So true susral waly itna bura krty hain k ap chah kr b maaf nai kr skty,wo hamaru zendagi ka sb sy achy waqt ko azab bna daity hain.insan chah k b nai maaf kr skta
In my opinion, May Allah forgives me if I am wrong that, whoever has hurt me in my worst, betrayed me, hampered my respect, then I will forgive him/her for the sake of Allah only. But yeah, i will definitely keep in mind how that person is and deal with them by maintaining safe distance. Will help them in time of need, but will never maintain any kind of close relations with them.
She says a she wants to forgive her but can’t.it’s a lesson for those mother and son who thinks they can get away making someone else daughter suffer and how long it’s going to be only girls duty to be suffer by in laws and husband then forgive them after they die ? when these husbands and in laws going to learn that these actions has consequences.
jazakAllah brothers...I cried a lot watching this video...Allah Paak hamse raazi hojae aur bas ham wase ban jaen jaisa Allah hamse umeed kerta ha ameen 🤲
You are absolutely right,r Allah b to hmari Kai choti badi ghltio ko maf krta h to hme b ek dusre ki ghlti r taqleef ko Dr guzar krna chahiye usse duae b qubul hoti h gr apka Dil saf ho it's my personal experience
اللهم صل على محمد وعلى آل محمد كما صليت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد اللهم بارك على محمد وعلى آل محمد كما باركت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد
Gents jitney lecture ladies ko ghalat honey k detey hain agr apni aadhi effort bhi baqi gents ko sudharney pr laga dain tou maashrey mey divorce km ho jaey infact yey rishta hi aik dusrey ko ehmyat deney ka hai na k hr wqt aik dusrey k nuks nikaltey raho Allah ney inko kafeel bnaya hai jo k uski apni khubi hey kash mardon ko yey bat samajh aajaey jitna barha maqam ho utna hi barha kirdaar hota hai aur agr us maqam ka ghalat use ho tou ghr tabah hotey hain
@@sehrbano4255dear,I am a women but never takes unnecessary favor of a women,for me right is right and wrong is wrong, kehtey hain aurat hee aurat ka dukh samajhti hai but this is also true that aurat hee aurat ki dushman bhi hoti hai, I am not saying always saas is kharaab,kaheen saas kharaab tou kabhi bahu,kabhi nand tou kabhi bhabhi,aurat hee aurat ko tough time deti hai,and makes men fool in all relations,kabhi maa ban kay,kabhi wife tou kabhi behan ban kay,the more Jealousy u find in women u cannot find in anyone.Sometimes wife gave tough time to husband and sometimes husband gave tough time to wife, every relation is a 2 way traffic.
it happened with me too, mai itni fed up hogai thi us aziyat se , then finally i said these words khuda tu gawah rehna k maine mauf kardia hai, chahe mera dil amada na ho laiken maine tere bande ko maauf kardia hai, ab mere dil ko tu sambhal, maine apne hisay ka kaam kardia. jaise maine dil ko manaye bina or zehn se talk baton ko bhole bina bohat si zindagi badal dene wali bari ziyatiyon ko isliyay mauf kardia k roz e jaza us insan ki pakar na ho aise tu bhi mujh p rehem farmana.
Muaaf karna afzal hai but farz nahi kiunkeh sirf Allah ko pata hota hai keh kisi ney kitni aziyat bardaasht ki ,isi lye hukam hai keh,,"mazloom ki buddua sey bacho......."...agar koi mazloom dil bada ker ke budua nah bhi dey tou kabhi kabhi wo itni takleef mein hota hai keh uski Aah hi kaafi ho jati hai..aur Allah insaaf karta hai..
Great talk..👍and great people can do this for The sake of Allah..es incident sy bara takleef da waqqya koe ho hi nahi sakta jo k Hazrat Abu bakar r.a k sath pesh aaya but unho ny labbaik kaha..muaf krna her insan k bas ki bat b nahi lekin muaf krna phir darguzar krna waqae main bohat bari akhlaqi jurrat hai..lekin agr koe kic ko constantly takleef dey raha ho zuban sy tou darguzar bohat hi mushkil ho jata hai,or Islam main major sins ki saza ki muafi nahi koe ghlat mat samjhy jese zina,chori qatal waghera,muafi optional hai..
We have a cultural issue of abusing good relatives in the hope they will forgive us because forgiving people is part of the deen, well not making life hell for people is also part of deen. Instead of hoping everyone will forgive you or your mum or your wife, perhaps guide the people you can in this life to do better, instead of expecting victims of bad behavior to be the bigger person. Its unfortunate so many households have the same issue and children grow up hating their extended families. May Allah guide us all to good actions and to actually take action when we see something wrong instead of expecting others to tolerate it.
Main Bhi Ek bar Cher jaon na To Bhot mushkil se Dil Main Jagah Banana Mushkil Hota Hai Meri saas Bhi Tang krti hai Phir Dil Bara krti hun then phir Again Jhoot Bolna Larna etc Phir bhi m koshish krti hun Maf kr saku Har bar bar Takleef Jo di jati hai wo Bhooli Nhi Jati Q k Shadi ka Waqt Bar bar nhi Ata na pal
اللہ پاک ہم سب بیٹیوں کو امی عائشہ صدیقہ رضی اللہ عنہا اور حضرت فاطمتہ الزہرا رضی اللہ عنہا کے نقش قدم پر چلنے والیاں بنا دیں ۔ اور ہمیں اپنے خاص فضل وکرم سے جنت الفردوس کا حقدار بناکروہاں پر امھات المؤمنین کی ہمسائیگی عطا فرمائیں۔ آمین ثم آمین یارب العالمین 🥰❤
Meri saas or nand dusro ke samne mujhe kala Baddsurat or apne bete ko fasane wala btati hai Or bhi na jaane kya kya bolti hai Aaj tk ek suit or chudi tak unhone mujhe nahi pehnayi Yaha tak aaj tak unhone mere sir pr hath tak nahi rkha or dua karti hai ki ya to main unke ladke ko chod du ya mar jau Main filhal unse bat nahi kr rhi Kya mujhe unhe maaf krna chahiye Bahut dil dukhane wali baat kehti hai wo😢😢😢😢
اے اللہ! میں تجھ سے دنیا و آخرت کی ساری بھلائی کی دعا مانگتی ہوں جو مجھ کو معلوم ہے اور جو نہیں معلوم، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں دنیا اور آخرت کی تمام برائیوں سے جو مجھ کو معلوم ہیں اور جو معلوم نہیں، اے اللہ! میں تجھ سے اس بھلائی کی طالب ہوں جو تیرے بندے اور تیرے نبی نے طلب کی ہے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں اس برائی سے جس سے تیرے بندے اور تیرے نبی نے پناہ چاہی ہے، اے اللہ! میں تجھ سے جنت کی طالب ہوں اور اس قول و عمل کی بھی جو جنت سے قریب کر دے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں جہنم سے اور اس قول و عمل سے جو جہنم سے قریب کر دے، اور میں تجھ سے سوال کرتی ہوں کہ ہر وہ حکم جس کا تو نے میرے لیے فیصلہ کیا ہے بہتر کر دے
It’s not her fault . Her mother in law should’ve know what she is doing and I believe it’s her husband she shouldn’t forgive because he is the one who let it happened . He is the real culprit who couldn’t protect his wife .
