विवाहित दो भाईयो की एंव माँ की सहमति देने के बाद अनुकम्पा नौकरी मिल जाती है और दोनों भाईयों का परिवार पिता की मृत्यु के पूर्व से ही अलग रहता व रोजगार से है पिता की मृत्यु के 1 वर्ष बाद माँ की भी मृत्यु हो जाती है तो छोटे भाई जिसको अनुकम्पा नौकरी मिली है दोनों भाईयो के परिवार की भरण पोषण की जिम्मेदारी होंगी क्या सर जी
1991 में मध्यप्रदेश पूर्व क्षेत्र विद्युत वितरण कंपनी में अनुकम्पा नियुक्ति का प्रावधान था जिसके लिए मृतक के नाबालिग बेटे को आदेश भी जारी कर दिया गया था परन्तु अध्यनरत होने के कारण ज्वाइन नहीं किया तो क्या अब वह नियुक्त परिवार के दूसरे भाई को ज्वाइन कराई जा सकती है
Sir mere father ki death 2011 mein hoi uss samaye mein nabalik tha mammi ne glti se paise leliye paise return karo agar 2023 mein apply karo ya nhi ? Plz reply
Sir my father died in the year 2014 my brother who was minor at the time claim for compassionate job in the year 2015.he become major in the year 2018 we told the office for the same that he is major now.but in the waiting list his seniority is considered from the year 2020 instead of 2015.is this legal or there is mistake in the list.plz reply
Sir mere dada ji bhithut bhibhag me the unki death duty pr ho gyi thi ushkw bad mere pitaji ko anukampa mil gyi thi pr ab pitaji ki v death ho gyi h wo kya mere bhai ko anukampa mil skti hai aisha koi rule hai kya please bataiye mujhe 🙏🙏😥
सर यदि पिताजी की मृत्यु के बाद नौकरी बेटे को मिलती है या यदि बेटे की भी अकास्मिक मृत्यु हो जाए तो उसके बेटे को नौकरी मिल सकती है क्या केंद्रीय नौकरी मिलेगी
अनुकंपा तत्वावर प्रथम नियुक्ती ही महादेव कोळी ह्या प्रवर्ग (ST) मधून झाली असून पदोन्नती साठी कास्ट व्हॅलिडिटी नाही तर पदोन्नती ही ST प्रवर्गातून होईल की ओपन मध्ये होईल..... GST department Maharashtra..... Please guide me sir ji
Sir. Meri ma ki death 1993 me hue thi jo Asstt teacher par posted thi us time me 1 sal ki thi 1994 ke cercular ke tahat mujhe Bishesh niyukti 18 sal me di jani thi lekin 2007 me 7 sal bad niyukti na dene ka prawdhan lagoo ho gya aur meri niyukti aaj tak nhi hue jabki main department aur secretyate Governor CM sabhi jagah application di hai lekin kuchh nhi ho pa rha hai kya kare kon si court jay mera case MP Tikamgarh ka hai
सर मेरे पिता जी L -1 अध्यापक में कार्यरत थे और उनकी मृत्यु हो गई है और उनको 8 महीने ही हुए थे उनको अध्यापक लगे और मेरी मां सविदा पर कार्यरत हैं तो मेने अनुकंपा के लिए आवेदन किया था तो CBEO और DEO ने मना कर रहे हैं तो मे हाई कोर्ट में पेश कर सकता हूं क्या सर जी
Sir ji mere father ki death 2018 me hui post men on duety jab mene open school se 10th pass karke apply Kiya to vibhag walo ne mana kar Diya kyuki open school se mene english Or maths subject nahi Li to Kya Abi BHI muje ye subject Lene ke baad niyukti mil Sakti he
Sir mere father ki death 2002 mein hue aur us waqt mein 13 saal ka tha aur mujhse 10 saal bade bhai ne noukri le li aur jo paisa milta hai wo paisa mummy ko mila lekin mujhe kuch nahi mila aaj tak aur jo paisa kya mein ab claim kar sakta hu noukri k liye ya paise k liye
Sir mera B.ed ar ctet dono paper qualified h...kl supreme court ke faisle m b.ed ko hta dia....kya ab mritak ashrit naukari milegi???? 2019 m death hui thi...ab ek sal bacha h bs...sir kya krna hoga..kaise primary m naukari milegi?
