You Talking about the passport, Phillipines Embassy at New Delhi denies VISA to anybody whose Address is feom Punjab and Haryana.. because of their Illegal activities in Phillipines...
@@exploreandunravel5773 mujhe ek bat samhj nhi aati mene passport week hai ye kh dia to bhot logo ko ajib sa dard ho rha hai ajib ajib bate bol rhe hai un sab logo ko bolna chata hu ki ek bar net khol ke indian passport ki ranking dekh lo kitne number pe aati hai ye khud government ka data hai .ab apke sawal ka jwab dene ki kosis krta hu .yha 2 point hai Philippines ne visa dene se mna kar dia mujhe nhi lagta ki mna kiya hoga apni jankari sudharo, visa dene se mna to USA ne bhi nhi kiya hai bus deta nhi hai visa ,ab apki bat man lete hai ki visa dene se mna kar dia to bhai us desh ne clear kiya hai na ki me kese indian ko ya haryana punjab vale ko visa nhi dunga ,ab logo ko pta to lag gya na ki us desh me nhi jana ,par ye laos desh bolta hai ko mere desh ke boarder pe aa jao visa vhi de dunga ,smhj rhe ho is bat ko ap yha se flight pakad ke jate ho or vha jake apko mna kar dia jata hai visa ke liye or usi time pe dusri Country vo ko entry de deta hai bina kuch dekhe ,bhai apke liye choti hogi ye bat mere liye nhi hai or mene ye video kese ko uncha ya niche dikhane ke liye ni bnai ,mene b Abi ke halat btaye hai jisse logo ko pta lge or vo land boarder se na jaye
Main Laos visit kar chuka hoon.. Mujhe naa immigration me koi problem aayi thi aur naa Vientiane me stay karne me. Haan wahan se main land border cross kar k Cambodia gaya tha to immigration me thodi problem aayi thi.. Immigration officer ko paise chahiye the isliye woh Jaan-bujh kar problem create Kiya tha.. Maine paise de diye to entry bhi mil gayi.. Anyways par problem kya hai ki yeh travel vloggers apne problems ko Generalize kar k National Problem bana dete hain..Aisa lagta hai ki unke sath jo bad experience hua woh sabke sath hota Infact travel vloggers Chikhne lagte hain ki Indian passport ki koi izzat nahi hai.. Indians k sath har jagah discrimination hoti hai..etc etc . Nahi bhai aisi koi baat nahi hai..Mere sath agar koi bad experience hua to jaruri nahi hai ki woh har kissi k sath hoga Problems ko Generalize mat karo..Woh tumhari problem hai..Desh ki nahi. . Har jagah har type k log hote hain.. Depend karta hai ki tumhara Vasta kaise bande k sath pada hai.
Mene kab kha ye desh ki problem hai bhai ,mene Kab kha ki laos pe boom gira do, mene Kab kha ki India gandi country hai ,mene video me kha ki indian passport ki value itni bhi nhi hai ki apko har koi countery hath jod ke bulati hai ager apko mere bat par trust nhi hota to Google kro or indian passport ki ranking dekho kon se number per hum ate hai ,ab apko fark btata hu ki passport ki value Kise khte hai ,USA, Canada, Japan Singapore, UK or bi bhot se desh hai jinke passport holder ko koi dikkat nhi hoti are ye chodo yar apko btata hu ager apko USA ka visa chaiye na apke top se leke bottom tak ke jor lag jayga sayad tab bi apko USA ka visa na mile ,sayad bharam me ji rhe jo ap mere bhai ,or rhi bat ki national mudda bna rhe hai youtuber ,ager youtuber problem bta rhe hai na Tabi to bat aam logo tak phunchegi jisse ki jinhe travel krna hai vo phle se tyar reh ske ,nhi to fir airport se deport hote hai ase log ,or ye ek informational video hai ,isme Salah di hai janta ko or ho ske to government ko achi lage man lo nhi to sab kuch thik hi chal rha hi mere bhai .
