Assalamualaikum Mualana sahab,agar namaz k duran khayal ayi ki wazu may masah kia tha ya nahi to kia namaz batil hu Jai gi.agar aksar shak huta h to us ki parwah kary ya nahi
Assalamualaikum Maulana sahab agar hath par ink hu to wazu or namaz batil hu Jai gi (jabki wazu k Duran hath par ink Nazar na ayi or namaz k Duran Dekhi dy to)
Slamun alekum Mashallah . Hm sab jaante h ki mard or aurat ek sath brabar khade hokr namaz nhi padh sakte . Lekin agr mard or aurat dono m s ek room k andr or ek room k bahr ho or side barabr ho or room ki diwar bich m ho . Kya aisi halat m namaz sahi hogi. Plzz zaroor jwab dijega.
Salamun Alaikum Aagha Sawal ye h Vestige 1 Indian company h jis k products halal certified h Isme multi level marketing hoti h kya ye jaez h iska member bnna or isse jo income aae halal hai ya haram Aagha jawab jaldi dijiye bahot meharbani hogi 🙏🏻 Salamt rhe'n 🤲🏻❤️
Salam Alaikum Janab Mera Sawal hai Mai pahle Buzurgo se Sunte the ke pahli Saf jamaat me aage nabalik ko nhi khada kr sakte aur Maulana kahte ke khada lar skte hai. Iska clear karde . W salam
Jazak Allah
Mashaallah ❣️
ᴍᴀsʜᴀʟʟᴀʜ❤❤❤
MASHALLAH KHUDA AAP SAB KO SALAMAT RAKHE . ❤❤❤❤❤ .
jazakallah agha jan ❤
Masha Allah 🎉🎉🎉
Alhamdulillah ameen bohat badya Sheikh sab
great topic ❤❤❤
Mashaallah
ماشاءاللہ
JazakAllah ❤
Mashallah
Mashallah Wahhh❤
Great topic
jazak Allah jazak Allah jazak Allah really good efort mulana new generation ko buhat ziyada faida ho ga is sy
Namaz e Juma ke Baad kon kon si phadni hai male ke liye
@Sfrizvi-j7s bhai jumma sy pahly namaz e zuhar ada kary agar na ho tu bad mai namaze zuhar or is kay bad jammat kay sath namaze asr ada kary
@@GamerBoy-ym7vs zuhar ki 4 rakat phadni hai Juma ki namaz ke baad ya 2 phad kar mila Deni hai
@Sfrizvi-j7s ni ni bhai pori 4 rakaat ada karni hai
@@GamerBoy-ym7vs shukriya
Jazakallah agha
Mola sab salam karta wakt daya baya srf akhu sa dakha ky h
MashAllah ❤
Shukriya for thissss
Mashallah❤
Qasr Namaaz par ek mukammal vedio banayen
Salamun Alekum, shukriya, peiro k anghute ke rakhne ka tareeqa bhi bta dijiye. Isme reh gaya hai. Aur pehle wajib kya kya hai ye bhi.
Agha sb kindly Qayyam mutsil ba rakoo k bary mn detail sy samjha dain
wo qayam jo ruku se pahle hota hai use kaha jata hai
❤❤❤❤❤❤
❤❤
السلام علیکم مولانا صاحب
تیمو کا پریکٹیکل طریقہ
ویڈیو بنا کر ڈالیے گا
Inshaallah jald hi
Assalamualaikum maulana
Namaz mukmmal hone ke bad konsi dua-e- pdhni chaiye?
sab se afzal tasbeeh e Janab e Zahra s.a hai ..us ke alawa mafateeh me maujood dua bahot si hain...Duas.org par bhi dekh sakte hain
Asslamualykum,kya kisi important exam ke din, jaisey NEET,UPSC , Ramzan ke roze ko tark kar sak tey hai taki bad mai qaza kia jaye.....?
