हमारे पास 24 बोल्ट वाला इनवेटर है जिस पर डेड सौ वार्ड के दो बैटरी लगे हुए हैं और हमारे पास 40 एंपियर के दो बेटरे हैं क्या उन्हें हम जोड़ सकते हैं जोड़ने की विधि बताएं
bhai mere paas ek 38amp ki car battry hai dusra 80amp ki tractor ki battry hai to kya dono ko Siris karne par battry kharab bhi hogi.please reply me bhai
ap chanal bhut acha hai .0r mein bhut kuch sekha . ap ke video ke ilawa koi or chanal dekhnay ko dil ni krta .mje ap ki hr vido or ap ke baten bht nice hoti hain ....
Bhai sabse phle current high voltage se low voltage ki trph flow hoga jab choti battery ke voltage 10 hoge aur bdi ka 12 volt he to choti battery bdi battery se charge hona start ho jayegi khrab kese hogi 😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀
Kya 24 volt invertor ko 12 volt ki ek hi bettry lga sakte hai kya inverter chlega ! Or (agar ups mein series connection ki bjay Galti se parllol ho Jaye to kya Hoga ya parllol ki bjay series connection ho to kya Hoga please btaeye !
Meri gadi may company ne 35Ah battery di hai jo alternator se charge hoti hai pur mai aur ek 45Ah battery dalna chahta hoon jo accessories ko chalaye toh kya 2 car battery 35Ah & 45Ah ko ek saath parallel connect kar k gadi k alternator se charge kar sakta hoon?Kya Alternator dono battery ka load otha lega?Thanks
Series Mein Lagane se volt 12+12=24volt Ho Jayenge 150ah rahega Barrel Mein Lagane se 150ah+150ah =300ah ho jayenge 12 volt rahega Dono battery sahi hai to barabar backup milega Chahe series Mein lagao yeah parallel connection mein shart Ya Hai battery donon Sahi honi chahie
Sir mai 150 ah and 200 ah ko parallel connect kiya hai solar system k sath to ek battery jyada down to nhi hogi . . Solar system 1kw tak support krta hai 12 v ka system hai
Isme apne jo chiz batai sab same hona chahiye, to ye sab parallel connection wale system (battery) me bhi hona chahiye. Plz reply kyoki mere pas 12 volt inverter or exide ki tubular battery he to me parallel connection ke liye dusri battery bhi same company same model lena hoga.
Dimag me ek khurafat hai agar hamare pass 24 v ya 36 v ka inverter ho or ek battery 12 v 150 ah ki to dusri battery ki jagha hum 12 v ki power supply ya 12 v ka adaptor serious me battery k sath laga sakte hai for time being (abhi dusri battery ka budget kam hai) agar ha to supply kitne amp ki honi chahiye. Or video v bana dena aap k video kafi ache or jaldi say samaj aate hai.
Baat To wahi padegi koi fayda nahi hoga chal To Jayega Lekin timing Hamein 1 battery Jitna Milega 24 volt mein aur adaptor bhi e high ampere ka Lana hoga koi matlab Nahin Hai
Mere pass 75ah ki battery hai 12 volt⚡. Kya mai use 24volt ke inverter me serise conection kr ke chala skta hu. Koi ishu to nhi hoga.. Battery 🔋 kafi hai mere pass to parell conection krke 6 battery 24volt krke join kr skta hu kya mai. Isse koi dikaat to nhi.. Backup acha mile ga isse.. Ya Konsa model ka inverter lena sahi rahe ga iske liye.. 🙂 🙂
Bhai mere pass 12 volt ki 2 batterys hai Or ek 12 volt ka Enverter hai series mai connection kare ki paller mai kare koi problem to nahi hogi rply pls thankq
@@electricsciencetrick kyu aaj he mai ne apna inverter banwaya hai aap ki video dekha kar series mai connection kar diya tha or mera inverter jal gya aaj he company ka banda aya tha
सर मेरा इन्वर्टर 1100v का है अभी मैं इससे 150amh की बैटरी चार्ज करता हूं लेकिन उसका बैकअप कम हो गया है इसलिए मैं उसमे 220amh की बैटरी नई लगाना चाहता हूं ताकि ज्यादा बैकअप मिल सके, तो हमको उन दोनों बैटरी 150 और 220 को कैसे जोड़े? One by one दोनों बैटरी को कैसे चार्ज कर सकते है? क्या इन्वर्टर और बैटरी के बीच में स्विच लगा कर one by one बैटरी को चार्ज कर सकते है? ऐसा करने पर कोई प्रॉब्लम तो नही होगी??? सर प्लीज् help me
Bhai kuch bhi clear ni huaa is video se to partical karke dekho ese bolne se kuch ni hota dono battery pe ampere meter aur volt meter lga ke pratical kre
Sar mere pass 200mh luminous ka battery hi aur inverter microtake 1250 jumbo hi aur exide ka 100ah truckers battery hi Kiya dono ko baraller connection kar sakte hain
sir cable ke pipe lenter mein dalne ka tarika kyu ki mein house wiring sikh rha hoon apne lenter mein piping krte hein sab btayea lekin cable ka pipe kaise dalte hein yeh nhi btaya ek video mein mein punjab se hoon sir aur aappki videos dekh ta rehta hoon
Sir mere pas single baitriri and 1400 xp ka maicrotech ka inwarter hai Mai isme 1 aur 12 vol ka baitri jodna chahta hu Kaise jodu Mere pas 230 ke 2 baitri hai
Chaliyeee amir via aap ka 4 saal Walmart purana video v dekh rahaaa hu
bhaiya bot bot shukriya ma do battery ko lekar bot confusion me tha
Asslamualaikum bhai Thanks you so much Jajakumullahukhairan Khudahafis
1075 inverter se se 2 battery parallel charge ho jayega ?
