जीरो डेप का फायदा ये है कि अगर आपकी गाड़ी पूरी डैमेज हो गयी या चोरी हो गयी तो आपको पूरा पैसा मिलता है।इसलिए हमेशा जीरो डेप ही करवाना चाहिए ।।नार्मल में 50% मिलता है।
Sar 11 march ko new gadi liya lockdown ke vajah Se parmit nahi aya baki sare pepar hain or 16 mayko gadi up ja rahi thi urai me accident ho gaya Rto band hain par log bolte hain celem phel ho jayega Sar plz kya aisa hoga bohat pareshan hu phone karo ya apna number do mera no.7860065559 new celerio mh46bm3955
Paaji, aadhe se zyaada Haryana NCR mein aata hai (57%). Haryana NCR districts are Gurgaon, Faridabad, Palwal, Sonipat, Rewari, Panipat, Jhajjar, Jind, Karnal, Bhiwani, Nuh, Charkhi Dadri, Mahendergarh. UP districts in NCR are Meerut, Muzaffarnagr, Gaziabad, Bulandshahr, Baghpat, Hapur, Shami and Gautam Buddha Nagar (NOIDA). Rajasthan districts in NCR are Alwar and Bharatpur.
Hello Goldy bhaiya..Very nice information.. Plz tell me that ki koi Parking Plan bhi lagta hai kya engineer se banaya hua...Commercial vehicle passing ke liye.
Bhaiya koi delhi ka bnda new texi leta hai uske liye DL best ya fir HR number kyu ki kaffi log kehte hai ki HR m tex kaffi kam ho jata hai..kya Aap is topic pe ek video bna skte ho and koi first time texi le rha to uske liye best kon si rahegi 1RT ya 1Z
kafi jankari dete ho ap paji bus paji ek swal aur hai ager gadi up ki hai lekin noida ki ni hai allahabad ki hai to kya ola me attach ho sakti hai ya ni
Bhaisaab , me nayi gadi nikalwa rha hu haryana se hr 38 number with all india permit. Mera sawaal hai , me ncr me chalana chahta hu to mujhey up ,delhi aur haryana ka tax jo monthly bharte ho aap mujhey bhi bharwana padega ya phr me sirf road tax jo up ka 120 aur mcd ka 100 ka per day kat ta hai us se kaam chal jaega.? Ek baar mujhey guide kare pls
Gadi ka permit total kitne saal tak renew kr saktey hai10 saal ,15saal , ya 20 saal? Kab tak valid hoti hai on road aur ye rules all India same hota hai ya differ krta hai state wise
Goldy bro second hand car purchase karte samay kya kya mind me rakhana jaruri hai agar aap help karpayen to please banana or ek baat mere pass DL1ZB 2017 MODEL swift dzire hai main use sale karke second hand car Lena chahata hun kya right decision hai ya mistake kar Raha hun. Aapko kya lagta hai karna chahiye ya Nahin. main decide nahin kar pa raha hun....
sir, private gadi ki rc aur commercial gadi k rc mei kuch mention hota hai jise pta chal sake ki ye document commercial car ka hai ya private car ka?? please reply sir
sir ek video aisi banao jis jaise all India permit gadi hoti hai uska Ham tax par time par kar rahe hain aur uska tax jo hai vah kaun kaun se state mein kaam karta hai jaise Meri gadi ka number UP number hai mein teen mahine ka quarter karta Hoon tu uska haryane mein uttarakhand mein wahi chalega ya FIR alag katwana Hota hai uska
Bhai toll or permit mai fark hota hai jo border toll tax HR UP ka hai vo nahi lagega baki MCD lagega delhi entry ka or jo road toll vo bhi lagega jaise Manesar wala toll wese lagega
ager gadi up se hi liya hai to kya delhi wala tax 1980 dena hoga kya hryana ni jana keval up aur delhi jana hai to kitna tax ktana pdega up ka bhi jo ap bole ho 3 mahine wala wo dena padega kya
Paaji pls make a video on how to convert commercial vehicle to private and also from private to commercial. would be helpful as I wish to convert my taxi to private vehicle
Namaskaar paji mera sawal hai main mumbai se hon main kabhi maharashtra ke bahar nahi jata hon to fir main kyu national parmit ki fees bharon kya bina national parmit ya all india parmit ke bina tourit taxi nahi chal sakti mujhe to eik hi state main chalana hai
1. Rc book 2. Fitness 3. Permit 4. Authorisation 5. Road tax 6. PT tax 7. Insurance 8. Puc Ye papers lagte hai.. Kitna bada video banaya.. Short me bolo na
Sir meny texi le hai omni 1rtb vo Augusta tak valid hai kagaj purey hai mujhey privet karani hai plz help me our keya vo mery naam hojay gi abhi commercial number par
shahji second nhi third party insurance hota Hai.but hota to 5000/-rs.sasta hai. sirf accident Ke liye. gadi chori Ho jaye to kuch nhi milta is wale insurance me .
