Kumar Sanu-Anand-Milind Combo

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 дек 2024

Комментарии • 98

  • @rajatpanwar6011
    @rajatpanwar6011 3 месяца назад +1

    Dishmani, hero n.1, taaqat, jay vikranta, hum dono, talaash, chal mere bhai, in filmo ke superhit geet gaaye hain

  • @skbaig88
    @skbaig88 5 месяцев назад +1

    My most favorite from Kumar Sanu, Ananand-Millind combo is Pehli Nazar Main Tumhain Dil Diya Hai from album "Pyar Hua Badnam"1991-92. Last song of this team which I like very much is Zindagi Ke Suhaane Haseen Modd Pe Kaun Yeh Mil Gaya from "Roshni"

  • @maheshadhikari206
    @maheshadhikari206 3 месяца назад

    Good job Bhai you always make informative videos about Kumar Sanu.. By the way you also sing very well. Keep it up

  • @prakashmajumdar3327
    @prakashmajumdar3327 5 месяцев назад +6

    Total songs of Kumar Sanu & Udit Narayan👉
    1)Shahrukh Khan
    Kumar Sanu- 40
    Udit- 68
    2)Aamir Khan
    Kumar Sanu- 20
    Udit- 61
    3)Salman Khan
    Kumar Sanu- 42
    Udit- 52
    4)Hrithik Roshan
    Kumar Sanu- 01
    Udit- 22
    5)Akshay Kumar
    Kumar Sanu- 72
    Udit- 64
    6)Saif Ali Khan
    Kumar Sanu- 50
    Udit- 28
    7)Raqesh Bapat
    Kumar Sanu- 05
    Udit- 18
    8)Anil Kapoor
    Kumar Sanu- 28
    Udit- 50
    9)Govinda
    Kumar Sanu- 62
    Udit- 86
    10)Sanjay Dutt
    Kumar Sanu- 34
    Udit- 21
    11)Sunny Deol
    Kumar Sanu- 27
    Udit- 34
    12)Vivek Musran
    Kumar Sanu- 12
    Udit- 14
    13)Akshay Khanna
    Kumar Sanu- 04
    Udit- 21
    14)Bobby Deol
    Kumar Sanu- 22
    Udit- 35
    15)Ajay Devgan
    Kumar Sanu- 56
    Udit- 46
    16)Deno Morea
    Kumar Sanu- 02
    Udit- 11
    17)Jugal Hansraj
    Kumar Sanu- 11
    Udit- 04
    18)Aftab Shivdasini
    Kumar Sanu- 05
    Udit- 21
    19)Sanjay Kapoor
    Kumar Sanu- 15
    Udit- 24
    20)Ronit Roy
    Kumar Sanu- 08
    Udit- 05
    21)Arman Kohli
    Kumar Sanu- 22
    Udit- 05
    22)Venkatesh
    Kumar Sanu- 02
    Udit- 10
    23)Arjun Rampal
    Kumar Sanu- 10
    Udit- 06
    24)Chandrachur Singh
    Kumar Sanu-09
    Udit- 11
    25)Fardeen Khan
    Kumar Sanu-07
    Udit - 09
    26)Jimmy Shergil
    Kumar Sanu-07
    Udit - 10
    27)Rahul Roy
    Kumar Sanu-32
    Udit - 02
    28)Rishi Kapoor
    Kumar Sanu - 41
    Udit - 25
    29)Imraan Hashmi
    Kumar Sanu - 00
    Udit - 06
    30)Ritesh Desmukh
    Kumar Sanu - 00
    Udit - 06
    31)Arshad Warsi
    Kumar Sanu- 04
    Udit - 09
    32)Shahid Kapoor
    kumar Sanu- 04
    Udit- 14
    33)Ayub Khan
    Kumar Sanu- 31
    Udit - 10
    34)Harish Kumar
    Kumar Sanu- 08
    Udit - 09
    35)Amitabh Bachan
    Kumar Sanu- 07
    Udit - 05
    36)Sunil Shetty
    Kumar Sanu- 28
    Udit - 30
    37)John Abraham
    Kumar Sanu- 01
    Udit - 09
    38)Mithun Chakraborty
    Kumar Sanu- 62
    Udit - 58
    39)Krishan Kumar
    Kumar Sanu- 02
    Udit Narayan- 06
    40)Avinash Wadhvan
    Kumar Sanu- 17
    Udit Narayan-13
    41)Tushar Kapoor
    Kumar Sanu- 00
    Udit Narayan-02
    42)Abhishek Bachchan
    Kumar Sanu- 01
    Udit Narayan - 10
    43)Chunky Pandey
    Kumar Sanu- 03
    Udit Narayan - 15
    44)Sohail Khan
    Kumar Sanu-00
    Udit Narayan - 02
    45)Apurva Agnihotri
    Kumar Sanu- 01
    Udit Narayan - 04
    46)Deepak Tijori
    Kumar Sanu- 04
    Udit Narayan - 06
    47)Irfan Khan
    Kumar Sanu- 00
    Udit Narayan - 01
    48)Ashutosh Rana
    Kumar Sanu- 00
    Udit Narayan - 02
    49)Ayushman Khurana
    Kumar Sanu- 02
    Udit Narayan - 01
    50)Vatsal Sheth
    Kumar Sanu- 01
    Udit Narayan -02
    51)Varun Dhawan
    Kumar Sanu- 01
    Udit Narayan - 02
    52)Uday Chopra
    Kumar Sanu- 00
    Udit - 05
    53)Priyanshu Chatterjee
    Kumar Sanu - 03
    Udit - 10
    54)Raza Murad
    Kumar Sanu -03
    Udit - 01
    55)Sahib Chopra
    Kumar Sanu- 02
    Udit Narayan - 04
    56)Aditya Pancholi
    Kumar Sanu- 11
    Udit - 07
    57)Arvind Swami
    Kumar Sanu- 01
    Udit Narayan - 06
    58)Abhishek Kapoor
    Kumar Sanu- 05
    Udit Narayan -12
    59)Dev Anand
    Kumar Sanu- 09
    Udit Narayan -11
    👉Total:
    Kumar Sanu= 857
    Udit Narayan= 1048
    {This data is 100% authentic & verified. Source: R Music & Video}

