YE SHAM MASTANI II O HANSINI II VIJAY AMIN LIVE COVER II

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 окт 2024
  • #cover #karaoke #kishorekumar #krazy4kishore #rajeshkhanna #rishikapoor #liveconcert #romantic #rdburman
    FILM : KATI PATANG MUSIC : R D BURMAN : LYRICS : ANAND BAKSHI
    FILM : ZEHRILA INSAAN MUSIC : R D BURMAN : LYRICS : MAJROOH
    SINGER : KISHORE KUMAR
    COVER LIVE SINGER : VIJAY AMIN
    Hey... hey... hmm... hmm...
    Yeh shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    Yeh shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    Oo.. Oo... Oo.. Oo...
    Door rehti hai tu..
    Mere paas aati nahi..
    Hothon pe tere
    Kabhi pyaas aati nahi..
    Aisa lage.. jaise ke tu..
    Hans ke zahar koi piye jaaye
    Shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    Baat jab main karoon
    Mujhe rok deti hai tu
    Teri meethi nazar
    Mujhe tok deti hai kyun
    Teri haya, teri sharam
    Teri kasam mere honth siye jaaye
    Shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    Ek roothi hui
    Taqdeer jaise koi
    Khamosh aise hai tu
    Tasveer jaise koi
    Teri nazar ban ke zubaan
    Lekin tere paigam diye jaaye
    Shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    Shaam mastani
    Madhosh kiye jaaye
    Mujhe dor koi kheenche
    Teri oar liye jaaye
    O hansini meri hansini, kahaan ud chali
    mere aramaano ke pankh lagaake, kahaan ud chali
    O hansini meri hansini, kahaan ud chali
    mere aramaano ke pankh lagaake, kahaan ud chali
    aajaa meri saanson mein mahak rahaa re tera gajraa
    aajaa meri raaton main lahak rahaa re tera kajraa
    O aajaa meri saanson mein mahak rahaa re tera gajraa
    O aajaa meri raaton main lahak rahaa re tera kajraa
    O hansini meri hansini, kahaan ud chali
    mere aramaano ke pankh lagaake, kahaan ud chali
    der se laharon mein kamal sambhaale huye man ka
    jeewan taal mein bhatak rahaa re tera hansa
    O der se laharon mein kamal sambhaale hue man ka
    O jeewan taal mein bhatak rahaa re tera hansaa
    O hansini meri hansini, kahaan ud chali
    mere aramaano ke pankh lagaake, kahaan ud chali
    kahaan ud chali, kahaan ud chali

Комментарии • 3