12th pass hone k baad bhi muzhe 4rth gread ki nukari di gye anukampa main Meri joining k 3 mahine baad he ek aadmi jo 12th pass thaa use gread 3 ki nukari di gye hai Kya main 3rd gread ki post k liye case lga sakta hun
Sir mere dada hi bihar gramin police me the or mere papa ji bihar police me hai . Mere dada ji ke nokri ke dhoran mirtuy ho gya hai kya unka nokri unke pote ko ho sakta hai ????
मेरे पिताजी पुलिस में थे तब हो मरे. अनुकंपा के लिए तब अर्ज किया था तब में 18 साल से कम उम्र का था. अब में 18 साल से ऊपर हु पर अभी मेरे छोटे भाई का नाम देना है. तो अस्थापना कर्मचारी बोल रहे की नाम नही बदला जा सकता. क्या कोर्ट की मदत से नाम बदला जा सकता है क्या सर?
Sir mere father ki death 2009 me hui thi anukampa nitilagu thi 2011 tak hame job nahi Diya bad me rule aya fixed money dete the hamne Nahi liya aur aj tak ki date Mai hamne abhi tak application bhejte he. Ab hame Gujarat government Nahi paise de rahi he na job. Hame kya karna chahiye. Please bataye.
Sir mere mmy papa dono government job m thy meri mmy ne vcs lelia khudse retirement 2023 m unka retirement hona th unhone 2021 m vcs lelia or unk death hogai ,kya mujhe milskti h job?
Sir mujhe job karte karte mujhe paralyze ho gaya to Maine 3 year job nahin kiya. To mujhe salary milegi ya nahin. Gram Panchayat sachiv. Please help me
Sir mere jija ji ka death ho gaya hai bo joining letter aane ke baad documents submit kar diye hai aur rojgar mela me niyukti patra mila hua hai railway technician me hua tha kya parivar ko railway ke taraf se koi labh milega please bataie
Sir mere papa class 3 me government teacher the aur mera 12th pas v kr liya hu telly + dca av running pe h to mujhe vrg 3 k job milega ki vrg 4 peon ka pls btaiye
Hello sir हम दो बहने है मै छोटी हु और गोवर्नमेंट me शादी के 3 साल बाद नौकरी लगी हु मेरे पापा की कैंसर से डेथ हो गई है मेरी बड़ी बहन बेरोजगार है लेकिन उनको अनुकंपा नियुक्ति नही दे रहे है, kahte h ki मैं govt job में हुँ इसलिए, aur मेरे घर की माली हालत ठीक नही है.. Kya हम कोर्ट case कर सकते हैं कृपिया मार्गदर्शन करें, मैं छत्तीसगढ़ से हू
Sir, mere ko bhi anukampa nahi mera bahut purana kesh hai 1994 me papa ka nidhan ho gaya tha mai 6 sal ka tha jab mai 18 sal ke bad aavedan kiya to 7 sal ke antargat nahi paya gaya kah kar nirast kar diye. Ham gav se aate hai mere ghar me koi pada likha nahi tha kisi prakar ka anukampa ke niyam ke bare education department se nahi bataya gaya.mere papa teacher the.mai bed,ded, English m.a, Mptet,ctet qualified hu. High court se kuchh ho sakta kya sir ji. Reply please
Sar mere maa ki deth 2007 mai hui jo ki jalwahk k pad par 1997 se 2007 tak rahe isi Doran unki deth ho gai. maine 2008 mai b aply kiya tha par anukampa niyukti ni hui. To kya ab ho sakti hai or kaise.
