बच्चे का नाम कैसे रखे (Naming your kid) - part 3

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 дек 2024

Комментарии • 81

  • @jyotisekvidhaya7251
    @jyotisekvidhaya7251 5 лет назад +3

    Jai Shree Ram 🙏🚩
    Sir bhut achi bat btai h Apne ki jo grh chart me ache or mjbut h uske anusar name rkhe

  • @meenakeshvala2676
    @meenakeshvala2676 5 лет назад +3

    Jai shree ram...very nice video sir

  • @mahaabhiratnajitjadhav
    @mahaabhiratnajitjadhav Год назад +1

    Thanks for insights.

  • @ruchijain1966
    @ruchijain1966 5 лет назад +3

    Happy Mahashivaratri sir...feels awesome listening to u🙏🙏

  • @roopakkrishnamittal8851
    @roopakkrishnamittal8851 3 года назад

    Wonderful knowledge about choosing name akshar ....
    Thank you Sir 🌹🌹😊🙏

  • @ashvinbhaijethava6184
    @ashvinbhaijethava6184 5 лет назад

    नमस्कार कश्यपजी अच्छी जानकारी दी है आपने। धन्यवाद ।अश्विन कुमार जेठवा की ओर से सही बात बोली है ।

  • @navinn6699
    @navinn6699 5 лет назад +2

    Nice

  • @sanjeebrakshit7139
    @sanjeebrakshit7139 2 года назад +1

    Step1: Find the two highest shadbala planets. Then check among these who is better placed, kendra/trikona. Note the akshars corresponding to the planet/planets.
    Step2: check which nakshatra padas are having the sound of the above akshars and select the pada which are placed well in the chart , kendra/trikona
    Step3: Construct the name with the above selected pada asakshars, first letter is very important , this should be the strongest.
    Step4: While constructing the name, the name# it should be friendly with both Psysic# and Destiny#

  • @nitinbhatkar6227
    @nitinbhatkar6227 5 лет назад +2

    Sir
    Very nice

  • @siyakaushikk1656
    @siyakaushikk1656 5 лет назад +1

    Jai bhole baba ki 🙏🙏🙏🙏

  • @ashvinisharma4637
    @ashvinisharma4637 5 лет назад +2

    नितिन कश्यप जी नमस्कार, बहुत सुंदर जानकारी प्राप्त हुई, धन्यवाद
    अगर जन्म पत्रिका में लग्न, पंचम, नवम मे अपनी ही राशि का गृह हो, जो कि शुभ हो लेकिन गृह का नक्षत्र मूलो का हो या अशुभ नक्षत्र चरण मे गृह हो तो उसका फल क्या होगा, ऐसी स्थिति में भी नाम रख सकते हैं क्या...
    कृपया सहयोग प्रदान करें, धन्यवाद

  • @reenakotak9252
    @reenakotak9252 5 лет назад +1

    Thanks sirji

  • @a.s205
    @a.s205 5 лет назад +1

    Bahut bahut dhanaywad . Jay shree ram.

  • @RanjanKumar-ok9lo
    @RanjanKumar-ok9lo Год назад

    Sir mere bete ka janm 14 September 2023 11:53Am motihari bihar me hua iska kis akshar se naam rakhen

  • @manjubhatnagar917
    @manjubhatnagar917 5 лет назад +2

    Very nice video ...new invention . Great ... Your voice is so impressive.

  • @rekhashekhawat2952
    @rekhashekhawat2952 Год назад

    28-8-23 .10:43am Jaipur pls name bataye girl ka

  • @jkdasgupta
    @jkdasgupta 5 лет назад +2

    Sir, when name ist letter abd moon nakshatra do not match.. which one prevail, name or moon nakshatra?

  • @PankajKumar-qe2ej
    @PankajKumar-qe2ej 4 года назад +1

    Sir pranam, maine nam se related aapke tino video dekha, Main bhut confuse hun meri beti ki kark lagn ki kundali h ,lagna me guru h ewam chadr vrischik ke ghar me h to meri madad karen ki mai uska nam kis akshar se rakhun sath hi me ye batayen ki kya rashi akshar pe nam rakhne me koyee khatra h.
    Kripa kar apne gyan se mujh jaison ka udhar kare badi kripa hogi.