Bilkul thk mrd hi ka kaam hota hai apni wife and morher ki respact krwana but unfortunately wo is ko drust tareeqey sey nahi krta aur shaid deen sey duri ki waja sey bhi nai krta at the end aurat hi aurat ki dushman bn jati hai
U r right. boht se cases mein esa hota he k mard mein itni courage nae hoti k apni mother k against kuch kr paen, family pressure ko berdasht kr paen. Per kuch arsy bad unko deal krna ajata he, kuch position b strong ho jati he us mard ki. Shuru mein nae smjh ata unko ek dam se k kese krna he balance. Husband k sath sath i think jo us ka jo father he usko b chahye k wo apni wife ko control kre. K wo apni bahu k sath zyadati na kre. Jb wo head of the family he. To wo balance qaim b kre ghar mein. Per mostly wo bazurg baap khud kuch nae kr pa raha hota apni bivi k agay uski koi wuqat nae hoti na chalti he. Unhon ne apni begum ko hi head of the family bnaya hua hota he.
Comments par k ansu a gae ankhon main k log jeeny q ni dyty orat sb say zayada apny shohar sy mohabat karti ha lakin 2sron ki wajah sy wo na kush rehti ha sari zindagi👀
With due respect sir agar aap zulm karny waly shakhs k hawaly se be baat karty....ghalat rawayyun ko bhe be sath he condemned karty tu buhat acha hota...beshak maaf karna buhat acha hai...maaf karny wala Allah ki nazar mai buhat pasandeeda hota hai laikn is ka yeh matlab tu nahe k hum sirf tasveer ka aik he rukh dhekhain aur bus maaf karny ki naseehatain karty rahain....saari saari umer shohar aur susral walo k hathon zaleel hony wali aurton ko yeh diye jaye k maaf kar do Allah buhat khush ho ga....
جو لوگ بد لحاظی، بد اخلاقی اور اپنی زبان اور روںےء سے دوسروں کو ایذا رسانی کے عادی ہوں ان کو معاف کرنا ظالم کے ہاتھ مظبوط کرنے کے مترادف ہوگا ۔ ظلم کے خلاف آ واز اٹھانا مسلمانوں کا فرض ھے۔ایسا کرنے کی وجہ سے جو مشکلات آ ںیں ان پر صبر کرنا دین کا تقاضا ہے۔وتواصو بالحق وتوا صو بالصبر
Bhai apni saas ki wja sy bari perichan ho allha ki qasmy bas mujy zehni aziyat deti hy hubby b out of country hy ami ko mai kuch btati nai ho paggal ho chuki ho mai qasmy kbi ami ghar aao tu ami meri terf dekh k rony lgti hy 28 ki ho 40 ki lgti ho buhat perichan ho mai mai apni saas ko maaf nai kro gi
Ye sawal maire dil ko salon se bechain rakhta hai bilkul yahi sawal maira b hai k bohot bohot koshish k bawajood main apni sas ko muaf nahi kr sakti main ne Allah se dua b ki hai mgr bekar Maire sat to jo kia wo kia mgr maire baite r baiti k sat jo salook kia k chand mah r sal k bachon ko b nahi bakhsha sare ghar walon ne Maire sas sussar ab hayat nahi hai
Meri shadi ko 13 saal hogy h mere husband kbi mjse hush ni hoty .ab mera dil b sakhat hogya h m khamoosh hogai hu or dil mai socha tha maaf ni krongi roze mehshar tumsy puchongi .Jo mere dil ka hal vo kisi ko ni bta skti bss mera darad ALLAH hi jnta h
The main problem for us as women is that we keep on blaming every other person than the one who’s the real culprit . If the husband is such :.,?:!:$&! He’s gonna listen to every shitty advice from the other person no matter his mother, dad , friend a neighbor . Main thing to keep in mind is we have to forgive one person no matter how harsh bad or worst he or she did to us the reason can only be that won’t you like to be forgiven on the day of judgement by الله سُبحَانَهُ تعالٰى so if we keep this in our mind we can forgive that other person … just fear الله سُبحَانَهُ تعالٰى and the state of being answerable to him inshaAllah the rest will become easy
Sas ko asal ma maf na kr sakny ke asal vaja i think apka husband hota ha jb jb b vo apka sath bura krta ha apko sas ke zayatian yad ati hain r dil sa ahh niklti ha k kisi ke bati la k apny asy nakamy r zalim baty k hawaly ke jiske asi buri tabeyat ke unho na
Allah pa sub chor do.1 time ata h ka waqat ap ka hota h.aur ap bdlaa lany ki taqqat bi rakhty hn.aur badlaa lany ka bajay Allah kalia maaf kr daty hn.tu es ka sila Allah ka haan bahut bra h...
Jb insan ye soch ly k agr mai maf krn ga to Allah mjy maf kr dy ga...to 1 min lgy ga maf krny mai...ur koi insan nhi dunya mai...nabi ur pegamber k ilawa...jin se koi galti ya gunah na hua ho...kitna b hm paband ho jain...koi nmaz qza ho jati fot ho jati h...😢
Infact you must narrate "what a person bears when he does not get forgiveness". May be the consequences he bears will soften the heart of the person who suffered because of him, and he forgives.
