नमस्ते सर मल्टीमीटर में 55volt show कर रहा है पर betteey connect करने पर red light on nahi ho Rahi bettery भी चार्ज नहीं हो रही है fan लगातार चल रहा है please help
@akpowerinverter6880 Mosfet me kisi bhi tarah ka switching nhi ho raha hai sir led light bhi laga ke dekh liya ab lagta hai 3525 ic hi chenge karna hoga
Sir 54v lithium battery e rikshaw charger Kuch der chalne ke bad of hota hei fir on hota hei fir kuch der chalne ke bad of hota hai fir on hota hai ye kiya problem ho sakta hai.
Sir mera set spply dene pr out led on hota h but koi volt na fan chal raha h aur thora ser ke baad green light do ,do kr blink kar raha h.please koi upay bataye
Dry soldring check kar lijiye uske bad mein inductor coil and relay aur power supply section check kar lijiye iske bad na ho to control card change karke dekh lijiye
Bhai mera 48v lion charger pe fan ko 12v nahin araha hai aur red light nahin dikha raha hai only yellow light.pls suggest me sir counse component kharab hai
Hello bhai Bhai mere pass bhi joy e bike he 2sall se uper ho gya hee bhai meri joy e bike ke charger mee. Dust bhutt he tu esse safff krana chahiye please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir rectifier unit aata hai aska load test kese kare? Input :230v ac Output :54v dc power:4000watt agar aska amp nikale to 74amp hota hai Atna jada amp ka load banana reparing setup pe thoda tuf hai aska koi solution ho to bataiye.mene 100watt 24vdc ke 3bulp series me karke chota setup banaya hai load test ke liye par vo kafi nahi hai 24v dc bulp jabhibhi kharab ho jata hai or abto vo market me bhi kam hi milte hai koi dusra upay ho ro vidio jarur banaiyega.
Sir mre pass esa hi ek charger aaya usme mens dete hi sari led on ho jati he fan bhi chal jata he esme kya problem ho sakti he mene sari ic mosfed sab chej kar dekh liya par sem problem he kya koi salusan hi sakta please help 3 din ho gye
Sir same chager hai but usme 12 volt nahi aa raha hai, chager on nahi hota hai ,viper and 10 ohm resistor change kiya but dc dene per, fir bhi on nahi ho raha hai no led glowing pls help pls replay
Namshkar sir Very nice information sir Mere pas ye charger aaya hai sir usme ntc burn Tha change Kiya on ho gaya lekin 15A se jayada load le rha hai ji
Sir kisi kisi e bike charger mein component ke upar paste rahta hai aur circuit ke neeche bhi wahi paste rehta hai jis ke karan wo circuit bahar nhi aati hai use kaise bahar nikaale us par ek video chahiye.😢
Sir meter me voltage show kar raha hai par battery charge nahi kar raha hai kya check kare
Mosfet nikaalne ke bad LED lagakar check kar le switching ho raha hai ki nahin
Good morning sir
Mosfit switching kar raha hai but red light on nahi ho Rahi but green light on hai but bettery charge nhi ho rahi hai
Dry soldering check kar lijiye sg3525 change kar kar dekh le
नमस्ते सर मल्टीमीटर में 55volt show कर रहा है पर betteey connect करने पर red light on nahi ho Rahi bettery भी चार्ज नहीं हो रही है fan लगातार चल रहा है please help
Good information sir ji
So nice of you
Sir same charger hai mosphate aur p6ke ud jata hai pl help
@@aneelchawla1200 kaun sa mosfet lagate Hain sim mosfet lagaiye and capacitor bhi check kar lijiye
Sir isme viper ic ke jo resistance lagi hai badi si green colour ki uski value kya hai
Kis jagah lagi hai
Will you Undertake Charr Repair of We Send
Koshish karenge
Sir
I m interested to learn ev charger repair from you.will you help me..?