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад

      Fake list hai

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад +1

      Udit Narayan ke 70% gaane flop hain. List mat banaya karo

    • @prakashmajumdar3327
      @prakashmajumdar3327 5 месяцев назад +1

      Hit ya flop tumhari soch ho sakti hai lekin ye list ko galat proof kar de aisa ko inaaan duniya me nahi. Ye list ka har ek data explored & verified hai.

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад +1

      @@prakashmajumdar3327 Kuch verified nahi hai. Bahut se actors missing hai. Aur gaane to waise bhi Udit ke flop hote the

    • @prakashmajumdar3327
      @prakashmajumdar3327 5 месяцев назад +2

      Kuch actors jo missing hain unko bhi jald add karunga.

  • @vipulsingh3526
    @vipulsingh3526 5 месяцев назад

    Ishq me mere rabba, aankhon me needein - Sanam
    Us ladki pe dil aaya h- Naam gum jaega
    Pyaar me dil de dia- Anari
    Kitna pyar tumhe Krte hain - Ek ladka ek ladki( my favourite)
    Dheere dheere haule haule- Faraar
    Ek baat btau- Milan
    Saathiya bin tere- Himmat
    Me tujhko bhga Laya- Hero no. 1
    Mat pooch mere mehboob sanam- Hasti
    Aankhon me mohabbat hai, Aaj ki rat koi geet- Gair
    Few others landmark songs of this trio

  • @RobinRingwal
    @RobinRingwal 5 месяцев назад +1

    Anand milind kumar sanu last song us ladki pe dil aaya hai movie naam gum jayega (2005)

  • @Unco547
    @Unco547 4 месяца назад

    90's melody ka daur tha aur sabse haunting melodies k liye bhatt ka naam aata tha unki filmo ke music me ek alg hi baat hoti thi though Yashraj, Sanjay leela bhansali jaise banners aur bhi jyada bade the aur jinhe bhi inki filmo ko karne ka chance mil jata tha us music director me jarur koyi baat maani jati thi
    Jatin Lalit sabse lucky rahe
    Unpar in teeno ne bharosa jataya phir Anu Malik par bhi almost sabhi ne trust kiya
    Nadeem Shravan ko sirf Bhatt ka sath mila par Nadeem me wo baat thi ke wo kisi bhi gane ko highly commercial aur effective bana sakte the but Anand Milind par music ki gahri samajh rakhnewala koyi bhi producer director ne bharosa nahi jataya aur apne filmo se dur hi rakha
    lihaja lagatar non musical film karte karte unki pehchan ek limited composer ki bn gyi
    Haalaki QSQT aur Jaanwar me jab unhe achchi lyrics compose karne ko mili to unhone bahut achcha kaam karke dikhaya

    • @AnilYadav-bg6nj
      @AnilYadav-bg6nj 2 месяца назад

      Dil, beta, Jaan, lotere, Ajay, hero n.1, cooli n.1, janwar, ankhio se goli mare, ye sab bahut hit raha

  • @saiqidave3400
    @saiqidave3400 5 месяцев назад

    Jab dil na lage dildar

    • @musicbaba
      @musicbaba  5 месяцев назад

      Oh that was a great song 💝

  • @sknewsc.g.9379
    @sknewsc.g.9379 5 месяцев назад +1

    Lootere mein pehli baar gaaye tha Sanu ne.

