Khawateen ke Masail | Hajj Umrah | Aurton ke Masail | Haiz | Hajj Ka Tarika | حج کرنے کا مکمل طریقہ

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 сен 2024
  • This video has all information about hajj guide haiz khawateen ke masail aurton ke masail period ke masail shows agr hajj ya umrah kay doran haiz aa jae tu kiya krna hoga how to perform hajj in very simple and step by step way، very easy and shortest way، muzdalifa, muzdalifa ki raat, حج کرنے کا مکمل طریقہ، hajj karne ka asan aur mukammal tarika, hajj kay 5 din kese guzaren, n hajj guide, this channel covered all topics about hajj news, hajj updates, pakistan hajj news, saudi arabia news, haramain sharifain, حج کا طریقہ ،حج ،عمرہ، حج کے 5 دن,حج کرنے کا طریقہ
    #ilmkakhazana
    whatsapp channel;
    whatsapp.com/c...
    Important videos:
    • Sponsorship Hajj 2024 ...
    • Sponsorship Hajj 2024 ...
    • Hajj Mina Bag | منی س...
    • hajj 2024 | Documents ...
    • Hajj dues for infant |...
    • Hajj 2024 Final Cost |...
    • 2 Types of Hajj Scheme...
    • hajj 2023 | Documents ...
    • Khawateen ke Masail | ...
    • Hajj guide Part 1 | Ho...
    Important videos
    • How to Perform Umrah |... =(عمرہ کرنے کا طریقہ) how to perform umrah
    • Khutbah Hajjatul Wida ... =( خطبۂ حجتہ الوداع) Khutba hajj
    • Hajj ka Pehla din | 1s... = 1st day of hajj
    • Hajj ka dosra din | 2n... =2nd day of hajj
    • 3rd day of hajj | Hajj... = 3rd day of hajj
    • 4th 5th 6th day of haj... = 4th day of hajj
    • Holy Places Khaana e K... = خانہ کعبہ کا تعارف parts of kaba
    • Beautiful Dua | Specia... = Beautiful Dua
    • Hajj 2019 | 8th step |... =( اللّہ کا بلاوا کن کے لیۓ) who will go for hajj and umrah
    • Hajj umrah Tarbiyat | ... = Hajj Training Part 1
    • Hajj 2022 Training | ق... = Hajj Training Part 2
    • Hajj Umrah Training | ... = Hajj Training Part 3
    • Hajj 2020 Trainig | Pa... = Hajj Training Part 4
    • Hajj Umrah Tarbiyat | ... = Hajj Training Part 5
    • Ihram Ki Pabandiyan | ... = Hajj Training Part 6
    • Hajj Umrah Training pa... = Hajj Training Part 7
    • Shab e Qadr | Laylatul... = Shab e Qadr
    • Surah Al Qadr | 1st Ra... = Surah Qadr with Urdu tarjuma
    • Tabung Haji Fund | Haj... = پاکستان، حج کی نئ اسکیم تبونگ حج
    • Tabung Hajj System | N... = پاکستان، حج کی نئ اسکیم
    • Shab e Qadr | Laylatul... = Shab e Qadr

Комментарии • 79

  • @Shaidshaid-u6y
    @Shaidshaid-u6y 6 месяцев назад +1

    Subhanallah mashallah jazaqallah

  • @ayshakhalid9509
    @ayshakhalid9509 2 месяца назад

    JazaakAllah khair

  • @mumtazmolai3040
    @mumtazmolai3040 2 года назад +5

    mashallah sabke Liye Dua Karo Allah pak sab musalman unko makka Madina dikha de

  • @riffatliaquat7923
    @riffatliaquat7923 Год назад +1

    بہت خوب ماشاء اللّه۔

  • @somiaminahil9484
    @somiaminahil9484 10 месяцев назад

    Boat boat sukriya ma nay kio 10 videos Dekhi but muja sakoon nhi Mila na apnay masala k haal Mila but us video nay Kamal kay concepts clear Kiya Hain Allah ap say razi ho jaha.

