Kuch Darshakon ko confusion hai. Pehla chart kisi real person ka nhi h, ek example kundali hai. Sambhav hai ki wo kisi ka D10 ho ya D9 ho Video me jo kundali analysis ki gai h weh sahi hai. Kyonki video ka purpose jyotish siddhant seekhna hai na ki ye dekhna ki example kundali kaisi hai. Waise shayad Rahu aur Ketu ki sthiti bhi Galat hai, lekin usse kisi ko koi pareshani nahi h. Lagta hai Rahu Ketu D1 me kahi bhi ho sakte hain, Lekin Sun aur Venus nahi.Ye to Rahu ketu ke saath anyaya hai.
Namaste sir, Mai ek astrologer hu..aur abhi just shuru hikiya hai sikhna, mujhe aap ka sikhane ka tarika bhaut pasand aya. kripya aap mujhe sikhane ka kasht karenge..aap se kaise baat ki jaye
Aap D-1 ke saath, Moon chart, Navmansha, Swansha, Karkansa, aur alag alag Karkon se bhi kundali adhyayan kar sakte hain. Usse pehle ye nischit kar le ki kundali se kya indication mil rhe hain.
Sabhi mahanubhavo ko pranam🙏 Video ko 5-7 min dekhege to aap sabhi gyaniyon ko samajh me aayega ki vastvik udahran me jo kundali batai gai hai wo bilkul sahi hai. Video ke shuruwat me jo kundali hai wo kisi vyakti ki nahi hai bas kuch shuwati tathyon ko spashta karne ke liye prayog ki gai h. Atah, apse nivedan h ki ham logo ko bhramit na kare. Apka bahut bahut dhanyawad 🙏
Dear Prof You completely destroyed the principles of astronomy by putting sun Venus distance of ~ 120 degrees. Impossible. Please reply and shut others who are just barking on mr subhash. Thanks
Ek aur knowledgeable person. 10 min video dekha hota to shayad samajh me aajata apko bhi ki first chart ek Random chart hai na ki actual chart. Jo actual chart Sir ne Analyze Kiya hai wo puri tarah se sahi h. Logo ko bahut jaldi hai comment krne ki, jabki khud kisi ko koi knowledge nahi de sakte.
Mr. Virendra when can we expect you to start teaching us the correct and in depth astrology practice without any fees. Waiting for your session eagerly.
@@ParashariJyotish Sir why are u apologizing? There r ppl who can't even use simple common sense. They r here just to show they r more knowledgeable but inside they have nothing to share. Please don't even respond to the comments of such ppl .
Subhash Ji, apke kehne ka matlab hai ki Venus, Sun se 16 degree door nahi ho sakta. Ho sakta hai Professor ji ki knowledge Astrology me Kam ho. Aap kyon nahi sikhate ham sabhi ko astrology? Venus and Sun can't be apart 16 degree. What a great analysis 😂
Sahi kha vipulji. Aise hi log hai jinhe khud kuch nahi aata bt dusro ke kaam me per adate hain. Ek channel hai jaha real me practical sikha rhe hain. Aur ye Bhai sahab alag hi gyaan de rhe hain
Kuch Darshakon ko confusion hai. Pehla chart kisi real person ka nhi h, ek example kundali hai. Sambhav hai ki wo kisi ka D10 ho ya D9 ho Video me jo kundali analysis ki gai h weh sahi hai.
Kyonki video ka purpose jyotish siddhant seekhna hai na ki ye dekhna ki example kundali kaisi hai. Waise shayad Rahu aur Ketu ki sthiti bhi Galat hai, lekin usse kisi ko koi pareshani nahi h. Lagta hai Rahu Ketu D1 me kahi bhi ho sakte hain, Lekin Sun aur Venus nahi.Ye to Rahu ketu ke saath anyaya hai.
kya baat hai sir, lajawab hai aap.... 👌👌
wow very great sir
Really correct method to start analyzing. Rarely good video are found on You tube.and this is one among them.
Very good sir
Guruji aap such me bahut acha sikhate ho...
Dhanyawad
Please tell me which kundli software we can use suggest me
Namaste sir, Mai ek astrologer hu..aur abhi just shuru hikiya hai sikhna, mujhe aap ka sikhane ka tarika bhaut pasand aya. kripya aap mujhe sikhane ka kasht karenge..aap se kaise baat ki jaye
Sir fir kyaa chandra kundli hi dekhna chahiye ya lagna chart dekhen
Sr shadbal kis application se dekhna hai
Muje bhi sikhsna he guruji jyotish.. 👏
Nehi honga
10:20 higher education is analysed based on 9th house,not 4 or 5th house which are indicator of primary education & intelligence respectively...