Goldy singh bai sab ola aur uber dono me acha busniees konsa gari ola se lekar 12 ,12,gante kam karna chaye too acha ha kya bai saab aur ye swiggy vala kya system ha aur mane phale kis k driver ke the us bande n ola se gari le rakhe the too ap batao best konsa rahga
sardar ji.....meri commercial gaadi thi all India permit.....mera partner quterly Tax k naam k paissa leytta tha 3000 rs or yearly Taxi stand ka.....kya ye theek tha
Veer g app 1k Teacher ki tarah ho Jo apne students ko Har Acchi aur Burri battain bataata hai ..Taa Jo woh aghay baddd sakay.. Thanks again..
Welcome brother god bless you
Thank you so much Bhai ji information dene ke liye bahut Kuchh sikhane ko Mela ki video se nai bunde Jo mein hai
Is video ka kaafi time se intezaar tha Thanks goldy bhai
Welcome brother
Thank you paaji...😇bahut Dino se yahi jaana chahta tha
Welcome brother
ek din bahut age jaoge paji
Bhaio ke sath raha to Jarur bhai ji
Nice information GoldyBhaiSab
Nice information HR commercial gaadi ke document ke baare main bhi batao sir please
जीरो डेप का फायदा ये है कि अगर आपकी गाड़ी पूरी डैमेज हो गयी या चोरी हो गयी तो आपको पूरा पैसा मिलता है।इसलिए हमेशा जीरो डेप ही करवाना चाहिए ।।नार्मल में 50% मिलता है।
Sar 11 march ko new gadi liya lockdown ke vajah Se parmit nahi aya baki sare pepar hain or 16 mayko gadi up ja rahi thi urai me accident ho gaya Rto band hain par log bolte hain celem phel ho jayega Sar plz kya aisa hoga bohat pareshan hu phone karo ya apna number do mera no.7860065559 new celerio mh46bm3955
Bhaji mai wagnor 2016 model second hand lai riha j kine saal hor chlugi??
Sir App bhot gret Ho thanks to all videos Sir
Welcome brother
Good job
Paaji, aadhe se zyaada Haryana NCR mein aata hai (57%). Haryana NCR districts are Gurgaon, Faridabad, Palwal, Sonipat, Rewari, Panipat, Jhajjar, Jind, Karnal, Bhiwani, Nuh, Charkhi Dadri, Mahendergarh.
UP districts in NCR are Meerut, Muzaffarnagr, Gaziabad, Bulandshahr, Baghpat, Hapur, Shami and Gautam Buddha Nagar (NOIDA).
Rajasthan districts in NCR are Alwar and Bharatpur.
Very good brother bhot achhe
Hello Goldy bhaiya..Very nice information..
Plz tell me that ki koi Parking Plan bhi lagta hai kya engineer se banaya hua...Commercial vehicle passing ke liye.
Nahi bhai Delhi mai to aisa kuchh nahi lagta ye hi pepars hote hai bas
Thanxx paaji isi video ka injtar tha mujhe
Welcome brother
The way of your talking is too frankly . I like it. Very Informative.
Thanks brother
Sir Tax aur fitness k liye kitna cost aata hai?
@@GoldySingh tax and permit laps hai
Renewal cost?
Thank you sardarji hame ye jankari dene ke liye
Welcome ji
private number car ko hum taxi number me convert krr skte h, ya new gaddi pe hi permit milta h
sir mujhhe jaanna tha ki privet car ko jub comrcial krate hain to uska insurance bhi comarcial krana pdega ya wahi insurance chalega..? plz sir bta do
Namaste srji,
Bahut acha kam krte ho.....muze itana batan plz
Authorization for tourist vehicle permit kay hota hai
Bhaiya koi delhi ka bnda new texi leta hai uske liye DL best ya fir HR number kyu ki kaffi log kehte hai ki HR m tex kaffi kam ho jata hai..kya Aap is topic pe ek video bna skte ho and koi first time texi le rha to uske liye best kon si rahegi 1RT ya 1Z
bhai apse janna chahta hun ki nayi Bolero
agar commercial vehichle ki trah se chalana ho to
kaun kaun se kagaj banwane padenge.