Sir mere papa 1997 me expand hue the mer bhai ko ye nokri milni thi par 7 sal bad par 7 sal baad mera bhai 18 ka pur nahi hua kuch din bache the to ye nokri nahi mili mere gar me sabhi paresan hai ye kise mil paygi maine aapka video dekha to laga ki koi rasta jarur niklega pl help
Sir mere papa ji 2022april me expired kr gye or meri maa teacher hai to kya unke baccho ko mritak niyukti mil sakti hai I'm from uttar pradesh sir please btaiye
Sir pitaji ka death 2013 main huin hai grup d points main on duty pe tab son ka umar nahi tha or mother ko pension bhi nahi mila hai 2024 content karne se anukampa ke other pe son ko nakri milega kia or mother ko pension milega kia plzz sir reply karna main apko request karta huin🙏🙏🙏
Sir mare papa ki 2016 me teat ho gai to vah anukampa me they sir school Vibhag se boll Rahe Hai ki Jo Korona me that hui hi ushi ki niyukti hogi sir esha Bata Rahe sir ap pash koi Jankari ho to pilice sir Bata do
Sir mere father ko gye huwe ..3monty complete ho chuke hai.. 7may se..4 month complete ho jayenge ..Hume abhi tak koi bhi fesiliti nhi mili. Plz aap muje bataiye kya kare .. Office me sir log se pta kiya hai to wo bolte hai ki time lega kitna time lgega ye kuch nhi pta .
Sir mere pitaji ki death 2007 me hui thi lagbhag45 meri mummy padi likhi nhi hai aur mein bhot chota tha tab toh humko anupma niyukti k baare me pata hi nahi tha ab mein 27 saal ka hu kya mujhe ab mil sakti hai anupama niyukti mere pitaji k jagah.
Sir mere father expired 1992 Gref mein the hamme Aaj Tak noukri noukri nahi mili sir abhi mil sakti hai court case b haar chuka hoon sir batana sir please
अगर पुत्र या पुत्री की आयु पिता के मृत्यु के समय 4 या 5 साल था और उन्हें जानकारी नहीं था 10 साल या उससे अधिक साल में पता चला हो तब अनुकम्पा नियुक्ति मिल सकता हैं सर
वर्ष 2004 में मध्य प्रदेश के छतरपुर जिले में चुनाव प्रशिक्षण दौरान सड़क दुघर्टना में मृत्यु हो गई थी 18 साल हो गए अनुकम्पा नियुक्ति नहीं हुई साहब जी पीड़ित परिवार दर दर घूम रहा । क्या करें जल संसाधन विभाग छतरपुर में स्व श्री कौशल विशाल मिश्रा एसडीओ के पद पर कार्यरत थे आज तक अनुकम्पा नहीं मिला । लगातार मांग करते रहे । लगातार प्रयास व आवेदन पत्र दिया गया ।यह कहते रहे कि जगह नहीं है सात साल बाद विभाग कह रहा है समय खत्म हो गया ।
sir mere papa1993me sikhsya krmi yojna me join kiya or 2007me unki martyu ho gyi unhone 14year job kiya par anukampa ka parawdan nhi sir kya ham log kuchh lar sakte h
Sir mere husband sbi bank me 2019 Me unki death bank me hi attack se hui pr bank me anukampa niyukti nhi mile mera beta 7 sall ka he me m.com kr cuki hun
Sir Department agar SOP number issue kardeta hai toh kya tarika hai compassionate ground par job lene ka aur SOP number milne ke baad kya procedure hai??????
Meri mother ki death 2021me Ho gai he meri mother ki job mere father ki jagah par lagi thi government services par aab me meri sister anukampa ke liye aply kar sakte he kya meri sister ke husband ki death bhi 2022 me ho gai he to use MIL sakti he job
सेकण्ड कोविड में मेरी माँ कोरोना से देहांत हो गया था तब वह राउरकेला स्टील प्लांट में जॉब कर रही थी मगर अनुकम्पा नियुक्ति अभी तक नहीं हुआ है क्या करे कुछ राय दे
Sir mai hariyana se hu or meri shadi maharastra me hui hai mere pati patbandhare vibhag aurngabad me karyat the mere pati ki mout ke bad mere sas sasur ne mujhe rakhne se mana kar diya meri 4 saal ki beti hai or mai apne pati ki jagah nokri karna chahti hu lekin mere sas sasur nahi chahte mai waha rahu maine office me anukampa ke liye avedan bhi kiya lekin mere sas sasur sahmati nahi de rahe jabki meri sas bhi usi department me hai please meri help kare 3sal se meri file usi department me padi hui hai please meri help kare