@@siddharthverma2849 ek bat or khna chata hu - kya apko pta hai kabootar ka shikar billi kese krti hai ,jab kabootar ko lagta hai na ki billi sikar krne vali hai to vo aksar apni eyes band kr leta hai or sochta hai ki ager mujhe kuch nhi dikh rha to me bi kese ko nhi dikh rha hunga or sikar ho jata hai . To khne ka mtlb hai ki apke sath nhi hua iska matlb ye nhi kese ke sath nhi hoga kabbotar mat bno ,sayad smhj gye honge kya khna chata hu ,duniya ka sbse bdi democracy hai hum to respect bi bdi honi chaiye ap khus honge is choti respect me hum log nhi hai ,best of luck for you thinking keep growing
@@abhishekkalkhnday6492 Phir thumbnail me kya tha ki iss country me kabhi mat aana! Rahi baat bad experience ki to sabki experience ek jaisi nahi hoti hai..Mere sath jo hua koi jaruri nahi hai ki tumhare sath bhi wohi hoga..Yaa Vice Versa.. Isliye chizon ko Generalize kar k yeh suggest karna ki iss country me mat aana yeh galat hai..
@@abhishekkalkhnday6492 Duniya maine bhi dekhi hai..Main koi travel vlogger nahi hoon par traveller jarur hoon . Main bhi abtak 23 countries visit kar chuka hoon... Isliye apne experience se bol sakta hoon ki har jagah har type k log hote hain.. Depend karta hai ki tumhara Vasta kaise bande k sath pada hai.. For example Main Singapore gaya tha to Airport pe hi ek Security wala mere upper bewajah chilane laga tha apni language me.. Infact usne mere ko dhakka bhi maara tha... Ab kya main sabse yeh bolta fhiron ki Singapore mat aana.. Singapore k log badtameez hote hain..
@@siddharthverma2849 dost mere thumbnail ko ache se padho hindi me hii likha hai mene fir bi bta deta hu kya likha hai sayad ap Tamil language jante hone ,mene likha hai ki LAOS DESH ME BHULKAR BI MAT ANA YHA SE ,I hope apne YHA SE nhi padha mene ek jangha ke bare me btaya tha or bhai mere ap bhot lucky ho jo apke sath nhi hua
I crossed Thailand combodia border in 2017. Without giving bribe they will not allow but I did not give money at entry stamp. That guy threw my passport. Cheap people. Always take flight. What happend to your pocket 3?
@@ashwani2070 delhi se tha ,jiske pas 900 dollar ho usko bi entry nhi di or Frans valo ko bina kuch dekhe entry de di to iska matlb ager passport se nhi hai to kis chij se hai ,akele me sochna beth ke
Dont use Land Border waha dikat hai. Air me they don't ask Question. They gave me Visa in 2 hours And Rahi baat Respect ki.. hai ab Indian Passport ki kaafi. But Indian is waqt, Vietnam, Laos jaisi country me bhi overstay kar raha hai. French ya German nai karta overstay isliye unko allow karte hai and hume Question. Simple. Maine 48 hours me Schengen Visa nikala hai 3 baar. Darr jate hai ye log Indian se😂.
@@VoyagersBlissinki halat khrab hai laos valo ki humse kya dreenge vo log ,dollar ko dekhte hi jibh nikal jate hai or bhai mene cambodia me goro ko over stay krtee hue dekha hai ,goro mee hum me fark nhi hai humse jyada Kanjus hote hai 😄
@@Ankush102academy channel ka name likh rkha haii upsc vala or basic se knowledge nhi tumhe ,video ko aram se dekho mene kya kha hai, thik hai mere bhai or rhi bat ki humarii dusre desho me kiitni izzat hai jab india se bhar nikloge tab pta chalega apko .ek.salah hai india ke bhar ka trip lgao tb bharam dur hoga apka ki kitni izzat hai humari ,btau izzat kese khte hai jab America, UK, Australia ke passport vale apke samne kese desh me entry krte hai or apko rok liya jata hai tab iizzat ka pta chlta hai, or zee news or republic bharat news dekhna band kro nhi to bharam me hi jindgi nikal jaygi tumhari ,jai hind jai bharat
Kam se kam ap ye bat smjhe to ki ye kam india embassy ka hai ki uske citizen ke sath India se bhar kuch galat na ho kuch log to RUclips pe ulta mujhe hi bop rhe hai ki me india ke bare me asa kese bop skta hu ,kam se kam apne ye bat to smji ki is video se kese ki knowledge badh skti hai
@@jrlove1126 1000 dollar ki demand ki thi laosd boarder pee ,thailand boarder pe kuch nhi dekha ,Vietnam boarder pe kuch nhi dekha ,cambodia boarder pe kuch nhi dekha
Thnk u so much for giving us the information about laos border. Corrupted people in laos immigration😡😡😡😡😡
Very informative
Very informative. Thank thank you. Laos immigration is the most notorious. Very infamous.Not only land border. All are same.