بھائی صاحب اتنی بڑی کہانی سنانے کے بجاے اس خاتون کو حل بتائیں اور وہ یہ ہے ک اس خاتون کا شوہر اپنا رویہ بہتر کرے جب رویہ اچھا ہو جائے گا تو وہ خاتون خود بخود معاف کر دے گی
Ye behan Kuch zada saas se tapi hui Hain. Ye bandi ki Kahani meri jc Hain aur aaj bhi Allhumdolillah saas zinda Hain aise aise alfAz sahay Hain ab aisa nahi k muaf na kare. At least marey hue log apnay aimal tak pohach gaye Hain kyu nahi muaf karti wo
Masha Allah, very motivational. We all go through very tough, hard and difficult situations. We must forgive as we are seeking forgiveness from our Creator Allah swt 🤲
Pak k qanoon k.mutabiq jo zewr milta h sisral se bahu ka huta h bt onye yr bd sas ny chori krliya eleven yr se nai diya ek chez nai hubby se mili zewr k naam pr even haq mehr b nai three kid hn
Muaf karna chahye ye boht achi bat he, but sir I want explanation about, agar kisi ko ghalti ka ehsaas hojae wo shirminda ho usne zyadti be shak bpht bari ki ho but phir shirminda ho usko muaaf karna samajh men ata he, boht mushkil he but kar sakte hen muaaf. Lekin jo saas or susraal ki kahaniyan hen jo zyaadtiyan hen ye to musalsal hoti hen her waqt ki zehni aziyyat hoti he, wo shirminda b ni hote unko ehsaas b nai hota unho ne muafi maangi b nai hoti, is baarey men ek video bana len plz
@@aishaishrat3910 Je aik bar bhau alg tu ho jaiye...bus phir WO insaan nai hai Susral wle us ko apni dushman. Smjte hain. Her wqt baton Kay teer chlye jte hain😢
Esy log k liye Islam me bs yehi h maaf krdu sb ko maaf krdu kia itna asaaan huta h mere parents ghr nai askty mujhy milny ssisral se bdtreen tashadud b mila police ko b bulaya Bina ref police fir b darj nai krti SAS ko bs zrhr nai diya maloom h jail hujaegi still SAS Sath h Kisi or Betay k Sath nai rehti na Meri Zindagi me asaaani ayegi ghr ka asar olaad mahool sehat sb pr prta h
ALLAH paak sbki or aapki or hmari Life me bhi Aasaniya paida farmade or hm sbki Tamam beemari or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
I always try to follow this bcoz agr Allah hmari Kai ghlti ko maf krta h r uspe pardh b dalta h to kya hm ek dusre ko maf ni kar skte also I do believe k saf dil Allah ka ghr hota h
حضرت عمر رضی اللہ عنہ نے فرمایا مومن ایک موری سے 2 بار نہیں ڈھسا جا سکتا ۔۔۔۔۔ اور حضرت محمد صلی اللہ علیہ و آلہ وسلم نے فتح مکہ کے بعد حبشی کو معاف کر دیا تھا لیکن انکو اپنے سامنے آنے سے منع کر دیا کیونکہ انکو دیکھ کر نبی کریم کو اہنے چچا کا دوکھ تازہ ہو جاتا تھا ۔۔۔۔۔۔۔ معاف کر دے لیکن بار بار دوسرے کو ذلیل کرنے کا موقع نہ دے اپنا راستہ بدل لیں
Ma'am krna Afzal hai mgr is pe jbr nhi...badla bhi Islam mei hai ankh Ka badla ankh hath Ka badla hath ap maaf kr bhi dain TB bhi Allah ki mrzi wo maaf kray na kray..Allah Al Haq hai
Muaf krna chachye sirf yeh Soch K agar hum muaf Ni krty tu Allah sy muafi Ki umeed kesy krty Hain Allah fermata ha muaf kro K ma muaf krny waly ko passand krta hn simple bt ha samjhny ki
I wont forgive because i know in mine or their last moments the person who has wronged me will come and ask for forgiveness with a lit if emotional blackmailing and manipulation....this is why they are continuing with the abuse because they know that i am a kindhearted and fearful person and i m likly to forgive them in the last moments so they dont care
Maaf krna asan ho jata h jub ap ny kisi shakhas ko bht kum milna ho ya dykhna ho. Lykin jo daily bandha sath rhy aur zaleeel kry vah maafi nai apna difa krna chachy respectfully. Because Allah tala ny ye b kaha apny ap ko bus mera muhtaaj bnao na ky logo ka. Jub ky shadi ky bad shoher kehty h tm hamri maaa ki gulam bna jao. Jo ky islam me kahi nai h. Apna point of view rkhna chachy aur apny Allah py bharusa rkhna chachy. Ta ky log choti choti baat py zaleeel na kry aur ky bad jo zahin aziat hoti vo bht mushkil sy berdasht hoti h. Aj kal to vasy b depression aur anxiety itni zaidha ho gae h. To saas ko b chachy positive rkhy aur acha salook kry
Marhoom ko tou muaaf karna asaan hai magar jo zinda hai aur har roz humari jaan pe musallat hotey hai, Ek ghar me rehte huye, qidmat kartey huye, mu na lagna chaho fir b zabardasti mu lagtey hai, hukum chalatey hai unka kya karein??😢 Insaan kitna he ignore kar sakta hai😢
Kia ye zarori nahi hai jis nay Dil dukhaya takleef di wo maafi mangay bhi to Sahi ussay ahsas to ho Kay may nay Kisi ki khusyon ka katal kia hai. Sirf Jan say mar deny ko katal kehty Hain? Matlab na dosry ko ahsas hai or wo takleef p takleef diaye ja Raha hai or app nay maaf karty Jana hai? Bayshak Allah sab say Bara hai apny Rab sày maafi mil jaye is Kay liaye maaf bhi kr dain gain.
Allah Taala Apna bandon sa boht ziada mohubbat krta ha Wo apna bandon ki bahshash b kai tra sa frma data ha .maslan kisi ko Allah ki hatar maaf kia to Allah na usa maaf ker dia .Kabi kisi payara k marna per Allah ki Raza k lia Sabar kia to Allah na us k badla man Jannat ka Waada frmaya ha .Ab Yahan bat ya ha k hamara cheeho pukar krna aur Allah ki nashukri krna sa ya Allah RubulAlameen k bara man ghult kalmat kahna sa hummara payaron na wapis to thora ana ha bulka ak din hum na b ya dunya chorni hi ha magar sabar krna prr Allah taala na Jannat Ka Waada frmaya ha .Aur hummara Rub kitna Ziada Maharban ha k us na hummari taqat k mutabiq hi hummay aamal krna ko kha Sochiye k ager koi asa hukam hota k bhi koi tummara aziz ya rishtadar is dunya sa chala jaye aur tum na Aista b ni rona Ansoo bilkul ni bahana to hummara hal kia hota .