Hello sir maine apka video dekha bahot acha lga mere pita ji ki death pichle saal ho gyi covid se vo government employee the mera ek bahi hai vo bhi government job krte hai meri maa pita ji ka job mujhe Dena chati hai mai eek saal se iss job ke liye DRM office ki chakkar kaat Rahi hu par vaha pr sab log mujhe khete hai ki shaadi shuda ladhki ka job ka adhikaar nhi hai meri maa Mere saath raheti hai please help me sir Mai kya kru ( My name is Reena ) sir kya mujhe apka phone number mil skta hai kya
विवाहित दो भाईयो की एंव माँ की सहमति देने के बाद अनुकम्पा नौकरी मिल जाती है और दोनों भाईयों का परिवार पिता की मृत्यु के पूर्व से ही अलग रहता व रोजगार से है पिता की मृत्यु के 1 वर्ष बाद माँ की भी मृत्यु हो जाती है तो छोटे भाई जिसको अनुकम्पा नौकरी मिली है दोनों भाईयो के परिवार की भरण पोषण की जिम्मेदारी होंगी क्या सर जी
सर ये किस केस में हुआ है
1991 में मध्यप्रदेश पूर्व क्षेत्र विद्युत वितरण कंपनी में अनुकम्पा नियुक्ति का प्रावधान था जिसके लिए मृतक के नाबालिग बेटे को आदेश भी जारी कर दिया गया था परन्तु अध्यनरत होने के कारण ज्वाइन नहीं किया तो क्या अब वह नियुक्त परिवार के दूसरे भाई को ज्वाइन कराई जा सकती है
Pati Or patni dono noukari me ho tou bhi खैशगी beto ko noukari mil sakti ya hai ya nahi
Sir mere father ki death 2011 mein hoi uss samaye mein nabalik tha mammi ne glti se paise leliye paise return karo agar 2023 mein apply karo ya nhi ? Plz reply
Sir my father died in the year 2014 my brother who was minor at the time claim for compassionate job in the year 2015.he become major in the year 2018 we told the office for the same that he is major now.but in the waiting list his seniority is considered from the year 2020 instead of 2015.is this legal or there is mistake in the list.plz reply
Kaun tila navra नसतो का खाऊ पिऊ घालायला?लग्न झाल्यावर...
Sir please jharkha ke col lndia me2008,2009ke anukampa nokri ke bare me bataya
Kam karne ke dauran saririk rup se unfit ho jane par anukampa naukari milega kya
Sir Ranchi ke anukampa niyukti process batyea
Sir mere dada ji bhithut bhibhag me the unki death duty pr ho gyi thi ushkw bad mere pitaji ko anukampa mil gyi thi pr ab pitaji ki v death ho gyi h wo kya mere bhai ko anukampa mil skti hai aisha koi rule hai kya please bataiye mujhe 🙏🙏😥
Sar anukampa niyukti hone ke bad ...yadi padai puri kr jati he to use gred 3 me pramot kr diya jata he kya
कोई निश्चित नही
सर यदि पिताजी की मृत्यु के बाद नौकरी बेटे को मिलती है या यदि बेटे की भी अकास्मिक मृत्यु हो जाए तो उसके बेटे को नौकरी मिल सकती है क्या केंद्रीय नौकरी मिलेगी
Samaharnaly me kya pucha jata hai anukampa me
Nmc ke duty mil sakti hye kya sir mere papa retayar ho chuke hye
Sir mere papa sbi main head massenger the......unki jagha mere kam ho skata hain sir?
Up star me on duty sichhak ki mritu per nabalik 10 bars ki umra me nokry hetu nam note ka Kya niyam he please bataye.
सर पति पत्नी दोनों सरकारी नौकरी कर रहे हो, दोनों में से एक की मृत्यु होने हर, क्या उनके बच्चों को नौकरी मिल सकती है?
4:08
Kya ladke ke ladke yani pota ko mil skti h ya nhi
Sir meri Maa ki 10/10/2014ki mirtyu ho gayi. A.n.m. ke pad par thi Mera Aveda legal hi Kiser hogi pilz bataye
Coal india me missing anukampa ka rule kya hai..
