Ya to ghar lao car ki battery usko charge kr lo..ya ghar ki battery gadi ke pas lejao clamp lagake gadi start krlo..ya jump start clamps rakho gadi mein..aati jati chalti gadi kisiki usse current lelo..
Inverter ki battery almost charge rhti hai jyadatar isliye jab parllel me lgate hai tab inverter charge nhi karta ,iske liye inverter ki battery ko proper htakar tab car ki battery lgao fir hogi chsrge

Thanks, It worked for me.
Silver tar lga sakte h ??
Bhai nhi lagana
ई रिक्शा के चार्जर से बैटरी चार्ज हो सकती है क्या कार की
Hn ho sakti h
Inverter ki battery almost charge rhti hai jyadatar isliye jab parllel me lgate hai tab inverter charge nhi karta ,iske liye inverter ki battery ko proper htakar tab car ki battery lgao fir hogi chsrge
Agar direct car battery inverter se lagai to kya hoga ,inverter ki battery hata kar
Kuch nhi hoga bro kyu ki invert utna hi current deta hai jitna battery ko chahiye ho
Mene inverter se charge kia
Mene inverter se charge ki mere to ho gai yrr😅
Depend krta hai invert kitne Vwala hai or battery kitne Voltage wali hai
1650 inverter main ho shakta he kya
2.11