Pranam bhabi ji...aapne Sach me Meri jindegi aasan banadi he..hum aapke abhari hen...hum odisha see hen..idhar har puja me pandit ji ke anusar lambi list ke anusar puja hoti he.. Lock down me mene aapke videos dekh ke puja ki..kharcha 1/3 ho Gaye..bahut bahut dhanyawad
धन्यवाद दीदी जी आपने बहुत अच्छी जानकारियां दी हैं।हम नवरात्रि में गृहप्रवेश करने की सोच रहे थे। तो क्या अभी गृहप्रवेश नही करें।अभी नही करें। तो कब करें।
Madam namaskar aap bhagvan jesa guide kar raha ho i Am proud of you do bar pruod of you. Mam ak samasya ka solution jarur batana. Mam maine do sal pahele bhoomi poojan or niv me kalash rakhvaya tha lekin jamin hisse se bhavjud do sal bad nivpoojan karvaya lekin pahele vale nivpoojan ka kalash toilet ke niche ata tha esliye usko nikal kar pooja vale kamre ki divar me bandh kar rakha makan bhi pura ho gaya or pahele vale kalash bhi ander raha koi samasya nahi he ne mam jarur batana please
नमस्ते दीदी आप की वीडियो बहुत ही अच्छी लगी आपने बहुत अच्छी जानकारी दी दीदी आप से पूछना था की क्या हम सीडीओ के ऊपर बाथरूम बना सकें ं के ऊपर बाथरूम बना सकते हैं प्लीज बताइए
Kya ma'am yeh jaroori he ki jis din grah Pravesh Karen ussi din saara ghar ka samaan shift karna hota he yaa do teen din Baad bhi kar sakte he Samman shift pls ma'am batayen
बहुत बहुत धन्यवाद बहन आपका जो मेरी गुजारीश पे आपने फोरन जानकारी दी । मुझे खुशी भी हुयी की काफी बार मैने आपको भी ओर दुसरे चैनल पे भी कुछ प्रश्न दिये थे मगर पहली बार उत्तर मिला है आपकी आभारी हुँ ।☺
thank you auntiji.aapne bahut accha upay bataya. hum grih pravesh karwana chahte Hain jaldi hi par hum Saman 10 se 15 din bad shift Kar payenge. aur hum kisi ko wahan nahi chhod sakte Jo Tulsi par Diya Kar sake. to aur Kya Kar sakte Hain
hello mam. Mam humlog Rent k ghr m shift ho rhe hai. but wo ghar bilkul naya bna hua hai. usme abi tak koi pooja wgera ni hui hai or koi phle raha b nhi hai.uski pooja kese kre?
pranam aunty ji apka dhanyawad abhut hi achi jankari di aapne.🙏 hum janna chahte ki humara ghar west facing hai to hum kis din grapravesh kare 11oct ko shashti hai. kripya samadhan kijiye. dhanyawad
Only a qualified astrologer or pandit can guide you on this. It is important that the person giving the date should match it with your horoscope or kundli
Dhanywad chachi ji aapne bahut achi jankari di but mera ek Sawal tha kya grahpravesh ki pooja karne se pehle hum ghar ka samaan pehle se naye ghar me rakh sakte hai ..................plz reply
Anty ji namaste.....Hamara gharka puja Ghar Ishan job mein hai..puja ghar Ka door purav taraf na hoke dakhin taraf hai...ki dhikat toh nai hogi...yadi hai toh upaya bataiye... please anty....Ishan job mei hi puja Kar rahe Hain door alga ho gayi dakhin mein...ghum ke Jana padhta hai
Kisi karan vash bina shubh muhurat jaane naye ghar me grah pravesh karana pada..ab mujhe raat mein nind nahi ho pa rahi hai bure Swapan aate hai health kharab rahta hai kripya margadarshan kare mata ji🙏
Jai shri krishna Aunty ji muje aap Ye bataye ki Last yr 12 Dec wendays ko humne rented 2bhk mai shift huye hum gulf mai hai .but kafi stress mai hu mere huby ki job problm hai To kya hum strday ko dubara same gar grah pravesh kar sakte hai kya