बहुत खूब भाई..
बहुत अच्छे से समझाते हो..
Thankyou Sar bahut acchi Jankari Diya aapane
Parallel connection mein jyada fayda hai ya series connection mein jyada fayda hai /aur inmein kitne ki inverter lagni chahie
ধন্যবাদ ভাই আপনার ভিডিও খুব ভালো লাগলো
Parallel connection sir ji. U r great .
हमारे पास 24 बोल्ट वाला इनवेटर है जिस पर डेड सौ वार्ड के दो बैटरी लगे हुए हैं और हमारे पास 40 एंपियर के दो बेटरे हैं क्या उन्हें हम जोड़ सकते हैं जोड़ने की विधि बताएं
@@umeshsuman138 on
Good viedio mai pakistan sy ho
Bahut hi kam ki jankari di h 👍
Bahut badhiya video
बहुत बहुत बढ़िया जानकारी
You're right sir nice vidio
bhai mere paas ek 38amp ki car battry hai dusra 80amp ki tractor ki battry hai to kya dono ko Siris karne par battry kharab bhi hogi.please reply me bhai
Ooo bhul gya kya naam thaa😂😂
Nice explain ❤
150 ah add with car battery, does it make any fault or damage
👍 👍 👍 👍 Like to share very good bhai ❤️ like
Which is the best solar inverter battery and solar ups please tell me bro
7425957458
Thanks again for battery information...
Hi bro..kia hm 2 batteries of 100ah ko parallel ma connect kr KY 200ah ki battery KY Sath series kr sakty han
bhut acha .nice information
ap chanal bhut acha hai .0r mein bhut kuch sekha . ap ke video ke ilawa koi or chanal dekhnay ko dil ni krta .mje ap ki hr vido or ap ke baten bht nice hoti hain ....
Good bro ek no.
Sir u ar best
Bhai sabse phle current high voltage se low voltage ki trph flow hoga jab choti battery ke voltage 10 hoge aur bdi ka 12 volt he to choti battery bdi battery se charge hona start ho jayegi khrab kese hogi 😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀😀
very good sir
Sir ye dono battery parallal kr sakte h
Very nice video 👍
नीली बैटरी के साथ 50 ah की बैटरी को परलल करो तब 150 से सीरीज करो तो ठीक रहेगा
Ha bhai 😇😇😇😆👍👍👍
Kya 24 volt invertor ko 12 volt ki ek hi bettry lga sakte hai kya inverter chlega ! Or (agar ups mein series connection ki bjay Galti se parllol ho Jaye to kya Hoga ya parllol ki bjay series connection ho to kya Hoga please btaeye !
Parallel connection kar de to kuch nahi hoga Lekin in 12 volt inverter mein series connection Kar Diya to inverter kharab ho jayega
Very good
Very very good 👍👍👍
nice info sir , ghar ke liye do battery ka series connection karna badiya rehta hai ya fir parrerel connection karna sahi rahta hai, pls batayen
Sir ye series conection nahi kar skte to isko parelal me 150ah aur 100ah connection kar sakte he kya ?? Plz bataiye sir
अराम से 250ah 12वोल्ट दो गुणा बॅक अप
Meri gadi may company ne 35Ah battery di hai jo alternator se charge hoti hai pur mai aur ek 45Ah battery dalna chahta hoon jo accessories ko chalaye toh kya 2 car battery 35Ah & 45Ah ko ek saath parallel connect kar k gadi k alternator se charge kar sakta hoon?Kya Alternator dono battery ka load otha lega?Thanks
Thank U very nice Video
You are great sir.