Hum bahut paresaan hai chandigarh, mohali, panchkula wale hame 3 state ka tax dena hota hai...yaha bhi TRICITY TAX hona chahiye...
Very nice video Paaji
Thanks brother
insurance 3rd chaiye hota hai ya first party
Verry nice
Goldy bhai DL1RT ka tax per day k hisaab sey bhar saktey h? Jis din jaana ho us din ka
Haanji sir ji bilkul bhar sakte ho mai bhi bartan hu jis din jana hota hai
Goldy bhai kitna model mein permit lgda hai 2008 model mein permit pad jaye ga
Thnkhs all गजब हैं इंडियन wa अपनी c baat
Good video
Bhaiya mene taxi mai wagon r kharidi hai mughe uska ragitration ka pura tarika bataiye plz aur sabhi document bhi plz...
Commercial ertiga ga ke liye kitna downpament bharna hoga
Goldi bhai second hand comercial car ka paper ke bare me full details video banao
Thanku sir.....
Sir mujhe apni desire ka 3 state permit banwana h west bangal, assam,aur Meghalaya. Isme kitna tak kharch hoga aur kaise karwaye. Please reply
Very good
Sir mujhe bhi Tata iris Lena hai second hand kya Karna hoga , kya document chek Karna hoga
2nd hand car lana pr agr apna name pr krwata ha to permit again new milta ha ya purana wala hota ha. DL1RT car ka
New aapke naam se banega
kafi jankari dete ho ap paji bus paji ek swal aur hai ager gadi up ki hai lekin noida ki ni hai allahabad ki hai to kya ola me attach ho sakti hai ya ni
Ho je gi bhai
Paaji maruti swift ko OLA cab ke liye kyu prefer nahi karte
Muje cab + family ke liye car leni hai meri 1st choice swift hai
Aap ka suggestions chaiye
Sir NCR permit aur all India permit mein kya Fark hota hai aur kaun si gaadi car tax Kahan kahan kaam karta hai
Bhaisaab , me nayi gadi nikalwa rha hu haryana se hr 38 number with all india permit. Mera sawaal hai , me ncr me chalana chahta hu to mujhey up ,delhi aur haryana ka tax jo monthly bharte ho aap mujhey bhi bharwana padega ya phr me sirf road tax jo up ka 120 aur mcd ka 100 ka per day kat ta hai us se kaam chal jaega.? Ek baar mujhey guide kare pls
Ola uber me gadi chalane ke liye commercial licence jaruri hai ya private bhi chal sakta hai
Paaji DL1RT commercial car ko Private Number karwane me kitne Paise lag jaynge. Car 2016 Model hai kab Private karwa sakte hai ?
Total annual kharcha kitna lgta hai comercial gadi mai
Good morning Goldy bhai , very informative video
Thanks brother
Sardarji koi repairing wali video ya koi place visit karao Delhi me .
Kal shoot karunga OK kuj wait OK ji
Paaji bmw audi commercial car ke benefits aur kaise le ye bhi bataye
Gadi ka permit total kitne saal tak renew kr saktey hai10 saal ,15saal , ya 20 saal? Kab tak valid hoti hai on road aur ye rules all India same hota hai ya differ krta hai state wise
Bhai Delhi mai to renew nahi hoti hai permit 5saal tak fitness hoti hai uske baad private karwao bas bahar Ka pta nahi
Goldy bro second hand car purchase karte samay kya kya mind me rakhana jaruri hai agar aap help karpayen to please banana or ek baat mere pass DL1ZB 2017 MODEL swift dzire hai main use sale karke second hand car Lena chahata hun kya right decision hai ya mistake kar Raha hun. Aapko kya lagta hai karna chahiye ya Nahin. main decide nahin kar pa raha hun....
Ate brother aap usko hi private karwao naa desir bhot achhi gadi hai bhai hmmm
Tata magic ka permit kitne rs ka hota hai. Sal ka ?
Tax hi tax me barbad ho gye hm to...
Ye paper wo paper
Goldy bhai mene dzire tour s li hai taxi parcing, lekin abhi number plat nahi lagi kyonki 2 din hue kya is car ko me other state lekar ja sakta hoo ??