  • @anilshatshatnamangurujisha1022
    @anilshatshatnamangurujisha1022 5 лет назад +1

    Charan sparsh guruji

  • @priyanshjain1782
    @priyanshjain1782 3 года назад

    Kanya lagn me Mesh rashi par naam rakh sakte he kya mangal shatbal me sabse bali he

  • @divyamishra428
    @divyamishra428 Год назад

    Guruji mere bete ka birth 11-2-2023 ko 10:38 pm Indore (MP) m hua h uska name kya ya kis akshar se rakhe... pls reply

  • @SandeepKumar-xc4il
    @SandeepKumar-xc4il 5 лет назад +1

    जय श्री राम गुरू जी

  • @nitinyewale
    @nitinyewale 5 лет назад +1

    Can ashtakvarga help to decide strength of rashi and decide name of new born?

  • @shashiiarora7840
    @shashiiarora7840 5 лет назад +1

    Bhav chalit mei chandr chal jaye toh???

  • @sky-jb6lj
    @sky-jb6lj 5 лет назад

    Nicee .. plz thhora dtail me btaiyega .. agr rashi chlit chart me chng ho gai toh .. chlit chart k accordng naam rkhe ya fir lagan chaht k accordng

  • @dhondibabhoyi1575
    @dhondibabhoyi1575 3 года назад

    Sir namaste
    aap ke 3 you tube videos Maine dekha Aapse request kartahun ki
    Naamakaranke samay lagan kundali dekhana chahiye ya Chandra kundali please batayiye

  • @pinrayi7909
    @pinrayi7909 5 лет назад

    Bilkul naam kundli se gun Milayi meri bhi

  • @roshankewalramani1188
    @roshankewalramani1188 5 лет назад

    Good information 👍

  • @ajinfotec8970
    @ajinfotec8970 5 лет назад +1

    Nitin ji kabhi kp astrology ko lekar bhi bataye profession , job, business, shaadi ko lekar

  • @skvedi09
    @skvedi09 5 лет назад +1

    V. Nice sir, however, name other than Rashi name will not effect dashas sequences.

  • @MahantPatil
    @MahantPatil 3 года назад

    Dear sir, mere bacche ka janm 01.09.2020 morning 05.20 am hua hai in Hubli India... Pls pls pls suggest me from which letter I should keep my son's name... Gu Shabd Aya hai rashi ke anusar. Magar mujhe Viren or Rithvik or kiaan in tino me se rakhna hai.. pls pls pls suggest me Sir. As 18th Ko namkaran hai

  • @maheshbhardwaj8410
    @maheshbhardwaj8410 5 лет назад +1

    Jai Shri Ram

  • @ssyadav2373
    @ssyadav2373 5 лет назад

    Nitin sir please btaye ki pratipada tithi ko new bride ki vidai ki ja Sakti hai ya pratipada tithi khatam hone k baad vidai ki jaye.

  • @gauravkeprate9244
    @gauravkeprate9244 5 лет назад

    Nitin ji agar kanya lagan mein char grah bathe Hain guru shukar chandra aur budh .budh vakri hai aur baby ka naam meen Rashi se rakha hai..meen Rashi saptam bhav mein hai ..saptam bav mein lagan se char grahon ki dristi hai..kanya lagan mein guru badkesh hai lekin guru digbali bhi hai. Kya meen Rashi se naam think rehega Kya sir kindly tell me

  • @nitinyewale
    @nitinyewale 5 лет назад +1

    Does nakshtra of rashi plays any role for deciding name of new born ?

  • @nirmanyusharma6252
    @nirmanyusharma6252 8 месяцев назад

    🙏🏻🙏🏻

  • @rishabhbharadwaj1849
    @rishabhbharadwaj1849 5 лет назад

    Superb

  • @dhairyamaurya1160
    @dhairyamaurya1160 4 года назад

    Guru ji meena lagna me jupiter 10 th house me venus aur mercury ke sath h aur lagna par ketu ki pancham dristi h.moon 8th me h.to naam meen par rakha jaiyga ya dhanu rashi par?

  • @MUKESHKUMAR-qs1gv
    @MUKESHKUMAR-qs1gv 5 лет назад

    sir ji meri vergo lagan h mera tula rashi h mera naam mukesh h kya sahi h

  • @TarunVox
    @TarunVox 5 лет назад

    Nitin ji meri tula Rashi 12th house me or wahan mangal n ketu same Swati nakshtra me h but charan 2 or 4 h..moon bhi 12th me but chitra nakshtra me h..kya krna chaie ab.right eye me 3 operation ho gae abhi bhi thik Ni ho ri guru me rahu ki antar dasha h..

