498A IPC Discharge फायदा या बड़ा नुकसान | Charge Framing In 498A IPC | 498A Quashing

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 ноя 2024

Комментарии • 88

  • @xyzinformer7014
    @xyzinformer7014 2 года назад +3

    Bilkul sahi aur प्रेक्टिकल जानकारी दी आपने,,,,,ऐसा ही होता है,,

  • @brijbhushan918
    @brijbhushan918 2 года назад +1

    आपकी राय बहुत ही सटीक है।मैं भी इसी राय का हूं।

  • @KARANVANIYA
    @KARANVANIYA 2 года назад +6

    Ye to aisi baat ho gayi ke hamko future dekh lena chahiye ke konsa judge kya sochega..

    • @manueltalks
      @manueltalks 2 года назад +1

      Ji bilkul. Client to bakra hota hai

  • @SachinKumar-ys3go
    @SachinKumar-ys3go 2 года назад +1

    Hello sir good video agar pura trial hi face karle to kya jaj sahab pe infect rahta hai please bataye

  • @Nilimesh-Majumder
    @Nilimesh-Majumder Год назад +1

    Thank you so much sir

  • @roshannPrince
    @roshannPrince 2 месяца назад +1

    Great 😊

  • @drtj8898
    @drtj8898 2 года назад +1

    Discharge and caushing difference kya hai sir

  • @9bimanmitra
    @9bimanmitra 2 года назад +1

    Good opinion.

  • @diaries5536
    @diaries5536 9 месяцев назад

    Agar judge ne khud suggest kiya ho 239 lagane ke liye tab to laga sakte hain?

  • @gyandarshan2791
    @gyandarshan2791 2 года назад +1

    Thank you sir bahut helpful video h 👍🏻

  • @vikasgarg4877
    @vikasgarg4877 Год назад

    Aapane Jo is video mein discharge ki Jankari Di hai kya yah baten DV 12 act mein bhi Lagu Hogi kya please bataen

  • @pritivarma9463
    @pritivarma9463 2 года назад +1

    Aap bhut ache se bat ko samjate hai ache knowledge ke sath practical ke uper bat samjate hai thankyou humko bhut sikhane milta hai aapse

  • @rajendrasingh686
    @rajendrasingh686 2 года назад

    Sir chargesheet file hone ke baad bhi quaish karwa sakte hai kya please

  • @vijayjain4314
    @vijayjain4314 2 года назад +1

    Very good information

  • @antrikshnarayan4162
    @antrikshnarayan4162 2 года назад +3

    Let's change this mindset of all the courts, in favour of husband , when he is not guilty

    • @manueltalks
      @manueltalks 2 года назад

      How?

    • @DeepakRaj-zh7wx
      @DeepakRaj-zh7wx 2 года назад

      Bahi apni mindset change kar lo India ki court ki mindset thik hai
      Court ko

    • @khiladirowdy
      @khiladirowdy 10 месяцев назад

      It's absolutely right but justice will achieve after 4-5 years in this year police will harrase you. You need to go every week for attendance in police station. In this time society respect goes down.lots of money get wasted for lawyer police station and court process so after suffering all this after ४ years no use this justice

  • @Danishopyt-lq6kg
    @Danishopyt-lq6kg 8 месяцев назад

    Sir kitna v sabut ho phir v saja hota hai

  • @vivekbansaldigvijay6470
    @vivekbansaldigvijay6470 2 года назад

    Sir agar DV12 or 498A ghatna ki date different ho or dono me allegation alag alag ho toh quashed ho sakti hai or uska bhai DV case ke baat mera sir faad diya hai with avidance

  • @kuldeepkapoor7537
    @kuldeepkapoor7537 2 года назад +1

    Starting main hi agar discharge na jaakar 482 main jaye to waha bhi queshing na ho to bhi lower court ka mind set ho jayga ki high Court ney discharge nahi kiya.
    Sir fhir bhi saza ho Sakti hai kya bataye

  • @rajSingh-th1mq
    @rajSingh-th1mq 2 года назад

    What about in complaint cases sir

  • @Nazim_saroli
    @Nazim_saroli 2 года назад

    Sir ji agar koi ladka nirdosh h uski bhi file kharij kar sakte hai aesa kyo fir court pe bharosha kese kare