Sir mane anukampa se barthi dekhi thi medical unfit ho gya tha kya maie bubra barthi dkh saktha hu kya anukampa se CRPF maie
Sir kya buaa ki anukampa bhatije ko mil sakti he kya
अनुकंपा तत्वावर प्रथम नियुक्ती ही महादेव कोळी ह्या प्रवर्ग (ST) मधून झाली असून पदोन्नती साठी कास्ट व्हॅलिडिटी नाही तर पदोन्नती ही ST प्रवर्गातून होईल की ओपन मध्ये होईल..... GST department Maharashtra..... Please guide me sir ji
Sar mere mama avivahith te shikchhak te or ifms portal me nomni mujhe unke duara nomni banya gya h to mujhe anukampa nokri mil sakti h kya
Sir retirement ho jaane ke baad anukampa niyukti mil skta he kya
Sir. Meri ma ki death 1993 me hue thi jo Asstt teacher par posted thi us time me 1 sal ki thi 1994 ke cercular ke tahat mujhe Bishesh niyukti 18 sal me di jani thi lekin 2007 me 7 sal bad niyukti na dene ka prawdhan lagoo ho gya aur meri niyukti aaj tak nhi hue jabki main department aur secretyate Governor CM sabhi jagah application di hai lekin kuchh nhi ho pa rha hai kya kare kon si court jay mera case MP Tikamgarh ka hai
Sir,elder son of first demised wife and second wife or her minor child,, who will get priority among them for CGA in railways?
Bhaiya Mera pass birth certificate nahi hai kya 10th class ki marksheet lag jayge ?
Sir mere pita phe vibhag m viniyatikran karmchari the kya noukari mil sakti h
Sir. Mother & father dono seva me the aur mother ke death ho gaya hai isme baccha anukampa pa sakte hai ya nahi.
सर मेरे पिता जी L -1 अध्यापक में कार्यरत थे और उनकी मृत्यु हो गई है और उनको 8 महीने ही हुए थे उनको अध्यापक लगे और मेरी मां सविदा पर कार्यरत हैं तो मेने अनुकंपा के लिए आवेदन किया था तो CBEO और DEO ने मना कर रहे हैं तो मे हाई कोर्ट में पेश कर सकता हूं क्या सर जी
Sir mere papa teacher the unki deth on duty 2014 m Hui thi kinhi karno se noukri nhi le paye kya ab mil jayegi
Sir ji mere father ki death 2018 me hui post men on duety jab mene open school se 10th pass karke apply Kiya to vibhag walo ne mana kar Diya kyuki open school se mene english Or maths subject nahi Li to Kya Abi BHI muje ye subject Lene ke baad niyukti mil Sakti he
sir mai graduate hu or hindi english typing bhi ati hai or certificate bhi diya hai or mujhe 4rth grade ki job di ja rhi hai kya ye sahi hai?
3 saal ho gaye hai niyukti nahi mili hai custom central excise department mai
Kya RTi daalna thik rahega
High court se आदेश कराइए
सर पंचायत सचिव अनुकम्पा मै रोस्टर के कारण नही दे रहे और कहीं कहीं जिलों मै दे दी
Sir, अनुकम्पा के अधार पर PDS जनवितरण प्रणाली दुकान की अनुज्ञप्ति मिलेगी
जिसके परिवार के सदस्य,बिहार में संविदा नियोजित कर्मी है
बताने की कृपा की जाय
मृतक आश्रित शिक्षक का स्थानातंरण हो सकता है क्या सर अगर केस करे तो
Sir mere father ki death 2002 mein hue aur us waqt mein 13 saal ka tha aur mujhse 10 saal bade bhai ne noukri le li aur jo paisa milta hai wo paisa mummy ko mila lekin mujhe kuch nahi mila aaj tak aur jo paisa kya mein ab claim kar sakta hu noukri k liye ya paise k liye
Sir kya सत्र लाभ के समय gov. Employees की मृत्यु होने पर क्या अनुकंपा नियुक्ति होती है? उत्तर प्रदेश में शिक्षा विभाग में???
Sir mera B.ed ar ctet dono paper qualified h...kl supreme court ke faisle m b.ed ko hta dia....kya ab mritak ashrit naukari milegi???? 2019 m death hui thi...ab ek sal bacha h bs...sir kya krna hoga..kaise primary m naukari milegi?
12th pass hone k baad bhi muzhe 4rth gread ki nukari di gye anukampa main
Meri joining k 3 mahine baad he ek aadmi jo 12th pass thaa use gread 3 ki nukari di gye hai
Kya main 3rd gread ki post k liye case lga sakta hun
MP Covid Anukamap mei kya naya hai niyamit employee k liye?
Kya MP,MLA ko bhi Anukampa Niyukti million hai (?)
