Please bataye ye foulse trigger karega ki nahi jeise kahni sparking hua to Apne ap on hojana ya off hojana, aur line kateneke restore ke Baad iska condition badlega ki pehle ka condition me rahega bataye urgent hai jaldi batana
@@AKVTechnical reset ka matlab off ho jayega,,,to fir eisa switch koi kamka nahi he,agar bar bar lite jayega aur restore hoga to fir bar bar on karne me pareshani hogi,iska koi Tod hoga to ye switch 100pratisat kargar dish hota please,, solution hoga to batana
ये बहुत आसान है मेने इस पर एक वीडियो बनाई है उसमे led strip के कनेक्शन के बारे में बताया है इसे कैसे ttp 223 कनेक्ट करना है। ruclips.net/video/UtHsUc9uEHY/видео.html
5 touch plate ko ek sheet per lagane say aapas may touch distrub qu hoti hai automatic on off wale problem aate hai Or ac line ki wire touch kay near hone per bhe ye on off hote hai Iska solution kya hoga sir iss per bhe video banaye aap
@@AKVTechnical can this sensor be used in place of start stop push button and selector switch in a PLC wiring ??? if yes .... in plc , kya ise 230 v ac to 5 v dc adaptor se supply dna rhegi ya smps se bhi de skte hain ?
Bohat zyada achche se samjhate ho. Good
220 volt pr sensor kitt direct chaly ge ?
Very nice explanation thanks👍🙏
touch sensor ki A or B short karne ke baad kya relay ke sath 220 volt ka fase se ya neutral se connection karna hoga?
Please bataye ye foulse trigger karega ki nahi jeise kahni sparking hua to Apne ap on hojana ya off hojana, aur line kateneke restore ke Baad iska condition badlega ki pehle ka condition me rahega bataye urgent hai jaldi batana
Reset ho jayega
@@AKVTechnical reset ka matlab off ho jayega,,,to fir eisa switch koi kamka nahi he,agar bar bar lite jayega aur restore hoga to fir bar bar on karne me pareshani hogi,iska koi Tod hoga to ye switch 100pratisat kargar dish hota please,, solution hoga to batana
Ye on off switch kj tarha lagatar sirf 100 sec chalega ya jab tab dubara na dabayen chlta rahega ?
Nice Bhai, very useful, you solved my problem.
Very useful in many circuits.
Thodi der bad ttp223 sahi trh kam nahi karta.apne aap on off hone lagta hai.kaya karn hai .plz tell
Jaha 5 volt in karte hai ek 100uf ka capacitor laga do thik ho jayega
Reason for adding capacitor
12v par kese chlayenge
can it sense object?
No
can i use 12v supply with that relay
12 use karna hai to 7805 regulator transistor ka use karna hoga
Sir, touch module aur realy module dono ko alag alag adapter se 5 volt deneka? Ya ek hi adapter se? Please jaldi batana.
You can use single 5v source for both
From where to buy these male-female headers
Online
Relay ke sath fan laganese relay main fire hoke relay kharab hojarahahe iska salutation ky he jara bataea sir
Relay kharab hone ka karan over load hai
Bhai isko 220 Volt (wall socket) se power karna ho toh 5v tak kese leke ay.
Or isse agar DC led strip chalani ho toh woh kese kare
ये बहुत आसान है मेने इस पर एक वीडियो बनाई है उसमे led strip के कनेक्शन के बारे में बताया है इसे कैसे ttp 223 कनेक्ट करना है।
ruclips.net/video/UtHsUc9uEHY/видео.html
@@Ceneloctronics dhanya vaad
ase me Kia lekin kam nehi Kia.me ldr Sensor se ldr nikal ke usme VCC or GND ko joint korke kia
Aap akvtechnical.com per jao pura details diya hua hai
its Use relay high trigger or low trigger ?
5 volt relay
Bahut acchi video banayi hai apne👌👌. Kitne rs. Ka hai ye ek chip sir ji?
Ok sir ji. Thank you😊
Touch s sensor ki red smd say battery khatum hogai red led ko disable karnay ka tareeka bata dain
Red LED ko nikal do
Very nice video.
Module not on ??
Again try
Load ab load on nahi ho raha baki sab ok ha tpp223 on off ho raha ha module bi per load on nahi ho raha
5 touch plate ko ek sheet per lagane say aapas may touch distrub qu hoti hai automatic on off wale problem aate hai
Or ac line ki wire touch kay near hone per bhe ye on off hote hai
Iska solution kya hoga sir iss per bhe video banaye aap
Thoda sa gap me lagaye
@@AKVTechnical sir 2" k gap per lagaya tha itna gap bahut hota hai
Relay ka power jaha 5 volt hai usme ek capacitor 1000/12 ka laga kar dekho thik ho jayega
Its not working properly on 5 v
but its working properly on 3.3
Bulb kaisa connect karna
Maine b ko jumper kiya par light automatic on off hota hai
Aap ne. 5volt kese khaan Jodha boto dikhaya hi nahin
Aap is video me dekho
ruclips.net/video/X8y_WaYAbH4/видео.html
LED light per ek bar video banai jaaye touch karke sensor ke dwara
Load on nahi kar raha ma try kay ha ya project kay ap bata sakta ho kay problem ha
Again try
How to use this as a security alaram?
See this video for security ruclips.net/video/mqhSYAM1PRA/видео.html
@@AKVTechnical can this sensor be used in place of start stop push button and selector switch in a PLC wiring ???
if yes .... in plc , kya ise 230 v ac to 5 v dc adaptor se supply dna rhegi ya smps se bhi de skte hain ?
Maine sare connection kya lekin 220 volt par light on nahi hoti
Sir ye bahut hi simple hai aap ko voltage bhi adjust karna hoga 5 volt ko thoda sa kam karke dekho
@@AKVTechnical 5 volt 500 miliampier ka use kiya isse Kum voltage kaise kare
Aap koi OMS me resistance use Karen ya akvtechnical.com per jakar iska circuit diagram dekhen
Bhai isko electric board me complete fitting aur testing karke bata do pls
Thik mai bata dunga
Kya price hai
35
Sir koha milega ya tools
Rupam Kalita amazon cost 20 ₹ onely
Bhai kam se kam batao to ki kitne v ka adaptor lagega uske andar
5 volt ka akvtechnical.com per pura details hai bhai
Nice video
Super video 👍👍👍
Nic video
5vl reley model ke bare me bataye
Vo apko amazon pe asani se mil jayega.
Bhai jb light ja k phr ay gi to kya dubara ja k on krna ho ga k jo swich on h wo on he rahy ga
ha karna padega q ki usme active high or active low ko select kar skte hai
Kithna price contact no
Ma to 30/- liya hai discription box me link hai le sakte ho
Address send kare kha se Lena he
मि, विडियो बनाया परन्तु आप लोड लगा कर दिखाना चाहिए क्योंकि आम आदमी को या सीखने वाले को समझने का सही तरीका है मिस्त्री लोगों के लिए ये कुछ भी नया नहीं
Aap ne sahi bola ab mai puri traha se banauga
Not good
Ye kaha milega sir
Ek dum bakvas video
Bhai current kaise diyr nhi pata chala 😢😢😢
Pura video detail me bataya hai