ws Sirf imtehan ki wjah se aisa karna jayz Nahi hai
Assalamualaikum Mualana sahab,agar namaz k duran khayal ayi ki wazu may masah kia tha ya nahi to kia namaz batil hu Jai gi.agar aksar shak huta h to us ki parwah kary ya nahi
w.salam
Nahi batil nahi hogi Namaz sahi hai
Moulana aise khawateen bhi aise padh skti h ya koi changing unke liye plz btay
ruclips.net/video/fptW2nIyhwA/видео.html
ye video aurto ke liye hai
ghaur se dkehen kuch mustaheb cheezen alag hain jazkallah
Slam
Ruku ki halat sajdah gaah pr nazar krna sahi h ?
w.salam Jee sahi hai ..lekin mustaheb wo hai jo is video me bataya gaya hai
Salamun alaikum
Mera sawal ye hai
Masjid mai lakdi ki sajdagah pr sajda ho jata h ..
Kya orte bhi lakdi ki sajdagah pr sajda kr sakti h
ws Jee sahi hai ...is par video maujood hai
ruclips.net/video/lTI5FIatbIk/видео.html
Mera sawal he kya jin shadiyo me Dhol bajta he waha khana khana ya waha jana kesa he please jawab zaroor de
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته!مولانا اگر چمڑے(Leather) کا جوتا نجس ہو تو صرف دونا کافی ہیں؟
مہربانی فرماٸ۔
Kya sajjde ki hallat mae apni nighaa sajjde pr rakhra sahi hy ? please reply
koi harj nahi . behtr hai nak ki nok par nigah ho
@SabeelAhkamofficial shukrya bhot
Assalamualaikum Maulana sahab agar hath par ink hu to
wazu or namaz batil hu Jai gi (jabki wazu k Duran hath par ink Nazar na ayi or namaz k Duran Dekhi dy to)
w.salma
Aam taur jo halki ink lag jate hai pen ki wo rukawat nahoti hai is liye namaz sahi hai, han agar bahot zyada ho to rukawat hoti hai.
جزاک اللہ خیرا
Slamun alekum
Mashallah .
Hm sab jaante h ki mard or aurat ek sath brabar khade hokr namaz nhi padh sakte .
Lekin agr mard or aurat dono m s ek room k andr or ek room k bahr ho or side barabr ho or room ki diwar bich m ho .
Kya aisi halat m namaz sahi hogi.
Plzz zaroor jwab dijega.
w.salm Jee Sahi hogi ...
is bare me video maujood hai
ise dekhye
ruclips.net/video/EIIMfR9DTqQ/видео.html
Kaise hai
Salamun Alaikum Aagha
Sawal ye h
Vestige 1 Indian company h jis k products halal certified h
Isme multi level marketing hoti h kya ye jaez h iska member
bnna or isse jo income aae halal hai ya haram
Aagha jawab jaldi dijiye bahot meharbani hogi 🙏🏻
Salamt rhe'n 🤲🏻❤️
ws kic cheez ki hai kiya bechti hai? aap ko kiya karna hai ?
Sabeelahkam@gmail.com par sawal bhejen jazakallah
Shak hota hai ki baar baar nikal gyi to phir kya kre
Shak par bharosa nahi karen
Salam Alaikum Janab Mera Sawal hai Mai pahle Buzurgo se Sunte the ke pahli Saf jamaat me aage nabalik ko nhi khada kr sakte aur Maulana kahte ke khada lar skte hai. Iska clear karde . W salam
jawab video me insha...
#Q Salam Alaikum.
Agar Namaz e Juma wajib ki niyat se padh li ho, to zuhar ki namaz wajib ki niyat se padh sakte hain ya mustahab ki niyat se???
Qurbat ki niayt se padhen agar juma shraet ke saath hai aur wajib ki niyat se padhi hai to
kia aurtaein hath band kar namaz parhein?(shia)
ruclips.net/video/fptW2nIyhwA/видео.html
is me tariqa bataya gaya hai
mustaheb hai wo tariqa
Mashallah ❤😊
Mashallah
❤
Mashallah
❤❤❤
❤