  • @narayanpatro4588
    @narayanpatro4588 5 месяцев назад

    Film....Anari (deewana main deewana)

  • @yogendrasharma3258
    @yogendrasharma3258 5 месяцев назад

    You missed the best romantic album of anand milind & sanu da❤❤❤❤❤ duo...sanam.1993-94..delayed released in 1996 ...almost all the songs sung by sanu da....

  • @akashmallick2469
    @akashmallick2469 4 месяца назад

    1995 film raja me udit narayan se Sare gaane gawaye jabki nadeem shravan 1 st priority kumar sanu the is par ek video banaiye

  • @vkp1988
    @vkp1988 5 месяцев назад

    U forgot Ek Ladka Ek Ladki movie. "Kitna pyaar tumhe karte hain" song from this movie song was sung by sanu was melodious. Infact Anand-Milind composed music till 2000 not ki 2002 or till 2005. Chal Mere Bhai which came in the year 2000 was the last movie for the music director duo

  • @aaravchetancrick739
    @aaravchetancrick739 4 месяца назад

    Gopi Kishan

  • @kidsvideos440
    @kidsvideos440 5 месяцев назад +1

    Muqaddar
    Daanveer
    Bandish/bandani
    Koolie no 1
    Hero no1
    Gajab tamasha
    Ek ladka ek ladki
    Anari
    Platform
    Hasti
    Phool
    Suraj
    Anth
    Krantiveer
    The Don
    Rakshak
    And many more

  • @kidsvideos440
    @kidsvideos440 5 месяцев назад +1

    First comment 😊

  • @MusicalVaibhavBajpai
    @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад +2

    Anana Milind were 4th biggest music directors of 90s.
    1- Nadeem Shravan
    2- Jatin Lalit
    3- Anu Malik
    4- Anand Milind
    5- Viju shah

    • @Gauravsingh-vl2ox
      @Gauravsingh-vl2ox 5 месяцев назад +3

      Ye logon ne jyada song jarur compose kiya lekin iska ye matlab nahi ki 90's mein sirf inhi logon ne hit diya. Quantity se kisiko judge nahi kar sakte ho. Baaki bhi bahut sare music director tho jo bahut bada bada blockbuster hits diye the. Uttam singh ka koun bool sakta hai- Gadar, Dil to pagal hai, dushman, etc. Dilip Sen Sameer Sen, Himesh reshamiya ka Tere Naaam poora 90's par bhaari parta hai.. 90's ka Koi bhi album Tere Naam ka takkar me bhi nahi hoga, Adesh Shrivastav, Nikhil Vinay, Sajid Wajid, Ismail Darbar, Rajesh Roshan, Laxmikant Pyarelal, A R rehman ye logon ne bahut bada bada blockbuster hits diya tha.

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад

      @@Gauravsingh-vl2ox ek Aur namoona aaya.. tere naam jaise average album ko 90s se best batane wala 🤣 fact par baat kiya kar mere dehati bhai.. tere naam ki sale 30 lakh unit hai Aur usi saal release hui andaz movie ki bhi 30 lakh unit hai. Tu 90s ke Jis album de isko compare kar raha hai bewkoof.. Aashiqui ki sake 3 crore unit hai jo Bollywood record hai.. Sajan 2 core unit. Diwana 3 crore, Baazigar 5 crore. Tere naam top 100 me bhi nahi aata. Bas 1-2 gaane average hai baaki Kuch hai nahi album me. Aadesh Srivastav, Himesh in sabke liye sabse achhe gaane kumar sanu ke hain Aur Pyar ho gaya ke gaane sun chand se parda kijiye and Himesh ka pehla hit kumar sanu Pyar kiya to darna kya. Isliye apne b@@p ko gyan mat de 😃 Rajesh Roshan ka sabse bada hit jab koi baat bigad jaye. AR Rehman bas Roja chala baaki Kuch khas nahi Bollywood me.
      Baaki top 4 me hamesha wahi aayenge jo Maine likha. Sath hi Bappi Lahiri bhi kumar sanu ke sath bahut hit diye