मैडम जी नमस्कार मैडम जी हमने फ्लैट लिया है पंडित जी ने 27 जनवरी 2020 सोमवार माघ शुक्ला 3 घनिष्ठा नक्षत्र मैं ग्रह प्रवेश का मुहूर्त निकाला है क्या यह सही है अगर सही है तो फिर हमारे को 1 फरवरी तक उसमें रहने को जाना है तो फिर रोज एक घंटा घर को खुल्ला रखेंगे तो चलेगा क्या या फिर कायम खुला रखना पड़ेगा प्लीज हमारा मार्गदर्शन कीजिए प्रणाम
Namaste didi ham diwali me bali pratipda ke din or baubij ke din graha pravesh kar sakate haikya or chatur mass kab samapt hota hai chaturmass me grapravesh karsakate haikya hamare grahaka daravaja pachim dishame hai to ham grahapraveh kab kare pleas hame achha muhurat batade please batot meherabani hogi
🙏 Aanti ji kya hm naye ghr me grihpravesh se phle khana kha skte h ghr ke andr hmlog majburivash naye ghr me rh rhe h pr khana alg bnta h Kya naye ghr me khana khana shi hoga please reply
Maa ji hamare yeha Naya Ghar bana hai aur ban kar tayar ho gaya hai lekin 6 दरवाजा hai to phale aur akhiri wale mai darwaja laga aur baki nahi laga aur hum log ko abhi us Ghar Mai rahena bhi nahi lekin soch rahe the grah pravesh poojan Kara de light hanpamp aur sab kuch ho gaya hai to Kara de ise month mai karana tha kon se date mai karaye please bata dijiye
Aunty g,pranam,16 April ko dusre kiraye k makan me,ja sakte h,ya koi dusra din,ramnavmi ke din ja sakte h,ya aap.bataye,kyuki do no din sanibar aur ravibar h
Radhe Radhe mam. Hum log rent ka ghar change karke rent ke ghar mai ja rahe hai. To rent ke ghar mai hum naya jhadu le jaye ya puraana. Koi bolta hai ki nayi jadu le jao, koi bolta ki purani jhadu hi le jao nhi to maa lakshmi ka apmaan hoga. Please mam bata dijiye. Please reply.
Namaste aunty ji main Upar ke Makan Mein rahti hun mera pahle Ek Kamra banaa hua tha bad Mein Maine Ek Kamra aur kitchen aur latrin bathroom banvaya hai lekin Maine use Ghar Mein Havan Nahin karvaya Hai aur kuchh na Kuchh pareshaniyan a hi rahi hai To Kya Havan karvana jaruri hai please bataen
aunti ji ise jarur pare.auntijihum apne naye gharme greha prabes kar chuke hai.Hamara ghar pura nahi bana tha, majburi thi esilia karni pari. Aapne jaisa bataya dikkat hoti hai,hume vi ho rahi hai.aab hum kya kare,Please koi upai bataya ki hum gharme shuk se rah sake.
Mataji Pranaam 🙏 Hamne jo flet liya h usme rah nahi sakte us naye flet me kirayerdar rakh sakte h kya bina puja karaye.. ham bahar rahte h Mai kisi ko nahi rakhna chahti par beta jid kar rha h naye ghar me pahle khud ko rahna chahiye toh please mataji aap jarur bataye kya kre 🙏 abhi jese kisi ne kaha kalas rakh do jyesht ka mahina h abhi Kya sirf muharat ke liye kalas rak sakte h Uske bad kirayerdar ko rakhe ya nahi please bataye
Namaskar mam🙏 mere bete ne Canada mei purana bana hua ghar kharida hai and 1st may ko hi shift karna jaroor hai, please koi eisa upaye bataye ki sab mangalmai ho. Apne aap se hi puja Karni padegi lockdown mei to kya Karen mam please answer jaroor de bahut urgent hai
purana ghar soch smjh kar lena chiye pichle smy ghar me kya kya hua iski apko jankari honi chiye 9 grah ka puja kraye vastu dosh ka puja kraye may me 4,5,7,18,27 ko muhurt h
वीडियो अगर अच्छा लगा हो तो Like👍करना न भूलें। बहुत अच्छा लगा हो तो शेयर भी करें😊
Bhumi pujan
Nice
grahpravesh ke pahele saman shift kara sakte hai kya. pls reply.
