jayega
Jay hind
Sir muslim law ke mutabik agaer pati patni dono ka talak ho gya hai talak jab hua tab unka beta under age tha tho kya beta apne papa ki propatise mai apna hak le sakta hai kya please help kare
baap dena nahi chahega to nahi de sakta.. beta ko pehle beta banna hoga. aur han aap apna beta ko padhao likhao aur bada karke is kabil banao k wo khud apna property banaye...
GM sabnam ji ha jerur le sekta h cort se case kerky keha se h ap
Bhai mere samji mai nhi aaya or aache se samjo
Sir apna husband maintenance Nahin Dene se wife kya kar sakti hai uske upar
GM nbnbe ji ap uesky uepar Case ker sekti ho kiya ap pati se aleg rehti ho
Sar ji meri baat ka reply kab karoge mere upar 498 chal raha hai meri patni Ek bhi bar peshi per Nahin I kya mai Bina Talak liye dusri shaadi kar sakta hun
No
Ha kr sakte ho muslim law ke hisab se aap shaadi kr sakte ho lekin aapko apni pehli biwi ke sath bhi insaaf rakhna hoga
@@asifkhansiddiqui1091 bhai Muslmano mein kya stamp paper sign karke talaak ho jata hai jahaan Dono ka 3 saal ka Ek bachchan bhi hai jiska abhi tak kuch settlement bhi nhi hua hai
@@advocatesharma5670 sir kya Muslmano mein stamp paper sign karke talaak ho jata hai jaha dono ka 3 saal ka ek bachchan bhi hai
@ Amir bhai..
Agar aapki patni 3 bari lagatar court me absent hai to please advocate ko Hight Court me arji lagane ko bole ( CASE EXPEDITION KA), arji accept hone par lower court ki saari prakriyao pe stay ho jayega aur case abhi highcourt me chalega
Farji advocate😂😂😂😂
Adhoori bat
Sir meri patni mujpar jhuta 498a case kar diya he ab bo talaq lena chahata he me talaq nehi dena chata to bo sariyet ke hishab se talaq le kar dusri sadi kar sakta he agar me talaq na du to
498a case avivi chal raha he 498a case khatam hone se peyhele sariyet ke hishab se talaq mil sakta he