Maaf ker ne k sath sath zara hamare buzurgon aur burro ko thora sikhade k saas suser ka koi haq nai k wo bahu pe zulm kare ya hukum challaye.. If she wrong this is husband duty control her.... Bare hone ka najayz fayda na uthaye.. Last 80 years se hamare baron ko deen samjjhaya hi nai jata. Unko unki boundaries hi nai batye jati. Her jhaga hukum chalna bare apna huq samjhte he.. They think hamara derja allah se bhi bara he hamare bacho pe naozu billah
12 yr hugye shadi ko Jadu tona krti Hun ilzam h TB se nand ki death hui ilaj na krwaya last days me liyawat nation k ICU me 11.5 yr before admit JB hui tbhi Dr NY Keh diya tha k bht late hugye 90 per no chance . Bt me uski AJ b SAS ki mzr me death ki zemadar hun
Mauff kr dena chahie.agr mushkil lge to us ki jgga khud ko rkh kr dekh lei k agr mei Bure ho aur dosro se kis cheez ki khwahish hai.agr Maui kr do to Allah bhtt zyada ajjr dete hai
My maaf krna chahti hun. Lykin saas k hawaly sy sawal se hy k un ka muj pr kia haq tha k unho ny mujh pr ziadti ki? Wo wqt jo miyyan biwi ik dusry ko smjh skty hn, ik bond bnta hy wo wqt ye log brbaad kr dyty hn,, Bahu k liye ye log ghareeb b hoty hain. Aur bahu ki mojudgima inki bytiyan mazzoor ki trha pri hoti hn. Bahu ko nikrani ka drja dyty hn. She changes herself totally opposite in front of her son. Aur us k jaty he aur. K ma heeran ryh jati hu. Is waja sy shohar b haqeeqt ni smjh pata. Shohar apny tor pr haq talfi krta hy. Kia ma paani my byh k i thi? Kia ma la waris thi? Kia unho ny mujy khareeda tha? And she still talks harah if she want. Ma dua krti hu k Allah mujy tofeeq dy k ma dil sy maaf kr sakun.
بدقسمتی سے ھمارا فیملی سسٹم اسلام پر نہیں بلکہ ہندوازم پر ہے جہاں بہو پر پورے سسرال کاحق ہوتا ہے۔ اسلام تو دین فطرت ہے مگر ھماری زندگیاں اس کی خوبصورتی سے محروم ہیں ۔
معاف کر بھی دیا جائے ان رویوں کو بھولنا بہت مشکل ہوتا ہے انسان پتھر بن جاتا ہے بے حسی ہو جاتا ہے
Exactly
Bilkul sahi kaha aapney 😢
True like me
ایسا ہی ہوتا ہے پتہ نہیں کیوں
دراصل وقت گزرنے کے ساتھ معاف کرنا نہ کرنا بے معنی ہو جاتا ہے سچ یہ ہے کہ وہ باتیں وہ روئے کچھ بھی نہیں بھولتا
So true susral waly itna bura krty hain k ap chah kr b maaf nai kr skty,wo hamaru zendagi ka sb sy achy waqt ko azab bna daity hain.insan chah k b nai maaf kr skta
I wish forgiving others become as easy as it seems to others.
Waqie nai dull karta maaf
Mere saath bhi wahi hua hai mera accha din ajab ban gaya tha aur ab bhi bna hua hai lekin kya koi kar sakta hai na mayke me kah sako na sasuraal me😢😢😢
In my opinion, May Allah forgives me if I am wrong that, whoever has hurt me in my worst, betrayed me, hampered my respect, then I will forgive him/her for the sake of Allah only. But yeah, i will definitely keep in mind how that person is and deal with them by maintaining safe distance. Will help them in time of need, but will never maintain any kind of close relations with them.
Amazing Thinking...
She says a she wants to forgive her but can’t.it’s a lesson for those mother and son who thinks they can get away making someone else daughter suffer and how long it’s going to be only girls duty to be suffer by in laws and husband then forgive them after they die ? when these husbands and in laws going to learn that these actions has consequences.
jazakAllah brothers...I cried a lot watching this video...Allah Paak hamse raazi hojae aur bas ham wase ban jaen jaisa Allah hamse umeed kerta ha ameen 🤲
You are absolutely right,r Allah b to hmari Kai choti badi ghltio ko maf krta h to hme b ek dusre ki ghlti r taqleef ko Dr guzar krna chahiye usse duae b qubul hoti h gr apka Dil saf ho it's my personal experience
Ameeen suma ameen
Ameen suameen
Aameen
بہت خوبصورت باتیں اللہ تعالی اپ کے علم و عمل اور عمر میں برکت دے امین
بلکل درست فرمایا میرے ساتھ بھی ایسا ہی ہوابہت مشکل ہے معاف کرنا میری تو سگی خالہ ہے حد سے زیادہ سخت
اللهم صل على محمد وعلى آل محمد كما صليت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد اللهم بارك على محمد وعلى آل محمد كما باركت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد
Some pains r not easy to forgave,it depends how much pain a person gave u,intentionally takleef ko maaf karna not easy......
Gents jitney lecture ladies ko ghalat honey k detey hain agr apni aadhi effort bhi baqi gents ko sudharney pr laga dain tou maashrey mey divorce km ho jaey infact yey rishta hi aik dusrey ko ehmyat deney ka hai na k hr wqt aik dusrey k nuks nikaltey raho Allah ney inko kafeel bnaya hai jo k uski apni khubi hey kash mardon ko yey bat samajh aajaey jitna barha maqam ho utna hi barha kirdaar hota hai aur agr us maqam ka ghalat use ho tou ghr tabah hotey hain
@@sehrbano4255dear,I am a women but never takes unnecessary favor of a women,for me right is right and wrong is wrong, kehtey hain aurat hee aurat ka dukh samajhti hai but this is also true that aurat hee aurat ki dushman bhi hoti hai, I am not saying always saas is kharaab,kaheen saas kharaab tou kabhi bahu,kabhi nand tou kabhi bhabhi,aurat hee aurat ko tough time deti hai,and makes men fool in all relations,kabhi maa ban kay,kabhi wife tou kabhi behan ban kay,the more Jealousy u find in women u cannot find in anyone.Sometimes wife gave tough time to husband and sometimes husband gave tough time to wife, every relation is a 2 way traffic.
Bilkul aisa he hay, it depends on the level of pain mother in law gave her.
MASHA ALLAH simple n best solution 🎉 JAZAKALLAH khyr
Bilkul sahi relate kia waqia ap ny smjany k liy.Allah ap ko jaza dy
Subhan Allah beautiful video.
My heart cries after watching this video..
Allah pak hm sb sy razi ho ja bs.
it happened with me too,
mai itni fed up hogai thi us aziyat se ,
then finally i said these words khuda tu gawah rehna k maine mauf kardia hai, chahe mera dil amada na ho laiken maine tere bande ko maauf kardia hai, ab mere dil ko tu sambhal, maine apne hisay ka kaam kardia. jaise maine dil ko manaye bina or zehn se talk baton ko bhole bina bohat si zindagi badal dene wali bari ziyatiyon ko isliyay mauf kardia k roz e jaza us insan ki pakar na ho aise tu bhi mujh p rehem farmana.
Muaaf karna afzal hai but farz nahi kiunkeh sirf Allah ko pata hota hai keh kisi ney kitni aziyat bardaasht ki ,isi lye hukam hai keh,,"mazloom ki buddua sey bacho......."...agar koi mazloom dil bada ker ke budua nah bhi dey tou kabhi kabhi wo itni takleef mein hota hai keh uski Aah hi kaafi ho jati hai..aur Allah insaaf karta hai..