Mem kya rath puja ke din bhagwan ka tsbir kharidna subh hota h ya nahi mem jaldi btaye pilizzzzzzzzz
क्या 7 अगस्त 19 को भूमि पूजन कर सकते है कृपया बताएं शुभ होगा या नही ?
Pranam bhabi ji...aapne Sach me Meri jindegi aasan banadi he..hum aapke abhari hen...hum odisha see hen..idhar har puja me pandit ji ke anusar lambi list ke anusar puja hoti he.. Lock down me mene aapke videos dekh ke puja ki..kharcha 1/3 ho Gaye..bahut bahut dhanyawad
Thank you di 🙏👌
.usefull information ke liye
Didi... aap bahut choti choti kaam ki jankari wale bate bata deti hai jo mere bahut kaam aati ha....i thank di nice information ke liye.👍👌🏼🙏
mam.August mai v date hai ghar pravesh ki.. aap bhut acha btati hai..
august me,1,2,,6,8,15,18 ko hai
Mam aagr apne purane ghr me hi new tarike se sfedi or tyles lgvaye to kya krte he konse Puja kre PLZZ btao 🙏🙏🙏🙏🙏
Aise me koi pooja ki jarurat nahi hai
@@AsanZindagi thanku mam 🙏
dil se thankyou anty ji ap jio hajaro sal
धन्यवाद दीदी जी आपने बहुत अच्छी जानकारियां दी हैं।हम नवरात्रि में गृहप्रवेश करने की सोच रहे थे। तो क्या अभी गृहप्रवेश नही करें।अभी नही करें। तो कब करें।
Aap 15 ya 20 April ko Grih Pravesh kar sakte hai
Radhe,,, Radhe,,,,Guru,,,Maa🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aap ka video mene pura dekha thanx hum navratri me girehparvesh karna thik rahega plz bata dijiye
ye video mere liye bahut useful h
mera Varanasi me ghar ban rha h
thnku aunty ji
luv u...
हमे जानकर खुशी हुई,आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Dec 2018 m kb ka din Acha hoga grah pravesh ka reply plz
Dec 2018 m kb ka din Acha hoga grah pravesh ka reply plz 12 tarik k bad
....m
Madam namaskar aap bhagvan jesa guide kar raha ho i Am proud of you do bar pruod of you. Mam ak samasya ka solution jarur batana. Mam maine do sal pahele bhoomi poojan or niv me kalash rakhvaya tha lekin jamin hisse se bhavjud do sal bad nivpoojan karvaya lekin pahele vale nivpoojan ka kalash toilet ke niche ata tha esliye usko nikal kar pooja vale kamre ki divar me bandh kar rakha makan bhi pura ho gaya or pahele vale kalash bhi ander raha koi samasya nahi he ne mam jarur batana please
Batao mam please
Nice Info Madam! Thank You..
Mata ji sadar pranam 🙏🙏
nice di aap bhut achai h
आपका धन्यवाद।
नमस्ते दीदी आप की वीडियो बहुत ही अच्छी लगी आपने बहुत अच्छी जानकारी दी दीदी आप से पूछना था की क्या हम सीडीओ के ऊपर बाथरूम बना सकें ं के ऊपर बाथरूम बना सकते हैं प्लीज बताइए
Purav mukh ghar ke liye subh muhurt 2021 June July ya kis mahina me h plz mujhe bataye
Kya ma'am yeh jaroori he ki jis din
grah Pravesh Karen ussi din saara ghar ka samaan shift karna hota he yaa do teen din Baad bhi kar sakte he Samman shift pls ma'am batayen
आपके विडियो बहुत उपयोगी है। कृपया बताएं कि गृह प्रवेश के समय जो घड़ा लेकर प्रवेश करते है ,उसको किस उपयोग में लाते है?
