Acha hai bhai jyada se jyada chalan hoga to sadke pe log lagake nahi jaenge or to or jise paise nahi dene hai wo public transport use karna chalu karega ham sabhi logo ko jyada sejyada public transport hi use karna chahiye ak to road coear rahenge or to or itna jyada khrab pollution hai patna mai ise bhi kam karne mai thodi madad hogi , ye patne ke pollution level pe koi baat kyu nahi karta hai
Mai aapki utsukta samajh sakta hu tipu bhai , ham sabhi ne kabhi aisa development nahi dekha hai bihar mai hamesha se pichda hi reh gaya isiliye development ho raha hai to lag raha hai apne bacche ko bada hote hue dekh rahe hai bas ab ham bihario ko jo bhi nayi nayi suvidhaye hame mil rahi hai unhe sahi dhang se upyog karna hai or saaf safai banaye rakhni hai or bas ye guthka khane wale log sudhar jaye to or bhi acha ho jaega 😊
Nope ur statement-“Bihar has always remained backward” is totally wrong. In 1960s Bihar was amongst top five states with highest gdp (on fifth no) states like Karnataka & Kerala had lower gdp than Bihar.
gajab ye hui n baat ..... maja aagya
Sukriya
Good
Thanks
❤❤
Sukriya
😮😮😮😮😮😮
Pls update about Danapur Bihta Elevated Road from NIT PATNA
Patna metro ISBT READY UPDATE DO BHAI JALDI MENA CHECK KIYA HAI
Kya kaam pakre ho bakhtiyarpur me
Acha hai bhai jyada se jyada chalan hoga to sadke pe log lagake nahi jaenge or to or jise paise nahi dene hai wo public transport use karna chalu karega ham sabhi logo ko jyada sejyada public transport hi use karna chahiye ak to road coear rahenge or to or itna jyada khrab pollution hai patna mai ise bhi kam karne mai thodi madad hogi , ye patne ke pollution level pe koi baat kyu nahi karta hai
Ae sab Mumbai delhi ke har gali mai, ek bnane se hi isko lagta hai development ho raha
Mai aapki utsukta samajh sakta hu tipu bhai , ham sabhi ne kabhi aisa development nahi dekha hai bihar mai hamesha se pichda hi reh gaya isiliye development ho raha hai to lag raha hai apne bacche ko bada hote hue dekh rahe hai bas ab ham bihario ko jo bhi nayi nayi suvidhaye hame mil rahi hai unhe sahi dhang se upyog karna hai or saaf safai banaye rakhni hai or bas ye guthka khane wale log sudhar jaye to or bhi acha ho jaega 😊
Nope ur statement-“Bihar has always remained backward” is totally wrong. In 1960s Bihar was amongst top five states with highest gdp (on fifth no) states like Karnataka & Kerala had lower gdp than Bihar.
History kab tak chatte rahenge aap log. @@saurabhsuman4747
Pehle wala design awkaat se bahar tha
Chhapra medical College New update
New admission bsc nursing 2024
Ok
@localinfobyts tq