Hello Bhai ek baar or reply kar do na 😢😢😢😢 mera सिर्फ moblie no ही link hai bank me or 🏧 card nhi hai to scaner se nikal sakta hai kya 😢😢 please reply do Bhai 😒😒😒😔😔
Ji Nikal skte ho, but ek time limit ke ander, Atm machine par timer chalega us time limit ke ander payment honi chahiye. Lakin isi jagah agr aap is process se ye kam karenge toh jyda Behar hoga - ruclips.net/video/eiZ95oSTDW0/видео.html
Don't worry paise refund ho jayenge, aap compant na bhi karte fir bhi paise refund ho jate, 48 hour me aap ke paise refund ho jayenge, lakin kisi kisi Bank me 7 days Tak ka time bhi lag jata hai
Sbi ATM me only Yono app ke jariye paise nikal sakte hai. Bole toh sbi atm machine se scan features only sbi user ke liye hai. Lakin Bob ATM se aap kisi bhi payment app se paise nikal skte hai. Jse ki Gpay, phonepe, Bhim app, Amazon Pay etc.. our is ka process video me details se Dekhaya gya hai
Bhai mera aaj 2200 scanner se chl gya but nikla nhi ATM se cash or account se kat gya... Ab me kya kru.... Bank b band h Saturday Sunday h ialye ab mere pese aayenge ya nhi 😢😢😢
Bhai aapne 2200 withdrawal karne the na, ye ho skta hai us atm me 100,200 ke note available na ho. Yah Atm me cash hi na ho. Jis wajah se paise withdraw nahi ho paye, lakin tention not aapke paise 48 hour me refund ho jayenge. Is baat se aap tention free rho.
@@TechnicalChamatkar thanks bro.... Pr pta nhi nhi aayenge ya nhi vaps...... Paise b kisi or ke h...... Or me mile to kha se lauaunga vpas.... Bank dega ya nji pta NH 😭😭
Aap minimum 100 rupees ATM se nikal sakte hai, but ATM machine me 100 ke note hone bhi toh chiye, agr aapne 500 rupees dale hote toh nikal jate kyoki 500 ke note har ATM machine me hote hai, Rahi aapke 100 rupees ki wo aapko 48 se 72 hour me refund ho jayenge
Bahut Khushi hua mujhe ki Bina ATM card ke mobile se paise nikal sakte hai❤❤❤❤
Isme koi charges nai katta kya ?? Any chargess
Nahi bro koi bhi charges nhi kat honge
Hello Bhai ek baar or reply kar do na 😢😢😢😢 mera सिर्फ moblie no ही link hai bank me or 🏧 card nhi hai to scaner se nikal sakta hai kya 😢😢 please reply do Bhai 😒😒😒😔😔
Bhai dekho agr aap GPay, phonepe, Paytm, koi bhi UPI app use karte ho toh aap is process se atm machine se paise nikal skte hai.
Bhai agar mai apne bhai to QR bheju aur wo payment kar de us se phone se to kya mai ATM se paise nikal sakti hu??
Ji Nikal skte ho, but ek time limit ke ander, Atm machine par timer chalega us time limit ke ander payment honi chahiye.
Lakin isi jagah agr aap is process se ye kam karenge toh jyda Behar hoga - ruclips.net/video/eiZ95oSTDW0/видео.html
Hello भाई मेरा अकाउंट me आधार card link nhi hai or account ka Paisa me ATM jake scanner se nikal sakta hu kya please reply 😢😢😢😢😢😢 Bhai 😢😢😔😔😔
Hanji nikal sakte ho, is process me aadhar link hone se koi fark nahi padta
Mene 7000 nikala tha par ATM me cash nhi tha mera account se pesa nikal gaya par cash mil nhi paya complain bhi kiya he par refund abhi tak nhi aya
Don't worry paise refund ho jayenge, aap compant na bhi karte fir bhi paise refund ho jate, 48 hour me aap ke paise refund ho jayenge, lakin kisi kisi Bank me 7 days Tak ka time bhi lag jata hai
@@TechnicalChamatkarmera bhi same problem hai sir please help me😢😢😢😢
Bhai ji waapas aaya
Mera bhi 5k nihi mila kaise milega koi batao
Mera b 2200 rupey chl gya is scanner se.... Vaps kese aayega.... 😢😢....plz help
Bob ka account ke phone pay hai sbi atm mein qr code chalega kay plz replay plz
Sbi ATM me only Yono app ke jariye paise nikal sakte hai. Bole toh sbi atm machine se scan features only sbi user ke liye hai.