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  10 месяцев назад +1

      bht bht shukriya , me bari mehnat and research ke baad video banati hon , and qadar-dan hi is ki qadr bhi kartey hain , mera irrada hai ke is ki mazeed detail video bhi banaon jis me assan solution diya jae ,

  • @mrswaheed7235
    @mrswaheed7235 Год назад

    Boht informative video

  • @iqraiqramubeen8688
    @iqraiqramubeen8688 2 года назад +2

    Maa Shaa Allah
    Good efforts 👍

  • @abdullahjamro7041
    @abdullahjamro7041 Год назад

    JzakAllah

  • @iqraiqramubeen8688
    @iqraiqramubeen8688 2 года назад

    Keep it up 😉

  • @mdumairahmed8746
    @mdumairahmed8746 Год назад +1

    Asalamualaikum mujhi aapsay ek sawal karna hai mai umrha par jarey hoo par mera period time par nhi howa aab kya karo umrha ko janay ka time be hogaya hai agar mujhko is time pay period hoo tu kya karo zaroor boly aap jawab

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      agr ap direct makkah ja rahi hain and agr ap ka makkah me qayam ziyada dino ka hai
      tu
      aesi soorat me ap ko koi masala nahi hona chahiye.
      1- condition
      Ap ehram and neyet kr k jaen , chahey ap period ki halat me hain ya period nahi ae ,ab agr ap ko period nahi hai tu ap jatey hi umrah kr len gi , baad me ag period aa jae tu koi masala nahi , ap 5 se 7 din period me haram nahi jaen gi .phir paak ho kr agr makkah me hi hain tu dobara jitney umrah krna chahen masjid ayesha se ehram bandh kr krti rahen
      2- condition
      jatey waqt period hai Ya Ap ne Ehram bandha neyet kr li ab makkah jatey hi period aa gaya,
      aesi soorat me ap ehram ki pabandion me hi rahen gi ,magr umrah nahi karen gi
      and period ke khatam honey ka intizar karen gi,
      jesa ke ap ka qayam lamba hai
      tu ap period khatam hotey hi ghusal kr ke umrah kr len gi ,qun ke aap ne neyet tu jantey waqt kr hi li thi ,
      3-condition
      Makkah me qayam kum dino ka hai,
      and koi risk nahi liya ja sakta .
      Aesi soorat me
      ap apni daoctor se period rokney ki tablet likhwa kr jane se 2 ya 3 din pehley se hi start kr len. because dawai ka effect 2 se 3 din me hota hai , and umrah se watan wapsi tak baqaida istamal kijiye ,wapis aa kr jese hi rok den gi os ke 2nd ya 3rd day period aa jae ga
      mere khayaal se tablet ka naam "Primolute " hai
      but plz apni doctor se zaroor pooch len, jo ap ko suit krti ho wo hi len

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      be careful tablet ki spelling mistake ho sakti hai

    • @mdumairahmed8746
      @mdumairahmed8746 Год назад

      @@ilmkakhazana bhouth bhouth shukriya aapka

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      meri koshish hai k khwateen ki rehnumai ke liye me is topic pr asaan lafzon me aik our video bhi banaon.

  • @HumaZahid-wp3gj
    @HumaZahid-wp3gj 8 месяцев назад

    Sis m umarh py ai hu..mjy is chez ka ilam ni tha ky haiz mn masjid mn ni jaty.m masjid mn beth k tasbi wgera krti rhi hu...mjy bhot ab dar k mjy gunah hua..lkn mjy ilam ni tha us chez ka

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  8 месяцев назад

      hum apni hr zaroorat ki knowledge search krtey hain but hum deen ko kum ahmiyet detey hain , deen ka haq ada hi nahi krtey , ab in mistake se agr humari soach and dil ALLAH ki marfat ki taraf lag jaen tu ye bhi ALLAh hi ka karam hai , misatake ke baad ALLAH ka khoaf hona bhi mominon ki nishani hai , Allah bara Ghafoor o Raheem hai , AP ne jan boojh ke koi ghalati nahi ki , ye sab LAiLMi me howa hai, phir bhi me muftiya sahiba se ap ka sawaal pooch ke ap ko isi chat me bata don gi ke is ka koi dum tu nahi ?