👍👌
Mai Nepal se hu vhaiya plz bataiye EK baat 100 ah ka hi battery chota hoya Bada konection karsakte Hai Kya 😢
Super
Sir agar battry 160 aur dusri 180 ki ho toh chale gai
Bhai series me Jada backup milega ki parallel me
Series me lganne se kya hoga
Parallel me lganne se kya hoga
Series Mein Lagane se volt 12+12=24volt Ho Jayenge 150ah rahega
Barrel Mein Lagane se 150ah+150ah =300ah ho jayenge 12 volt rahega
Dono battery sahi hai to barabar backup milega Chahe series Mein lagao yeah parallel connection mein shart Ya Hai battery donon Sahi honi chahie
@@electricsciencetrick no series m backup jyada hoga because efficiency of 24 v inverter is always high than 12 v inverter
Nice sir
Sir mai 150 ah and 200 ah ko parallel connect kiya hai solar system k sath to ek battery jyada down to nhi hogi . . Solar system 1kw tak support krta hai 12 v ka system hai
Nahi hogi dono barabar hogi
Nice.
Nice
Kya 100ah battery me 20 ya 50 ah battery connection krne pr battery pe koi effect padega plz.
Bro same ah he use krthe h
Isme apne jo chiz batai sab same hona chahiye, to ye sab parallel connection wale system (battery) me bhi hona chahiye. Plz reply kyoki mere pas 12 volt inverter or exide ki tubular battery he to me parallel connection ke liye dusri battery bhi same company same model lena hoga.
Agar parallel connection kar rahe ho to Kisi bhi company ki Laga sakte ho
@@electricsciencetrick thank you sir
Alg alg Ah kii battery ko parallel jodne se koi nuksan to nhi h n???
Donon batteries kharab ho jaey gi
Sir mere pas solar battery 40 ah ka hai dusra battery car hai 100 ah donon Jod kar Chala sakte hain inverter per
Dimag me ek khurafat hai agar hamare pass 24 v ya 36 v ka inverter ho or ek battery 12 v 150 ah ki to dusri battery ki jagha hum 12 v ki power supply ya 12 v ka adaptor serious me battery k sath laga sakte hai for time being (abhi dusri battery ka budget kam hai) agar ha to supply kitne amp ki honi chahiye. Or video v bana dena aap k video kafi ache or jaldi say samaj aate hai.
Baat To wahi padegi koi fayda nahi hoga chal To Jayega Lekin timing Hamein 1 battery Jitna Milega 24 volt mein aur adaptor bhi e high ampere ka Lana hoga koi matlab Nahin Hai
Good information
AH are same?
Thanks
Sir me 24v1450 ka UPS lgay he usme felt 150ah 100ah lagai he to chalega
100amp tak back up milega aur battery 100ah ki jaldi kharab hosaktihe
140ah or 100ah battery jod sakte h ya nahi
Series connection mein nahi parallel connection mein
Mere pass 75ah ki battery hai 12 volt⚡.
Kya mai use 24volt ke inverter me serise conection kr ke chala skta hu. Koi ishu to nhi hoga..
Battery 🔋 kafi hai mere pass to parell conection krke 6 battery 24volt krke join kr skta hu kya mai.
Isse koi dikaat to nhi..
Backup acha mile ga isse..
Ya Konsa model ka inverter lena sahi rahe ga iske liye.. 🙂 🙂
Ha
Amir bhai solar nxg ke dusre dip switch ki settings kb tk bata rahe ho.... Ab to bahut time ho gya....
Ha sorry bas video Banayenge jald
Bhai ek he line bar bar mat repeat kiya kr. Samne wala irritate ho jata hai. Baki inf achhi di hai.
Parallel ko sirice bataya aapne aor sirice ko parallel bataya aapne
Good nice
Main apko subscribe kr liya
Bhai double battery inweter ma three battery connect karna ka tariya pa video baniya
Good bos
purani battery aur nayi battery ko parallel Mein Ek Sath jodne par kya hoga
Sir sell we connect two battery with 150ah and 180ah new battery to Microtek xp1400 inverter in parallel???
Sir isi ka jawab dhund raha hu aapko agar jawab pata h to please bataye
I am good video bro
एक बैटरी सर 2000mh
दूसरी बैटरी 2200 mhकी है क्या इन्हें पैरलल में जोड़ सकते हैं इनकी वोल्टेज 3.7है दोनों की
Ha
good video
Vedio asa laga....sir mera pas 12 volt ka invatar hai. Exide 110+110 mpeyar 2 battary prelel kor saktahu ? Plz reply.
Ha
Thanks sir.