Zaberdst msg 👍 jazak Allah
Correct✅maaf karne ka motivation hona chahiye... Allaah sbko ata kre
Jii Zaroor...Hm sbko ye Motivation mile...Aameen...SummaAameen
Maff karna achi bat h lekin sab ni kr paty
Great talk..👍and great people can do this for The sake of Allah..es incident sy bara takleef da waqqya koe ho hi nahi sakta jo k Hazrat Abu bakar r.a k sath pesh aaya but unho ny labbaik kaha..muaf krna her insan k bas ki bat b nahi lekin muaf krna phir darguzar krna waqae main bohat bari akhlaqi jurrat hai..lekin agr koe kic ko constantly takleef dey raha ho zuban sy tou darguzar bohat hi mushkil ho jata hai,or Islam main major sins ki saza ki muafi nahi koe ghlat mat samjhy jese zina,chori qatal waghera,muafi optional hai..
SUBHAN ALLAH, YA ALLAH tu hum say razi ho ja
InshaAllah...Aameen❤
Bilkul maaf karna darguzar karna insaan ki sab se badi naiki hain
Or Dil halka bhi hojata he Aisa krne pr wrna Dil pr bojh rehta he .. wese bhi raat ko sb ko maaf krke suna chahiye
We have a cultural issue of abusing good relatives in the hope they will forgive us because forgiving people is part of the deen, well not making life hell for people is also part of deen. Instead of hoping everyone will forgive you or your mum or your wife, perhaps guide the people you can in this life to do better, instead of expecting victims of bad behavior to be the bigger person.
Its unfortunate so many households have the same issue and children grow up hating their extended families. May Allah guide us all to good actions and to actually take action when we see something wrong instead of expecting others to tolerate it.
Main Bhi Ek bar Cher jaon na To Bhot mushkil se Dil Main Jagah Banana Mushkil Hota Hai Meri saas Bhi Tang krti hai Phir Dil Bara krti hun then phir Again Jhoot Bolna Larna etc Phir bhi m koshish krti hun Maf kr saku Har bar bar Takleef Jo di jati hai wo Bhooli Nhi Jati Q k Shadi ka Waqt Bar bar nhi Ata na pal
اللہ پاک ہم سب بیٹیوں کو امی عائشہ صدیقہ رضی اللہ عنہا اور حضرت فاطمتہ الزہرا رضی اللہ عنہا کے نقش قدم پر چلنے والیاں بنا دیں ۔ اور ہمیں اپنے خاص فضل وکرم سے جنت الفردوس کا حقدار بناکروہاں پر امھات المؤمنین کی ہمسائیگی عطا فرمائیں۔ آمین ثم آمین یارب العالمین 🥰❤
MashaAllah...Aameen Summa Ameen
Ameen sumameen
AAMEEN
Ameen summa Ameen
@@islamickhwateen00⁸
Subhanallah❤ mashaAllah
❤❤❤
Mai bhi saas ko maaf nhi krskti😢😢😢bht dil dukhya hai mera jb k mai seedhi saadi aurt thi
Allah Aapko Zulm krne walo se door rakhe...
Meri saas or nand dusro ke samne mujhe kala
Baddsurat or apne bete ko fasane wala btati hai
Or bhi na jaane kya kya bolti hai
Aaj tk ek suit or chudi tak unhone mujhe nahi pehnayi
Yaha tak aaj tak unhone mere sir pr hath tak nahi rkha or dua karti hai ki ya to main unke ladke ko chod du ya mar jau
Main filhal unse bat nahi kr rhi
Kya mujhe unhe maaf krna chahiye
Bahut dil dukhane wali baat kehti hai wo😢😢😢😢
maaf kr dain plz
@@binasfoodsecrets4532g bilkul
Same like me because she don't want to change your attitude.
Every time disgrace me.
اے اللہ! میں تجھ سے دنیا و آخرت کی ساری بھلائی کی دعا مانگتی ہوں جو مجھ کو معلوم ہے اور جو نہیں معلوم، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں دنیا اور آخرت کی تمام برائیوں سے جو مجھ کو معلوم ہیں اور جو معلوم نہیں، اے اللہ! میں تجھ سے اس بھلائی کی طالب ہوں جو تیرے بندے اور تیرے نبی نے طلب کی ہے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں اس برائی سے جس سے تیرے بندے اور تیرے نبی نے پناہ چاہی ہے، اے اللہ! میں تجھ سے جنت کی طالب ہوں اور اس قول و عمل کی بھی جو جنت سے قریب کر دے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں جہنم سے اور اس قول و عمل سے جو جہنم سے قریب کر دے، اور میں تجھ سے سوال کرتی ہوں کہ ہر وہ حکم جس کا تو نے میرے لیے فیصلہ کیا ہے بہتر کر دے
SubhannAllah well explained
JazaakAllah...❤
Allah to hi reham karde hum ladkiyu par jis pe ziadati horahi hai allah to insaaf kar mere maula
InshaAllah...Aameen...
Aameen
Allah sab zalam log ko hadeyat de. Amen. Ase log zindige karab ker te he.
It’s not her fault . Her mother in law should’ve know what she is doing and I believe it’s her husband she shouldn’t forgive because he is the one who let it happened . He is the real culprit who couldn’t protect his wife .
Bilkul thk mrd hi ka kaam hota hai apni wife and morher ki respact krwana but unfortunately wo is ko drust tareeqey sey nahi krta aur shaid deen sey duri ki waja sey bhi nai krta at the end aurat hi aurat ki dushman bn jati hai
❤
U said right
Ye sab husband ki wajha se hota hai
U r right. boht se cases mein esa hota he k mard mein itni courage nae hoti k apni mother k against kuch kr paen, family pressure ko berdasht kr paen. Per kuch arsy bad unko deal krna ajata he, kuch position b strong ho jati he us mard ki. Shuru mein nae smjh ata unko ek dam se k kese krna he balance. Husband k sath sath i think jo us ka jo father he usko b chahye k wo apni wife ko control kre. K wo apni bahu k sath zyadati na kre. Jb wo head of the family he. To wo balance qaim b kre ghar mein. Per mostly wo bazurg baap khud kuch nae kr pa raha hota apni bivi k agay uski koi wuqat nae hoti na chalti he. Unhon ne apni begum ko hi head of the family bnaya hua hota he.
Just mantian safe distance between their in laws and forgot every thing in life with softened heart ❤❤❤❤❤
Bht mushkil ha no doubt kew k hum bht gunahgar log ha ,allah us behan samait hum aub k dil saf ker dan ameen
Masha allah, ye bayan sun k mein bohat roye, 😂 q k hum logo ko maf nahi karte
Write ALLAH PAK in capital letters out of respect.