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  8 месяцев назад

      me ne mufti sahib se pooch liya , jawab ye aya."is ka dum tu nahi hai ,albata toaba-astaghfar kr len"

  • @sabaanjum1486
    @sabaanjum1486 10 месяцев назад

    Halate haiz me bhi Ehram ki pabandiyan jaari rahengi jab tak paaki hasil na hojaye maslan chehre pe haath lagana or baalon ka toot jana wagaira ? Rehnumai farmaaye

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  10 месяцев назад

      G ,Ehram ki pabandiyan Neeyet krtey hi shoru ho jati hain , and jab paki ho jae tu sirf ghusal kr ke apna umrah complete kr ke balon ko kaat ke phir hi ehraam ki pabandiyan khatam hon gi

  • @singhu1642
    @singhu1642 Год назад

    As Salam alaikum
    Ji ager kohi dusari country mai hai or haiz aaya or o pahle madinah jaa ke phir makkah jaane wale hoon to kya phir bhi umrah ke liyai madinah se ahraam baandhna chahiyai

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад +1

      Agr pehley madina jana hai tu madina jatey waqt ehram nahi bandha jata , phir madina se makkah jatey waqt hr haal me ehram bandhna hoga ,and umrah ki neeyet karni ho gi,even haiz ki haalat me bhi , magr umrah ke arkan ki adaigi ke liye haiz ke khatam hone ka intizar krna hoga , jab haiz khatam ho jae , phir ghusal kr ke arkan ki adaigi krni hogi ,yani umrah poora (tawaf saee and baal katna) karna hoga, agr worst condition hai ( makkah se rawangi ka time aa gaya ,magr abhi tak haiz se farigh nahi howe ) tu haiz ki halat me hi tawaf ,saee and baal katey jaen ge ,yani umrah ada kr liya jae ga , ab tawaf me paki lazmi hai jo majboori ki wajah se possible nahi tu is soorat me kuch ulma ke nazdeek dum wajib hai jab k kuch ke nazdeek nahi , tawaf ke ilawa baqi arkan me paki ki shart nahi hai,

  • @BittoB-eg4bh
    @BittoB-eg4bh Год назад

    Assalamualaikum aapi mujhe umrah prr Jana h or Mera piriyad aa gya mai kya kru

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      app agr direct makkah ja rahi hain tu ap ghusal kr k Ehram ( jo k ladies k normal kaprey hi hotey hain) wo pehan len , neeyet and talbiyah (labaik) plane me hi meeqat se pehle krna ho ga , phir ap ehram ki pabandi me hi rahen gi ,na haram ke under dakhil hon gi or na hi umrah karen gi, han haram ke sehan me beth sakti hain, jab period khatam ho jaen ge tu phir dobara ghusal kr ke umrah ki neeyet kr ke umrah krna ho ga , is tarah ap ko ehram ke liye meeqat pe jane ki zaroorat nahi ho gi our ap pr koi dum bhi nahi ho ga (qu ke ap ne plane me meeqat se pehley neeyet kr li thi) ,agr meeqat se bina ehram and bina neeyet ke guzar jaen gi tu 1 dum bhi dena ho ga and umrah ke liye dobara meeqat bhi jana ho ga ,
      and agr ap ki madinah ki flight hai tu ap ko abhi se ehram and neeyet kuch bhi nahi krna ye sab madinah se makkah jatey waqt ho ga

  • @HumaZahid-wp3gj
    @HumaZahid-wp3gj 8 месяцев назад

    Mn harm mn nechye utar k bi khaba k smny tasbi ki dua mangi bus.lkn mjy ni pata tha ky haiz mn mechye haram m ni jaty...lkn m tawaf wgera kuch n kiya ku k mjy iska ilam tha ky n krty...to bus m masjid mn bhti hu r nechye uatr k dua mngi...mjy guanh mila h?ya m kya kru mjy n pata t.plz reply

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  8 месяцев назад

      Allah bara Ghafoor o Raheem hai , AP ne jan boojh ke koi ghalati nahi ki , ye sab LAiLMi me how hai, phir bhi me muftiya sahiba se ap ka sawaal pooch ke ap ko isi chat me bata don gi ke is ka koi dum tu nahi ?