Right yah chart d1 ke alawa baki koi verg ho skte hai .....❤
सीताराम आदरणी ❤
rahu in 3rd house hai toh ketu 9th house mai hga naki 8th house
Krupaya graho ke vedh ke bare me bataye
Vedha, Badhaka aur Pachaka etc. isse sambandhit videos shayad uplabdh nhi ho paa rahe hain. Koshish karenge ki fir se record kar liye jaye.
Sir for the health related issues is it advisable to analyze Rashi Chart or other such as Moon, Swansh, etc? Please inform 🙏
For Health related problems, D-1 gives better indication, as it's the physical aspect of a person. So, primarily look for D-1.
Vivah during direction pradeep please lecture
❤❤❤🎉🎉🎉❤❤❤
Sir ji try Kiya lekin bahut chije match nhi hui. Aur kin tarah se analyze kar skte hai pls bataye 🙏
Aap D-1 ke saath, Moon chart, Navmansha, Swansha, Karkansa, aur alag alag Karkon se bhi kundali adhyayan kar sakte hain. Usse pehle ye nischit kar le ki kundali se kya indication mil rhe hain.
Sabhi mahanubhavo ko pranam🙏 Video ko 5-7 min dekhege to aap sabhi gyaniyon ko samajh me aayega ki vastvik udahran me jo kundali batai gai hai wo bilkul sahi hai. Video ke shuruwat me jo kundali hai wo kisi vyakti ki nahi hai bas kuch shuwati tathyon ko spashta karne ke liye prayog ki gai h.
Atah, apse nivedan h ki ham logo ko bhramit na kare. Apka bahut bahut dhanyawad 🙏
ओह परिवर्तन हे मंगल चन्द्र
Rahu ketu ki stithi thik nahi h
विपरीत राजयोग?
Khuch samj nhi aa raha hey
सर्, आधा टाइम तो निकाल दिया, काम की बात बताओ सीधे
मंगल नीच राशी
Aap hindime kudlime ke nam likhiye
बहुत सारे लोगोने अपने ज्ञान को अपने तक ही सीमित रखा है इससे तो यह अच्छा है ना
कृपया कोई टीका ना करें सुझाव जरूर दें सकतें हैं
Ye jatak Nirnay lene me mahan hai Iska karan bhram karanewala wyay me gaya ! Ye bahut mahabhag wyakti hai kamal hai 😅😂 job chod dete hai 😂😂😂😂😂😂
Sir ji ye chart hi galat hai. Venus kabhi sun se itni door nhi ho sakta
Please read pinned comment.
Kp system is easier than this
Every system is excellent in itself. It's upto us as which system we choose.
Yeh to jyda Chandra kundli 😮
Dear Prof You completely destroyed the principles of astronomy by putting sun Venus distance of ~ 120 degrees. Impossible. Please reply and shut others who are just barking on mr subhash. Thanks
Ek aur knowledgeable person. 10 min video dekha hota to shayad samajh me aajata apko bhi ki first chart ek Random chart hai na ki actual chart. Jo actual chart Sir ne Analyze Kiya hai wo puri tarah se sahi h.
Logo ko bahut jaldi hai comment krne ki, jabki khud kisi ko koi knowledge nahi de sakte.
Maafi Chahenge Virendra Ji. Hamare knowledge ko improve karne ke liye Dhanyawad
Mr. Virendra when can we expect you to start teaching us the correct and in depth astrology practice without any fees. Waiting for your session eagerly.
@@ParashariJyotish Sir why are u apologizing? There r ppl who can't even use simple common sense. They r here just to show they r more knowledgeable but inside they have nothing to share. Please don't even respond to the comments of such ppl .
Tod jod analysis 😂
XXX nothing understand. First of all explain basic concepts about how to read birth chart.
चंद्र कुंडली के हिसाब से अरविंद केजरीवाल जेल भी जाएगा क्योंकि चंद्र कुंडली में राहु १२ वें घर में है
यह आपने नहीं बताया
ये चार्ट ही गलत है वीनस सुर्य से इतनी दूर नहीं हो सकता
Subhash Ji, apke kehne ka matlab hai ki Venus, Sun se 16 degree door nahi ho sakta. Ho sakta hai Professor ji ki knowledge Astrology me Kam ho. Aap kyon nahi sikhate ham sabhi ko astrology?
Venus and Sun can't be apart 16 degree. What a great analysis 😂
Sahi kha vipulji. Aise hi log hai jinhe khud kuch nahi aata bt dusro ke kaam me per adate hain. Ek channel hai jaha real me practical sikha rhe hain. Aur ye Bhai sahab alag hi gyaan de rhe hain
Apke Gyan ko Namaskar, Rishi parashar ke baad Subhash ji ka naam hi kaha jata h. Kai grantho me mene subhas ji ka naam pada h
Mafi Chahenge Subash Ji, dhanyawad hamari knowledge ko improve karne ke liye.
Your point is correct.
If Sun is in 2nd house in lagan chart then Venus cannot be in 10 th house. Venus in this case must be in 1st or 3rd house .