ji ha
dhanyawad aunti ji aapki dwara di gayi jankari hame bahut acchi lgti h or isse hame gyan milta h
आपका बहोत-बहोत धन्यवाद। बने रहिये :)
shubham kumar
bread pakoda
Mam Jo log grah pravesh karne ke bad galti ker chuke hai o kya late mam mujhe app SE baat karni hai kasi kare..
बहुत बहुत धन्यवाद बहन आपका जो मेरी गुजारीश पे आपने फोरन जानकारी दी ।
मुझे खुशी भी हुयी की काफी बार मैने आपको भी ओर दुसरे चैनल पे भी कुछ
प्रश्न दिये थे मगर पहली बार उत्तर मिला है आपकी आभारी हुँ ।☺
आपको जो भी जानकारी चाहिए,यहां पूछ सकते है कोशिस करेंगे आपके सभी सवालों के जवाब तुरंत देने का,आप बने रहिये,हमारे साथ आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Parnam didi julai 2020 me grihparves ka shubh mahurt btaiye piliz didi riplai kijiy
Hamare gharka mukhydvar purb hai to julai 2020 ka muhurt bataye pleas anti....🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
july 8,16,17,29,30 me aap grih pravesh kar sakate hai
Thank you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤❤
Thank you mam aapane bahut acche knowledge di🤗💞💞💞
Ha maim mere gear ka puja hone vala hai aap bata diye bhut achha laga
video me puja btaya gya hai
Aunty ji april may me kaun sa date thik rhega ghrih pravesh ke liye
2,4,9,13,19
pranam didi may 2023ma grih pravash ka subha muhurat bataiya. Thankyou 🌹🌹
Aap May me 3,15,29,31 ko aap grih pravash ka karya kar sakate hai
thanks Aunty ji
thank you auntiji.aapne bahut accha upay bataya. hum grih pravesh karwana chahte Hain jaldi hi par hum Saman 10 se 15 din bad shift Kar payenge. aur hum kisi ko wahan nahi chhod sakte Jo Tulsi par Diya Kar sake. to aur Kya Kar sakte Hain
जिस दिन घर में गृह प्रवेश करे,उस पूरी रात्रि घर में रहना चाहिए एक तुलसी का गमला उस घर में रख दीजिये जो की सुखना नहीं चाहिए,आप के आने तक।
Maidam ap bhut achi bt v batati ho jisse hume bhut jankari milti h bhut bhut apka thanku
हमे जानकर अच्छा लगा,आपका बहुत-बहुत धन्यवाद।
FYI
Jai siyaram🙏 aunty ji
Mere ghe ka girha pujan 16th April ko h kya kaise kru plz batyen
hello mam.
Mam humlog Rent k ghr m shift ho rhe hai. but wo ghar bilkul naya bna hua hai. usme abi tak koi pooja wgera ni hui hai or koi phle raha b nhi hai.uski pooja kese kre?
Chatra ramnavmi 21aprail 2021 griah Parves ke liye shub hai ki nehi
aunty ye btay ki hum jo kiray pr ghar leke usme rehne jate he to us ghar me grapravesh ki puja kense karen ya karay
किराये के घर में आप खुद छोटी सी सत्यनारायण की पूजा कर लीजिये,विधिवत गृहप्रवेश विधि खुद के बनवाये घर के लिए होता है।
Pranam didi..🙏aapke sari bate bahut kaam ki hoti hai .jo kahi aur nahi milta..bahut bahut dhanyawad.
aapko bahut bahut thankyou.