Ok good
Sir is charger me sabhi light jal raha hai aur is charger me ic bhi switching nahin kar raha hai kya problem ho sakta hai kripya kr ke bataye 🙏
Aapke pass child PCB ho to usko change karke dekh lijiye
@akpowerinverter6880 child pcb ka men ic change kr chuka hu sir bus KA3525 ic change karna bacha hai phir sab kuchh change kr chuka hu
@@Repairing.7 aap ye check kar lijiye ki mosfet pe drive ja raha hai switch ho raha hai ki nahin yah check kar le
@akpowerinverter6880 Mosfet me kisi bhi tarah ka switching nhi ho raha hai sir led light bhi laga ke dekh liya ab lagta hai 3525 ic hi chenge karna hoga
Aap charger repair Kara doge kya bat karne ko aap ka nambur chahiye
Kya problem ho raha hai
Sir ji aap ka shop kaha pe hai
Up jila Balrampur post utraula near MJ activity High school mankapur road pin code 271604
Sir 54v lithium battery e rikshaw charger Kuch der chalne ke bad of hota hei fir on hota hei fir kuch der chalne ke bad of hota hai fir on hota hai ye kiya problem ho sakta hai.
Uska cut off voltage check kar lijiye kitne volt per cut off kar raha hai
sir uska jo 2 mosfit use hua uska no pleaae.tumhara address please
24n60m2
Very good
So nice
48 v xiom ko charger ko test karne ke liye 60 volt adaptor se test kar sakte hain
Test kar sakte hain
Sir mera set spply dene pr out led on hota h but koi volt na fan chal raha h aur thora ser ke baad green light do ,do kr blink kar raha h.please koi upay bataye
Dry soldring check kar lijiye uske bad mein inductor coil and relay aur power supply section check kar lijiye iske bad na ho to control card change karke dekh lijiye
@akpowerinverter6880 sir good morning
Control card me 11 v, 4 v, aa raha but
Smae condition me h
12v ok
Aur sir ji control card me ic bhi different no h Thora help kijiye ic no kya lagega
@@jawedkhan-mh9ch same ic mile ya pura control card change karke dekh lijiye
Piche wali side me konsi ic lagi hui he
Filhal is me ka hamare pass abhi nahin hai aap apne use set mein dekh lijiye video mein nahin bataya hun
sir out put said jo smd tranjister lage hai waha pr konse no ke tranjister dale
Kaun sa number hai smd transister ka
बिना बैटरी के चार्जिंग पॉइंट पर 38 से 42 v अप डाउन हो रहा है और बिना बैटरी के चार्जिंग सॉकेट में वोल्टेज भी दिख रहा है plz rply
और बिना बैटरी लगाए हुए वोल्टेज भी आ रहे हैं
Inductor coil and dry soldering or relay check kar le
Mera same charger hai cut off horahai bar bar pls tell maine reley change kiya hai problem resis pls help
Inductor dry soldering switching pulse MOSFET check kar len
Bhai mera 48v lion charger pe fan ko 12v nahin araha hai aur red light nahin dikha raha hai only yellow light.pls suggest me sir counse component kharab hai
Power supply section check kar le aur switching section check kar len
Aap charger repair Kara doge kya
Kaun sa charger hai
Thank sir
Good 👍👍 information sir
Thanks and welcome
Sir on kar ne per firsy red ac wala red led on ho ta he,, dc ka led not on.
No output. Kya fault ho ga ye charger me
Dry soldering ya koi connection mein problem hai
Hello bhai
Bhai mere pass bhi joy e bike he 2sall se uper ho gya hee bhai meri joy e bike ke charger mee. Dust bhutt he tu esse safff krana chahiye please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Agrr kran he tu kis se krana he please reply
saaf kar le
@@akpowerinverter6880 bhai ye btao kiii safd krvana kis se he ya ghar pe hi kr le agr equipments se hee please reply
@@dhruvarora7154 air gan se saaf kar sakte hain
@@akpowerinverter6880 bhaiya ye kya hota hai
Sar hmari active ka charger chal nhi raha hai
Aap ki soap kha hai
UP jila Balrampur post Utraula near MJ activity High school mankapur Road pin code 271604
Sir rectifier unit aata hai aska load test kese kare? Input :230v ac Output :54v dc power:4000watt agar aska amp nikale to 74amp hota hai Atna jada amp ka load banana reparing setup pe thoda tuf hai aska koi solution ho to bataiye.mene 100watt 24vdc ke 3bulp series me karke chota setup banaya hai load test ke liye par vo kafi nahi hai 24v dc bulp jabhibhi kharab ho jata hai or abto vo market me bhi kam hi milte hai koi dusra upay ho ro vidio jarur banaiyega.