  • @shivutech2614
    @shivutech2614 5 лет назад +1

    Sir apne Vishwas ko Jotishya pe Rakhe ya Apne Karam upar

    • @skvedi09
      @skvedi09 5 лет назад +1

      Jyotish ke dwara purav janam ke karmon ke is janam main phalit ko batata hats hai

  • @astropoonam2223
    @astropoonam2223 2 года назад

    Sir if if rashi of trikon has no malefic effect but lord is in 6 ; 8,; 12
    Should we consider the name for that rashi

  • @Bhagwatjoshi540
    @Bhagwatjoshi540 2 года назад +1

    Vrisabh.

  • @krishnakantaudichya8697
    @krishnakantaudichya8697 5 лет назад

    Sir Grah ka shadbal evam bhavbal dekhker name rakh sakte hain kya

  • @shobhapandey3983
    @shobhapandey3983 5 лет назад +1

    Sir, if someone's name is changed after 20-25 years age, how long will it take to give result. Have you done anything like this and seen the result?

  • @vidyasagar8859
    @vidyasagar8859 3 года назад

    नितिन जी , मेरे बच्चे का जन्म 10/2 /2021. 11:02 पर हुआ है तो किस राशि अनुसार नाम उचित रहेगा कृपया मार्गदर्शन करावे..

  • @leenaanand9516
    @leenaanand9516 5 лет назад +1

    Sir just a thought if lord Ram n Krishna s name is not according to their best lagna then they faced many struggles in life though they full filled their mission but they never had easy life hence we can say naming has something to do with easy life or better life

  • @bhajanaradhana6794
    @bhajanaradhana6794 5 лет назад

    Namaste sir ji, aapke ye video sun ker acha laga but mughe pta chla ki mera naam shi nhi hai. Karke lagna moon 12 th house me shani aur ketu ke sath aur ek hi nakhshtra ke teesri charan mein tenu grah. Kya karu vaise bhi life bilkul bekar se lagti hai. Kuch upaybtay.

  • @saurabhmaurya5564
    @saurabhmaurya5564 3 года назад

    Lagan bhaav ko hamesha shubh mante hain to agar rashi se naam rakhe to ?

  • @yashashvi6644
    @yashashvi6644 5 лет назад

    11th house ki rashi pe rakhne chahiye ?

  • @rajnikumari4509
    @rajnikumari4509 4 года назад

    23-3-2020 baby girl 10:32am janam akshar bataiye...kis letter sr name rakhu

  • @uttamkoomar7030
    @uttamkoomar7030 5 лет назад

    DOB 11august 1985, 6:45 am, Bankura,west bengal parson ke liye started name letter " U" v/s " A" kon best rhega?

  • @vy-cq9dg
    @vy-cq9dg 5 лет назад

    Sir, kis age tak naam change Kar Skte Hain ?

  • @sandip..bhilare0005
    @sandip..bhilare0005 4 года назад

    Muje ladka huva hai date of birth 20/08/2020.naam bataye.

  • @priyajadhav4719
    @priyajadhav4719 3 года назад

    Pranam guruji..Please suggest me meri beti ka name kis akshr se rkhu jo shubh ho.
    Birth detail ye hai
    Date:30 march 2020
    Time: subeh 9.11 min
    Place : Nasik

  • @rajeshagarwal7965
    @rajeshagarwal7965 5 лет назад

    Sir, is chart ka bataye
    Mesh lagan in4th house surya+sani+shukra+budh,in6th house guru+ketu in 8th house moon&12th house mangal+rahu plz suggest name we are waiting

  • @agk1109
    @agk1109 5 лет назад

    How is Sade sati seen on basis of naan Rashi or Chander Rashi,my name is Rashi is mesh my Chandra Rashi is makar .This means my Sade sati will keep on coming ,my lagan is Sagittarius

    • @skvedi09
      @skvedi09 5 лет назад

      Sadsati calculated on the basis placement of Moon in the Lagan chart.

  • @GAME-M-1234
    @GAME-M-1234 5 лет назад

    Sir main apni bate ka kundli or date of birth wtsp krun ,,ap uska Nam bata dete to bhut kirpa hoti

  • @shivajikamble5705
    @shivajikamble5705 4 года назад

    Baby girl, birth date 28/12/2019 time 7: 27 am please suggest good name for bright future.

