I am a Hindu ,even I don't know what he is singing...but oh my God how beautiful is this!! So peaceful .After listening this with closed eyes I find myself in an another world & even more closer to the Allmighty. Shafqat Amanat Ali sir 🙏🙏God Bless You Sir,🙏🙏
This noha is describing scenario of the time when zainab s.a daughter of Ali returned from karbala where his brother Hussain and his whole progeny was massacred and zainab s.a was herself taken as prisoner by army of yazeed son of muwaviyah. After zainab's s.a return to madina she meets with Hussain's daughter Sughra. And is telling her about the whole catastrophe that had happened in foreign lands. I can't describe here the what exactly happened in karbala but I would recommend you to just read a little bit about it so you can understand, how much heart wrecking of noha this is 😢😢😢😢😢
He is telling a true story Muslim history Muslims killed Muhammad SWS his whole family at karbala this type Muslim is majority all over the world they highjacked Muhammad's islam.. that's y Muslim are still down after Muhammad they are not loyal with Muhammad SWS even their children..
I think the poetry and voice are one of the best I heard my life, and it would not be possible for anyone to sing like ustad shabbat and late Assad amanat Ali Khan.this great noha will insha Allah reward them jannat
مجرئی خلق میں ان آنکھوں نے کیا کیا دیکھا پر کہیں سبط پیمبرؑ سا نہ آقا دیکھا میں نے دیکھاعالم شاہؑ کوآلودہ بہ خوں میں نے عباسؑ کو بے جاں لب دریا دیکھا میں نےدیکھا علی اصغرؑ کا گلا خون میں تر میں نے زخمی علی اکبرؑ کا کلیجہ دیکھا ایک گٹھڑی شہ دیںؑ پشت پہ لائے اُس میں میں نے ٹکڑے ہویے قاسمؑ کا سراپا دیکھا بے ردا خلق نے اس بی بی کے سر کو دیکھا جس کی مادر کا کسی نے نہ جنازہ دیکھا کہتی تھیں زینبِؑ مضطر کہ خدا خیر کرے رات کو خواب میں عریاں سرِ زہراؑ دیکھا جاکے زینبؑ نے مدینے میں کہا صغراؑ سے کہوں کس منہ سے کہ پردیس میں کیا کیا دیکھا
مرثية رائعة بصوت الاستاذ شفقت أمانت علي. أداء حزين جدا ومؤثر يذكرنا المرحوم الاستاذ أسد امانت علي. هذه العائلة المحترمة أنجبت اصواتا ملائكية جميلة. رحم الله الماضين منهم وأطال الله في اعمار الباقين. Great and sad performance that reminds us with the late Asad Amanat Ali. May God bless you Ustad Shafqat Amanat Ali. جزاك الله خيرا استاذ شفقت امانت علي.
Nauha And Lyrics Salaam/Marsiya - Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.. Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2 Maine Abbas ko bejaa'n lab e darya haa dekha.. Mujrai khalq mei In.. Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2 Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye jisme...x2 Maine tukre huve Qaasim ka Janaza Haa Dekha... Mujrai khalq mei In.. Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2 Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2 Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2 Kahu kis muh se ke pardes me kya kya Haa dekha..... Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha......... TAMAM SHUD
New Words- 1) Karu kaysay may’n bayaa’n dehr mayn kya kyaa dekha? Khoon Sajjad ki aankhon say barastaa dekha. 2) Jab lutaa kar bharay ghar ko huay Shabbeer shaheed Haye Ahmad ko jigar thaam kay rotaa dekha 3)Jis ghari shah ka sar noke sina per aaya Arsh ke saath zamee'n ko bhi larazta dekha 4)Jis tarha jhoolay say Asghar ka giraa nanha badan, Us tarhaa ghoray say Abbas ko girtaa dekhaa 5)Ik taraf khaali tha mashq, ik taraf khaali koozaa Aurr Daryaa ki har ik lehr ko ruktaa dekha 6)Misle Asghar ki lehed bangai Ghaazi ki lehed, Sab kay laasho ko yu’n tukro’n mayn bikhartaaa dekha 7)Aai jab gyaara moharram ki seher Karbal mayn Chadaree Sani-e-Zahra ko bhi lut taa dekha 8)Khaulta paani giraya jo sitam gaaron ne, Haaye Zainab kaa Sakina pay ihaataa dekha 9)Raah main jab bhi giri naaqay se bint-e- haider Haye Zahra ko bhi raaho’n may taraptaa dekha 10)Al-Atash kehtay rahay raah main pyasay bachay Khaali mashkeezon main bacho ko ulajhta dekha 11)Shimr se jab bhi sakina nay tamachay khaaye Rayt par laasha-e-Ghaazi ko machaltaa dekha 12)Jo bhi ghum dekhay thay Beemaar nay, Din may Haaaye Raat ko khwaab may, har Zulmm dobaaraa dekhaaa 😭 13)Jab raqam hogaye alfaaz ISHA say yaa Rab, Chashm-e-Sajjad say bus khoo'n ko tapaktaa dekha --END- 🙏🏻😭 Written and recited by Sy. Isha Sadiq Haider ruclips.net/video/J5la-Tecpzs/видео.html
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahee(n) sibte payambar sa na aaqaa dekha.. Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2 Maine Abbas ko bejaa'n lab e daryaa dekha.... Mujrai khalq mei In.. Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2 Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye is May x2 Maine tukre huve Qaasim ka Sarapaa Dekha... Mujrai khalq mei In.. Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2 Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2 Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Berida Khalq nay uss bibi kay sar ko dekha Jis ki maadar ka kisi nay na janaaza dekha Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2 Kahu kis muh se ke pardes me kya kya dekha..... Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.........