@@assistantdirectorkumarghat6943 yes
Very informative video bro 🙏🏻🙏🏻
You Talking about the passport, Phillipines Embassy at New Delhi denies VISA to anybody whose Address is feom Punjab and Haryana..
because of their Illegal activities in Phillipines...
@@exploreandunravel5773 mujhe ek bat samhj nhi aati mene passport week hai ye kh dia to bhot logo ko ajib sa dard ho rha hai ajib ajib bate bol rhe hai un sab logo ko bolna chata hu ki ek bar net khol ke indian passport ki ranking dekh lo kitne number pe aati hai ye khud government ka data hai .ab apke sawal ka jwab dene ki kosis krta hu .yha 2 point hai Philippines ne visa dene se mna kar dia mujhe nhi lagta ki mna kiya hoga apni jankari sudharo, visa dene se mna to USA ne bhi nhi kiya hai bus deta nhi hai visa ,ab apki bat man lete hai ki visa dene se mna kar dia to bhai us desh ne clear kiya hai na ki me kese indian ko ya haryana punjab vale ko visa nhi dunga ,ab logo ko pta to lag gya na ki us desh me nhi jana ,par ye laos desh bolta hai ko mere desh ke boarder pe aa jao visa vhi de dunga ,smhj rhe ho is bat ko ap yha se flight pakad ke jate ho or vha jake apko mna kar dia jata hai visa ke liye or usi time pe dusri Country vo ko entry de deta hai bina kuch dekhe ,bhai apke liye choti hogi ye bat mere liye nhi hai or mene ye video kese ko uncha ya niche dikhane ke liye ni bnai ,mene b
Abi ke halat btaye hai jisse logo ko pta lge or vo land boarder se na jaye
Main Laos visit kar chuka hoon.. Mujhe naa immigration me koi problem aayi thi aur naa Vientiane me stay karne me.
Haan wahan se main land border cross kar k Cambodia gaya tha to immigration me thodi problem aayi thi.. Immigration officer ko paise chahiye the isliye woh Jaan-bujh kar problem create Kiya tha.. Maine paise de diye to entry bhi mil gayi..
Anyways par problem kya hai ki yeh travel vloggers apne problems ko Generalize kar k National Problem bana dete hain..Aisa lagta hai ki unke sath jo bad experience hua woh sabke sath hota Infact travel vloggers Chikhne lagte hain ki Indian passport ki koi izzat nahi hai.. Indians k sath har jagah discrimination hoti hai..etc etc .
Nahi bhai aisi koi baat nahi hai..Mere sath agar koi bad experience hua to jaruri nahi hai ki woh har kissi k sath hoga Problems ko Generalize mat karo..Woh tumhari problem hai..Desh ki nahi. .
Har jagah har type k log hote hain.. Depend karta hai ki tumhara Vasta kaise bande k sath pada hai.
