bhai aisi baat math karo- humare ragon mein wahi ishq-e-ali ka lahoo rawaan dawaan hai hum ek tasbih ke daane hain jo hubb-e-ahlebait ke dhaage se ek juth hain hamein na zubaan na mulk na sarhad na rang na nasl alag karte hain- yeh hamaari anokhi pehchaan bhi hai aur logon ko pareshaan karnewaali baat bhi hai- bus hum sabh ek hain aur ek hi rahenge.
ایک ہی وقت میں اے میرے امام اول ۔اگر کوئ صاحب بتاسکتے ھیں کے اسکے بعد والی لائن سمجھ نہیں آئی پلیز اگر کسی کو سمجھ آئے تو لکھ کر بھیج دیں مہربانی ھوگی۔ ڈنر کیا باب رے باب سے پہلے
Father se pidar bana hai daughter se dughtar bana hai mother se madar bana hai brothee se baradar bana hai ye sab bhi istemal nahi hona chahiye phir to...
@@bulbeshumar6009 tum ulta bolgaye- english toh bahut hi nayi zubaan hai jiski umr shayad utni nahi hogi jo arabi aur farsi aur turkish ki hai aur angrezi khud kayi zubaanon se liye gaye alfaaz se bani hai magar kyun ke unki hukumat thee toh woh zyaada popular hogayi samjhe ke nahin?
bhai unki yahi khaasiyat hai infiradiyat hai aur woh agar koyi lafz istemaal bhi karte hain angrezi ka woh bemaani ya bemehal ya bina radeef ya khafiye ke nahi hota- bilkul mauzoo alfaaz hote yeh, yeh bhi ek funn hai jo har ek ke bus ki baat nahi hai samjhe?
@@1101smartkooldude حضور وہ بات تو درست ہے کہ ایک فن ہے دوسری زبانوں کے الفاظ کا برمحل استعمال کرنا... مگر یہ والی شاعری دیر پا نہیں ہوتی ہے... یہ شاعری اپنی جگہ نہیں بنا پاتی جس طرح اردو شاعری مشرقی ادب میں اپنی ایک انفرادیت رکھتی ہے اس طرح
اتنی شان دار شاعرئ جی تے رھو بے تابعمر
عمرے حضری عطا ھوو
بہت عمدہ پڑھتے ہیں، ماشااللہ دعا 🤲🕋💐⚘🍬🌹🍨🍰🏵🍿🌸🌻🕌
شاعرے اھل بیعت ب تاب ھلوری زندہ باد
Shaheed Ustaad Sibte Jafar Zaidi♥️
خوبصورت
بہت خوب
Mashallah
❤️sni sunaie batoon ma ❤️
❤️Her simth joot he 😀 Suni 😀
❤️Shia Ali he ha abi bi ♥️
❤️Secha dekhie detain hain ❤️😀😀😀😀😀😀😒
Jazakallah
Jazakallah khair
❤
Very good mehfil
Ek Hindustani ne Pakistan jakar mehfil loot li !!
Waah Betaab Hallauri👌👌
Ahlebait k channel wale jaha bhi ho apne hai
Shahid Khan Theek kaha aapne Jazakallah
@@ShahidKhan-ci7bp by CT CT de
@@ShahidKhan-ci7bp to up rrb I'm um sec AC
bhai aisi baat math karo- humare ragon mein wahi ishq-e-ali ka lahoo rawaan dawaan hai hum ek tasbih ke daane hain jo hubb-e-ahlebait ke dhaage se ek juth hain hamein na zubaan na mulk na sarhad na rang na nasl alag karte hain- yeh hamaari anokhi pehchaan bhi hai aur logon ko pareshaan karnewaali baat bhi hai- bus hum sabh ek hain aur ek hi rahenge.
Bahut se log shaheed ho gaye laanat ho qatilon par
👌👌👌👌👍👍👍
Jinhe bhe milta h haider se izn e zar thoda
Whi to ser pe wila ke kulaab rakhte h
ایک ہی وقت میں اے میرے امام اول ۔اگر کوئ صاحب بتاسکتے ھیں کے اسکے بعد والی لائن سمجھ نہیں آئی پلیز اگر کسی کو سمجھ آئے تو لکھ کر بھیج دیں مہربانی ھوگی۔ ڈنر کیا باب رے باب سے پہلے
forty jaghun pai kia tunai dinner baap re baap
Police in charge be like.
Dange karwayenge aap hahaha jio sher
Full comedy
urdu kalam may angrezi alfaz ghair manoos lagty hain bilkul....hilori saahib
Father se pidar bana hai daughter se dughtar bana hai mother se madar bana hai brothee se baradar bana hai ye sab bhi istemal nahi hona chahiye phir to...
Bada jahil hai bhai tu toh..
@@bulbeshumar6009 tum ulta bolgaye- english toh bahut hi nayi zubaan hai jiski umr shayad utni nahi hogi jo arabi aur farsi aur turkish ki hai aur angrezi khud kayi zubaanon se liye gaye alfaaz se bani hai magar kyun ke unki hukumat thee toh woh zyaada popular hogayi samjhe ke nahin?
bhai unki yahi khaasiyat hai infiradiyat hai aur woh agar koyi lafz istemaal bhi karte hain angrezi ka woh bemaani ya bemehal ya bina radeef ya khafiye ke nahi hota- bilkul mauzoo alfaaz hote yeh, yeh bhi ek funn hai jo har ek ke bus ki baat nahi hai samjhe?
@@1101smartkooldude
حضور وہ بات تو درست ہے کہ ایک فن ہے دوسری زبانوں کے الفاظ کا برمحل استعمال کرنا... مگر یہ والی شاعری دیر پا نہیں ہوتی ہے... یہ شاعری اپنی جگہ نہیں بنا پاتی جس طرح اردو شاعری مشرقی ادب میں اپنی ایک انفرادیت رکھتی ہے اس طرح
Jazakallah
Jazakallah
Jazakallah
Jazakallah
Jazakallah
Jazakallah