Maine try Kiya but paneer dalne ki thodi der baad doodh phat Gaya hai, ab iska kya karna chahiye, kuch Kiya jaa sakte hai iska ya phir phenk Dena chahiye?
Aapne paneer nikalne ke baad paneer ko pani se achee tarah se nahi dhoya hoga…esliye milk phat gaya…ab aap esko aise bhi kha sakte hai…koi problem nahi hai…lekin khabi yesa ho sakta hai ki aapko kher achaa na lage
शानदार
Thank you
Thank you so much dear mam ❣️ muje bahut hi acchi lagi next paneer ki koi bhi sweet aur spicy receipy shair kijiye👌👍😋🍲🌹
Sure..thank you so much
Very nice. Yemmmm
Thank you
Tq dear 🙏
Thank you
Mam paneer ki quantity kitni leni h
Maine video me bataya hai .. ki agar 1 kg milk hai to paneer 250 gm Lena hai....aur description me bhi likha hai maine .
@@DivyasSuperKitchen ohk
Nice
Thank you
Maine try Kiya but paneer dalne ki thodi der baad doodh phat Gaya hai, ab iska kya karna chahiye, kuch Kiya jaa sakte hai iska ya phir phenk Dena chahiye?
Aapne paneer nikalne ke baad paneer ko pani se achee tarah se nahi dhoya hoga…esliye milk phat gaya…ab aap esko aise bhi kha sakte hai…koi problem nahi hai…lekin khabi yesa ho sakta hai ki aapko kher achaa na lage
@@DivyasSuperKitchen thik hai, thank you.
Same hua mere sath
Paneer ko acchi tarah pani se dhoya nahi hoga…mai hamesha apne gher me banati hun …bahut accha lagta hai
@@DivyasSuperKitchen dhoya tha mene ache se 4-5 baar tobhi fat gya... 😞
Paneer kheer banane ke baad Ashi Ho jata h ki dudh patt gya ho
Milk esliye phat jata hai kiyoki aapne jab dudh se chena nikala hoga to chena ko theek se pani se nahi dhoya hoga..esliye milk phat jata hai
Market wale pneer ko kaise saaf krenge
Market wale paneer ko bhi sirf pani se dhokar kheer bana sakte hai
yumyyyy
Thank you
Milk phatega nhi?
Nahi...paneer nikalne ke baad usko pani se ek baar dho le
Thanks for sharing your recepie