Mene kab kha ye desh ki problem hai bhai ,mene Kab kha ki laos pe boom gira do, mene Kab kha ki India gandi country hai ,mene video me kha ki indian passport ki value itni bhi nhi hai ki apko har koi countery hath jod ke bulati hai ager apko mere bat par trust nhi hota to Google kro or indian passport ki ranking dekho kon se number per hum ate hai ,ab apko fark btata hu ki passport ki value Kise khte hai ,USA, Canada, Japan Singapore, UK or bi bhot se desh hai jinke passport holder ko koi dikkat nhi hoti are ye chodo yar apko btata hu ager apko USA ka visa chaiye na apke top se leke bottom tak ke jor lag jayga sayad tab bi apko USA ka visa na mile ,sayad bharam me ji rhe jo ap mere bhai ,or rhi bat ki national mudda bna rhe hai youtuber ,ager youtuber problem bta rhe hai na Tabi to bat aam logo tak phunchegi jisse ki jinhe travel krna hai vo phle se tyar reh ske ,nhi to fir airport se deport hote hai ase log ,or ye ek informational video hai ,isme Salah di hai janta ko or ho ske to government ko achi lage man lo nhi to sab kuch thik hi chal rha hi mere bhai .
@@siddharthverma2849 ek bat or khna chata hu - kya apko pta hai kabootar ka shikar billi kese krti hai ,jab kabootar ko lagta hai na ki billi sikar krne vali hai to vo aksar apni eyes band kr leta hai or sochta hai ki ager mujhe kuch nhi dikh rha to me bi kese ko nhi dikh rha hunga or sikar ho jata hai . To khne ka mtlb hai ki apke sath nhi hua iska matlb ye nhi kese ke sath nhi hoga kabbotar mat bno ,sayad smhj gye honge kya khna chata hu ,duniya ka sbse bdi democracy hai hum to respect bi bdi honi chaiye ap khus honge is choti respect me hum log nhi hai ,best of luck for you thinking keep growing
@@abhishekkalkhnday6492 Phir thumbnail me kya tha ki iss country me kabhi mat aana!
Rahi baat bad experience ki to sabki experience ek jaisi nahi hoti hai..Mere sath jo hua koi jaruri nahi hai ki tumhare sath bhi wohi hoga..Yaa Vice Versa..
Isliye chizon ko Generalize kar k yeh suggest karna ki iss country me mat aana yeh galat hai..
@@abhishekkalkhnday6492 Duniya maine bhi dekhi hai..Main koi travel vlogger nahi hoon par traveller jarur hoon . Main bhi abtak 23 countries visit kar chuka hoon... Isliye apne experience se bol sakta hoon ki har jagah har type k log hote hain.. Depend karta hai ki tumhara Vasta kaise bande k sath pada hai..
For example Main Singapore gaya tha to Airport pe hi ek Security wala mere upper bewajah chilane laga tha apni language me.. Infact usne mere ko dhakka bhi maara tha...
Ab kya main sabse yeh bolta fhiron ki Singapore mat aana.. Singapore k log badtameez hote hain..
@@siddharthverma2849 dost mere thumbnail ko ache se padho hindi me hii likha hai mene fir bi bta deta hu kya likha hai sayad ap Tamil language jante hone ,mene likha hai ki LAOS DESH ME BHULKAR BI MAT ANA YHA SE ,I hope apne YHA SE nhi padha mene ek jangha ke bare me btaya tha or bhai mere ap bhot lucky ho jo apke sath nhi hua
I crossed Thailand combodia border in 2017. Without giving bribe they will not allow but I did not give money at entry stamp. That guy threw my passport. Cheap people. Always take flight.
What happend to your pocket 3?
@@roninr8199 very corrupt people
Great bro, thanks for sharing your experience, ye cmbdns sale jalkukdhe hote hai😅 Anyways stay safe and keep posting intresting videos .