हमे जानकर अच्छा लगा,आप बने रहिये हमारे साथ।
Namaste aanty ji kiya dhanteras 2020 me girah pravesh kar sakte h pl riplai
Danterash par grih pravesh muhurt nahi hai, aap November me 20,21,25,27,30 ko grih pravesh kar sakate hai
humlog first floor pe rahte h or uper b ek ccouple rahta h
but wo kabhi kabhi aaker 3 se 4 fin k liy ate h
to kya ye humare liy ashubh hoga
जी नहीं, अशुभ नहीं होगा। हमेशा घर बंद नहीं रहना चाहिये।
2021niv pujan muhurt batay
Thanks mem
Jai mata ki navratri me ager hum kiraye ke ghar me hai to kya hum kalash sathapna kar sakte hai please jawab jarur digiyega
ji haa, aap kar sakate hai
धन्यवाद मैम
Shikha Gautam op pPPpP
Aapka information bahut satik hota hai.aur kaam ka bhi.🙏
Thanks aunti
Bahut hi yujful jankari
ha ye 100% right
pranam aunty ji apka dhanyawad abhut hi achi jankari di aapne.🙏 hum janna chahte ki humara ghar west facing hai to hum kis din grapravesh kare 11oct ko shashti hai. kripya samadhan kijiye. dhanyawad
शुभ आशीर्वाद,शुभ मुहूर्त में प्रवेश कर सकते है।
November 2019 me grih pravesh date bataye
Only a qualified astrologer or pandit can guide you on this. It is important that the person giving the date should match it with your horoscope or kundli
Achi jaankari di aubti ji... Bt ghar tyaar ho or rent pr dena ho khud na rehna ho tu kiase kare grah pravesh ya hawan
अगर आपने उसे Rent पर ही देने के लिए बनवाया है तो आप गृहप्रवेश की पूजा कराकर उसे सीधे Rent पे दे सकती हैं.
very useful
Anti ji pranam 3 may 2022 ko girh parwesh kr skte h kya.
thanks aunti hi
आपका धन्यवाद।
SHILPI KUMARI9
बहुत बहुत धन्यवाद आपका🙏 और एक जिज्ञासा है पूजा घर में फोटो फ्रेम की size कितनी होनी चाहिए कृपया जानकारी दे 🙏
mam 4 july se phele
..
Parnam maa mera gahr sampurna ho gya h pr abhi caht ka palstar ukdarrr raha h to use puja ke bad repyar kr sakti hu pizzz bate
June month 2023 mein graha parvesh ka subh muhurt btaeye plz auntyji 🙏🙏
ग्रह प्रवेश की तिथि बताइये अप्रैल से दिसंबर तक कि । please
april me 15,16,20,30
आंटी जी नमस्ते, नया गैस चूल्हा और नया तवा किस दिन खरीदे ,किस दिन इस्तेमाल करे । बताइएगा
Dhanywad chachi ji aapne bahut achi jankari di but mera ek Sawal tha kya grahpravesh ki pooja karne se pehle hum ghar ka samaan pehle se naye ghar me rakh sakte hai ..................plz reply
puja krne ke bad rakhe
Asan Zindagi Dhanywad chachi ji 🙇
Mam july 2021 m graha pravesh kra sakte h kya.... Date bta dijye Plzzzzz rpy dijye.
धन्यवाद दी
Dhanywad maa ji bahut acchi jankari di
Kya aap bta skte ho maim , new flat city me kisi ka lena ho to usme grihprvesh krke jae ya simple puja krale
Bilkul sahi kaha Apne Adhure ghr m grah prawesh Kiya tha but boht daridrta aagyi h
Aunty ji 🙏
Kya bhaadrapad mahine me ek sarkari awash khali kar k dusre ja sakte h?