Comments par k ansu a gae ankhon main k log jeeny q ni dyty orat sb say zayada apny shohar sy mohabat karti ha lakin 2sron ki wajah sy wo na kush rehti ha sari zindagi👀
Sirf Khush e ni talaq b dilwati ha SAS
Meri SAS ne Kiya ha ye sb jb k hum main biwi inteha se zyda Khush or muhbt krty thy
Jb k wo kamyab ho gai
Kya maf krna Asan ha k. Insan pal pal tarrap kr marr ra ho khud
With due respect sir agar aap zulm karny waly shakhs k hawaly se be baat karty....ghalat rawayyun ko bhe be sath he condemned karty tu buhat acha hota...beshak maaf karna buhat acha hai...maaf karny wala Allah ki nazar mai buhat pasandeeda hota hai laikn is ka yeh matlab tu nahe k hum sirf tasveer ka aik he rukh dhekhain aur bus maaf karny ki naseehatain karty rahain....saari saari umer shohar aur susral walo k hathon zaleel hony wali aurton ko yeh diye jaye k maaf kar do Allah buhat khush ho ga....
Bilkul sahi kaha
Sahi kaha dil jalta hai sonch sonchke k kya kya zulm seh gayi main is saas ka aur kuch na keh saki😢
جو لوگ بد لحاظی، بد اخلاقی اور اپنی زبان اور روںےء سے دوسروں کو ایذا رسانی کے عادی ہوں ان کو معاف کرنا ظالم کے ہاتھ مظبوط کرنے کے مترادف ہوگا ۔ ظلم کے خلاف آ واز اٹھانا مسلمانوں کا فرض ھے۔ایسا کرنے کی وجہ سے جو مشکلات آ ںیں ان پر صبر کرنا دین کا تقاضا ہے۔وتواصو بالحق وتوا صو بالصبر
U r wrong brother
Bilkul behter andaz mey apna difa bhi krna bht zruri hota hai but agr husband sath na dey tou wahan apna difa bhi nai ho sakta
Masha Allah
میں بھی ایک عورت ہوں کیا کیا نہیں سنا پڑھتا ہے سب اللہ ہے جب تک ہے زندگی ہے آج ہیں کل نہیں پھر کیا تھا کیا ہے بس اللہ ہے
Bhai dua kry k mery hubby Malaysia sy wapis a jaye 3 dino mai mujy asa lgta hy un k bagair meri sansy band hy
Bhai apni saas ki wja sy bari perichan ho allha ki qasmy bas mujy zehni aziyat deti hy hubby b out of country hy ami ko mai kuch btati nai ho paggal ho chuki ho mai qasmy kbi ami ghar aao tu ami meri terf dekh k rony lgti hy 28 ki ho 40 ki lgti ho buhat perichan ho mai mai apni saas ko maaf nai kro gi
Muaf kr b dn Kisi Tarah tou b pehly wala relation kbi b nah bn skta phr sy
جزاك الله خيرا ❤
Sahi keh rahy Han Jo insan itna dill dukha k gya ho osy maaf Karna Asan nhi yeh ma janti hun
Thanks for sharing your sweet knowledge,
Subhaan ALLah
But waqai aksar saas esi hi hoti h bahu ko itna majboor kar deti h k bahu maaf nhi kar pati h fir saari hadith sirf bahu k lye reh jati h 😢
Jazakallah Khair bhai 😢
Ye sawal maire dil ko salon se bechain rakhta hai bilkul yahi sawal maira b hai k bohot bohot koshish k bawajood main apni sas ko muaf nahi kr sakti main ne Allah se dua b ki hai mgr bekar
Maire sat to jo kia wo kia mgr maire baite r baiti k sat jo salook kia k chand mah r sal k bachon ko b nahi bakhsha sare ghar walon ne
Maire sas sussar ab hayat nahi hai
Meri shadi ko 13 saal hogy h mere husband kbi mjse hush ni hoty .ab mera dil b sakhat hogya h m khamoosh hogai hu or dil mai socha tha maaf ni krongi roze mehshar tumsy puchongi .Jo mere dil ka hal vo kisi ko ni bta skti bss mera darad ALLAH hi jnta h
Allah Taala Aapke Dil ko Sukoon de...
Allah aap ko achcha ajar de Aameen
Ya lateefu and ya wadoodo padho 313 baar
The main problem for us as women is that we keep on blaming every other person than the one who’s the real culprit . If the husband is such :.,?:!:$&! He’s gonna listen to every shitty advice from the other person no matter his mother, dad , friend a neighbor . Main thing to keep in mind is we have to forgive one person no matter how harsh bad or worst he or she did to us the reason can only be that won’t you like to be forgiven on the day of judgement by الله سُبحَانَهُ تعالٰى so if we keep this in our mind we can forgive that other person … just fear الله سُبحَانَهُ تعالٰى and the state of being answerable to him inshaAllah the rest will become easy
Sas ko asal ma maf na kr sakny ke asal vaja i think apka husband hota ha jb jb b vo apka sath bura krta ha apko sas ke zayatian yad ati hain r dil sa ahh niklti ha k kisi ke bati la k apny asy nakamy r zalim baty k hawaly ke jiske asi buri tabeyat ke unho na
Main jab b maaf karti hon pata nai phr Sy wo Sab yaad ajata.
Sab bhol jati lakin phr sy yaad ajata
MashaALLAH bohat acha beyan kiya but hum maaf to ker dety hai lekin bhoolty ni baat dil mn rakhty hai 😢😢😢dil sey baat ko kaisy nikaly
اپنوں کو بار بار معاف کرنا بھت مشکل ہے
Yehi imtehan hota hai agr pass kr lia tou khushyan aapki muntazir
Maaaf kerna q bohtt Zada mushkil h
Allah bless you
Maaf kr dana chaia Allah pak say us ka fazel mangna chaia.ager humain ksi na maaf na kia tu
Sahi hey wo to chale jate hey par unki wahjse se mia bibi me forever darrar pad jati hey .
Allah pa sub chor do.1 time ata h ka waqat ap ka hota h.aur ap bdlaa lany ki taqqat bi rakhty hn.aur badlaa lany ka bajay Allah kalia maaf kr daty hn.tu es ka sila Allah ka haan bahut bra h...
❤
Ya Allah jo zewr.mujhy use nai krny diya mera haq tha chori kia SAS NY us sas k pass na rahy koi usay b sb cheen le
SubhanAllah
Jb insan ye soch ly k agr mai maf krn ga to Allah mjy maf kr dy ga...to 1 min lgy ga maf krny mai...ur koi insan nhi dunya mai...nabi ur pegamber k ilawa...jin se koi galti ya gunah na hua ho...kitna b hm paband ho jain...koi nmaz qza ho jati fot ho jati h...😢
Allah bless you breather ❤🤲
❤
Hm kamzor iman waly itna bara dil kaha sy lain😭😭
sas ban kr khawatain firon ban jati hain i have lost my beautiful married years in bearing and suffering.