Sir mere dada hi bihar gramin police me the or mere papa ji bihar police me hai . Mere dada ji ke nokri ke dhoran mirtuy ho gya hai kya unka nokri unke pote ko ho sakta hai ????
Sir ji mujhe mere papa ji nrmdapuran AG-3 pr the mujhe vahi pd chahiye
Vahi pad pane k liy kya niyam h sir ji!
Reply pls
BSNL mein anukampa niyukti kab milegi
मेरे पिताजी पुलिस में थे तब हो मरे. अनुकंपा के लिए तब अर्ज किया था तब में 18 साल से कम उम्र का था. अब में 18 साल से ऊपर हु पर अभी मेरे छोटे भाई का नाम देना है. तो अस्थापना कर्मचारी बोल रहे की नाम नही बदला जा सकता. क्या कोर्ट की मदत से नाम बदला जा सकता है क्या सर?
Sir mera sadi 13 years ho cuka h kya railwaye mai mere papa rpf the kya mujhe milega abhi noukari please sir ap bataiye
Sir kya anukampa niyukti election aur achar sanhita mai rok dijati hai??
Meri niyukti ki file election ka bol kar rok dihai mpeb ne
Sir uttradikari pramanpatra ki jrurt h anukampa ke liye wo kese bnwaye
Sir mere father ki death 2009 me hui thi anukampa nitilagu thi 2011 tak hame job nahi Diya bad me rule aya fixed money dete the hamne Nahi liya aur aj tak ki date Mai hamne abhi tak application bhejte he. Ab hame Gujarat government Nahi paise de rahi he na job. Hame kya karna chahiye. Please bataye.
Sir mere mmy papa dono government job m thy meri mmy ne vcs lelia khudse retirement 2023 m unka retirement hona th unhone 2021 m vcs lelia or unk death hogai ,kya mujhe milskti h job?
Sir mere father government job me the unka pad परिचारक कार्यभारित tha Kya meko anukampa ka pravdhan h Kya niyam ke anusar please help
Sir MPWRD M anukampa niyukti mp gov m karyabharat karmchahiyo ke liye 2004 m hi close kar diya tha
Sir suicide case me anukampa nokri mil skti h kya , rajasthan disc. Me
Sir mujhe job karte karte mujhe paralyze ho gaya to Maine 3 year job nahin kiya. To mujhe salary milegi ya nahin.
Gram Panchayat sachiv.
Please help me
Kya bidhwabahukorailwaymenokarimelega
Sir hight cort ne mera oder kar diya or maine avedan kar 1mahine se jyada samay ho gya hai par latar nahi aya
Sir mere jija ji ka death ho gaya hai bo joining letter aane ke baad documents submit kar diye hai aur rojgar mela me niyukti patra mila hua hai railway technician me hua tha kya parivar ko railway ke taraf se koi labh milega please bataie
Sir crpf mai kya anukampa mai service prapt kiye vyakti ke ashrit ko anukampa par naukari mil sakati hai
Sir agar do Bhai our apas me ladai kar raha hai naukari hum karege dono me kisko naukari kisko milega
जिसके पास योग्यता रहेगी और उम्र मे बड़ा होगा उसको प्रथम प्रथिमिकिता दी जाती है
Kya pustani anukampa nokri jo chote bhai ko dedi gi hai vsme bade bhai ka koi hak nahi hai jab ki chota bhai bade bhai ka koi madad nahi karta hai
2014 ki anukanpa niyukti Abhi Tak nahin Mili hai sar
Sir mere papa class 3 me government teacher the aur mera 12th pas v kr liya hu telly + dca av running pe h to mujhe vrg 3 k job milega ki vrg 4 peon ka pls btaiye
Hello sir हम दो बहने है मै छोटी हु और गोवर्नमेंट me शादी के 3 साल बाद नौकरी लगी हु मेरे पापा की कैंसर से डेथ हो गई है मेरी बड़ी बहन बेरोजगार है लेकिन उनको अनुकंपा नियुक्ति नही दे रहे है, kahte h ki मैं govt job में हुँ इसलिए, aur मेरे घर की माली हालत ठीक नही है.. Kya हम कोर्ट case कर सकते हैं कृपिया मार्गदर्शन करें, मैं छत्तीसगढ़ से हू
Sir muje 3 try diya tha... running k liye.....nahi ho paya....to ab kuch ho sakta hai?