Paaji hum commercial car ko private kara sakte ha pura process bataaya
Paaji 1Z, gaddi ki fitness 5 saal take hi hoti... Ya aage 3 saal ke liye our renewal kar skte hai matlb 1z ka prmit totol 8 saal ka hota h ya niii
Delhi mai CNG taxi cab after 5 year 3saal or badh jata hai
Paa ji national parmite me kitna kharch AATA hai total
Agar hm car kharide to Kya company karwa ke deti hai national parmite
Ans plz..
Wa वीर ji
Paaji namaskar... paaji ek Sawal tha ki DL1RT permit ka , saal ka koi limit hota hai kya?? Ya phir aasani se registration ho jati hai??
Brother dekho suna hai Athorty mai bhi ki after 5 3saal or bad jata hai baaki meri do saal hai abhi fur pta chalega hmmm
sir, private gadi ki rc aur commercial gadi k rc mei kuch mention hota hai jise pta chal sake ki ye document commercial car ka hai ya private car ka?? please reply sir
Bhai commercial par com likha hota hai
Sir ji 1RT ka ncr permit Sirf faridabad gurgaon greater noida ghaziabad tak hai lekin waise ncr region bahut bada hai
Right
Nyc paaji
sir ek video aisi banao jis jaise all India permit gadi hoti hai uska Ham tax par time par kar rahe hain aur uska tax jo hai vah kaun kaun se state mein kaam karta hai jaise Meri gadi ka number UP number hai mein teen mahine ka quarter karta Hoon tu uska haryane mein uttarakhand mein wahi chalega ya FIR alag katwana Hota hai uska
Bhai ye Jo apne video m del hi ka tax btya h 1980 ka ye 1z ka bhi krwana hota h kya ?? Plz let me know paji
Haa bhai ye to Delhi Ka tax hai sabko karwana hota hai bh
Sir ik bat btao aghr me car book ki hai or wo me ab kisi dusre ke Naam krna chahata Hun toh ho jati h ky
Hello paaji, namaskar....DIMTS metre jo device hota hai jisko gprs device bhi bolte hai uss device ka cost kitna hota hai?
25000 tak ka
Sir
very good video
Sir
1RT GADI KO TRANSFER KRANE ME KITNA KHARCH AAYEGA
mene suna hai sare paper cancel ho jate hai,
or fir se new bnte hai,
or 50k ka kharch aata hai
Bhai agar mere documents ghaziabad k hain aur delhi 1RT nmbr nahin milta hai to UP nmbr se koi problem to nahi hai ncr permit k liye?
Sirji bihar me Scorpio taxy number hai or 5 year ka fitness nahi diya hai ab Kay Karna hoga or Kitna jama Karna hoga 9 seat Scorpio hai
Commercial car ko privet chalane ke liye leni Chahiye ya nahi
Nahi bhai
Sir Haryana or UP ka 3 month ka permit banwane ke baad bhi kya Hume roj jane ka toll dena hoga ?
Bhai toll or permit mai fark hota hai jo border toll tax HR UP ka hai vo nahi lagega baki MCD lagega delhi entry ka or jo road toll vo bhi lagega jaise Manesar wala toll wese lagega
ager gadi up se hi liya hai to kya delhi wala tax 1980 dena hoga kya hryana ni jana keval up aur delhi jana hai to kitna tax ktana pdega up ka bhi jo ap bole ho 3 mahine wala wo dena padega kya
Brother Delhi Ka koi tax nahi hai other states ke liye sirf mcd lagta he
paji m sedan taxi car lena chahta hu kon si lu me uttrakhand se hu plz reply
shkrya paji 👍 ek bande ko 5-600 to bch jaege ya iska b scope nhi h
Paaji pls make a video on how to convert commercial vehicle to private and also from private to commercial. would be helpful as I wish to convert my taxi to private vehicle
Namaskaar paji mera sawal hai main mumbai se hon main kabhi maharashtra ke bahar nahi jata hon to fir main kyu national parmit ki fees bharon kya bina national parmit ya all india parmit ke bina tourit taxi nahi chal sakti mujhe to eik hi state main chalana hai
Are bhai milta hai naa NCR permit lo
Sir Jee
Ager permit pr ncr ki mohre ni lagwai to koi dikkat h?