Infact you must narrate "what a person bears when he does not get forgiveness".
May be the consequences he bears will soften the heart of the person who suffered because of him, and he forgives.
بھائی صاحب اتنی بڑی کہانی سنانے کے بجاے اس خاتون کو حل بتائیں اور وہ یہ ہے ک اس خاتون کا شوہر اپنا رویہ بہتر کرے جب رویہ اچھا ہو جائے گا تو وہ خاتون خود بخود معاف کر دے گی
وہ آپ کو نبی کی زوجہ کا واقعہ بتا رہے ہیں اور آپ کہہ رہی ہیں کہ کہانی سنا رہے ہیں۔ شرم کا مقام ہے۔
It's not a kahani dear
Ye behan Kuch zada saas se tapi hui Hain. Ye bandi ki Kahani meri jc Hain aur aaj bhi Allhumdolillah saas zinda Hain aise aise alfAz sahay Hain ab aisa nahi k muaf na kare. At least marey hue log apnay aimal tak pohach gaye Hain kyu nahi muaf karti wo
اگر سارےحل آپ کے پاس جائیں وہاں بیٹھ کر دیں
قرآن و حدیث کی روشنی میں...
Masha Allah, very motivational. We all go through very tough, hard and difficult situations. We must forgive as we are seeking forgiveness from our Creator Allah swt 🤲
Pak k qanoon k.mutabiq jo zewr milta h sisral se bahu ka huta h bt onye yr bd sas ny chori krliya eleven yr se nai diya ek chez nai hubby se mili zewr k naam pr even haq mehr b nai three kid hn
Muaf karna chahye ye boht achi bat he, but sir I want explanation about, agar kisi ko ghalti ka ehsaas hojae wo shirminda ho usne zyadti be shak bpht bari ki ho but phir shirminda ho usko muaaf karna samajh men ata he, boht mushkil he but kar sakte hen muaaf. Lekin jo saas or susraal ki kahaniyan hen jo zyaadtiyan hen ye to musalsal hoti hen her waqt ki zehni aziyyat hoti he, wo shirminda b ni hote unko ehsaas b nai hota unho ne muafi maangi b nai hoti, is baarey men ek video bana len plz
ایسے لوگوں سے فاصلے رکھنے کا پورا حق ہے تاکہ انکی زیادتیوں سے بچا جاسکے اور ان کے لئے ہدایت کی دعا کریں ۔
@@aishaishrat3910 bilkul true, kabhi kabhi faasley rakhna orat k liye mushkil hojata he, joint family ki waja se,
@@aishaishrat3910
Je aik bar bhau alg tu ho jaiye...bus phir WO insaan nai hai
Susral wle us ko apni dushman. Smjte hain.
Her wqt baton Kay teer chlye jte hain😢
SUBHAN ALLAH ❤
13 sal ki takleef bhul k main apni sas ko maf krti hu😢
Bht khub sbko esey maaf krain jesey Allah sey chahti hain k wo hmey maaf krey
Mjjj C apnii sokan ko maaf nhiii Kia jaaa raaa, she's ill from last 12 years . Can't walk from more than 1 year, but she's made my life hell😢
@@mariaB23 Allah ki raza k liy maaf kr dain dil bra krin😭
same feeling here.
Bhai agr zulm krny wala zulm k bad muafi b na mangy to btaye usy kasy muaf kua jye?
Subhan Allah... I m new
Great
Maa k qadmo k neechy janat hy lakin saas ban k wo janat phisal sakti hy
Esy log k liye Islam me bs yehi h maaf krdu sb ko maaf krdu kia itna asaaan huta h mere parents ghr nai askty mujhy milny ssisral se bdtreen tashadud b mila police ko b bulaya Bina ref police fir b darj nai krti SAS ko bs zrhr nai diya maloom h jail hujaegi still SAS Sath h Kisi or Betay k Sath nai rehti na Meri Zindagi me asaaani ayegi ghr ka asar olaad mahool sehat sb pr prta h
ALLAH paak sbki or aapki or hmari Life me bhi Aasaniya paida farmade or hm sbki Tamam beemari or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
I always try to follow this bcoz agr Allah hmari Kai ghlti ko maf krta h r uspe pardh b dalta h to kya hm ek dusre ko maf ni kar skte also I do believe k saf dil Allah ka ghr hota h
MashaAllah...
Lekin yeh kmm bhtt zeyada mushkil hai
حضرت عمر رضی اللہ عنہ نے فرمایا مومن ایک موری سے 2 بار نہیں ڈھسا جا سکتا ۔۔۔۔۔ اور حضرت محمد صلی اللہ علیہ و آلہ وسلم نے فتح مکہ کے بعد حبشی کو معاف کر دیا تھا لیکن انکو اپنے سامنے آنے سے منع کر دیا کیونکہ انکو دیکھ کر نبی کریم کو اہنے چچا کا دوکھ تازہ ہو جاتا تھا ۔۔۔۔۔۔۔ معاف کر دے لیکن بار بار دوسرے کو ذلیل کرنے کا موقع نہ دے اپنا راستہ بدل لیں
yes you are absoultly right
@@rameelarustam902
سورہ نور آیت 22 اور سورہ النحل آیت 126
کی تشریح پڑھنے سے بہت سے سوالوں کے جوابات مل جاتے ہیں
Salam agr koi hmari raqam harap ly jb k hm zroorat mand hn r wo dy skta ho phir bhi usko maaf krden?
sir mere sth b kch aesa hoa h or mein kbi apny rishtydaron or apne sasural ko muaf nahi kro ga chahy mein jestni b koshish krlo
Kbhi kbhi hmari society main mother in law itnay bray bray zulm kr daiti hain apni fironiyat main k un ko maaf krna kci insan k bs ki baat nhain hoti.
Mere sath to ye masla ye hy k mene maaf krdiya hy lekin me ta’alluq nhi rakhna chahti dubarah se
Meri ammi ko allah aasani shafa de
Ma na bapni saas or susraalo fmly sa itni zehni azyat brdasht key h k Dil ni krta k uneh maaf kru.
