Galti nahi jaan bujhkar ki gayi chiz galti nahi gunaah hota hai jo tumne kia achi khasi jab shadishuda life thi pehle pati se to ye daldal me aane ki kya jarurat thi ab aayi ho to jhelna padega hi na kyuki karma kabhi picha nahi chorta aj tum jo bhi jhel rahi ho kahi na kahi tumhare pehle pati ki baddua or tumhare karam ki wajah se jhel rahi ho abhi bhi tum unka ghar chor do aise kai ashram hai jaha tum free me reh kar koi bhi kaam dhundh kar araam se kama sakti ho karna chaho to sab ho sakta hai duniya aurat pe daag lagana janti hai unke aansu pochna nahi fir tum to galti kar hi chuki ho to rasta bhi hai but tumko hi choose karna hai tumhari life ya kundan ka acceptance