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  8 месяцев назад

      me ne mufti sahib se pooch liya , jawab ye aya."is ka dum tu nahi hai ,albata toaba-astaghfar kr len"

  • @MohidAnwer-l7h
    @MohidAnwer-l7h 2 месяца назад

    Ap ny 16 pe jo hukam btaya woh ghalet hai woh hayz m shumar ho ga

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  2 месяца назад

      16 point me wo baat batai gai hai ke agr mamooli daag mehsoos ho tu ye samjha jata hai ke dawai ke asr kerney se pehley naliyon me mojood blood jari howa hoga . agr dawai asr nahi karey gi tu is soorat me khul ke bleeding hoti hai jo haiz kehlae gi . agr haiz ke aney se 2-4 din pehley se dawai shuroo ki jae tu aesa hi ho jata hai .is liye haiz ko agr rokna ho tu ahtiyatan atleast date se 8-10 din pehley hi dawai start kr deni chahiye.

    • @angelmemon3633
      @angelmemon3633 2 месяца назад

      umrah ki 20 din k Safar mai ek umrah Ada Kia or phr madina chlygaye wapis Makkah ana ho Tou or Haiz ki halat bhi ho Yani madina sewapis Makkah aye or Haiz ki halat ho or wapis bhi 2 Din ki ho Tou Kia karen mikat Ata h madiny SE Makkah jaty hoye lekin shuru din mai JB Makkah k thy JB umrah Ada krliya or madiny chly Gaye phr Makkah halat Haiz mai aye Tou Kia karen plz meri madad Karen meri baiti 12 years ki h us KO Haiz Ka masla hogya h

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  10 дней назад

      meeqaat se guzarney ki soorat me hr haal me ihram bhi bandhna ho ga and umrah ki neeyet bhi karni ho gi .ab agr haiz hai and 2 din hi makkah me qayaam hai tu , 2 sooraten ho sakti hain .
      1--madina se jaddah aa jaen . makkah na jaen.phir jaddah se apney mulk chali jaen .
      lakin agr aesa mumkin nahi .and makkah hi jana hai tu ihram and umrah ki neeyet kr ke
      2--majboory ki soorat me isi halat me tawaf bhi krna hoga .jo umrah ka farz rukan hai.and sayee bhi karni ho gi phir qasr (baal katna) kr ke ihram se bahir ana ho ga , koi namaz nahi pharni ho gi . tawaf ke nafil bhi haiz se farig ho kr parhey jaen ge . phir napaki ki halat me tawaf krney ki wajah se aik dum dena hoga . baaz ulma ke nazdeek dum bhi nahi ho ga .sorry to reply late . pata nahi ap ke comment spam me qu show ho rahe hotey hain . jis ki wajah se miss ho jatey hain , otherwise me foran jawab dene ki koshish krti hon

  • @HafizaHavaldar
    @HafizaHavaldar Год назад

    Ladis ka under garment k masail kay hai

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      ap ka sawal kuch samajh nahi aya , ladies pr tu kapreon ki koi pabandi nahi ,wo tu under garment bhi pehan sakti hain

  • @tousiafathima2070
    @tousiafathima2070 Год назад

    Agar periods start hogay hain lekin sirf halki si spotting hai tho kya aisi halat me madina me dakil ho sakte hai

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      agr ye periods ki starting wale spots hain tu masjid ke under nahi dakhil hona chahiye , lain agr ye beemari ki wajah se spoting hai tu ye mazoori ke ziman me ati hai , jis me kuch riayet hoti hai ,WALLAH ho Alim

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      Dono sooraton me masjid ke sehan me bethney me koi harj nahi

  • @fakhrafaizan3293
    @fakhrafaizan3293 10 месяцев назад

    Agar bemari ki waja se spotting hoti ho… periods nae hon wo… to kya hukum hu?

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  10 месяцев назад

      Bimari (spoting )ki soorat me bhi wahi hukam hai jo " Riyah" ki bimari me hai .Yani hr namaz ke liye taza wazoo kr liya jae,umrah ke tamaam arakeen ki adaigi bhi kr saktey hain ,and agr sadqa bhi de diya jae tu bheter hai .(sadqa 5 riyal makkah me).