Me aik question krna chati hun ksy kron is ka kia tareeka ha
Ma'am krna Afzal hai mgr is pe jbr nhi...badla bhi Islam mei hai ankh Ka badla ankh hath Ka badla hath ap maaf kr bhi dain TB bhi Allah ki mrzi wo maaf kray na kray..Allah Al Haq hai
Muaf krna chachye sirf yeh Soch K agar hum muaf Ni krty tu Allah sy muafi Ki umeed kesy krty Hain Allah fermata ha muaf kro K ma muaf krny waly ko passand krta hn simple bt ha samjhny ki
I dont know about forgiveness, but how to take out the pain and affect on our minds of cruel and selfish behaviours
I wont forgive because i know in mine or their last moments the person who has wronged me will come and ask for forgiveness with a lit if emotional blackmailing and manipulation....this is why they are continuing with the abuse because they know that i am a kindhearted and fearful person and i m likly to forgive them in the last moments so they dont care
Maaf krna asan ho jata h jub ap ny kisi shakhas ko bht kum milna ho ya dykhna ho.
Lykin jo daily bandha sath rhy aur zaleeel kry vah maafi nai apna difa krna chachy respectfully. Because Allah tala ny ye b kaha apny ap ko bus mera muhtaaj bnao na ky logo ka.
Jub ky shadi ky bad shoher kehty h tm hamri maaa ki gulam bna jao.
Jo ky islam me kahi nai h.
Apna point of view rkhna chachy aur apny Allah py bharusa rkhna chachy. Ta ky log choti choti baat py zaleeel na kry aur ky bad jo zahin aziat hoti vo bht mushkil sy berdasht hoti h.
Aj kal to vasy b depression aur anxiety itni zaidha ho gae h.
To saas ko b chachy positive rkhy aur acha salook kry
Khidmat krwalu shadi r jitna kharch hua sb pura hugya huga
Ye khi ki baat h kisi village ki nai educated ppl hn bht izat waly
Marhoom ko tou muaaf karna asaan hai magar jo zinda hai aur har roz humari jaan pe musallat hotey hai, Ek ghar me rehte huye, qidmat kartey huye, mu na lagna chaho fir b zabardasti mu lagtey hai, hukum chalatey hai unka kya karein??😢 Insaan kitna he ignore kar sakta hai😢
Kia ye zarori nahi hai jis nay Dil dukhaya takleef di wo maafi mangay bhi to Sahi ussay ahsas to ho Kay may nay Kisi ki khusyon ka katal kia hai. Sirf Jan say mar deny ko katal kehty Hain? Matlab na dosry ko ahsas hai or wo takleef p takleef diaye ja Raha hai or app nay maaf karty Jana hai? Bayshak Allah sab say Bara hai apny Rab sày maafi mil jaye is Kay liaye maaf bhi kr dain gain.
Same here, I didn't even forgive my saas. She is no more but she has ruined not only my life and my kids life rather many upcoming generations.
Same here
Same here
Allah Taala Apna bandon sa boht ziada mohubbat krta ha Wo apna bandon ki bahshash b kai tra sa frma data ha .maslan kisi ko Allah ki hatar maaf kia to Allah na usa maaf ker dia .Kabi kisi payara k marna per Allah ki Raza k lia Sabar kia to Allah na us k badla man Jannat ka Waada frmaya ha .Ab Yahan bat ya ha k hamara cheeho pukar krna aur Allah ki nashukri krna sa ya Allah RubulAlameen k bara man ghult kalmat kahna sa hummara payaron na wapis to thora ana ha bulka ak din hum na b ya dunya chorni hi ha magar sabar krna prr Allah taala na Jannat Ka Waada frmaya ha .Aur hummara Rub kitna Ziada Maharban ha k us na hummari taqat k mutabiq hi hummay aamal krna ko kha Sochiye k ager koi asa hukam hota k bhi koi tummara aziz ya rishtadar is dunya sa chala jaye aur tum na Aista b ni rona Ansoo bilkul ni bahana to hummara hal kia hota .
Har ruz maaf kar lety hu har ruz wo pher se del dukati hi .
Maaf ker ne k sath sath zara hamare buzurgon aur burro ko thora sikhade k saas suser ka koi haq nai k wo bahu pe zulm kare ya hukum challaye.. If she wrong this is husband duty control her.... Bare hone ka najayz fayda na uthaye..
Last 80 years se hamare baron ko deen samjjhaya hi nai jata. Unko unki boundaries hi nai batye jati. Her jhaga hukum chalna bare apna huq samjhte he.. They think hamara derja allah se bhi bara he hamare bacho pe naozu billah
Kuch mera b yehy hal hay .... main b maf nai kar pa rahai or shaid o b na sakay ku k jispy guzarti hay wohi janta hay
اسکا فیصلہ تو۔ اللہ تعالیٰ ہی کرے گا کہ زیادتی کرنے میں کس کا کتنا ہاتھ ہے۔ یہ چیزیں تو انسان کی خدا خوفی پر منحصر ہوتی ہیں۔
In susrali attitudes sy olad kharab ho jati chahye shohar acha ho jy saas qabr mn ja soy lykin na waqt wapas ata na hi olad thek hoti.
12 yr hugye shadi ko Jadu tona krti Hun ilzam h TB se nand ki death hui ilaj na krwaya last days me liyawat nation k ICU me 11.5 yr before admit JB hui tbhi Dr NY Keh diya tha k bht late hugye 90 per no chance . Bt me uski AJ b SAS ki mzr me death ki zemadar hun
Mauff kr dena chahie.agr mushkil lge to us ki jgga khud ko rkh kr dekh lei k agr mei Bure ho aur dosro se kis cheez ki khwahish hai.agr Maui kr do to Allah bhtt zyada ajjr dete hai
My maaf krna chahti hun. Lykin saas k hawaly sy sawal se hy k un ka muj pr kia haq tha k unho ny mujh pr ziadti ki?
Wo wqt jo miyyan biwi ik dusry ko smjh skty hn, ik bond bnta hy wo wqt ye log brbaad kr dyty hn,,
Bahu k liye ye log ghareeb b hoty hain.
Aur bahu ki mojudgima inki bytiyan mazzoor ki trha pri hoti hn.
Bahu ko nikrani ka drja dyty hn.
She changes herself totally opposite in front of her son. Aur us k jaty he aur. K ma heeran ryh jati hu. Is waja sy shohar b haqeeqt ni smjh pata.
Shohar apny tor pr haq talfi krta hy.
Kia ma paani my byh k i thi?
Kia ma la waris thi?
Kia unho ny mujy khareeda tha?
And she still talks harah if she want.
Ma dua krti hu k Allah mujy tofeeq dy k ma dil sy maaf kr sakun.
بدقسمتی سے ھمارا فیملی سسٹم اسلام پر نہیں بلکہ ہندوازم پر ہے جہاں بہو پر پورے سسرال کاحق ہوتا ہے۔ اسلام تو دین فطرت ہے مگر ھماری زندگیاں اس کی خوبصورتی سے محروم ہیں ۔
If someone doesn’t ask for forgiveness and continue to harm you and hurt you.
Mujy koe batayga k koe aap pa bohtan lagay aor apne galte be na many mafe be na mangy to banda usy kasy maaf kar sakta ha