  • @जसवन्तसिंह-ढ1ल
    @जसवन्तसिंह-ढ1ल 2 года назад +1

    राम राम , वकील साहब ।

  • @deepak_kumar929
    @deepak_kumar929 2 года назад +2

    Good information video👍

    • @DeepakRaj-zh7wx
      @DeepakRaj-zh7wx 2 года назад

      Judge saheb apne psychology se judgement kab se Dene Lage judge saheb kannon ki hi psychology se kam karte hai . Ap hum judge saheb ko knnon ki psycholy judge ke samne rakhana lage na to judge saheb apna psychology lagana bad kar dete hai ushi time . But humara advocate to hame hi misgide karta hai or hame kannon to malum nahi ishi ki benifit leke hame luta jata hai .agar hame knowledge bhi hai thoda to advocate bolta hai ki chupo judge saheb case bigar denge or hum dar jate hai . Case ladne ke liye hame kannon ki knowledge ke sath sath ladne ka junun honi chahiye to judge saheb ki psychology kam karni band ho jayegi . Judge saheb agar track ke bahar chal rahe honge to track pe aa jaenge

    • @deepak_kumar929
      @deepak_kumar929 2 года назад

      @@DeepakRaj-zh7wx ... Agar apke vakil apke liye thik se kaam nahi kar rahe toh aap vakil change kar lo...????,,, aaj ke time me court pahunch kar jisko kuch bhi maloom nahi hota hai vo bhi sab sikh leta hai...????

    • @DeepakRaj-zh7wx
      @DeepakRaj-zh7wx 2 года назад

      @@deepak_kumar929 bhai jee jitna vakil change karoge problem or badhegi .distric court me yehi mansikta hoti hai 99% adv ki ladke ki suno mat ladko ki judgement nahi honi chahiye taki socity me ek Rumer faila rahe ki kanoon to ladki ki hi sunti hai kya kare jo ki pura ka pura mith hai .
      Or maine 10 date me 8 advocate change Kiya sabhi ke sabhi vahi hai fir mai apna case khud lad raha hu . Sach bata raha hu advo bahut tention deta tha ab khud se lad raha hu result achachha aa raha hai judge saheb pahale manmani karte the ab unki halat kharab ho Rahi hai .ha ye sahi hai ki toda mehanat karni parti hai but tention nahi hoti hai bhai .
      Bhai distric court me bahut gandaki hai . Ado se Ju.... Tak dhanda bana diya hai sabne . Ha lekin jab ap galat na ho na to koi kuchh bigar nahi sakta . Kannon ki mar Maro vahi kannon jo kitabo me likha hai
      Akasar log bolte hai ki kanoon to bahut kuchh bolta par sunta court kaha hai ye sab galat prectice karta hai taki ap sahi chijho ko na jane bas ek mith me hi jiye

    • @deepak_kumar929
      @deepak_kumar929 2 года назад

      @@DeepakRaj-zh7wx ... Bhai aisa kuch nahi ki ladke ki mat suno aur ladki ki suno Aap bahut pehle time ki baat kar rahe ho.. Aajkal ladko ki suni jaati hai tabhi toh ladko ke favour ke bhi judgment aate hai apne shayad dekhe ni hai... Chalo acha hai agar apko koi acha vakil nahi mila aur Aap apna case khud lad rahe ho achi baat hai.. 👍👍

  • @ravishetti87
    @ravishetti87 Год назад

    498a family members quash hua to defamation kar sakte? Sir

  • @Nazim_saroli
    @Nazim_saroli 2 года назад

    Agar turant crpc 482 ke high court ka rukh kare to kuch fayda ho sakta hai

    • @xyzinformer7014
      @xyzinformer7014 2 года назад

      Kuch nahi hoga,,,,high court bhi mahila ka support karte hain,,,महिलावाद की भांग पी के बैठे रहते हैं

  • @gurmukhlahoriya6749
    @gurmukhlahoriya6749 2 года назад

    Sar 498a ma famly meber ka dubar name 319crp par sakta ha sar

  • @gurmukhlahoriya6749
    @gurmukhlahoriya6749 2 года назад

    Sar 498a ma police ne famly meber ka name nakal day sar patni ne 319crp laga di kya kara vido bana

  • @pinkumodi408
    @pinkumodi408 2 года назад

    ये डिस्चार्ज किया हे

  • @DrDre-sy2kv
    @DrDre-sy2kv 2 года назад +5

    Aaj ki modern auratjaat pativrata nahi , wakeelvrata hai.