ask REQUEST àap sày eak shia beahn hońy ki haseat say juub ÀLLÀH ñy itni achi awaz atta kì hai àap gana gana chour k MAULÀ As Ķi nohy MÁRSEY maqabt phra karyn plz doñt mind it
I am a Hindu ,even I don't know what he is singing...but oh my God how beautiful is this!! So peaceful .After listening this with closed eyes I find myself in an another world & even more closer to the Allmighty.
Shafqat Amanat Ali sir 🙏🙏God Bless You Sir,🙏🙏
This noha is describing scenario of the time when zainab s.a daughter of Ali returned from karbala where his brother Hussain and his whole progeny was massacred and zainab s.a was herself taken as prisoner by army of yazeed son of muwaviyah. After zainab's s.a return to madina she meets with Hussain's daughter Sughra. And is telling her about the whole catastrophe that had happened in foreign lands. I can't describe here the what exactly happened in karbala but I would recommend you to just read a little bit about it so you can understand, how much heart wrecking of noha this is 😢😢😢😢😢
Brother' if you want know what he singing please call me I will give you complete feedback
He is telling a true story Muslim history Muslims killed Muhammad SWS his whole family at karbala this type Muslim is majority all over the world they highjacked Muhammad's islam.. that's y Muslim are still down after Muhammad they are not loyal with Muhammad SWS even their children..
I think the poetry and voice are one of the best I heard my life, and it would not be possible for anyone to sing like ustad shabbat and late Assad amanat Ali Khan.this great noha will insha Allah reward them jannat
بچپن سے اس کلام کو موچی دروازے محلہ شیعیاں مسجد میں سنا ہے
اللہ تعالیٰ میر مونس لکھنوی کے درجات بلند کرے
ان کی شفاعت کے لئے یہ کلام ہی کافی ہے
Yazeed ki 32 najayaz auladon ne dislike Kiya hai , khuda ki laanat dushmanane ahale bait par
Masha Allah, replica of Asad Amanat Ali appeared in the voice of Shafqat Amanat Ali. Moula bless him abundantly and endlessly.
کیونکہ شفقت امانت علی اسد امانت علی کے بھتیجے ہیں
Shehryar Khan شفقت ،اسد کے بھائ ہیں
instablaster...
Àameen ❤️
@@faruqi786 میں اس
hayye Hussain.😭😭😭hamary bhai bap shohar bety sab qurban apky nam p.
Waha Kyaaaaaaaaaaaa baat hai zabardast padha masha Allaha Maula salamat rakhken aap logon ko
Mashallah shafqat bhai, Maula hussainn alehassalm aapko khush rakhe'n
Wah Bhai jio hazaro saal or uhi mola k lye rote or rolate raha...mola salamt rakhe is gale ko
Mola app ko bure ke nazroon se door rakhe aur app ko salamat rkhe
Aameen
One of My Most favourite Kalam ever ❤❤
Heartouching
@Muhammad Mohsin Hassan kia jahalat hai ye??