  • @faizshah4624
    @faizshah4624 Год назад

    Ap kk bat samajh nahi ae k mensiz main umra bhi karliya bibi nae phr haj ksse

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      video ko again dekhiye and ghoar se suniye , period ki halat me ihram bandha gaya hai , umrey ke baqi sarey arkan kiye ja saktey hai but tawaf nahi kiya gaya ,isi tarah hajj ke liye bhi sarey arkan ada kiye jaen ge but tawaf nahi kiya jae ga , tawaf ke liye period se farigh ho ke kiya jae ga , intihai halaat me( agr koi soorat mumkin na ho tab )agr tawaf krna pare tu baaz ulmaa ke nazdeeq dum dena ho ga

  • @rutbajaan2177
    @rutbajaan2177 2 года назад

    Rubeena rather

  • @rutbajaan2177
    @rutbajaan2177 2 года назад

    Asalamualikum

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  2 года назад

      Walaikum asalam, sada khush rahiye.

  • @khhansakiba397
    @khhansakiba397 Год назад

    Ni

  • @SaNabutt3901
    @SaNabutt3901 Год назад

    Sb log adhi adhuri bat bta rhy hen koi thek s guide nhi krrha plz ye btaen k haiz ki halat me ehram tu bandh lia lekin agr pak 4 din bad hona h tu kia 4 din tk halat e ehram me he rkhna hoga ??

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад +1

      yes , jab tak pak nahi ho jaen , and phir pak hone ke baad ghusal kr ke phir umrah ke arkan mukammal krna hogen phir qasar (1 inch baal kaat krna ) phi hi ahram se farigh ho jaen ge.

    • @SaNabutt3901
      @SaNabutt3901 Год назад

      @@ilmkakhazana ok thank u

    • @sanaomer4840
      @sanaomer4840 Год назад

      Kia ap bta skti m date h or mj Makkah Jana umrah k lye m haiz m ho gi to niyyat kaha SE krni ho gi or ehram k halat m rhna ho ga JB tk free ni hoti kia

    • @maryamkhawaja704
      @maryamkhawaja704 Год назад

      ​@@ilmkakhazana I have one question ky asi halat main jab hum pak hony ka ghusal kary gy tou oss waqat baal gher ja toot sakty hein tou kia daam par jy ga

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад +1

      jab tak ehram me hain ghusal krna mana nahi hai , but ghusal me behad ahtiyat ki jae , sifr pani baha liya jae , shampoo na kiya jae , warna baal toot saktey hain ,masal masl kr balon ko dry bhi na kiya jae , phir jab umrah mukammal ho jae tu jese chahain shampoo waghaira kr lijiye.ap chahain tu ehtiyatan dum de sakte hain

  • @sumerabilal8058
    @sumerabilal8058 Год назад

    I want to talk to you

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      most welcome , send your whatsapp number OR watch my acupressure treatment video in which my whatsapp number is given,

  • @shopsyshorts2332
    @shopsyshorts2332 Год назад

    Ek baat samjh nhi aayi k aurat ka to ehraam hota nhi hai umre krne k liye

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      Aurat ka ehram mardon ki tarah 2 un-sili-chadaren tu nahi hoti, magr aurat ke normal kaprey hi os ke liye ehram hotey hain,
      mazeed ye ke ehram sirf chadren ya kaprey ka namm nahi hai, asal me ehram aik condition (kaifiyet ya haalat ) ka naam hai jis me neeyet and kuch pabandiyan shamil hain,

    • @shopsyshorts2332
      @shopsyshorts2332 Год назад

      @@ilmkakhazana jazaakAllah

    • @shopsyshorts2332
      @shopsyshorts2332 Год назад

      @@ilmkakhazana me bhi ja rhi hu next month umre k liye.. Dua kriyega.. Allah qubool kare

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад

      humare liye bhi hazri ki dua kijiye ga

  • @lifetobaby1360
    @lifetobaby1360 Год назад

    Hajj k timw kisko aagaya haiz pagal log ise halat me jana q hai

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  Год назад +1

      Haiz ko Allah ne Adam ki betiyon pr lazim kr diya hai,magr is halat me hajj ya umrah kese kiya jae ? kon se arkan ada kiye jaen and kon se haiz se farigh ho kr kiye jaen? is ke barey me bhi ALLAh ne apney nabi ke zariye humain bata diye . video ko ghor se sunniye , ye hi tafseel batai gai hai

  • @imaanali9548
    @imaanali9548 11 месяцев назад

    Sister I have a personal issue regarding your topic....can I msg you in private

    • @ilmkakhazana
      @ilmkakhazana  11 месяцев назад

      yes,plz,send your whatsapp number in this comment, i will contact you