Lakin Bob ATM se aap kisi bhi payment app se paise nikal skte hai. Jse ki Gpay, phonepe, Bhim app, Amazon Pay etc.. our is ka process video me details se Dekhaya gya hai
Keval 5000 tak hi nikal sakte h . Isase jyada nahi...,??
Upi ki limit 1lakh hoti hai, aap 1Lakh rupees daily nikal skte ho, but ek bar me 5000 rupees nikalte hai.
Phonpe se cash nikal jayega,?
Yes
Bhai paytm se nikal skte h kya
Nahi bro Paytm se nahi hoga
@@TechnicalChamatkar kyu paytm bhi toh upi app hai na
Bhai mera aaj 2200 scanner se chl gya but nikla nhi ATM se cash or account se kat gya... Ab me kya kru.... Bank b band h Saturday Sunday h ialye ab mere pese aayenge ya nhi 😢😢😢
Bhai aapne 2200 withdrawal karne the na, ye ho skta hai us atm me 100,200 ke note available na ho. Yah Atm me cash hi na ho. Jis wajah se paise withdraw nahi ho paye, lakin tention not aapke paise 48 hour me refund ho jayenge. Is baat se aap tention free rho.
@@TechnicalChamatkar thanks bro.... Pr pta nhi nhi aayenge ya nhi vaps...... Paise b kisi or ke h...... Or me mile to kha se lauaunga vpas.... Bank dega ya nji pta NH 😭😭
@@TechnicalChamatkar bhai nhi haa refund abhi tk to 24+ hours Ho chuke h.... Hoga ya nhi refund 😭
BOB ke atm main hi upi ka system hai kya
Han toh sbi me bhi lakin wo bss sbi user ke liye hai, sab ke liye Bob me hai, our jld hi sab ATM me hoga
@@TechnicalChamatkar thanks
Bhai mere me maine saturday saam 7 bje ko 1300 rupay dale or case nhi nikla or paisa bhi vapas nhi aaya hai 😢😢
Ha jayenge bro Sunday, holi aa gye the na bich me, Don't worry paise refund ho jayenge, kisi kisi Bank me refund hone me 7 din tak lag jate hai
Bhai maine Qr kr diya fhir bhi rupees nhi aye or debit ho gye account se 😢
48 hour me refund ho jayenge, by the way kitne paise withdraw kar rhe the?
SBI atm me work ni kr rha h.. Google pay..
BOB me sab work kr rha h.. Ye acha lga aur kon kon se atm me google pay work kar rha pls btana mujhe ??
Sbi atm me Yono app se hoga bas,
UPI withdraw features abi Bob me hi aaya hai brother
@@TechnicalChamatkar thanks bro
Maine Aaj try Kiya but nhi nikle h 100 rupaye kat gye h
Aap minimum 100 rupees ATM se nikal sakte hai, but ATM machine me 100 ke note hone bhi toh chiye, agr aapne 500 rupees dale hote toh nikal jate kyoki 500 ke note har ATM machine me hote hai, Rahi aapke 100 rupees ki wo aapko 48 se 72 hour me refund ho jayenge
@@TechnicalChamatkar thanks bhai
@@TechnicalChamatkar yaar abhi tak rupaye nhi refund hua hai
Bhai waapas aaya@@__Arpit__Jatav__