@Laugh With Mohsin bhai y sb achi baat nhi hai
❤❤❤
مجرئی خلق میں ان آنکھوں نے کیا کیا دیکھا
پر کہیں سبط پیمبرؑ سا نہ آقا دیکھا
میں نے دیکھاعالم شاہؑ کوآلودہ بہ خوں
میں نے عباسؑ کو بے جاں لب دریا دیکھا
میں نےدیکھا علی اصغرؑ کا گلا خون میں تر
میں نے زخمی علی اکبرؑ کا کلیجہ دیکھا
ایک گٹھڑی شہ دیںؑ پشت پہ لائے اُس میں
میں نے ٹکڑے ہویے قاسمؑ کا سراپا دیکھا
بے ردا خلق نے اس بی بی کے سر کو دیکھا
جس کی مادر کا کسی نے نہ جنازہ دیکھا
کہتی تھیں زینبِؑ مضطر کہ خدا خیر کرے
رات کو خواب میں عریاں سرِ زہراؑ دیکھا
جاکے زینبؑ نے مدینے میں کہا صغراؑ سے
کہوں کس منہ سے کہ پردیس میں کیا کیا دیکھا
JazakAllah ❣️❣️
Allah Tala toifeeqat me izafa ata kare....!
😭😢😢😓😓😓 جزاك اللهُ بے شک hussain mola sa kon hyaena
same like you father shafqat bhai slamat rhen
Jazakallah Mashaallah
Haye Haye Zainab (s.a)
Mashallha maula apko salmt rkhe 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
ماشاءاللہ جزاك الله بہت ھی پرسوز😭😭🙏
Noha parhny wale hoslay ko salam...❤️❤️❤️
Bilkul
Beyshak....
Dil phat gaya sun k....
mashalallah dil ko sukkon a gaya
Haye haye zulme karbalaa😢😢😢😢😢Mola salamat rakhe mere bhai apko
😭😭😭😭😭😭😭😭 Jitna Rouen, utna km💔
JazakumAllah! Boht khoob
Mashallaaah sakoon mila is awwaz me
مرثية رائعة بصوت الاستاذ شفقت أمانت علي. أداء حزين جدا ومؤثر يذكرنا المرحوم الاستاذ أسد امانت علي. هذه العائلة المحترمة أنجبت اصواتا ملائكية جميلة. رحم الله الماضين منهم وأطال الله في اعمار الباقين.
Great and sad performance that reminds us with the late Asad Amanat Ali.
May God bless you Ustad Shafqat Amanat Ali.
جزاك الله خيرا استاذ شفقت امانت علي.
Best kalaam.... JazakAllah 😢
Subhanallah, love from NewDelhi India..
Shafqat amanat Ali is soul of Pakistan
Geo Ap maula salamat rakhe
Subhan Allah 😭😭😭
Jazzak Allah #ShafqatAmanatAliKhan replica of #AsadAmanatAliKhan
kia lajavab marsia hai koi alfaz nhi ale Muhammad ki mazlomiat bayan ki ja ske
Bohut hi dard bhara 😭😭😭😭
Mashallah khuda salamt rkhe
Most favorite kalam❤
In Aankho Nay Kia Kia Dekha....SALAAM HO AAL-E-NABI PAK PAY SALAAM HO KARBALA K SHUHADA PAY....
One of my favorite marsiya and what beautifully read by shafqat Amanat and family God bless you all .
Masha Allah kya aawaz h aapki
SubhanAllah
Maula salamat rakhen.
Mashallah soulful melancholic rendition
Masha ullah
Nauha And Lyrics
Salaam/Marsiya - Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha..
Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2
Maine Abbas ko bejaa'n lab e darya haa dekha..
Mujrai khalq mei In..
Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2
Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye jisme...x2
Maine tukre huve Qaasim ka Janaza Haa Dekha...
Mujrai khalq mei In..
Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2
Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2
Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2
Kahu kis muh se ke pardes me kya kya Haa dekha.....
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.........
TAMAM SHUD
Dilbar e sibte nabi thaam ke hatho se jigar...
Ali akber ko jo reti pe tadapta dekha..
Thank you very much. From Canada.
Mashallah mola salamat rakhe bhai aapko
SubhaanAllah Moula a.s. salamat rakhen.
Mashallah shafqat Bhai I like it
Shafqat bhai bhut kamal
Mashallah 👌
haye haye. phar khain sibte payambar sa na Aqa Dekha
😭
Ali Zaidi please write this here ..
Salaam YA Hussain labbaik YA Hussain
I like this marsia v much
This is immortal marsiya
2017 khush qismat hai
SUBHAN ALLAH☆
☆☆☆☆★☆☆☆☆
PARDES MEIN KIA KIA DEKHA:'(:'(:'(:'(:'(:'(
😢😢😢labaik ya Hussain 😢😢😢
New Words-
1) Karu kaysay may’n bayaa’n dehr mayn kya kyaa dekha?
Khoon Sajjad ki aankhon say barastaa dekha.