Pahle mere bhai ne form bhara hai ab o job nhi karna chahte,mujhe form bharna hai to kya possibal hai
ऐसा मुश्किल है
Hamari job Nahin Lagi Hai 2006 ka 2006 ka case hai Lady Hardinge Medical College
महोदय। अगर आश्रितो का भरण पोषण करने का शपथ पत्र देकर नियति के बाद आश्रितो का भरण पोषण न किया जाए ऐसे में क्या एक्शन ले और कितने टाइम में
Sir, mere ko bhi anukampa nahi mera bahut purana kesh hai 1994 me papa ka nidhan ho gaya tha mai 6 sal ka tha jab mai 18 sal ke bad aavedan kiya to 7 sal ke antargat nahi paya gaya kah kar nirast kar diye. Ham gav se aate hai mere ghar me koi pada likha nahi tha kisi prakar ka anukampa ke niyam ke bare education department se nahi bataya gaya.mere papa teacher the.mai bed,ded, English m.a, Mptet,ctet qualified hu. High court se kuchh ho sakta kya sir ji. Reply please
Sar mere maa ki deth 2007 mai hui jo ki jalwahk k pad par 1997 se 2007 tak rahe isi Doran unki deth ho gai. maine 2008 mai b aply kiya tha par anukampa niyukti ni hui. To kya ab ho sakti hai or kaise.
Sir mere papa 1997 me expand hue the mer bhai ko ye nokri milni thi par 7 sal bad par 7 sal baad mera bhai 18 ka pur nahi hua kuch din bache the to ye nokri nahi mili mere gar me sabhi paresan hai ye kise mil paygi maine aapka video dekha to laga ki koi rasta jarur niklega pl help
Sir mere papa ji 2022april me expired kr gye or meri maa teacher hai to kya unke baccho ko mritak niyukti mil sakti hai I'm from uttar pradesh sir please btaiye
Sir varg 4 madhil anukamp niyukti sati asthapana kharch yachi at ahe Ka. Pls reply me sir.
Sir pitaji ka death 2013 main huin hai grup d points main on duty pe tab son ka umar nahi tha or mother ko pension bhi nahi mila hai 2024 content karne se anukampa ke other pe son ko nakri milega kia or mother ko pension milega kia plzz sir reply karna main apko request karta huin🙏🙏🙏
Sir mare papa ki 2016 me teat ho gai to vah anukampa me they sir school Vibhag se boll Rahe Hai ki Jo Korona me that hui hi ushi ki niyukti hogi sir esha Bata Rahe sir ap pash koi Jankari ho to pilice sir Bata do
Anukampa niyukti me maternity leave milegi kya
हा
Sir mere father ko gye huwe ..3monty complete ho chuke hai..
7may se..4 month complete ho jayenge ..Hume abhi tak koi bhi fesiliti nhi mili.
Plz aap muje bataiye kya kare ..
Office me sir log se pta kiya hai to wo bolte hai ki time lega kitna time lgega ye kuch nhi pta .
Or abhi tak hum log ek bhi Paisa nhi mila hai..
High court se adesh कराना होगा
Sir mere pitaji ki death 2007 me hui thi lagbhag45 meri mummy padi likhi nhi hai aur mein bhot chota tha tab toh humko anupma niyukti k baare me pata hi nahi tha ab mein 27 saal ka hu kya mujhe ab mil sakti hai anupama niyukti mere pitaji k jagah.