Kitne voltage Tak check karna hai
Chargar ka fan chalu nai ho ra h kay check kru
Fan check kar le
@@akpowerinverter6880 fan chalu h bhai
@@akpowerinverter6880 todi der Charing chalu rahti h bad me band ho jati h..
@@ashishdurge2914 relay check kar le ya dry soldering se bhi problem ho sakta hai
Sir mre pass esa hi ek charger aaya usme mens dete hi sari led on ho jati he fan bhi chal jata he esme kya problem ho sakti he mene sari ic mosfed sab chej kar dekh liya par sem problem he kya koi salusan hi sakta please help 3 din ho gye
Comparator ic check karain
Battery connector and dry soldering and SG 3525 check kar len
Contact number milega aap ka
My WhatsApp number 9453802056
Sir, this joy charger me 60v Ata he
Kya chek kare .
Problem ke hisab se check kiya jata hai
Sir, joy charger old version and new version same output 67v??
0ld version 0ne 61v and 65v show.
Output switching vibhag check kar len
Sir usaka MOSFET kaise check kare
Jis tarah se adar charger ka mosfet check Kiya jata Hai usi tarah se iska bhi mosfet check kiya jaega
Sir dc main 35 25 par kitana volt banega ye bhi batye ga
Ok next time
Sir same chager hai but usme 12 volt nahi aa raha hai, chager on nahi hota hai ,viper and 10 ohm resistor change kiya but dc dene per, fir bhi on nahi ho raha hai no led glowing pls help pls replay
Power supply se 10 volt banta hai jab tak yah Nahin Banega on Nahin hoga
😂Full distrabenes🎉
48 volt aur 72 volt charger Mein empier Kitna Aata Hai
2 amp se lekar 18 amp Tak rahata hai
@@akpowerinverter6880 thank you so much for helping
Nicevideosir
Thanks
Good job..yr yar fan chalu nai ho ra h..charing nai ho rahi h
Kya problem kar raha hai
Namshkar sir
Very nice information sir
Mere pas ye charger aaya hai sir usme ntc burn Tha change Kiya on ho gaya lekin 15A se jayada load le rha hai ji
Dry soldring problem ya resistence koi open hai
Sir charger autocutoff ho raha hai...or awaj b kar rahi...kya kare
Kaun sa charger Hai model kya hai
@@akpowerinverter6880 santla company ka 48 v ka...ampere ki rio model scooty ka..
Jyadatar dry problem se ho ta hai
@@akpowerinverter6880 thanks problem solve ho gai...
Bhai output 54.6v de raha hai but fan ko 12v nahi de raha hai isiliye red light nahin a Raha hai
Fan check kar lijiye transistor npn check kar lijiye
वोल्टेज सही दिखा रहा है परन्तु बैटरी चार्ज नहीं हो रहा आउट पुट लीड में वोल्टेज 82-5 दिखा रहा है रास्ता दिखाने की कृपा करें धन्यवाद
SN74HC04N ic change kar kar dekh le
मेरा चार्जिंग २५% के ऊपर नहीं जाता
Try soldering relay inductor ya dry ho sakta hai check kar lijiye chilled PCB mein problem ho sakta hai
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
Thanks and welcome
Address digeye
UP jila Balrampur post Utraula near MJ activity High school mankapur Road pin code 271604
Sir kisi kisi e bike charger mein component ke upar paste rahta hai aur circuit ke neeche bhi wahi paste rehta hai jis ke karan wo circuit bahar nhi aati hai use kaise bahar nikaale us par ek video chahiye.😢
Uske liye thinner ya petrol istemal kar sakte hain nikaalne ke liye
Nice
Thanks
Mera sem charger se dhua nikal ke charging band ho gya 😢
Short circuit check kar len
two wheeler charger repair
Yah video 60 volt battery charger ke liye hai
Video clean banye
Ok Bhai
Sir address dijiye
UP jila Balrampur post Utraula near MJ activity High school mankapur Road pin code 271604
Bhaiya apna no. Do please
My WhatsApp number 9453802056
Aapka no br
My WhatsApp number 9453802056
Pagal jyse clip mat babao
My WhatsApp number 9453802056
Sir number
My WhatsApp number 9453802056
Charger reapair karana he contect number ya address de dijiye
Near MJ activity High school mankapur Road Utraula jila Balrampur
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
Nice
Very nice