2) Jab lutaa kar bharay ghar ko huay Shabbeer shaheed
Haye Ahmad ko jigar thaam kay rotaa dekha
3)Jis ghari shah ka sar noke sina per aaya
Arsh ke saath zamee'n ko bhi larazta dekha
4)Jis tarha jhoolay say Asghar ka giraa nanha badan,
Us tarhaa ghoray say Abbas ko girtaa dekhaa
5)Ik taraf khaali tha mashq, ik taraf khaali koozaa
Aurr Daryaa ki har ik lehr ko ruktaa dekha
6)Misle Asghar ki lehed bangai Ghaazi ki lehed,
Sab kay laasho ko yu’n tukro’n mayn bikhartaaa dekha
7)Aai jab gyaara moharram ki seher Karbal mayn
Chadaree Sani-e-Zahra ko bhi lut taa dekha
8)Khaulta paani giraya jo sitam gaaron ne,
Haaye Zainab kaa Sakina pay ihaataa dekha
9)Raah main jab bhi giri naaqay se bint-e- haider
Haye Zahra ko bhi raaho’n may taraptaa dekha
10)Al-Atash kehtay rahay raah main pyasay bachay
Khaali mashkeezon main bacho ko ulajhta dekha
11)Shimr se jab bhi sakina nay tamachay khaaye
Rayt par laasha-e-Ghaazi ko machaltaa dekha
12)Jo bhi ghum dekhay thay Beemaar nay, Din may Haaaye
Raat ko khwaab may, har Zulmm dobaaraa dekhaaa 😭
13)Jab raqam hogaye alfaaz ISHA say yaa Rab,
Chashm-e-Sajjad say bus khoo'n ko tapaktaa dekha
--END- 🙏🏻😭
Written and recited by Sy. Isha Sadiq Haider
ruclips.net/video/J5la-Tecpzs/видео.html
May Almighty bless you and your family.
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 hayeeee maula. Dil fat rha h
ماشاءاللّٰه مولا سلامت رکھے
Mashallah mola salamat rakhe ameen ❤️😭🙏
Salamat rahein
Allah o Akbar, Punj-e-Tan Pak hain
Jazak Allah khair
mashallah bhai
Hai Hai meri Sahezaadiyaan karbala😭😭😭😭
§adà sàlmt rehyn shàfaqt amanat ALi bhai ameen
ALLAH HUMMA SALLE ALA MUHAMMAD DIN WALA ALE MUHAMMAD
Masha Allah Geo 😭😭🙏
السلام عليك ياأبا عبدالله ..وعلى الارواح التي حلت بفنائك.
Mashallah bohat acha parha per jo baat Asad amanat ali ki thi wo dard dekhnay ko nahi milla..
He was Legend Allah pak on ky drjat buland frmy ameen
In me jo khoobi hai wo dehkho un me jo khoobi hai wo bhi dekho dono me kuch farkh nahi lekin inohone un ko aur baland darje par le gaye
ya mere mazloom maula as🙏💔😭
Salam ya hussain
Matchless performance
Haye Haye Haye 🙏🏻😪😪😪
Hy Hussain 😭😭😭😭😭
Ya mola Hussain as
Mashallah
Mashallah ❤
Jeo Maula salamat rakhay
MashaAllah❤
AllahoAkbar
Behadd bayniya 🙌🏻
Haye Hussain as
Haye Mola A.s
Geo mashallah
Jzakallah kher
Maa shah Allah, 😭
great
Ya abadillah hussain 😭😭😭😭😭
hayee ya hussain
Mashaallah
Jazakallah
Maula apni aaman me rakhke
Haye sakina😭😭😭
Sada Geo
Hay hay moula Ali Akbar a s shaheed,e,zinda world ,no,1 shaheed hy karbala ka Pakeo ka kattilo per lanat lanat beshumar ,111
Geo sada ap moula Hussain a sap salamit rakhey ameen
Ya mazloom husain
😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
If anyone has complete lyrics of this marsia?kindly send
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahee(n) sibte payambar sa na aaqaa dekha..
Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2
Maine Abbas ko bejaa'n lab e daryaa dekha....
Mujrai khalq mei In..
Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2
Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye is May x2
Maine tukre huve Qaasim ka Sarapaa Dekha...
Mujrai khalq mei In..
Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2
Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2
Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Berida Khalq nay uss bibi kay sar ko dekha
Jis ki maadar ka kisi nay na janaaza dekha
Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2
Kahu kis muh se ke pardes me kya kya dekha.....
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.........
Haaayeee
😭😭😭😭😭😭😭😭😭
ask REQUEST àap sày eak shia beahn hońy ki haseat say juub ÀLLÀH ñy itni achi awaz atta kì hai àap gana gana chour k MAULÀ As Ķi nohy MÁRSEY maqabt phra karyn plz doñt mind it
ashura 2020
Oh
❤❤❤❤❤