  • @healthaapka
    @healthaapka 2 года назад

    गुरूजी मेरे बेटे और बेटी जुड़वाँ हैं उनकी राशि मेष है
    जिनका लो, शब्द आया है मगर गुरूजी मैंने उनका नाम आस्तिक मौर्या, और आदिति मौर्या रखा है जो की मेष राशि से ही है क्या ये इनके लिए सही नाम हैं या नहीं या किसी और मित्र राशि का रखना सही होगा 🙏

  • @ommanwani9674
    @ommanwani9674 4 года назад

    Mera naam om hai.tula lagna.fourth house me ketu, sixth me chandra,ninth me budh shukra,tenth me surya rahu,elevanth me guru,twelth me mangal shani.
    Me apna naam om hi rehne du ya fir koi dusra sahi hoga plz bataye..jai shreeram

    • @saurabhmaurya5564
      @saurabhmaurya5564 3 года назад +1

      Aapka 9th house strong hai mithun rashi acchi rahegi.

    • @ommanwani9674
      @ommanwani9674 3 года назад

      @@saurabhmaurya5564 meri shadi nahi hui ab tak kab hogi .41 running age hai

  • @rakeshh801
    @rakeshh801 2 года назад

    1-10-2021 taime 9:41pm

  • @rameshghimire9892
    @rameshghimire9892 5 лет назад

  • @vishalsrivastva2639
    @vishalsrivastva2639 5 лет назад +2

    Teachers ke naam hmne baht bnaye hai 🤣🤣🤣🤣

  • @maharishivasishtjyotishvdh1613
    @maharishivasishtjyotishvdh1613 5 лет назад

    Kanya rashi se naam rkhne se janm ki moon rashi aur naam rashi 2 -!2 ho jaeygi jo ashubh h

  • @deekshapaliwal172
    @deekshapaliwal172 5 лет назад +1

    Aap phele kyu nahi mile??????😢

  • @rahulmishra-ln4nd
    @rahulmishra-ln4nd 5 лет назад

    Jai shree ram .janam rasi par nam nahi rakhna chahiye kyoki janam ur nam rashi ek ho jane par grah gochar ka prabhav dugni matra. Me jhelna padta hai.kyoki sastra ka mat hai sadhe sati se janam rasi ur nam rasi dono par asar hota hai.tabhi to nam rashi ur janam rasi ke liye sastra alag alag sthan deta hai.jo aapne praman diya uske Anusar.chuki sambandh nam rasi se dekha jata hai.ath bachche ka nam pita ke nam rasi se 11 ,9,5rasi se rakhna chahiye.chuki karm kshetra bhi nam rasi se vichar hota hai.aise me agar pita ke nam ka dhyan nahi diya ur koi nam rakh diya to karam kshetra me pita ur putra ek sath paresan rahenge.ghar ki halat kharab ho jayega. Sathhi sath nam aisa rakhe jiska meaning to.pramam

  • @lifethinktwo
    @lifethinktwo Год назад

    7/11/2000 date of birt time 8:40 pm sir bhot pandit se mila ho mera name sajan singh rakha he gar walo ne koi feda nhi uaa he muje plz app mera name aksr nikal do I hope you help me sir ❤

  • @rajneem7941
    @rajneem7941 4 года назад

    Mere bete ki tulla rasi hai to cariyar ke liye kya naam rakhe

  • @anilshatshatnamangurujisha1022
    @anilshatshatnamangurujisha1022 2 года назад

    Charan sparsh guruji

  • @MahantPatil
    @MahantPatil 3 года назад

    Dear sir, mere bacche ka janm 01.09.2020 morning 05.20 am hua hai in Hubli India... Pls pls pls suggest me from which letter I should keep my son's name... Gu Shabd Aya hai rashi ke anusar. Magar mujhe Viren or Rithvik or kiaan in tino me se rakhna hai.. pls pls pls suggest me Sir. As 18th Ko namkaran hai

  • @MahantPatil
    @MahantPatil 3 года назад

    Dear sir, mere bacche ka janm 01.09.2020 morning 05.20 am hua hai in Hubli India... Pls pls pls suggest me from which letter I should keep my son's name... Gu Shabd Aya hai rashi ke anusar. Magar mujhe Viren or Rithvik or kiaan in tino me se rakhna hai.. pls pls pls suggest me Sir. As 18th Ko namkaran hai