Bhai mere pass 12 volt ki 2 batterys hai
Or ek 12 volt ka Enverter hai series mai connection kare ki paller mai kare koi problem to nahi hogi rply pls thankq
Parallel connection mein
@@electricsciencetrick kyu aaj he mai ne apna inverter banwaya hai aap ki video dekha kar series mai connection kar diya tha or mera inverter jal gya aaj he company ka banda aya tha
Mera inverter jo hai microteck ka Hb 950 hai 12 volt ka
Sir. 1kva inverter pe 200 amph ka 2 battery comnect kar sakte he????
300ah
सर मेरा इन्वर्टर 1100v का है अभी मैं इससे 150amh की बैटरी चार्ज करता हूं लेकिन उसका बैकअप कम हो गया है इसलिए मैं उसमे 220amh की बैटरी नई लगाना चाहता हूं ताकि ज्यादा बैकअप मिल सके, तो हमको उन दोनों बैटरी 150 और 220 को कैसे जोड़े?
One by one दोनों बैटरी को कैसे चार्ज कर सकते है?
क्या इन्वर्टर और बैटरी के बीच में स्विच लगा कर one by one बैटरी को चार्ज कर सकते है? ऐसा करने पर कोई प्रॉब्लम तो नही होगी???
सर प्लीज् help me
Donon parallel connection kar do
Sir ji dono battery 150ah solr tall tubular luminous battery h
Sirij me
1 battery 6 month purani h kya dono battery brabr kam kregi
Ha lekin kharab nahi hona chahiye battery purani battery
Tusi great ho sir ji❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Sir mere pass 150Ah aur 165Ah ki battery hai to kaisa connection kre
Parllel ya series
Apka pehela video battery caneson galothe
Sir, battery charger 3 ya 4 battery ko seires main kyo lagate hai
Charger wale yeksath charge karne ki sochte Hain 4 battery ko series kar dete Hain voltage Bada date hai battery charge hoti hai
Bhai kuch bhi clear ni huaa is video se to partical karke dekho ese bolne se kuch ni hota dono battery pe ampere meter aur volt meter lga ke pratical kre
Sar mere pass 200mh luminous ka battery hi aur inverter microtake 1250 jumbo hi aur exide ka 100ah truckers battery hi Kiya dono ko baraller connection kar sakte hain
Ha
MERE PASS EK CHOTI BATERRY HAI AUR EK BADI AUR DONO 12 VOLT KI HAI TO KYA PARRALEL KARTA HOON TO SAHI RAHEGA .PLEASE JALDI SE BATANA.
100 ki 150 ki chlega tubelar
50 ki 150 ki nahi chlega
@@electricsciencetrick thanks..👍
Mene krdi ye glti 1 car ki battery or ek envetar battery lga rkhi thi jisse car Vali battery kafi kamjor hogai
Bhai mere pas 150ah aur 160ah battery he aur maine 24 volt ka inverter kharid liya he kya ye chalega ya mera paisa barbad
Chalega
Battery Ka amp kaise chak karte hai by multy meetar
Video Banaunga aur 1 video he channel
40 ah battery 12 volt 60 ah battery 12 volt do battery ko ek sath mein kaise jode
Jod sakte ho
220Ah battery double connect kemiti haba sir, inverter kana kemiti laga heba. please quickly video reply
Market
Sir plz yeh confirm krye exide 1050va ups mai 100ma ki 2 battery ko kaise connect krye aur kaise thk rhega
UPS kitna volt ka hai apka
Connection ka name kya h bhul gya 😂😂 last me
Flat aur tumbler me kya antar hai difrence
Voltage ka hota he flat battery me charge volt 14.0 se 14.2 hotahe tube battery me 14.4 se 14.5 tak hotahe charge volt
Bai mere pash 1 battery hi uska am patha nai bai kaise dekna bai
12 volt 80ah or 12 volt 40 ah battery solar system 2 battery peralal connection hobe ki
Ha hobe 120ah hoye jabe...
210 amp battery ko kitne amp chahiye charge ke liye
22amp
Battery karab nahi h
Tabto Laga sakte ho
Inverter 12v ka hai
Ha
12V or 6V Dono Battery Ko Series Connection Kar Sakta hu Kya...?
No
Amp sem hone chahiye
Faltu
sir app reply nhi krte
Bolo
sir cable ke pipe lenter mein dalne ka tarika kyu ki mein house wiring sikh rha hoon apne lenter mein piping krte hein sab btayea lekin cable ka pipe kaise dalte hein yeh nhi btaya ek video mein mein punjab se hoon sir aur aappki videos dekh ta rehta hoon
request sir ji u are my and anothers people online teachers
sir lenter mein pipe kyu upar ku rarf khade krte hein
Sir mere pas single baitriri and 1400 xp ka maicrotech ka inwarter hai
Mai isme 1 aur 12 vol ka baitri jodna chahta hu
Kaise jodu
Mere pas 230 ke 2 baitri hai
Bakwas karta hai
Good viedio mai pakistan sy ho