Aunty ji march mahine me pls pls muhurt bataiye grah pravesh ka march 2022 me
Bshut hi achhi jankari de aapne
Maa ji girah pravesh mai jo Mangal kalash ka kya karte hai please please please please bata dijiye
Anty ji namaste.....Hamara gharka puja Ghar Ishan job mein hai..puja ghar Ka door purav taraf na hoke dakhin taraf hai...ki dhikat toh nai hogi...yadi hai toh upaya bataiye... please anty....Ishan job mei hi puja Kar rahe Hain door alga ho gayi dakhin mein...ghum ke Jana padhta hai
Didi grah pravesh karna k liye.....name se shodha kra sakte h ya .....janmdin rashi se muhurt nikal kar Pooja karani chahiye.... please madad kariye
राशि हमारी धनु है 🙏
Kisi karan vash bina shubh muhurat jaane naye ghar me grah pravesh karana pada..ab mujhe raat mein nind nahi ho pa rahi hai bure Swapan aate hai health kharab rahta hai kripya margadarshan kare mata ji🙏
mataji hm kiraye ka ghar me navratri ke bad dshami ke din ya ekadshi ko change kr skte h kya please btane ka kst kre
october me 14,21,25
Jai shri krishna
Aunty ji muje aap Ye bataye ki
Last yr 12 Dec wendays ko humne rented 2bhk mai shift huye hum gulf mai hai .but kafi stress mai hu mere huby ki job problm hai
To kya hum strday ko dubara same gar grah pravesh kar sakte hai kya
aap ek bar grah pravesh kar li hai dubara karane ki jarurat nahi hai.
Mata ji agar Tuesday ko agar shivratri ho ya koi tyohar ho to kar sakte hai?
Aapka Prashna spasta nahi hai
Medam ji plz ye batawo purane ghar ka new ghar me kya nahi le jana chahiye
tuti futi,chije,jo use ke saman na ho use new ghar me na le jaye
मैडम जी नमस्कार
मैडम जी हमने फ्लैट लिया है पंडित जी ने 27 जनवरी 2020 सोमवार माघ शुक्ला 3 घनिष्ठा नक्षत्र मैं ग्रह प्रवेश का मुहूर्त निकाला है क्या यह सही है
अगर सही है तो फिर हमारे को 1 फरवरी तक उसमें रहने को जाना है तो फिर रोज एक घंटा घर को खुल्ला रखेंगे तो चलेगा क्या या फिर कायम खुला रखना पड़ेगा प्लीज हमारा मार्गदर्शन कीजिए प्रणाम
आप गृह प्रवेश कर सकते है ,जब तक आप वह रहने नहीं जाती ०१ घी का दीपक शाम के समय रोज जलाये.
Asan Zindagi
Thanks DiDi
Didi kya purne ghar se saman laga sakte new ghar me please tell didi it a request thank you
Vedio bahut achi lagi ..dhanyabad mata ji
Hello mam aap bhut acha batati ho mera apna Ghar redi hua ha to Kya chtra month me grih prvesh kar sakte he konsa din subh hoga
अप्रैल में मुहूर्त 2,4,9,13,19,20,26,27,28,30 ko kar skte hai
Aunty ji mere ghar ka kam navratri se pehle ho jayega , me kab pravesh kr sakti hu pz bataye
Thanks ma'am
Mam October 2021 me grih pravesh kr sakte Hain October me koon sa tarikh subh rahega please btai mam
Pranaam ma'am ...kya dussehra ke din grih pravesh kiya ja sakta hai ?