Mere pita ji police me the or me bhi delhi police me hu mujhe Kya apni government job ko chorkar anukampa niyukti mil sakti h
Sir mere father expired 1992
Gref mein the hamme Aaj Tak noukri noukri nahi mili sir abhi mil sakti hai court case b haar chuka hoon sir batana sir please
Financial waja se agar reject kar diya jay to wo kya bad may reconsider hoga
Come same sema me di gi niukti s.c.fimel ko51 vers ki auu medi 09 vers 06 manth me ritayerd pension lagu kare
सरकारी कर्मचारी की मृत्यु होने के बाद कितने साल में उनकी जगह पर अनुकम्पा नियुक्ति ले सकते है सर बताये
Department ke नियमानुसार
Mp ma 7 saal hai
अगर पुत्र या पुत्री की आयु पिता के मृत्यु के समय 4 या 5 साल था और उन्हें जानकारी नहीं था 10 साल या उससे अधिक साल में पता चला हो तब अनुकम्पा नियुक्ति मिल सकता हैं सर
वर्ष 2004 में मध्य प्रदेश के छतरपुर जिले में चुनाव प्रशिक्षण दौरान सड़क दुघर्टना में मृत्यु हो गई थी 18 साल हो गए अनुकम्पा नियुक्ति नहीं हुई साहब जी पीड़ित परिवार दर दर घूम रहा । क्या करें जल संसाधन विभाग छतरपुर में स्व श्री कौशल विशाल मिश्रा एसडीओ के पद पर कार्यरत थे आज तक अनुकम्पा नहीं मिला । लगातार मांग करते रहे । लगातार प्रयास व आवेदन पत्र दिया गया ।यह कहते रहे कि जगह नहीं है सात साल बाद विभाग कह रहा है समय खत्म हो गया ।
Sair mai jharkhand ke col India ke bare me Janna chahti hu plise help me
Sir married daughter ko anukampa mil sakti hai kya ager husband government servant hai to.....
sir mere papa1993me sikhsya krmi yojna me join kiya or 2007me unki martyu ho gyi unhone 14year job kiya par anukampa ka parawdan nhi sir kya ham log kuchh lar sakte h
Sir mere husband sbi bank me 2019
Me unki death bank me hi attack se hui pr bank me anukampa niyukti nhi mile mera beta 7 sall ka he me m.com kr cuki hun
बैक में प्रावधान है क्या इस प्रकार अनुकम्पा नियुक्ति का आप ये डिटेल pta jariye
Sir mere father 2021 me covid se death ho gya hm do bhai aur usme bade bhai avidevit pr sign ni kr kya kre hm...uppolice me the father mere
Sir mere husband 2019 me banks me sbi me on duty pr deth hui he
Pr muzhe bank me nhi mili
Bank ne kya bola
Sir Department agar SOP number issue kardeta hai toh kya tarika hai compassionate ground par job lene ka aur SOP number milne ke baad kya procedure hai??????
Meri mother ki death 2021me Ho gai he meri mother ki job mere father ki jagah par lagi thi government services par aab me meri sister anukampa ke liye aply kar sakte he kya meri sister ke husband ki death bhi 2022 me ho gai he to use MIL sakti he job
सेकण्ड कोविड में मेरी माँ कोरोना से देहांत हो गया था
तब वह राउरकेला स्टील प्लांट में जॉब कर रही थी
मगर अनुकम्पा नियुक्ति अभी तक नहीं हुआ है
क्या करे कुछ राय दे
क्या चाचा का अनुकम्प नियोक्ती नौकरी भतीजों को है क्या कोई बता सकता हैं🎉🎉
Sir mai hariyana se hu or meri shadi maharastra me hui hai mere pati patbandhare vibhag aurngabad me karyat the mere pati ki mout ke bad mere sas sasur ne mujhe rakhne se mana kar diya meri 4 saal ki beti hai or mai apne pati ki jagah nokri karna chahti hu lekin mere sas sasur nahi chahte mai waha rahu maine office me anukampa ke liye avedan bhi kiya lekin mere sas sasur sahmati nahi de rahe jabki meri sas bhi usi department me hai please meri help kare 3sal se meri file usi department me padi hui hai please meri help kare
सर मेरे बेटे का निधन हो गया उसकी नौकरी बहू को मिल गई है वह मुझे कोई खर्चा नहीं देती है मै क्या करूं
Fir aap ne Keya Kiya
Maintenance ka case lgado sab milnayega
Hello sir maine apka video dekha bahot acha lga mere pita ji ki death pichle saal ho gyi covid se vo government employee the mera ek bahi hai vo bhi government job krte hai meri maa pita ji ka job mujhe Dena chati hai mai eek saal se iss job ke liye DRM office ki chakkar kaat Rahi hu par vaha pr sab log mujhe khete hai ki shaadi shuda ladhki ka job ka adhikaar nhi hai meri maa Mere saath raheti hai please help me sir Mai kya kru ( My name is Reena ) sir kya mujhe apka phone number mil skta hai kya
Kya compulsory retired employee k death k baad anukampa job keliye patra rahte hai ?