Bhai reality, expectations se bilkul alag hoti hai. Net profit margin bahut kam hota hai. Yaha tak ki agar aap daily 50 tiffins bhi supply karte hai and price ₹90 bhi ho to bhi ye loss making business hai. Kyunki aapko food material se jyada labour and fuel cost aati hai. And ₹90 se jyada aap rate nahi rakh sakte tiffin ki because logo ke liye ye affordable nhi hota

Tiffin Services ko manage karne Liye Tiffin CRM ka istemal kar sakte ho.. jo apka kaam bahut hi jyada asaan bana dega..
Client kha se laye?
3roti,sabji,salad,dal price??and rate for nonveg thali?? how to decide cost?? it's beneficial business?
Pr tiffin ki rate kya honi chahiye.....jisme dal ...ek..dry veg. Rice ..4/5 chapati...rice...salad...pickle...r...buttermilk ho sammers me
80 to 90 Rupaye hona chahiye depends on food quality
Mujhe bhi karna hai kyoki mujhe bhut jarurt hai 😢
Roti compulsory hai kya?
North India mein sabhi tiffin services roti dete hain.
Price and locetion bta do bhai
Aap kha rehte ho
Mujko bhi karni hsi how to start
Mujhe bhi karna hai
Mujhko v karni hai
Sir mujhe bhi ye work krna h
Sir mujhe bhi start karna h par kaise or mai Uttar Pradesh se hu
Start using Tiffin CRM
Kya aap meri help kr sakte h
घर से कैसे start करे
Normal jaise khana banate ho aap. Customer ke liye job ya students ko manual reach out kar sakte ho
Muje bhi krni h 😢😢
Hlo sir aap meri kujh help kar sakte hai
Kya help
Mujhe behi karna hai
Dirty tiffin customer ke yahan se pick up kaun karta hai?
Delivery person hi wapas pickup karenge.