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад

      @@Gauravsingh-vl2ox Tere naam 🤣🤣 bas 1 gaana hit hai. Album top 100 me bhi nahi hai. Bhaakkk bewkoof

    • @RahulRoy-vi7gl
      @RahulRoy-vi7gl 5 месяцев назад

      Kumar Sanu 3rd class singer naak Se gane wala Jisko late 90s mein koi puchta bhi nahin tha. Hey hey la la ke alawa isko Kya Aata Hai. Nadeem Sarvan ke Meherbani se carrier chal gaya, Varna yah naak Se gane wala Sadak chhap singer tha. Bechara Ek National Award bhi nahin Le Paya. Classical singing bhi nahin aata tha. 😅😂😄🤣😂

    • @hello.667
      @hello.667 5 месяцев назад +3

      ​​​Monotonous joker Udit se ghatiya koi singer nahi hai. 3rd class worst singer Udit Narayan. Ek hi type ke simple flat songs gaata hai comedy karke.​ Fake national awards of joker Udit Narayan @@RahulRoy-vi7gl

  • @jasvirsingh-os5fk
    @jasvirsingh-os5fk 5 месяцев назад

    Gopi Kishan 1994

  • @AnilYadav-bg6nj
    @AnilYadav-bg6nj 5 месяцев назад +1

    Anand millind ke liye kumar sanu 145 song gaye he

  • @Rehan-fv7ur
    @Rehan-fv7ur 5 месяцев назад +6

    make a video on why shankar ehsan loy who were better music director than anand miland didnt used kumar sanu in any song?.............

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад +1

      It doesn’t matter if Shankar used Sanu da or not. Kumar sanu sang for greatest RD burman, Hridaynath mnkeshkar etc

    • @Rehan-fv7ur
      @Rehan-fv7ur 5 месяцев назад

      @@MusicalVaibhavBajpai no one can claim perfection , rd burman etc were great at one point but shankar ehsan loy took indian music to next level , their film dil chahata hai was the game changer

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад

      @@Rehan-fv7ur RD Burman is considered as father of Indian music industry. This Shankar n all are not equal to their shoe dirt particle. You can compare Shankar ehsan with Pritam and all. But don’t compare with father to their great grandsons

    • @sobhitroy9641
      @sobhitroy9641 5 месяцев назад +2

      Shankar ehsan Loy hi nahi balki late 90's ka koi bhi music director kumar sanu ko chance nahi dete the, Except NS. Aap history check kar lo. Actually kumar sanu sirf one type slow motion flat & easy song hi gaa sakte the isliye Jyada music director Ne kumar sanu ko chance nahi diya. Kumar Sanu ke andar difficult song gane ka capability nahin tha. Aur ek Sach yah hai ki auto tune 90s Mein Hi a chuka tha, aur sabse Jyada auto tune ka istemal Kumar Sanu Karte The. Kumar Sanu ko Fastrack & high pitch song gane mein bahut dikkat Hota tha. Auto tune ka introduction Kumar Sanu Ne Hi kiya tha.

    • @MusicalVaibhavBajpai
      @MusicalVaibhavBajpai 5 месяцев назад +3

      @@sobhitroy9641 😂😂 haha.. Ye dekho aaya Udit ka andhbhakt.. Apni khud ki kahani lekar. Kaun si kitab se padha hai tu ki Autotune ka Invention kumar sanu ne kiya tha. Zara Mujhe bhi link bata comedy Narayan ke chamche. Autotune ki zaroorat Udit ko padti thi kyuki ek gaana gaane me 6 ghante lagata tha tabhi to Anu Malik ise laat marke bhagaya tha Aur Asha Bhosle me isko beizzat Kia tha . Zyada music directors ke agar Udit ne gaa bhi diye to kaun se hit de diye 😂 2000s me. Wo time to Sonu ka tha. Udit na to 90s me too par aaya na 2000s me. Isko 90s me kumar Sanu ke niche dabna pada Aur 2000s me Sonu ke niche. Achha late 90s tu Bol raha hai na bata 1996-2000 ke beech Kitne music directors ne kumar sanu ke sath kaam nahi kiya ? agar Udit ka asli beta hai tu ?😀