Namaste didi ham diwali me bali pratipda ke din or baubij ke din graha pravesh kar sakate haikya or chatur mass kab samapt hota hai chaturmass me grapravesh karsakate haikya hamare grahaka daravaja pachim dishame hai to ham grahapraveh kab kare pleas hame achha muhurat batade please batot meherabani hogi
नवंबर में 15,23,24 25 hai
Ghar bnane k liye ak video dijye mam
aap bahut achhi hai aap bahut Kam ki chij btati hai thanks maa
आपका धन्यवाद 😊
🙏 Aanti ji
kya hm naye ghr me grihpravesh se phle khana kha skte h ghr ke andr hmlog majburivash naye ghr me rh rhe h pr khana alg bnta h
Kya naye ghr me khana khana shi hoga please reply
Maa ji hamare yeha Naya Ghar bana hai aur ban kar tayar ho gaya hai lekin 6 दरवाजा hai to phale aur akhiri wale mai darwaja laga aur baki nahi laga aur hum log ko abhi us Ghar Mai rahena bhi nahi lekin soch rahe the grah pravesh poojan Kara de light hanpamp aur sab kuch ho gaya hai to Kara de ise month mai karana tha kon se date mai karaye please bata dijiye
Aunty ji ham kirya ki Ghar liye hai kaon se din puja kare kaase puja kare bataye 🙏🙏
Aap mangalvaar ke lawa kisi bhi din ghar par satyanarayan ki pooja kara sakati hai
Thank you Charan asparus 🙏🙏
Aunty g,pranam,16 April ko dusre kiraye k makan me,ja sakte h,ya koi dusra din,ramnavmi ke din ja sakte h,ya aap.bataye,kyuki do no din sanibar aur ravibar h
Aap kiraye ke dusare makan me jaa sakate hai
Thanks..
Radhe Radhe mam. Hum log rent ka ghar change karke rent ke ghar mai ja rahe hai. To rent ke ghar mai hum naya jhadu le jaye ya puraana. Koi bolta hai ki nayi jadu le jao, koi bolta ki purani jhadu hi le jao nhi to maa lakshmi ka apmaan hoga. Please mam bata dijiye. Please reply.
Didi hamne bhi ghar banvaya h
Pr mere sasur Ka ghar h
Usi me thodi jamin thi
Bahar se bawndri wall ek hi h
Kya hame bhi garh prvesh karana Chahiye
Namaste aunty ji main Upar ke Makan Mein rahti hun mera pahle Ek Kamra banaa hua tha bad Mein Maine Ek Kamra aur kitchen aur latrin bathroom banvaya hai lekin Maine use Ghar Mein Havan Nahin karvaya Hai aur kuchh na Kuchh pareshaniyan a hi rahi hai To Kya Havan karvana jaruri hai please bataen
Aise me aap hawan kara sakati hai
aunti ji ise jarur pare.auntijihum apne naye gharme greha prabes kar chuke hai.Hamara ghar pura nahi bana tha, majburi thi esilia karni pari. Aapne jaisa bataya dikkat hoti hai,hume vi ho rahi hai.aab hum kya kare,Please koi upai bataya ki hum gharme shuk se rah sake.
क्या अभी आपका घर बन चुका है? अगर बन चुका हो तो छोटी सी गृह प्रवेश पूजा फिर से करा लें।।
Mataji Pranaam 🙏
Hamne jo flet liya h usme rah nahi sakte us naye flet me kirayerdar rakh sakte h kya bina puja karaye.. ham bahar rahte h
Mai kisi ko nahi rakhna chahti par beta jid kar rha h naye ghar me pahle khud ko rahna chahiye toh please mataji aap jarur bataye kya kre 🙏 abhi jese kisi ne kaha kalas rakh do jyesht ka mahina h abhi
Kya sirf muharat ke liye kalas rak sakte h Uske bad kirayerdar ko rakhe ya nahi please bataye
Maa ji pranam 🙏 maa ji humne purana ghar kharida h humko ghrah praves karna h September ya October tak aap pls muhurat bata dijiye
Ji nahi, in mahino me koi grih pravesh muhurt nahi hai
Radhe Radhe aunty ji
Namaskar mam🙏 mere bete ne Canada mei purana bana hua ghar kharida hai and 1st may ko hi shift karna jaroor hai, please koi eisa upaye bataye ki sab mangalmai ho. Apne aap se hi puja Karni padegi lockdown mei to kya Karen mam please answer jaroor de bahut urgent hai
purana ghar soch smjh kar lena chiye
pichle smy ghar me kya kya hua iski apko jankari honi chiye
9 grah ka puja kraye
vastu dosh ka puja kraye
may me 4,5,7,18,27 ko muhurt h
@@AsanZindagi thank you very much mam🙏
Namaskar aur Apka bahut dhanyavad