  • @ambikaprasad6593
    @ambikaprasad6593 Год назад

    Complent case me discharge application submitted kar

  • @law_judgements
    @law_judgements Год назад

    Fir to trail ka koi matlab hi nahi rahega... discharge rakhna hi chahiye

  • @ragubar
    @ragubar Год назад

    Sir maira divorce wife ki adultery ke ground par ho gya hai,
    Sir aap se kindly request hai aap koi supreme court ka esa judgement bata do jis se mai us ke 498a or 406 ke false FIR ko quashed karva saku. Thankyou

    • @ragubar
      @ragubar Год назад

      @@rekhakaushik530 by documentary evidence

    • @ravinasingh7281
      @ravinasingh7281 Год назад

      Bhai adultery in saboot ke tor par recording kam aati hai kya court me

    • @ragubar
      @ragubar Год назад +1

      @@ravinasingh7281 bilkul kam ATI hai koi photographer, call details, letter etc

    • @ravinasingh7281
      @ravinasingh7281 Год назад

      Mere pas 2 record hai jisme ulta pulta baat kare hai wo kam aygi

    • @ragubar
      @ragubar Год назад

      @@ravinasingh7281 ajayegij

  • @ambikaprasad6593
    @ambikaprasad6593 Год назад

    Complent case me

  • @issuop6607
    @issuop6607 2 года назад

    Sir aap ka no mil sakta h kya call pe baat karni thi

  • @prateek9374
    @prateek9374 2 года назад +1

    Hamaare advocate ne hame galat fasa dya dusri party se milkar ab hamare pass marne k alwa koi rasta ni bacha hai

  • @KARANVANIYA
    @KARANVANIYA 2 года назад

    Lekin courts to strict word of law par bound hote hai..
    Aisa kaise hota hai ke courts law follow na kare..??

    • @rahulchitale644
      @rahulchitale644 2 года назад +1

      Kuch cases court me lad lo. Bhram MIT jaega.

    • @KARANVANIYA
      @KARANVANIYA 2 года назад

      @@rahulchitale644 Bhai.. Vakeel ka profession isiliye exist karta hai ke sab log law me expert nahi ban sakte ya court me case nahi lad sakte.. Lekin uska matlab ye bhi nahi hai ke sab log question bhi nahi kar sakte..

    • @rahulchitale644
      @rahulchitale644 2 года назад

      @@KARANVANIYA
      Mai ye nahi keh raha question mat Karo.
      Mai ye keh raha hu courts unbiased rahe. Logo ke liye kaam Karen. Law follow Karen. Constitution follow Karen. Ye sab ideally hona chahiye.
      But hota nahi Hai. Reality yahi Hai, thi aur rahegi. Court, judiciary na kabhi improve hue na kabhi improve honge.
      Saalo se court ke chakkar katane ke baad Mila Hua Dyan Hai.

    • @manueltalks
      @manueltalks 2 года назад

      @@rahulchitale644 bilkul sahi

    • @manueltalks
      @manueltalks 2 года назад

      @@KARANVANIYA bhai ji tum question karke dekho, vakil apni ego pe lekar case harwa dega.

  • @Vikayadavbpharmhhhh
    @Vikayadavbpharmhhhh Год назад

    498A me nahi pu6a gya

  • @akpandey490
    @akpandey490 Год назад

    Same counter cesc Kiya hai wakil se salah lekr ladki walo par fad ke rkh denge kha tk chalenge dekhte hai

  • @rahulchitale644
    @rahulchitale644 2 года назад +1

    Pata nahi. Muze abhi tak aise hi judge mile jo purusho ki sunate hi nahi Hai.
    Man is guilty even after proven innocent.
    Woman is innocent even after proven guilty.
    Yahi Sach Hai bharat me.
    Best way Hai shadi na Karo.
    Shadi Karo and case ho Jae to sab paise donate Karo.
    Fir sannyas le lo. Jungle chale jao.
    Ya suicide Kar lo.
    Baki option kuch Hai nahi bando ke liye.

    • @antrikshnarayan4162
      @antrikshnarayan4162 2 года назад

      Rahul tumhare comment tumhare real experience btarha hai kyu na hum sab milke aisi appeal kre ya ngo shuru kre jisse poore Nation mein change aaye aise udaaseen judgment jisme sirf ek tarfa baat ya faisle hote hai judgment ke. Unhe sc mein palat sake.

    • @manueltalks
      @manueltalks 2 года назад

      @@antrikshnarayan4162 🙏🤣 Jai ho

    • @swarnenduboral2337
      @swarnenduboral2337 2 года назад

      ao kya koi lawyer ho?

    • @rahulchitale644
      @rahulchitale644 2 года назад

      @@swarnenduboral2337
      Nahi bhai samanya insaan hu, court ke chakkar Salo Lagane wala.