@@hidayattulla26 yes bro 🙌
JINKE PAS 900 USD THE WO KHA SE THE JINKO ENTRY NHI DI
@@ashwani2070 delhi se tha ,jiske pas 900 dollar ho usko bi entry nhi di or Frans valo ko bina kuch dekhe entry de di to iska matlb ager passport se nhi hai to kis chij se hai ,akele me sochna beth ke
Dont use Land Border waha dikat hai. Air me they don't ask Question. They gave me Visa in 2 hours And Rahi baat Respect ki.. hai ab Indian Passport ki kaafi. But Indian is waqt, Vietnam, Laos jaisi country me bhi overstay kar raha hai. French ya German nai karta overstay isliye unko allow karte hai and hume Question. Simple. Maine 48 hours me Schengen Visa nikala hai 3 baar. Darr jate hai ye log Indian se😂.
But By the way.. Nice Vid.
@@VoyagersBlissinki halat khrab hai laos valo ki humse kya dreenge vo log ,dollar ko dekhte hi jibh nikal jate hai or bhai mene cambodia me goro ko over stay krtee hue dekha hai ,goro mee hum me fark nhi hai humse jyada Kanjus hote hai 😄
@@abhishekkalkhnday6492 Cambodia to Dollar dikhte hi bass... 😂. So Cambodia me to dikkat nai hui hogi re-entry ki.?
@@VoyagersBliss kya nice video bhai ,24 hr lag gyee 12 hr me land boarder phuncha fir vha see 12 hr lga kee vapas aaya bhukee pait ,I am vegetarian 😀
@@VoyagersBliss hasi aygi sun kr ek dollar ki riswat di thi cambodia valo ko 😅
Kise ak dash ma jaka sarkar par sabal uta diya kitna dash ma india ki kitni eejat hai pata aapko
@@Ankush102academy channel ka name likh rkha haii upsc vala or basic se knowledge nhi tumhe ,video ko aram se dekho mene kya kha hai, thik hai mere bhai or rhi bat ki humarii dusre desho me kiitni izzat hai jab india se bhar nikloge tab pta chalega apko .ek.salah hai india ke bhar ka trip lgao tb bharam dur hoga apka ki kitni izzat hai humari ,btau izzat kese khte hai jab America, UK, Australia ke passport vale apke samne kese desh me entry krte hai or apko rok liya jata hai tab iizzat ka pta chlta hai, or zee news or republic bharat news dekhna band kro nhi to bharam me hi jindgi nikal jaygi tumhari ,jai hind jai bharat
BAKI 3 BANDE KHA SE H JINKO ENTRY NHI DI LAOS NE
MERE SE KUCH NHI MANGA THA ME LAOS GYA THA LAND BORDER TIME TIM KI BAT H
INDIAN EMBASSY DEKHO LAOS ME HAI YA COMBODIA ME H TO WAHA JAO YA MAIL KARO UNKO AESE SABKE SATH GALAT KARENGE WO
Kam se kam ap ye bat smjhe to ki ye kam india embassy ka hai ki uske citizen ke sath India se bhar kuch galat na ho kuch log to RUclips pe ulta mujhe hi bop rhe hai ki me india ke bare me asa kese bop skta hu ,kam se kam apne ye bat to smji ki is video se kese ki knowledge badh skti hai
IS PASSPORT KI VALUE SAHI INDIA WALO KO AADAT HAI PAISE DENE KI UNKO AADAT PAD GYI PAISE LENE KI TANG KRNE KI
@@ashwani2070 ho skta hai ki ap shi ho
Vishav guru 😂😂😂
1000 US dollar required hai Bhai Entery Kai liye Thailand Malaysia Singapore combodia chqk kare ya Nahi kare
@@jrlove1126 1000 dollar ki demand ki thi laosd boarder pee ,thailand boarder pe kuch nhi dekha ,Vietnam boarder pe kuch nhi dekha ,cambodia boarder pe kuch nhi dekha
THAILAND JAO WAHA SE LAND BORDER JAO LAOS KA KOI DIKAT NHI HOYEGI
Thailand se me Vietnam chla gya
laos bhut sasta hai ghumna rehna khana bhut sasta loas me mene jana ab december laos mere sath chalna
Dekhte gai laos Kab jaunga ,abi to Malaysia ka plan hai
@@abhishekkalkhnday6492 happy journey me bhi travel krta rehta hu chandigarh se hu me
OH SABHI INDIAN HAI