  • @AnilYadav-bg6nj
    @AnilYadav-bg6nj 5 месяцев назад

    1996 se pehle jatin lalit aur anu malik se jada papular music director raha
    Bad me utna hit nahi aaye

  • @ROHANKUMAR-sk2bt
    @ROHANKUMAR-sk2bt 5 месяцев назад

    Jis music director ne kumar sanu ko bhaaw nahi diya to sanu andhbhakt apne guru ka izzat bachane ke liye bolte hain- Sanu ka fees jyada tha, afford nahi kar sakta tha. Jab yashraj ne dil to pagal ke baad bhaaw nahi diya to andhbhakton ka new excuse- Yashraj se jhagra ho gaya tha. Late 90's me jab sanu ko song bahut kam milta tha to andhbhakton ka new excuse -'award lene se mana kar diya tha'. (Fools andhbhakton ko ye bhi nahi maloom ki award ka song milne se kya relation hai? Award to kk ko bhi nahi mila tha lekin 2005 se 2017 tak zabardast rule kiya aur bahut song gaya). Fir Jab national award nahi mila to ek alag hi bahana bana diya- 'Sanu da polish ye tel nahi marta tha isliye national award nahi mila. Jabki reality ye hai ki national award sirf classically trained singers ko hi diya jata hai, jabki kumar sanu ko classical singing nahi aata tha. Early 90's me jab five consecutive award mila to isspar kuch nahi bolta, wo sab theek tha. Jabki 1992 me pehla nasha & 1993 me jadu teri nazar ko filmfare milna chahiye tha, lekin sanu ke andhbhakt isspar kuch nahi bolte hain. Fir Jab 1997 - 2005 tak Udit Narayan ne dhoya to sanu ke andhbhakt bolte hain ki wo time me achcha lyrics aur acha melody nahi aata tha isliye sanu da nahi gaate the ya fir wo England chale gaye the ya fir politics join kar liya tha. Jabki Bollywood ka sabse jyada hit songs 1997 -2005 ke beech hi aaya tha. Aur sachayi ye hai kumar sanu ne 2004 me bjp join kiya tha jab bollywood me unka career lagbhag khatm ho chuka tha, koi music director chance nahi de raha tha. A R rehman ne chance nahi diya to andhbhakt bolte hain ki rehman fees afford nahi kar sakta tha. Jabki 90's me ek hi song ko 3 singers se gawaya jata tha, jiska best hota tha usko movie me rakha jata tha, baaki singers ka version ko hata diya jata tha, jaise ki- o dil tod ke hasti ho mera, dil mera churaya kyun, raja ko rani se pyar ho gaya, salma pe dil aa gaya, falak dekhoon, etc ye sab songs multiple singers se gawaya gaya tha. Agar fees ki baat hoti to sirf ek hi singer se gawaya jata aur sabse jyada songs suresh wadekar, nitin mukesh, abhijeet etc ko milta. Jabki reality ye hai ki 90's me voice quality par sabse jyada dhyan diya jata tha. Alka & Udit ka voice sabse khoobsurat tha isliye sabse jyada songs yehi dono ko mila. Alka ko anuradha, Kavita, sadhna se jyada song kyu milta tha? Kyunki alka ji ki voice sabse khoobsurat thi. Waise hi Udit ka voice sabse jyada khoobsurat tha, isliye udit ko kumar sanu, abhijeet, vinod, sonu se jyada song mila. Agar fees ka baat hota to sabse jyada song sadhna, poornima, abhijeet, suresh wadekar ko milta. Lekin Andhbhakton ke paas alag hi level ka logic hai. Kuch bhi ho jaye lekin kumar sanu ka izzat kharab ya fir koi unka failure hone ka pol na khol de, iske liye andhbhakton ke paas har type ka excuse hai. Naach na aawe aangan tedha.😂

    • @hello.667
      @hello.667 5 месяцев назад +1

      AR Rehman ka kaam karne ka tareeka sabse alag hai. Wo kisi popular singer pe dependent nahi hai.
      Kumar Sanu popular tha to usse song gawa dena ye kaam Nadeem Shravan kar sakte hain, AR Rehman nahi.
      AR Rehman composition ke according singer ko decide karte hain

    • @Kkajalkushwaha
      @Kkajalkushwaha Месяц назад

      ​@@hello.667ar rhmaan aur nadeem Shravan me sabse jyada log kisko sunte hai ye aam public bta sakti hai😂😂😂

    • @debobirpurkayastha4986
      @debobirpurkayastha4986 Месяц назад

      Ye sala udit ka andhbhakt hai