Maine 1.8 yrs pehle RTB li thi
Pr mohre ni h just checked
Pls suggest
Brother fir tax katwa kar jaya karo HR or up OK nahi to 25000 Ka chlaan other ek mahine gadi band hogi
Goldy Singh abhi bhar skta hoo tax
Koi panelty lagegi Kya?
Gody pajji HR. Commercial gadi k document k bare m bhi btaye pls.
Brother mai to Delhi Ka hu par aapne achha contant de diya koi HR wala bhai milega to Jarur
vai offer letter aur permit alag hai yea ek hai???
Bhai DL1Z aur DL1RT aisa system mumbai me b hota he kya?
Hota hai bhai NCR all India dono hote hai
Paa ji apni texi ya dusri ki texi chalne ke liye kon kon c ders pehn sakte h ola ubar me
Brother sabka same hota hai bhai ye weham to hamne hi daale hai malik ki or driver ki or surf dikgawe ke liye ki mai malik hu samjge
tecxi pasing ka vima kitna aataa hai aur praivet pasing ka vima kitnaa aataa hai btavo guru
Sir kya main lmv (NT) license par t permit Gaadi chala sakta hoon
1. Rc book
2. Fitness
3. Permit
4. Authorisation
5. Road tax
6. PT tax
7. Insurance
8. Puc
Ye papers lagte hai.. Kitna bada video banaya.. Short me bolo na
sabki apni apni soch hai brother god bless you khush raho te khush rakho
Mere pas authorization ka certificate hai sir vo Mera upload krneka hai onlie kaise kru??
passenger mahendara supro taxi me chala sakte hai.
Haa bhai commercial honi chahiye
Sir Mai apni car ola me lagau ya private company me
Bhai kahi bhi lgaao kaha aapko jyada mile ab ye to karke hi pta chalega hmmm
Privete company konsi he bhai
Sir meny texi le hai omni 1rtb vo Augusta tak valid hai kagaj purey hai mujhey privet karani hai plz help me our keya vo mery naam hojay gi abhi commercial number par
Bhai itne saare tax .
Company ko commision car maintenence bhai karcha bhot hai jeewan bhot mushkil hai cab driver ka
Right brother
shi bola bhai
Total permits mai kitna kharcha aa jata hai?
Namshkar,sir mai Mumbai se,sir Mumbai me to Road tax 8000/₹ hai ye to kafhi difference hai
Mumbai mein per km kitna miltaa hai?
Sir taxi chalana chahta hu me dehradun to Delhi chandigarh up haryana
To tax kaha jma krana hoga our monthly earning kya ho jati hai
बढ़िया वीडियो बनाया सरदार जी आपने
ऐसे ही परमिट के अभी किस्म के वीडियो बनाइए जितने प्रकार के परमिट बनते है
shahji second nhi third party insurance hota Hai.but hota to 5000/-rs.sasta hai. sirf accident Ke liye. gadi chori Ho jaye to kuch nhi milta is wale insurance me .
Sir mene ek wagan r li hai 1rt lekin uspar haryana aur up ki mohar nahi hai agar katwata hoon to kya pichla tax bhi bhara jayega
Nahi bhai up Ka 5000 HR ka 3000 agent se krwao ye hi rate hai
Meri up no ki gadi hai aur mujhe DL NCR me chalana hai kya mai chala saktu hu
Goldy singh bai sab ola aur uber dono me acha busniees konsa gari ola se lekar 12 ,12,gante kam karna chaye too acha ha kya bai saab aur ye swiggy vala kya system ha aur mane phale kis k driver ke the us bande n ola se gari le rakhe the too ap batao best konsa rahga
Bhai is business mai nuksaan ke siwa kuj nahi hai chahe ola ho chahe uber
Papa ji kya meri gadi marc me free ho raha hai kya gadi pe lon hoga kya. Agar jankari hai to jarur bataye.
Brother apke paas bank ki NOC hai
Paji jin logo ne mcd pass le rakha aur mcd bekar ho gyi thi ab wo mcd agle mahine urjest ho jayegi news me bhi aa gyi hai iske uper bhi video banao
Hmmm OK brother lekin ye sabko pta chal chuka hai
kaya noida up no dezier taxi car kay liyay ncr permit milta hay
main up mein rehta hun. please jankari dein.
Taxi permit karko white board Kaisa karna Karcha Kitna calculation kaise karna
sardar ji.....meri commercial gaadi thi all India permit.....mera partner quterly Tax k naam k paissa leytta tha 3000 rs or yearly Taxi stand ka.....kya ye theek tha
Pta nahi bhai ji